PC में Bluetooth है या नहीं चेक करे और नही है तो ऐसे लाए 🔥
HTML-код
- Опубликовано: 27 ноя 2024
- Jai Hind Dosto, Mai Umesh Kumar aapka hamare is channel Riyansh Tech par swagat hai.
============================================================================
Dosto aaj mai baat karne wala hu ki aapke PC me bluetooth hai ya nahi hai aap kaise check kar sakte hai. kyunki dosto bahut sare logo Ko yah pata bhi nahi hota Hai ki unke system me bluetooth hai ya nahi hai aur we pareshan hote rehte Hai yah jane ke liye ki unka system blutooth supported hai ya nahi.To dosto is video me aapko bataunga ki aap kaise check kar sakte hai ki aapke PC me bluetooth hai ya nahi hai. ise check karne ke liye aap is video ko complete dekhe mujhe ummid hai aapko video pasand aayegi dhanyvad dosto.
This Video Queries :-
1) How to install bluetooth driver
2) How To Check Bluetooth Available or not
3) PC me bluetooth chlega ya nahi kaise check kare
4) pc me Bluetooth driver install hai ya nahi kaise check kare
5) Bluetooth driver install kaise kare
6) Bluetooth driver download kaise kare
7) computer bluetooth ka support hai ya nahi kaise check kare
Bluetooth All Videos Pc & Laptop ( हिंदी में ) :- • Bluetooth All Videos P...
#bluetoothdriver #bluetooth #riyanshtech #driverinstall
#updatedriver #win7bluetooth #driver #hindi #wirelessnetwork
==========================================================================
👍👍👍👍👍👍 Dosto video dekhne ke bad channel ko subscribe jarur kar lena or video ko like kar dena or comment karna na bhule Dosto. mai hamesa aap logo ke liyea is tarah ki video lata rahuga Dosto 👍👍👍👍👍👍
================================================================================
Follow me On :-
Instagram :- / umeshkumar5877
My facebook www.facebook.c...
Twitter :- / riyanshtech
===============================================================================
DISCLAIMER :-
This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only .
This video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
=========================================================
"Riyansh Tech" -- Thanks for watching this video Dosto.
Bahut se hai jiske pc/laptop me bluetooth hardware bhi nhi hai fir bhi driver install kr rhe hai 🤣🤣 driver install krke name show hoga lekin chlega nhi 🤣🤣 lekin name dekhke hi khush ho jate hai ki hai to sahi 😂
Bilkul sahi Kaha aapane
It's working❤
Thanks😊
🙏🙏♥️♥️♥️
Thank you respectable sir ji
♥️♥️♥️♥️
Thank you bhai mera kaam kr gya
🙏🙏♥️♥️♥️♥️
Thank you bro.
So nice video 👍👍👍👍👍👍👍👍🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Thank you 🙏🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
ho gya 64 bit me thank you sir
🙏🙏♥️♥️♥️♥️♥️
Dear Bro .....mere pass HP Probook 4530s laptop h usme Bluetooth nhi mene sab kuch try kr liya h .....Bhai additional dongle se kya Bluetooth chal skta h kya ....vese ek do dongle mene purchase kiye h lekin vo bhi connect nhi huye h ....Bhai please bataye me kese chala skta hu mere laptop me Bluetooth......agr aapse contact ho jaaye to mujhe kuch guidence mil jaaega
Laptop Hai To fir to aapke laptop mein hi Bluetooth hardware ka support Diya hua hoga aapko additional adapter lagakar Bluetooth chalane ka jarurat Nahin Hai aap hai so pahle Apne operating system ko update kijiye aur new latest varjan ke bluetooth driver ko install kijiye yadi fir bhi kam Na Ho tab FIR additional adaptor purchase kijiye TP link ka 5.0 wala yah sabse best adapter Hai yadi Windows 10 hoga to fir plug and play hoga lagaiye aur use kijiye koi dikkat wali baat Nahin Hai main khud hi iSe use karta hun
Jhath nhi kam kr rha hai
Ek number bhai 😂😂😂😂
😂
sasta wala h bhai tera
😂😂
😂
bhiya ye sab karke dekhliya driver , service par fir option nhi show kar rha hai
Pahle aapke computer mein Bluetooth chalta tha na
Hogaya kya
Mera Bluetooth ka option nhi aarha hai sare method check kr liye h kya Bluetooth dongle alag se Lena padega tab show hoga
Yadi hardware ka support nahin diya hua hoga to fir aapko additional adapter Lena hi padega Bluetooth chalane ke liye
@@RiyanshTech ok thanks
Branded computer me hi vt support diya jata hai
@@flyingbeecrazy5491 ho gya program solve
Nice video
♥️♥️♥️♥️♥️
Pc processor Intel ka hai lekin wireless realtek ka wifi hai Intel driver install ke baad kya Bluetooth start ho jayega sir
Processor Intel ka hai to aap Intel ke official website Se hi driver download karke install kijiye kam karne lage aur operating system update jarur rakhna hai aapko
bhaiya hamare pc me nhi ho rha hai 32 bit error aata hai
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir mere pc mai hardware ka support nahi dikha raha toh mujhe exactly kya purchase karna chahiye mere pass window 7 hai
TP link 5.0 ub500 lijiye
Bhai not located ka option dikha ra
Qualcomm atheros AR9285 netwok wireless adpter dikh rha
Hello bhai. Mere control panel me Bluetooth show kar ta he oR Driver bhi install kiya. Lekin. Bluetooth. No OF. Ka. Butten nahi aata he me kya karu please help me 🙏
Sabse pahle operating system ko update kijiye latest varjan mein uske bad bluetooth driver ko update kijiye a jaega Bluetooth
Sir profile delete karne se payout delete ho jayega kiya kuiki mera page hack ho Gaya tha please reply me
Facebook ka page profile se hi banaa hota yadi aap profile delete kar denge to page automatic delete ho jaega na
@@RiyanshTech payout delete karna hai
Payout delete kar dijiyega to fir earning Kaise kijiega
Bluetooth hardware hai ya ni kaise pata karenge
Device manager network adapter se
mouse adapter ko bluetooth kasie banaye
Wo mouse ka receiver hai Bluetooth receiver alag hota hai
Computer me airbuds connect hota h kya
Bus usmein Bluetooth hona chahie sab connect ho jaega
Kash yh sab chutiapa krny s phele comment read krlyta 😢
Brother mera to ho gya bluetooth connect aap ache se vedio dekhe ny ho confirm 😂😂😂😂
Kya dongle lagana padega?
Pahle check kijiye ki Bluetooth hardware ka support diya hai ya nahin diya hai jab nahin diya hua hoga to fir dongle lagana padega tab Bluetooth chalega
Installed ke time change repair and remove ka option dikhta hai kya karu ?
Windows ko update kijiye aur jis bhi dongle ka use kar rahe hain uska driver install kijiye tab kam Karega
Wireless lan 802.11n usb adapter used karta hu
Jhaat ke barabr gyan deta hai
Wifi to chalta hai iska matlab hai kya Bluetooth hardware Diya huya hai,or processor details kaha se dekhe
Aap model number ko Google kijiye ya device manager mein Jake check kijiye pata chal jaega
Mara nahi hoya
Windows ko update kijiye latest version me or bluetooth driver ko uninstall kijiye aur new aur latest version wala driver install kijiye
Acer AOD 270 m hoga ki n
Check kijiye check karne ke bare mein Maine Bata Diya hai
bhai mai ye sab kuchh kr liya but fir bhi nhi show kr rha h Bluetooth or wireless ka adapter support bhi hai mai kya kru please help me😢😢😢😢😢
Bluetooth hardware ka support diya hai to bit or operating system ke anusar bluetooth driver install kijiye
Kaise install kare
Thanks thanks thanks for your support sir
Thank you 🙏🏼🙏🏼🙏🏼♥️♥️♥️♥️
Install nahi ho raha hai
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein aur Intel ke official website Se download karke install kar lijiye ho jaega
Not working...
Window update karne k baad s bluetooth nhi kaam kr rha
Windows update karne ke bad aap check kijiye ki Device Manager me Bluetooth show kar raha hai ya nahin yadi nahin kar raha hai To fir driver install kijiye aur FIR check kijiye ki show kar rahe ya nahin jab tak Show Nahin Karega tab tak Kam Nahin Karega Bluetooth
Bhaiya restart krne per bhi nhi aara hai to kya kre ?????
Operating system ko update kijiye latest version me or new or latest version wala driver install kijiye purane Wale Ko hatakar
Wireless adapter nhi ha wireless LAN Card aa rha ha?
Bluetooth driver install karke dekhiye device manager mein ki Bluetooth show kar raha hai ya nahi
Bluetooth driver instal karne ke bad not supported bol raha hai aur bluetooth ka option show nahi ho raha hai....
Adapter lagakar Bluetooth chala rahe hain ya phir Bluetooth hardware ka support pahle Se Diya hua Hai computer mein
😂😂@@RiyanshTech
😅 10:33 😅 10:33 😅 10:33
Nhi hua bhaiya
Aap check kijiye ki aapka Operating System update hai ya nahin latest varjan mein uske bad driver ko update kijiye ya to fir us driver ko uninstall Karke naya driver install kar lijiye work karne lagega
Hi
Sab karny k bad Bluetooth ka options nahi dey rha haii restart keya hu tb bhe nahi dey rha hai
Operating system ko update kijiye
Sar Mere PC Mein bluetooth ka option hi nahin dikha raha aur naahi wireless adaptor ka
Driver install kijiye aur operating system ko update kijiye latest version me
How to download and install driver
Sir mere me install karne ke bad bhi nahi aa raha h
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein aur bluetooth problem ko fix karne wala video dekhiae
Are Bai bus Intel Kaa Btate ho har Bar Mera AMD Ryzen ka Bluetooth show ni hora Sabke pass intal nahi hota bai
Okay
Hardware me nhi hai toh connect nhi hoga kya
To fir additional Bluetooth adapter lagakar Bluetooth chalana padega
@@RiyanshTech ok I will try
Network adaptor hi nahi hai 😢
Laptop hai ya pc
mera connect nhai ho rha hai😢
Pc hai ya laptop Hai????
Bhai entry point not found bta rha h.. Install nhi ho rha
Iska video Maine banaa Diya Hai 1 week pahle
Mere me wireless hi nhi likh rha
Model no ko Google kijiye to pata chal jaega ki bluetooth hardware ka support diya hai ya nahin
Agar bluetooth hardware ka support nhi diya ho to kya kare @@RiyanshTech
Nahi dikha rhaa wireless usb adaptor 😢
Jo bhi company ka laptop hai use Amazon ya Flipkart mein check kijiye ki Bluetooth hardware ka support diya hai ya nahin diya hai
Bohot lamba video hai
Jyada jankari Dene Ke chakkar mein lambi Ho jaati Hai dost
Still not working after install
Operating system ko update kijiye latest version me or bluetooth support services on kijiye
Ke
Sir Bluetooth install nahi ho raha hai
Kya problem aa raha
10 days se kar rha hu Bluetooth connect karne ki kosis but ho nhi rhi hai.....hp itel windows 10pro hai...
Uper me Bluetooth show nhi kar rha hai.. Bluetooth driver install karne ke baad bhi...? Kya iska matlab mere laptop me wireless Bluetooth ka function nahi hai??? Please reply
Mere insta I'd pe number hai usme call kar lijiyega kal 2 baje solve ho jayega tension mat lijiye
Nhi connect hua connect krke dikhao
Kal ka video dekhiaega connect ho jayega
sir windows 8 64 bit nhi mil raha hai
Aapke computer mein kaun sa processor laga hua hai kya Intel ka processor laga hua hai yadi Intel ka processor laga hua tha aap intel assistant install kijiye Intel assistant aapke computer ke liye jo bhi best bluetooth driver rahega use khud wa khud install kar dega iska video aapko mere channel per Bluetooth wale play list mein mil jaega
Nahi hua sir
Operating system ko update kiye the
Hello
Hello
Kya kare
Operating system ko update kijiye
Qualcomm atheros wifi adpater likha hai to kya bhluetooth use ni kr payenge
Nahi ....model no bhi hoga model no se check kijiye
Dikha raha ab kiya kre
Device Manager mein Bluetooth show kar raha hai To fir aapko kuchh Nahin Karna Hai operating system ko update kijiye aur bluetooth driver ko install kijiye aur connect kijiye ho jaega
@@RiyanshTech wo to me ne unistall kar diya
Dubara install kijiye sahi or latest version wala driver
Operating system kyse update hoga pehle dikhta hai aj dikh nahi Raha hai bluetooth apne jo btaya video me wo sb kar liya aur jo device meneger me tha wo unistall kr diya nya install krne par bta rah ke pehle se h wo hoga to dura nahi install hoga aur blutooth problem detect me ye aa raha hai ke koi bluetooth nahi hai window 7 hai laptop
@@RiyanshTech install hai sir run admister nahi ho raha phele se koi working dikha Raha hai aur device manager se unstll kr diya to waha ab hai nahi
Mere pc me na wire se file send hota hai na Bluetooth se headphones connect hota kyuuu..? Mujhe personal help chahiye kaha contact Karu 😐
Check kijiye ki Operating System update hai ya nahin hai kahin Windows mein update to nahin na aaya hai yadi aaya hoga to update kar lijiye
@@RiyanshTech ha hai update abhi 3,4 din pahle bhi kiya tha
Update kijiye usko
@@RiyanshTech already updated batata h abhi bhi bata rha or jab aata h mera automatic ho jata h
@@RiyanshTech or mera genuine windows nhi h or hatta bhi nhi
Entry point not found bta rha h
Iska solution aapko mere channel per mil jaega