Your Videos are more informative than any other RUclipsr claiming to give every information about the Washing Machine. Your Videos taught me that things which even company guide came for installation didn't do... Thanks a lot...
My mechine lekr 4 days huwa ta Technician aakr demo btaya ta mujha tab mujha itna smjh ni aaya pareshan hogaya my kaise usse kro lekin ap na toh ittna accha samjha ya acche se smjh aaye mujha🎉😊
Meri LG ki top load machine hai jisme pani bahut slow aata hai....maine iska baher vala pipe bhi clean kiya hai but usse bhi kuch nahi hua...ab mujhe kya karna hoga?? Please reply
Meri Samsung ki washing machine 6:30 kilo Wali Hai 2017 model hai Kapda sukhane wala motor Nahin chal raha hai Nahin Sukha raha hai badbu a raha hai world junior type ka
Kapdo ko machine mein bhigo ke rakhne ke liye pause kiya toh bill jyada nahi ayega? Agar Main power button off kare toh bad me on karne pr ussi time se shuru hoga kya?
Samsung 7kg washing Machine DD motor wala ha, inverter model hai, isme proble ye hai ke wash cycle barabar chalti hai, lekin spin cycle kade dalke chalao to body se takrati hai aur band ho jati hai, Empty chalao to chatli hai, lekin 9 min ka spin chalu hota hai, 8 min khatam hone ata hai to drum ruk jata hai, 7 ve min me vapas drum ghumne lagta hai, badme end Tak barabar chalta hai. Kya reason hoga, pls reply.
Hamari washing machine me kapde dhone ke baad, black-brown color ki scaling si aa rhi h drum me. Drum ki cleaning bhi kr li hai. Uske baad bhi same problem h. Koi solution suggest kar skte h ??
sir hamne samsung ka ecobubble digital inverter machine liya hai ye normal mode per 2 bar se jyada rinse karti hai. jis karn pani time electricity jyada lagta hai. demo vale baiya ne bataya tha ki normal mode per ye 1 bar rinse karegi.esa kyu ho rha hai. kya iska koi solution hai. please reply jarur kariea.
Normal mode me kapde wash or rinse complete hone k bad jab spin hote hain tab bhi machine paani leti hai adha rinse complete kar k dubara pani le k clothes ko wet kar rahi hai or spin time automatically badh jata hai ! Aisa kyu ho raha hai ? Or kya karna chahie
Machine unbalance hone ke karan aisa hota hai, machine jb kapde sukhate vkt agar jyada unbalance ho rahi hai to ye problem aata hai, phir se pani start ho jata hai or time bhi bad jata hai, isper ye, solution hai ki machine ko thik se balance kijiye machine jyada hilna nhi chahiye
Sir mere pas LG top load machine h 2 3 din se machine mei prblm ho rhi h kapde dhone k bad b machine aata rhta h bnd hi nhi hota or E 1 ka option aa jaata h
Agr koi small sa kapda washing ke time tub se bahar chala jaye aur aapko sari washing complete hone ke baad hi pta lge ki ek hanky /socks missing h to ab kya karen
dc ka matlab hota hai on machine me door open karna, ya door sensor me koi kharabi hona, is pr channel ke servicing playlist me video banayi hai aap check kijiye
@@a2zshorts555 aapke machine ka drained pump me kuch problem aai hogi, iske liye aap hamare channel ke washing machine service playlist open kr vaha aapke problem se related video dekh sakte ho
Samsung automatic 7 kg mashin tangy ki hai mujhe टंकी रखना जगह नहीं है तो मै उसमें ऊपर से पाणी डालकर चला सकता हूँ क्या और टाईम कैसे लगाएं वह भी बताओ जलदी दो महीने मिटर बिल भर रहा हूँ
Sir meri automatic washing machine me kapde wash to sahi se hote h ,but Rinse ke time drum sahi se ghoom nhi pata means halka fulka move karta h na ke barabar hi toh main aesa kya kru jisse washing machine ka rinse ke time drum sahi se move ho sake or kapde acche se rinse ho paye please sir help kijiye
@@deepikaverma5519 aap hamare channel pr jaye or top load washing machine ki playlist open kijiye usme sari settings ki alag alag video banai hai, rinse time kaise set karte hai is ki bhi video vaha available hai
@@deepikaverma5519 me aapka problem samaj gaya hu lekin iska solution type kar ke nahi bata sakta hu, ye setting bahot complicated hai, isliye aapko video dekhni padegi
Samsung 7kg washing Machine DD motor wala ha, inverter model hai, isme proble ye hai ke wash cycle barabar chalti hai, lekin spin cycle kade dalke chalao to body se takrati hai aur band ho jati hai, Empty chalao to chatli hai, lekin 9 min ka spin chalu hota hai, 8 min khatam hone ata hai to drum ruk jata hai, 7 ve min me vapas drum ghumne lagta hai, badme end Tak barabar chalta hai. Kya reason hoga, pls reply.
@@Rupesh24X7 bhai video thik se dekha hota to itna bada saval puchne ki jarurat nahi parati Koi bat nahi bata dete hai, machine spin ke vakt start me rukh rukh ke ghumti hai, phir continue ghumti hai, or machine me kapde charo or felakar daliye jis se machine unbalance nahi hogi
Super vidio thank you vary much mere sare doubt clear ho gye. Instalation wale bhayya ne to kuchh bhi thik se bataya nhi
Your Videos are more informative than any other RUclipsr claiming to give every information about the Washing Machine.
Your Videos taught me that things which even company guide came for installation didn't do...
Thanks a lot...
My mechine lekr 4 days huwa ta Technician aakr demo btaya ta mujha tab mujha itna smjh ni aaya pareshan hogaya my kaise usse kro lekin ap na toh ittna accha samjha ya acche se smjh aaye mujha🎉😊
@@nasreenbanu3376 ysi playlist me sabse top par ek demo video hai, vo aapko or pasand aayegi
आपके समझाने का तरीका अच्छा लगा धन्यवाद आपका
Thanks u so much sir apne toh mere tension door krte
आपने बहुत अच्छा समझाया है धन्यवाद
Thank you
Useful information
Thank you
best video on how to use samsung top load🤩
Bhut acha samjaya hai
Useful information.👍
Thanks 🙏🙏
Very nice ❤information 👌. Thanks for your great video ❤
Thank you sir
Thank you for amazing information 👍🏼
Super experienced.I salute you
Thank you so much
V useful information ....Thank u sir
सर LG मशीन के बारे में भी वीडियो बनाइये plz
Ji bilkul, jald hi banayege
Lg pr do video banayi hai channel ke playlist me dekhiye
Bubble Strom on nhi ho Raha he 10:17 apne bataye vaisa try Kiya lekin sirf ek beep ki avj ati he time kam nahi hota
Time kam hota hai normal 50 min. Lagte hai or bubble me 35 min. Lagte hai time kam nhi ho raha hai to bubble on nhi hua hai please let try again
बहुत अच्छी जानकारी दी है.... सही समझाया है
Thank you
Good information sir 👌👌
Thanks
Thanks for the information. Watched your both videos. Can you suggest best powder for washing.
Surfexcel Matic
rin matic
Ariel Liquid
IFB Liquid
@@purabkhamkar thank you. Stay blessed
Very nice video thank you so much
Wc
Sir only wishing ke bad paani nikalna he to kese nikale whos ke dab Pani nihi nikalta machin ke 2din hu new he
Only spin mode use kijiye
Sir meri lg upload washing machine hai aur usme kapde saaf nahi horahe hai pehele acheh se saf hojate the,uska kya problem hai sir please bataiye
Machine ki servicing karni chahiye, tub clean kijiye, water pressure achha rakhiye, powder quality achha use kijiye
Chalu washing machine mein Door open kar sakte hai kya
Kr sakte hai pr machine ko pause kar ke
Kale kapade ko barik barik guliya aati hai usake liye ilaj batao please
Powder ke jagah Liquid use karo, washing time jyada rakho, kapde dhote vkt machine ko 20 min ke liye pause karo, rinse cycle 2 karo
@@purabkhamkar rinse cycle nhi hai
@@pritisakharkar8839 har machine me rinse option hota hai
Sir tap kab kholna hai tap ko kab band karna hai please help
Thank you sir
Meri LG ki top load machine hai jisme pani bahut slow aata hai....maine iska baher vala pipe bhi clean kiya hai but usse bhi kuch nahi hua...ab mujhe kya karna hoga?? Please reply
Isee video me uska reason or solution bataya hai, aap video ko pura dekhiye
Sir whirlpool automatic machine pe bhi video banaiye 🙏🏻it would be great pleasure for me .
@@artycraftymeetu ok, good
Meri Samsung ki washing machine 6:30 kilo Wali Hai 2017 model hai Kapda sukhane wala motor Nahin chal raha hai Nahin Sukha raha hai badbu a raha hai world junior type ka
Motor badal deni chahiye
Mereko kaise water level Kam karna hy....for Samsung Eco bubble 7 Kg top load
Power on karke water level 2 ya 3 rakhkar start karo
Kapdo ko machine mein bhigo ke rakhne ke liye pause kiya toh bill jyada nahi ayega? Agar Main power button off kare toh bad me on karne pr ussi time se shuru hoga kya?
Bill jyada nhi aayega,
Vahi se start hogi jaha se pause ki thi
I like at thanks alot
Thank you
Samsung 7kg washing Machine DD motor wala ha, inverter model hai, isme proble ye hai ke wash cycle barabar chalti hai, lekin spin cycle kade dalke chalao to body se takrati hai aur band ho jati hai, Empty chalao to chatli hai, lekin 9 min ka spin chalu hota hai, 8 min khatam hone ata hai to drum ruk jata hai, 7 ve min me vapas drum ghumne lagta hai, badme end Tak barabar chalta hai. Kya reason hoga, pls reply.
@@Rupesh24X7 video bina skip kare pura to dekha karo bhai, aapka saval ka jabab video me hi hai
Hamari washing machine me kapde dhone ke baad, black-brown color ki scaling si aa rhi h drum me. Drum ki cleaning bhi kr li hai. Uske baad bhi same problem h. Koi solution suggest kar skte h ??
Surviving hi karvani padegi
Delay End button ka kya use hai
@@smitaredkar8565 machine kitne hours bad start karni hai utna time delay end se set kar sakte hai
Very nice thank you sir
Sir, how to off the spin button if i just want to wash and rinse clothes??
And will it drain out water after rinsing.?
Please reply.
@@tasneem78please see video again, may be your answer in video
sir hamne samsung ka ecobubble digital inverter machine liya hai ye normal mode per 2 bar se jyada rinse karti hai. jis karn pani time electricity jyada lagta hai. demo vale baiya ne bataya tha ki normal mode per ye 1 bar rinse karegi.esa kyu ho rha hai. kya iska koi solution hai. please reply jarur kariea.
Rinse cycle aap kam kar sakte ho
Hamare channel ke playlist me jakar dekhiye
Nice info
Mechine When not in use if shake the drum water under lying sound hearing what the problem in machine please reply (same machine)
Same problem
Agar solutions mil jayega to mujhe bi batana
@@jerickimmanuel.v3003 low speed problem in normal program, please use Jean's mode for regular wash
Is se to semi mashin hi achi he
koi batan ki janjat hi nhi
Normal mode me kapde wash or rinse complete hone k bad jab spin hote hain tab bhi machine paani leti hai adha rinse complete kar k dubara pani le k clothes ko wet kar rahi hai or spin time automatically badh jata hai ! Aisa kyu ho raha hai ? Or kya karna chahie
Machine unbalance hone ke karan aisa hota hai, machine jb kapde sukhate vkt agar jyada unbalance ho rahi hai to ye problem aata hai, phir se pani start ho jata hai or time bhi bad jata hai, isper ye,
solution hai ki machine ko thik se balance kijiye machine jyada hilna nhi chahiye
Rinse + spine Mai Pani 1 baar to leta hi hai
Kya kare
Bubble vala model hai
@@falgunipatel4416 only spin karne ke liye function ke button se spin set kijiye phir start ka button press kijiye
Kya mashine me hot water dal sakte hai?
Ji ha, pr normal hot water
Every time washing dirt bits stick on clothes even when clean eco tub clean and filter cleaned please replay what is the solution?
@@jerickimmanuel.v3003 aapko ek bar manually service karvani padegi, privately
Samsung ki top load machine chalte chlate ruk rhi h or hang ho rhi h...kya prblm ho skti h? Plz rply
Start karte vkt ya kapde wash karte vkt rukh rahi hai
Bhaiya 5 ,6 kapde daalne par bhi speed se nahi tej ghoomti or paani to tanki khaali kar deti h. bahut kharabashin h v. bad
Same problem
Sardi ke kapde normal Mein jhul sakte hain
Yes
Sir mere pas LG top load machine h
2 3 din se machine mei prblm ho rhi h kapde dhone k bad b machine aata rhta h bnd hi nhi hota or E 1 ka option aa jaata h
@@gulbahargul765 inlet valve ka problem ho sakta hai
Surf kitna dalna hai ???
3_4 spoon
Ohhh ab smgh aaya kese chlate h 😊
@@senoritaedits_25 😄
Error dc thik nhi ho raha hai kya kare please batye
Door switch check kare, ya door switch ki wiring check kijiye chuho ne khai hogi
👌👌
Agr koi small sa kapda washing ke time tub se bahar chala jaye aur aapko sari washing complete hone ke baad hi pta lge ki ek hanky /socks missing h to ab kya karen
Drum ka pulsator open kharke kapda nikal sakte ho, ya machine ke piche outer ko kholkar bhi kapda nikal sakte ho
Same video on realme 7kg automatic
Sir mujhko sirf dhona aur khgalna hai eske liye maney wash aur rinse ko use kiya lekin pani nahi ja raha hai isiliye kya karu
Ab sirf spin mode on kijiye pani nikal jayega
Lekin us mai bhi aur time le rahi hai
@@korimillikavikitha9699 outer me hi kachra jama hai use clean karna hoga
Sir meri machine mein button panel hlke grm ho jate hai Aisa kyu pls reply
Voltage ka problem ho sakta hai
@@purabkhamkar voltage means iska kya mtlb hai sir aur hme socket kon sa use krna chahiye
@@HarjotSingh-xm2jy jyada voltage aa raha hai to ho sakta hai pcb hit ho rahi hai, and aapko power socket use karna chahiye with fuse
Sir 6A ka socket ok hai ya 16 A ka please reply sir
@@HarjotSingh-xm2jy top load 6a
Front load 16a
My machine is new only 6months old but the washing options are not working
Please use Jean's mode, for batter wash
Upar se pani dalna tha to semi automatic hi lelete
Hanji 3. 4. Kapdon mein bhi gale tak paani bhar leti h or kapde teji se nahi ghoomte
Water level 3 set karo, and Jean's mode use karo
Machine me dc likha hua aa rha h to kya kre? Pls reply
dc ka matlab hota hai on machine me door open karna, ya door sensor me koi kharabi hona, is pr channel ke servicing playlist me video banayi hai aap check kijiye
Steam cycle is taking 4 hours in new samsung model . How to reduce time without changing quality of wash
Set low water level
Kapde clean na ho tb kya kre
Samsung front load washing machine Mein Awaaz noise Jyada a rahi hai problem solution
Please open channel playlist and open Washing machine service
Direct kapde kaise dhoye
Ham samje nhi ?
Sir kapde dhulne k bad pani machin m rh jata h or machin hil rhi hoti h ..kya kre
Machine ko balance kijiye, or jo pani machine me rah jata hai use only spin mode lagakar drain kijiye,
@@purabkhamkar sir ye m kr chuki hu pr Spain ho rha h ...bt fir bhi last m pani bhara rh jata h
@@a2zshorts555 aapke machine ka drained pump me kuch problem aai hogi, iske liye aap hamare channel ke washing machine service playlist open kr vaha aapke problem se related video dekh sakte ho
Ya phir aap muze machine ka video bhej sakte ho jb machine problem me hoti hai tb ka, instagram pr
mere pas bbi yhai machine hai but usme kapde dhng se saf nahi hote aisa kyo😢
Jean's mode use kijiye
First view bro
Good bro I like this
Dhakkan band Nahin ho raha hai hold ho gaya hai Kya Karen
Kya aapki top load machine hai ?
Samsung automatic 7 kg mashin tangy ki hai mujhe टंकी रखना जगह नहीं है तो मै उसमें ऊपर से पाणी डालकर चला सकता हूँ क्या और टाईम कैसे लगाएं वह भी बताओ जलदी दो महीने मिटर बिल भर रहा हूँ
Is pr hamare channel pr video available hai, please check
Machin me pani jama nahi ho rahi he
@@pradeepkhadepradeepkirti5563 water pressure slow hoga
I've type 2
4 c error
Pani bhar aa jata ha
@@Gagandeep300 pressure sensor kharab hai
Holi ki machine acchi Tarah kapde Nahin Hoti
Pulling machine kapde change hoti
Sir meri automatic washing machine me kapde wash to sahi se hote h ,but Rinse ke time drum sahi se ghoom nhi pata means halka fulka move karta h na ke barabar hi toh main aesa kya kru jisse washing machine ka rinse ke time drum sahi se move ho sake or kapde acche se rinse ho paye please sir help kijiye
machine ko start karne se pehele water level 3 ya 4 kijiye or rinse 2 kijiye
Sorry, sir but aap samjhe nhi main Teeno process karti hu toh kese krugi wash, rinse and spin machine to ek bar m hi karti hai na
@@deepikaverma5519 aap hamare channel pr jaye or top load washing machine ki playlist open kijiye usme sari settings ki alag alag video banai hai, rinse time kaise set karte hai is ki bhi video vaha available hai
@@deepikaverma5519 me aapka problem samaj gaya hu lekin iska solution type kar ke nahi bata sakta hu, ye setting bahot complicated hai, isliye aapko video dekhni padegi
Agar Pani Chalayan Jae to machine band kare
@@ushasharma3429 machine ko pause kar sakte ho, kuch der ke liye
Bohat HI pani lagta hai aur time bhi bohat jada lagta hai oh god thik se kam nhi krti ye machin
Channel pr other video dekhiye shayad vaha aapke liye koi solution ho
Water store nahin ho raha hai
Water store nhi karna chahiye, machine khud store kr leti hai on hone ke bad
Bhaiji time to bahut jyada lagta h
Pani ka fours kam hoga
Holi ki machine kapde acchi Tarah Nahin Hoti kya baat hai
Jean's mode use karo
Bekar machine h koi Samsung na le
@@farheenshaikh743 don't worry farheen ji jindagi me or bhi bahot kuch hai, ek machine ke vajah se itna pareshan nahi hona chahiye
Very nice information 💫
@@vaidehisatpute8037 thanks
Ecobubble machin me manually water drian Krna he to kese kre
@@nitinsinghal3211 only spin mode use kar ke
Samsung 7kg washing Machine DD motor wala ha, inverter model hai, isme proble ye hai ke wash cycle barabar chalti hai, lekin spin cycle kade dalke chalao to body se takrati hai aur band ho jati hai, Empty chalao to chatli hai, lekin 9 min ka spin chalu hota hai, 8 min khatam hone ata hai to drum ruk jata hai, 7 ve min me vapas drum ghumne lagta hai, badme end Tak barabar chalta hai. Kya reason hoga, pls reply.
@@Rupesh24X7 bhai video thik se dekha hota to itna bada saval puchne ki jarurat nahi parati
Koi bat nahi bata dete hai, machine spin ke vakt start me rukh rukh ke ghumti hai, phir continue ghumti hai, or machine me kapde charo or felakar daliye jis se machine unbalance nahi hogi