Gosht Ki Smell Dur Karne Aur Resha Khtam Karne Ka Tarika l how to remove bad smell from meat

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 июн 2024
  • Aslaam o alikum dosto aj hum ap k sath share karin gye Gosht Ki Smell Dur Karne Aur Resha Khtam Karne Ka Tarika l how to remove bad smell from meat apko humari video kesi lagi comment section main zaroor batye ga or video ko friends and family k sath share kar dain thank you Samiullah Food Secrets.
    #samiullahfoodsecrets #samiullahrecipes #meat

Комментарии • 4

  • @shaikhamiruddin5848
    @shaikhamiruddin5848 3 дня назад +3

    Smell door karne k liye charbi aur chechron ko saaf karke botiyan banalen aur pani mein namak aur sirka milakar gosht ko dubo den gosht ka sara khoon nikaljayega to mehak bhi door hojayegi, khoon ki wajah se hi gosht mein mahak aati hai. Agar gosht kharab hona shuru hone se jo mahak aati hai uske liye namak aur sirka ka pani se nikal kar phir boil karke pani phenk dein ,phir bhi badboo na jaye to aise gosht ka istemal na karen.

  • @lali33333
    @lali33333 4 дня назад +1

    Smell door karne k lie pani boil mn 4,5 long aur 5,6 kali mirch bhi daal len.

  • @shaikhamiruddin5848
    @shaikhamiruddin5848 3 дня назад

    Koi resha khatam nahi hota hai sir chota hojata hai. Reshe ko narm karne ke liye tenderiser ka istemal karna hota hai,jaise papaya, kachri ,soda bi carb etc etc.

  • @MercifulAllah123
    @MercifulAllah123 3 дня назад

    بو بھی ختم ہو جائے گی اور گوشت کی غذائیت بھی ختم ھو جائے گی