Dars e Bukhari (Episode 24) Mufti Muhammad Akmal Madani

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 янв 2025

Комментарии • 11

  • @manzoorahmed4953
    @manzoorahmed4953 3 года назад +1

    Mashallah Mufti Muhammad Akmal Saheb Jazakallah bil khair

  • @lailamehr6049
    @lailamehr6049 Год назад +1

    ماشاء الّلہ عزوجل 💚🌹🤲

  • @mohdraheem6660
    @mohdraheem6660 Месяц назад

    JazakAllah hu khair

  • @aneespasha3919
    @aneespasha3919 7 месяцев назад

    Jazakallahi khair ❤

  • @qaziazizqutabshahi9044
    @qaziazizqutabshahi9044 7 месяцев назад

    جزاک اللہ خیرا

  • @yusufsheikh9986
    @yusufsheikh9986 Год назад

    SubhanAllah

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 11 месяцев назад

    Assalamualaikum USTAD mufti sahab
    jazzakallah khair
    Apse dua ki guzaarish

  • @shaikkaleemuddin5894
    @shaikkaleemuddin5894 2 года назад

    Ateeq Quadri
    Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu
    Mashalllah Subhanallah
    Apse dua ki guzarish
    Hyderabad India

  • @dildarattari3786
    @dildarattari3786 3 года назад +1

    J

  • @helpeachotherall
    @helpeachotherall Год назад

    kitab ul eeman begin
    eeman = tasdeekum bil qalb
    zaban se + dil se = doono karna hi
    ek shaks hi - jo dil me hi magar juban se nahi kaha = ham is ko kafir kaehnge magar oh momin hi , kyunke hame nahi maloom dil ke andar kya hi
    pehle musalman+ baad me kafir = murtad
    ahnaaf ke nazdeek = tazdeekum bil qalb
    imam bukhari + baaki aimma ke nazdeek + imam shafi = ek aadmi tazdeekum bil qalb + ikrar bil lisaan + aamal ka majmoou hoo = 3 cheeze
    guna kabeera karne wala = eeman kam hoo jata + gunegaar hoota hi
    Hadith = 10:09
    huzoor ne farmaya = jo ameen nahi , amanddaar nahi = uska eeman hi nahi , is hadith se imam bukahri kehte hi = amal bi eeman ka hissa hi
    Hadith
    hazrat umar ra. = 5 bunayaad islam ke hi
    1.kalima, 2.namaz, 3.roza 4.zakat 5.hajj
    huzoor ke visaal ke baad = kuch loog zakat ka inkaar kiya (yaane farziyyat ka inkaar kiya ) aur murtad hoo gaye = abu bakr r.a jihad = umar r.a objection kiya = abu bakar r.a ne kaha murtad hoo gaye hi yeh loog, jand karenge
    5 bunayaad islam ke hi = inkaar =kafir
    5 bunayaad islam ke hi = agar na kare = kalima ko chood kar, jitne bi amal ko agar na kare gunegaar magar kafir nahi
    Jisne jaan bhooch kar namaz chooda= hadith me hi = huzoor ne kaha kufur kiya = sahaba ke nazdeek ek namaz bi chooda tu kufur
    Ima abu haneefa =kaseer sahaba ki taweel ikhtiyaar kiya =namaz choodne wala = kufur kiya maana = allah ki na shukri ki (example - kufraane naimaat)