Mera plant 2 shal se uper ka he 4/5 Inch ke mitti ke gamale me laya thaa usi me laga he pahale to sardi me leavs yallow hokar gir gaye thay lekin ab barsat me hi yallow ho gaye or gir rahe he aap apana instgram id dedo me pictures bhej dunga please mera gardening ka sab se pahala plant he
So healthy baby adaniam plants very nice information
useful tips 👍🙏
Mere pass bhi same size k seedlings hai repot kab karna chahiye ye bhi batayiyega.
Sir mere baby plant one month ka hogya fartilizar kab dalna pl batao sir
Sir npk ke sath sagarika ya biovita mix kar sakte hai?
Ji
Ye seedlings jab aap repot karenge uska video bhi share kijiyega
Ji
Keya main liquid ki badleme seaweed graniuls use karsakti hoon .
Ji kar sakte hai
@@GreenGarden. ok , thanks a lot .....
Sir meri kisi kisi seedlings me true leaf aye hai
Growth kafi slo ho gyi hai
Dormancy bhi ane vali hai
Kya mai abhi se fertilizer dal sakta hu ?
Ha dijiye 19 19 19 and seaweed liquid spray kare 1+1 ml/L water 7 din me ek baar
@@GreenGarden. thik ji karta hu
Sir kitne bade hone ke bad fartilizar dena hoga
After 2month
Sir 🙏
Seeds Kahan se milega?
+91 91351 09051 is number se contact kare
Too much publicity
Mera plant 2 shal se uper ka he 4/5
Inch ke mitti ke gamale me laya thaa usi me laga he pahale to sardi me leavs yallow hokar gir gaye thay lekin ab barsat me hi yallow ho gaye or gir rahe he aap apana instgram id dedo me pictures bhej dunga please mera gardening ka sab se pahala plant he
instagram.com/shivprasad992/