Sir.. mere pas 4adenium h sab good condition me h abhi 2days me ek podhe ka codecs thoda loose hokar dab raha ..aaj mene uper se matti nikal kar sunlight me Sterilised kiya podhe kobhi full sunlight merakha huwa h matti bhi dry .. mere plant ko kya huwa hoga ..mujhe kya karna h sir ..pls reply me 🙏
Ok Mai Flipkart se leta hoon Take a look at this OrchidWala Organic Horn Meal Fertilizer for Plants 5 KG Fertilizer on Flipkart dl.flipkart.com/s/VNOTo0uuuN
Thanks sir 🙏 nice information 👍 Sir adenium seedlings kitne dino ke baad ripot karna chahiye?? Meri 1 mahine se bhi jada ki ho gai h 4 patte aa gaye h .. 1baar seaweed ka spary kiya h maine
Nice infermation.Thanku sir.
Thank you Sir. আমি আপনার মতামত খুব গুরুত্বপূর্ণ মতে করি। এখনি আমার যেটা দরকার ছিল তা পেয়ে বাধিত হলাম। নমস্কার নেবেন।
ধন্যবাদ ।
Bahut badhiya jankari 👌👌
Iski bahut zrurat thi
Thank you 🙂
Happy gardening
Sir , Good Information . Par mai yee jaanna chatta huu kee baade full plant Mee hoo iss kee liye 00 : 52 : 34 yaa 00: 00 : 50 duu
0 52 34 dijiye, buds lagne ke bad ek bar 0 0 50 dijiye
Where to keep baby adinium plant. In full direct sunlight or shade area
Indirect sunlight
Dada seaweed liquid fertilizer is seedling me de sakte hai? Isse ki caudex ki growth achcha hoga?
Ha dijiye achha result aayega
Soil me kya lya dale
80% sand 20% compost lijiye
Seaweed fartilaizar dal sakte hai kya sir
Ji dal sakte hai
Npk 0/52/34/dal sakte hai ya npk19/19/19
Ji
Cinder bhi use kiya hai aap nay
Ji
Dada, MAP or 12.61.00 kitne din bad dena hai?
Cinder me 7 din me ek baar, soil me 15 din me ek bar
What is the alternative for MAP or 12 61 0 ? I have npk 191919..can I use DAP instead?
Ji NPK use kijiye chalega 1gm/l water
Sir.. mere pas 4adenium h sab good condition me h abhi 2days me ek podhe ka codecs thoda loose hokar dab raha ..aaj mene uper se matti nikal kar sunlight me Sterilised kiya podhe kobhi full sunlight merakha huwa h matti bhi dry .. mere plant ko kya huwa hoga ..mujhe kya karna h sir ..pls reply me 🙏
Pani ki kami se hua hai 3 din caudex ko pani me dubokar rakhe sahi ho jayega
@@GreenGarden. thanku sir👍
@@GreenGarden. sir thanku almost my adenium is much better kal se pani me rakha h ..thanku sir👍👌
Sir kitne dino me ye fertilizer dena ha
Soil me 15 din, cinder me 7 din me
I know only English and Tamil how old are these plants at what age they will flower
Two months and five months it will starts flowering from one year of age
@@GreenGarden. thanks sir
Baby adeniyum ke caudex norom kyu ho jata hai, kaise thik kore
Pani ki kami se hota hai, caudex pani me dubokar rakhe 1 day thik ho jayega
@@GreenGarden.pani me kaise dubokar rakhe agar ap thora dikha dete to. Chote pot me chote adeniam sob hai.
Kisi contener me kuch pani leke pot ko ek ya 2 din ke liye rakhiye sahi ho jayega
@@GreenGarden. ha kiya, lekin pani to pot ka mitti suck kor liya, isse plant kharab to nahi honge?
Nahi hogi, pot ko abhi shade rakhiye and soil dry hote hote sahi ho jayega
Dada Kindly share a link where I find for good quality horn meal fertilizer.
Because I confused some sealar sale plastic crashes as horn meal.
Aap kaha se ho ? West Bengal se ?
@@GreenGarden. yes
Online mat lijiye aap nursery me try kare, or fertilizer shop me try kare Kolkata me sabh kuch achha milta hai
@@GreenGarden. mere location me farlizer shop me nehi milta hain isliye pucha tha
Ok Mai Flipkart se leta hoon
Take a look at this OrchidWala Organic Horn Meal Fertilizer for Plants 5 KG Fertilizer on Flipkart
dl.flipkart.com/s/VNOTo0uuuN
Sirji 🙏,mai kuch plant lena chati hu please bataye 💕
Kon se plant lena hai or kya batayen ?
Sir aap hme seeds de skte h?
7000249467 whatsapp kare
Thanks sir 🙏 nice information 👍
Sir adenium seedlings kitne dino ke baad ripot karna chahiye??
Meri 1 mahine se bhi jada ki ho gai h 4 patte aa gaye h ..
1baar seaweed ka spary kiya h maine
Ok.
2 se 3 month me kabhi bhi repot kar sakte hai
@@GreenGarden. thank you sir ji 🙏