Bhai mere pas ek Haier ka 32 inch tv hai mere bhai neh uska remote jor sa tv ka screen pa dah mara or tv tabh se bandh hai pura screen bandh aur repair karne kalia koi 6k koi 4k mang raha hai kya karu please bataiyeh
@@mr.devilking931 display crack ho gya hai new display dalna honga 4k ka kharcha ata hai per usse acha hai ki new led lelo kyoki new display dalne per koi garantee ya warranty nhi ati
mera haier led tv me service settings me jo main change karta hun aur TV bandh karke phir se chalu karta hun to pura settings phir se reset ho jata hai. Solution batao
Display me tap karke dekho ki backlight ka light show hora hai kya agar hora honga to display kharab h agar nhi hora honga to backlight kharab hai ya to tum torch marke display me dekh sakte ho ki halka halka picture ari h kya isse bhi malum kar sakte ho
Bhai yeh karne se tv life kitna din tak badhe ga .. aaj mere ghar pe ek mistree aaya aur thik kar diya... Per bol raha tha ki isski koi garenti nahi hai... Ki kab tak chale gi .. kya yeh baat sach hai bro ...
Ha lagbhag iski life 8 month se 1 saal tak h rahti hai agar proper repair hua ho to or depend karta hai ki daily kitna deer tv on rahta hai usse uski life kam jyada ho sakti hai
Sabse pahele ye display me tap tap karke dekho ki light dikhta hai kya agar nahi dikta to backlight kharab hai or agar dikhta hai to display kharab hai Agar backlight honga to isko dekho ruclips.net/video/FXUIT66Mybs/видео.html
Hello bhai mere haier tv ke niche jo buttons hote he av change karne ke vo kharab ho gaye he remote bhi kaam nahi kar raha koi solution batao tv ke remote se kuch bhi nai ho raha 😢
@@MrTechWorld are bhai remote he kaam nai kar raha tv dekhaya tha to usne sirf chalu band karne ki 2 wire nikal di he, mujhe tv me computer connect karna he koi upay batao
Lining display se remove nahi hongi agar usko hatane kj kosis karenge to koi dusri problem a jati hai display me Lining ko sirf cof machine ke jariye remove kiya ja sakta hai
@@MrTechWorld sir ye probelm ko thik karne ke liye kitna kharcha aayenga aur ye problem pannel ki hai ya aur koi problem hai led me aur sir maine टेक्निशियन ka led dikhaya to usne kaha ye problem pannel ka hai
@CartoonTv-45678 display ki problems hai or iska kharcha jaha tak mujhe pata hai jineke pass machine hai vo 100 rs per inch ke hisab se lete hai jaise 32 inch ka 3200 tak lenge
bhai mera b haier hai….problem ye hai ki humara 1 sec k liye on hora hai firse off ja rha hai power press karne k baad…aur HAIER likhe k b ata hai 1 second k liye
@ Kuch sound nahi aata hai, lekin aata hoga kyunki mere alag se speakers connected hai setup box se isilye tv ka Bahut kam kiya hai, ab speakers off karke check kiya kuch sound nhi arha hai tv speakers se. Hota ye hai ki 1 second ‘Haier’ likhne k baad firse power button button press Karna padta aur firse wohi 1sec k liye haier likha ata hai ese continue ho rha hai.
@Xtxtxt900 jo indicator hai vo red se green hota hai jab haier ata hai or jab display band hota h to green indicator continue on rahta h ya vo bhi red indicator show karta h
Jo mechanic ke pass Cof change ki machine hongi wahi change kar sakta hai or yaha per 100 per inch ke hisab se paise liya jata h per dusre jagha k price kam jyada ho sakta h
Pahele ye check karo ki display kharab hai ya backlight display me tap karke dekho agar light show honga to display kharab hai agar nahi show honga to backlight kharab hai
Very. good..information thank🙏💕. Sir
Bhai Same Problem In My Haier 42 inch Or Hamare Yaha Local Shop Me Koi Reapir Nahi Kar Pa Raha Hai, Help
Thank you so much sir ❤❤❤
Si Haier 39" panel falt ho gayi LE39B9000 model no.thik ho gi or panel change hogi.
Panel me kya fault ara hai
sir up ka dukan ka adress kiya hi mein west bengal nadia distric se
mera tv mein chalte chalte skrin white ho raha hi
Send display photo in insta msg
Bhai mere pass Haier 29 In Ki LED hai uska display milega kya apne pass koi second hand
Nhi h bhai
Where is your shop?
Madhya Pradesh district balaghat
Sir mere Lloyd ke 32" tv me black screen aa rhi h display glow ho rha hai kya problem hoga
Same jo video me bataya hu vahi karo thik ho jaenga
Haier backlight pannel price kya hai
Panel ka ya backlight ka
How much it cost to repair because in market people charge more for small issue
1k to 1.5k
Repairing price ky?
800 se 1k ke lagbhag lete h mere area me but dusri jagah ka price kam ya jyada ho sakta hai
Becha supper adipoli tips
Bhai Mere Pass Hair Led Hi 85 Inch Ki Mere Ik Perrat Hi Ish Ne Ik Chonch Hi Screen Par Wo Bilkul Black Ho Gye Hi Kya Ho Saktha ?
Send display photo in insta msg
Bhai mere pas ek Haier ka 32 inch tv hai mere bhai neh uska remote jor sa tv ka screen pa dah mara or tv tabh se bandh hai pura screen bandh aur repair karne kalia koi 6k koi 4k mang raha hai kya karu please bataiyeh
@@mr.devilking931 display crack ho gya hai new display dalna honga 4k ka kharcha ata hai per usse acha hai ki new led lelo kyoki new display dalne per koi garantee ya warranty nhi ati
@MrTechWorld Actually mene 1 month pahle kharidah tha toh ab new nahi kharidh sakta repair karna hai lakin koi guarantee milaga screen ka lia
@@mr.devilking931 nahi milti baad me agar kuch lining ya black spot a jata hai to kuch nhi kar sakte
Isme kitna rupye lagte hai sahi krwana hai same problem hai
Iska mere area me 500 se 1k lete hai but dusri jagaha ka price kam ya jyada ho sakta hai
Aap kanha se ho
Mp se
Me kasrawad se hi hu (khargone)
Me katangi se hu district balaghat
New display me kitna paisa lagta h
5k
Bhai yeh same problem ka kitna kharcha aata hai repair kane mein ?
Bhai mere area me iska 500 to 1k yak lete hai baki dusre area me price kam jyada ho sakta hai
Repair ka kitna cost lagega... please reply... thanks 🙏🙏🙏
Har jagha ka alag alag price hota h mere area me lagbhag 800 se 1000 tak lagta h
Thank you... 🙏🙏🙏
Very good
Display ka kitna kharcha ho ga
Repair karne ka lagbhag mere area me iska 500 se 1k ke ander lete hai baki dusre area ka price kam jyada ho sakta hai
Vai mare sem issue he. Kya ap thik kordoge?
Video dekke tum khud thik kar sakte ho
mera haier led tv me service settings me jo main change karta hun aur TV bandh karke phir se chalu karta hun to pura settings phir se reset ho jata hai. Solution batao
Seting ok press karke save karo tabhi honga
@@MrTechWorld ok karke hi change karya hun bhai tab work karta hain, lekin jab main tv off karta hun aur phir se on karta hun to chala jaata hai
@@user-ws7mm8ms5sto uski flash memory change karna padenga
@@MrTechWorld okay bhai thank you
Kitna paise lagega display banane ka pls reply
Bhai price har jagaha ka alag alag rahta hai me iska 1000 se 1200 tak leta hu mere area me
👍👍👍👍👍👍👍♥️
Hair led TV chalu m bandh ho gya h ab display nhi a rha t ky problem hai? Please inform me
Display me tap karke dekho ki backlight ka light show hora hai kya agar hora honga to display kharab h agar nhi hora honga to backlight kharab hai ya to tum torch marke display me dekh sakte ho ki halka halka picture ari h kya isse bhi malum kar sakte ho
Back light price kya hai
Kya esa ho sakta h ki panels repair hi na ho
Bahut kam condition me aisa hota hai jaise ki cof damage ho jae ya display ki wiring break ho jae
Bhai mere tv ka yahi problem tha apne jaisa btaya vaise kiya picture dikh rh hai ab lekin lining aa rhi hai thodi
Dono side cut kiye ho to ek kam karo jo track cut kiye ho usko jodo or dusri side cut karo
Bro LE32K Haier Model display on but showing black only
First tap display and check backlight ok or not
Sir mere tv me bhi yehi problem aa rha hai.lekin o bol raha hai tv banega nahi
Isme 2 condition hoti hai agar cof damage hai to nahi banega but aisa bahut kam hota hai
Bhai iska kharcha kitna hota hai
Iska kharcha mere area me lagbhag 800 se 1k tak rahta baki dusri jagah ka price kam ya jyada ho sakta hai
Repairing cost kitna a sakta hai Kolkata mein?
Pata nhai bhai per mere area me iska 800 se 1k tak ata hai
Bhai yeh karne se tv life kitna din tak badhe ga .. aaj mere ghar pe ek mistree aaya aur thik kar diya... Per bol raha tha ki isski koi garenti nahi hai... Ki kab tak chale gi .. kya yeh baat sach hai bro ...
Ha lagbhag iski life 8 month se 1 saal tak h rahti hai agar proper repair hua ho to or depend karta hai ki daily kitna deer tv on rahta hai usse uski life kam jyada ho sakti hai
Good news
भाई मेरा टीव्ही हायर स्मार्ट 32इंच है उसमे साउंड आ रहा है पर पिचर नही दिख रही.. क्या हुवा होंगा भाई.... आज ही हुवा
Sabse pahele ye display me tap tap karke dekho ki light dikhta hai kya agar nahi dikta to backlight kharab hai or agar dikhta hai to display kharab hai
Agar backlight honga to isko dekho ruclips.net/video/FXUIT66Mybs/видео.html
भाई पेनल प्रॉब्लेम है चेंज करणा पडेगा क्या... किंमत कितनी है
डिस्प्ले बन जायेगा
Ban jaenga
Repair cost bro?
In my area approx 800 to 1.5k
Super speed Good news
Hello bhai mere haier tv ke niche jo buttons hote he av change karne ke vo kharab ho gaye he remote bhi kaam nahi kar raha koi solution batao tv ke remote se kuch bhi nai ho raha 😢
Pahele mobile ke camera se check karo ki remote kam karra hai ki nahi agar kam karra honga to tv ka sensor ya motherboard me koi fault ho sakta hai
@@MrTechWorld are bhai remote he kaam nai kar raha tv dekhaya tha to usne sirf chalu band karne ki 2 wire nikal di he, mujhe tv me computer connect karna he koi upay batao
New remote lelo
43 inch Haier ka panel kitne me aayega
Mere area me lagbhag 8k se 11k ke ander mil jata hai per itne me ek 32 inch led a jati hai😂
Bhai meri haier company ki led hai mere led me linenings aa rahi please mujhe batao ye kya preoblem hai aur ye problem kaise thik honga 😢
Lining display se remove nahi hongi agar usko hatane kj kosis karenge to koi dusri problem a jati hai display me
Lining ko sirf cof machine ke jariye remove kiya ja sakta hai
@@MrTechWorld sir ye probelm ko thik karne ke liye kitna kharcha aayenga aur ye problem pannel ki hai ya aur koi problem hai led me aur sir maine टेक्निशियन ka led dikhaya to usne kaha ye problem pannel ka hai
@CartoonTv-45678 display ki problems hai or iska kharcha jaha tak mujhe pata hai jineke pass machine hai vo 100 rs per inch ke hisab se lete hai jaise 32 inch ka 3200 tak lenge
@@MrTechWorld sir aap kaha se ho sir ye probelm definitely thik ho jayenga kya aur us टेक्निशियन ne fir ye q kaha ke ye pannel ki problem hai
@@CartoonTv-45678 panel ko hi display bolte hai
LE32K6600GA
TV On nahi ho raha is model par koi video bheje
Same problem, apka problem solved hua ?
Uske pcb ki photo insta me bhejo
bhai mera b haier hai….problem ye hai ki humara 1 sec k liye on hora hai firse off ja rha hai power press karne k baad…aur HAIER likhe k b ata hai 1 second k liye
Fir jab 1 sec ke liye haier likha ata h fir diplay black ho jata h to sound ata hai
@ Kuch sound nahi aata hai, lekin aata hoga kyunki mere alag se speakers connected hai setup box se isilye tv ka Bahut kam kiya hai, ab speakers off karke check kiya kuch sound nhi arha hai tv speakers se. Hota ye hai ki 1 second ‘Haier’ likhne k baad firse power button button press Karna padta aur firse wohi 1sec k liye haier likha ata hai ese continue ho rha hai.
@Xtxtxt900 jo indicator hai vo red se green hota hai jab haier ata hai or jab display band hota h to green indicator continue on rahta h ya vo bhi red indicator show karta h
band hone k baad firse red ata hai
@Xtxtxt900 smart hai ya non smart
ਕਿੰਨਾ ਖਰਚਾ ਲੱਗਦਾ
Price kitna ha repair ka
Mere area me 800 se 1k lagta hai per dusre area ka price kam jyada ho sakta hai
Bhai namebar sen me piles
43 higher LED display trip
Send display photo in insta msg
Sir mara samsung ki 42 inch lcd ka half pannel issue ha kia kru koi solution bta day please
Side cof ka problem hai
@@MrTechWorld Thanks you sir g big respect from Pakistan🇵🇰
Bhai tv mai light ni aa rahi
Power indicator?
Meri tv pe pehle black line aagai thi aur ab pura display kharab ho gaya
Display me lining cof ki problem hai
@@MrTechWorld kitna kharcha ayega
Jo mechanic ke pass Cof change ki machine hongi wahi change kar sakta hai or yaha per 100 per inch ke hisab se paise liya jata h per dusre jagha k price kam jyada ho sakta h
@@MrTechWorld ok thank you sir
Ans
❤
Hamari 32 inc ka pannal harab ho gya ha
43 inches haier tv display show nahi karra baya tv mey sirrlf sound aaara aapka number share me once
Pahele ye check karo ki display kharab hai ya backlight display me tap karke dekho agar light show honga to display kharab hai agar nahi show honga to backlight kharab hai
Hamari 32 inc ka pannal harab ho gya ha
Kya problem ari hai