योगकारक ग्रह को पहचाने | Yogkaarak Grah ko Pahachane
HTML-код
- Опубликовано: 23 ноя 2024
- योगकारक ग्रह को पहचाने | Yogkaarak Grah ko Pahachane
नमस्कार दोस्तों,
मैं डॉ. गौरव गीते आपके अपने यूटूब चैनल
वी.एस एस्ट्रोलॉजी में स्वागत करता हूं,
वीडियो के बारे में :-
दोस्तो इस वीडियो में मैंने यह बताया है, कि योगकारक ग्रह को कैसे पचाने हैं ? क्या योगकारक ग्रह का रत्न पहनना चाहिए ? योगकारक ग्रह का क्या काम यह होता है ?
Our some other playlist -
Weekly Horoscope | Saptahik Rashifal
• इस सप्ताह का राशिफल, स...
Monthly Rashifal
• जानिये इस माह का राशिफ...
Astrology Lesson in Hindi
• Astrology lessons in h...
Sawal Jawab
• Sawal Jawab
Yearly Horoscope
• Playlist
Kundali Milan | Matchmaking
• Kundali Milaan
Remedies of all planets | upaay
• Remedies of all planet...
Other social links
RUclips - / vsastrology
Facebook- / vsastrology
Twitter- / gsgite
instagram- / vsastrology
Website - vsastrology.com
#drgauravgite #vsastrology #drgaurav #kundaliconsultation #kundalianalysis #Horoscope #Astrology
Radhe Radhe Jai Shree Krishna
अति उत्कृष्ट माहिती धन्यवाद
Jai Mata ki
AAP bahot achchha se samjhate ho
Guruji, you have Explained very clearly. Aap ko mera pranaam
इतने अच्छे तरीक़े से आज तक किसीने नहीं समझाया । प्रणाम सर ।
your way of explanation is very clear and simple with facts....one can understands easily....thanx thanx alot sir...i appriciate you
Yes Dr Gaurav Thank You So Much Bahut achcha Vedio Tha aapka
Like it good explained by Astrologer
Best information on योगकारक ग्रह
महोदय.. सही कहा.. किन्तु एक बात... लग्नेश पंचमेश नवमेश योगकारक... द्वितीयेश सप्तमेष मारक किन्तु इन मारक में योगकारक भी आये तो वो मारकेश न होकर योग कारक होता है...
Apki har ek video only meaningful h.. Jyda faltu ki baat nhi h.. Good
Sir you are a best astrology guru
Thank You Doctor sahab , aapne bahut achhe se explain Kiya hai, Thank you So much Sir
Excellent explanation prabhuji 🙏
Bhut best
Very easy to understand, even layman can understand, thanks for nice language, Oghavati bhasha.
Thank you Sir, Very informative
अध्भुत
Very effective knowledge.
Thanks a lot Prabhu
Very good sir
Explanation is fine ,sir.
very nice Explanation
Very well explained. Thanks for such informative video.
Very nicely explained
Finally ! I understand 🙏
Good knowledge. Appreciated..
सटीक व्याख्या।
Sir ur videos are very good.
Namaste sir 🙏
Aap ka video bohut accha lagta hey.
Ek sawal hey ... Agar koi graha yog karak hey aur baitha hey kissi bhi inn bhav mei, jaise 2 or 7 or 4 or 10 or 11 mei, aur 2 or 7 or 4 or 10 or 11 ka swami marak hey, toh feer ratna diye jaate hey keya ?
Kripya bataye 🙏
Sir namaskar
Very good explanation sir
Very nice vedio. Thanks a lot.
Sir please agar shubh grah like chandrma and papi grah like surya
are sitting in lagna kendra then clear concept yogkarak,marak,sam please clear note down thanks
very good one
डॉक्टर साहब राम राम यदि मेष लग्न की पत्रिका है एवं दशम भाव में मकर राशि उसके स्वामी शनि भी वहीं बैठे हो और ग्यारहवें भाव में कुंभ राशि तब कौन सा रत्न पहनना चाहिए
Very informative
Very nice explaination...Sir
Sir thanks
My yog kark grah is surya mangal guru which placed in shub bhav like 4th guru 2nd surya 11th mangal
ग्रहों की युति यथा शनि-चंद्र, शुक्र-राहु कितने दिन तक होता है?? you tube में इस पर कोई भी video नहीं है। इस पर एक video बनाया जाय।। बहुत likes होगा।
Very good video sir.. 🙏
Mean lagan me 5th sthan ka swami chandra hoga...aur vo agar 8th stan me beth jay to kya falkathan aap karoge?...aayu me vrudhi hogi k balarist yog kaha jayega....plz muje ans. Dena sirji
Thank-you so much Sir ji 🌷👏
Yogkarak grah trik bhav mai jane par yadi viprit rajyog mai ho to acha phal dete hai.
Is baat se to ye samzhana chahiye ki trik bhav mai jane par generally yogkarak planets aapna bura prabhav hi dete honge vridhi nhi karte honge aur viprit rajyog mai aane par hi bhav ki ache phal ki vridhi hoti hogi.
Kyuki yadi aisa nhi mane to Yaha viprit rajyog hone par ye manna hoga ki grah viprit rajyog mai hone par vridhi karna chod denge.
Is baat se ek hi confusion hai ki Rajyog hona to ek shubh yog hota to iskai prabhav mai aane wala planet bhav ki vridhi karna kaise kam karega.
Namaskar Gurujee
Sir meri kark lagn or maker rashi h ...Mere lagn me or 7th house me keval chandrama betha h to kya mujhe moti pahnna chahiye
Thanks you
Awsom.guide you are.
Regards
Yog kark girha Astam bhav ya fourth bhav me ho to kiya usse sambandhit kariyar bana na chahiye
nanste yadi 9 bhav mi 11 no.likha ho or shani 2 bhav mi chandra ki saath bhete ho to kya neelam dharn karna hoga. ye yogkark banata hai kya. jawab jarur digiyega.
Sir meri kundali ke 10 house me Chandra aur ketu ki yuti hai aur 4 number likha hai on dono me se kaun karak hai aur kaun marak please btaye🙏🙏🙏
जन्म तिथि 21.7.1999जन्म समय 11.40am जन्म जगह बेगूसराय राज्य (बिहार)गुरू जी कृपया बताए कि हमें कोन सा रत्न धारण करनी चाहिए
100 % agree sir
Agar yog Karak grah ache bethe he aur uspar ketu ki melific effects hai to Ratna pehna chahiye ?
Sir , can we wear two panna ?? Little & ring finger ?? Pls advise
Bcz once pandit advised me wear panna in ring finger ...right hand
Sir yogkarak graho k b beej mantra kiye jaa skte h?
Sirji Nmaste
in mY kundali GURU placed in 8th bhav and currently Guru ki mahadahsaa chal rahi hai and i m suffering bad time plz suggest any remedy
Dr.Gite ji ,
Namaskar🌹
Thank you very much for the detailed explanation and teachings.
My understanding from your video is noted below. I'm Aquarius ascendant and Dhanu chandra rashi.
For Kumbh lagna Yogkarak planets
A.) 1st house Lord - Shanidev , also lord of 12th house.
B.) 5th house Lord - Brihaspati, also lord of 11th house.
C.) 9th house Lord - Shukra , also lord of 4th house.
So these 3 - Shanidev, Brihaspati & Shukra are Yogkarak for Kumbh lagna.
Am I right in my understanding?
sir sabhi graho ke beej mantra kar sakte hai ?
lagnesh & panchamesh surya apna hi house 5th house me ho toh kya fal dega guru
Thank you very much sir
Mere trikon bhav ke graha 6-8-12 me pade hai. What a placement.
Sir mere lagna chart mein Mars 3rd house mein yog karak hai.... Kya mein moonga dharan kar sakta hu?
योगकारक ग्रह अगर नीच राशि में बैठे हो तो क्या फल मिलेगा इसके बारे में भी बता दीजिए गुरुजी. धन्यवाद गुरु जी.
यदि वर्षभ लग्न की कुंडली मैं 6 के मालिक 10वे घर मैं बैठता है तो बुध देव योग कारक होंगे या नही । डिग्री 1 है
App gochar ke graho ki stithi ki baat kar rahe ho yaa lagan ki ?
Dear sir if yogkarak plneat in kundali desied but D1 or chandra kundali Which is one choice
सर, भाग्येश , अष्टम में हो तब किया करे, विऋषिक लग्न में।
Kya Singh Lagna me Venus 10th bhaw me (apne hi rashi me) surya se combust ho jaye to kya Opal pahna ja sakta h?
स्मार्ट फोन मे यूज होने वाला कोई पर्फेक्ट एंड्रॉयड फोन ऐप बताइए जिससे कुंडली बनाई जा सके और ग्रहों की डिग्री, वक्री होने, मार्गी होने, नक्षत्र आदि की पहचान हो सके
dear mera brisav lagna hain, but mera 8th ghar main sukro(0 degree) i mean lagnesh betha hain nd 6th ghar main sun + Jupiter(0 degree) batha hain , kya main white opal par sakta hoon....????? plz i m from bangladesh
Sir job se related koi video banye kyuki aajkl bahut sare logo ki problem job k na hona hai jiski wajh se log bahut jyada. Pareshan rehte hai
Respected sahb there is a mistake on TIN KON aap 1st, 5th and 9th has been shown where is you are mentioning 4th house. Reluctantly I submit my observations. However you have mentioned in this lecture 5th also.
Guru ji kundali me jab sabhi grah....khrab ho to kya karna chiye
Or agar mark grah 6 8. 12 mai hoto kya bah kami karenge badhao mai
Sir Kundli ka vishleshan karaane ke liye kya karna padega
सर मेरे बेटे की कन्या लग्न की कुंडली है
प्रथम भाव में चंद्रमा और मंगल साथ बैठे है,क्या वह मांगलिक हुआ,2 भाव शनि,10 भाव बुध, गुरु हैं, 9 भाव सूर्य हैं, और 12 भाव में उनकी सिंह राशि है, तो वह मारक हुए या योग कारक,जिन्ह जोतिषी ने उसकी कुंडली बनाई है, उन्होंने सूर्य देव को मारक लिस्ट में रखा,पर मैं आपको फॉलो कर रहा हूँ मुझे लगता है, सूर्य योग कारक हुए
But mene kahin padha tha... K yogkarak grah vo hote hai
Ager koi grah D1 me bhi or d9 me bhi same rashi me ho to vo yogkarak grah ban jata hai hai
Pahla question agar yogkarak grah ke dusre ghar mein jane par us ghar ke prabhav mein vridhi hoti to to phir yogkarak grah se sambandhit ghar ke prabhav ka kya hota hai?
Aur dusra question agar marak grah achhe ghar mein baitha ho to kya achhe ghar ke prabhav mein vriddhi hoti hai aathva kami aur agar marak grah bure bhavon mein ho to fir kaisa result deti hai?
यदी योग कारक ग्रह नीच राशि में लाभ भाऊ में बैठा हो तो । रत्न पहना जाना चाहिए,?????
Exalent sir.
Jeevan ke madhya aayu 39-55 varsha me navmansh kundali ka gem stone concern karna jyada better hai ya lagna kundali hi dekhni hogi kya better hoga,kripa uttar de
Gaurav ji namste.
Very nicely explan but ek Q he sapos kanya lagan ki kundli ho. Or usme trikon me 5th House 10 number ho,or 6th House me 11 number ho or shani grah sixth house me ho to kya priduction karna chahiye?
Sir ji buddh 6 house me makarlagna me yogkark ho to Ratna pahan sakte hai buddh ka ?
What if wearing ratna only based on good placements of planets, how the results would be??
Sir agar yogkarak astam( 8ve)me ast ho jaye to kaya kare aur unka swami ki placement dono jagah ok ho to kyay unka ratan pahan sakte ha jaise makar lagan me sukar 5th le aur 10th house me par sukar ke placement surya ke sath ast avastha me 8thouseme ho to kya sukar ka ratan pahana ja sakta ha .pls ans.
Agar chandra 5th ka mslik hoke 8sthsn me beth jsy to kya fal dega?...aayu badhayega ki ....kuch aur
Sar agar lagnesh ka shatru 1 5 9 me beta hai to yogkark hai kai
Yogkark shani in eight house m kya fal deta hai
sir par agar lagan 6. 8 . 12 mai ho toh lagan dosh lagta ha ?
Guru ji Vrishchik Lagna hai ,6th house me mesh rashi hai aur ketu planet baitha hai . Ab yha Mangal grah maarkish hoga ya fer Yogkaarak grah mana jaayega ???
Guru g pranaam... Kripya mujhe ek baat batayiye ki meri mesh lagan ki kundli hai.... Isme surya 8th house mein ja kar beitha hai.... To kya ye yogkarak hi rahega ya maarak ho jayega.... Kripya margdarshan karein.....
Sir firoza, opal, dimond,white pokraj kiss figer mai wear kare?
गुरूजी प्रनाम, गुरूजी यदि मेष लग्न मे मंगल ११ वे भाव में ५ डीग्री का है, लेकिन लाल कीताब के अनुसार मंगल बद है, और सोया हुआ है, क्योंकि ३ रा भाव खाली है तो क्या मुंगा पहन सकते हैं,
if u show with kundli with grah bhav is too good
mera makar lagn hai....shani 4th house me aries me neech ke bethe hai aur shadbal me bhi sabse kamjor grah hai...to bhi kya wo acche fhal denge ??
sir agar aap houses ka chart bana kar samjhayakaren to aur zyda clearity ho jaye gi
सर कन्या लग्न में पुखराज पहन सकते हैं क्या ? गुरु 8 घर मे हैं।