जिसको भी ये बिहार में।वंचित करे वो तुरंत कोर्ट का रुख करे, ये मानवीय नहीं मशीनी गलती भी हो सकती है , इसलिए बिहार के कर्मचारी अधिकारी ज्यादा चालाक न बने ढेर तानाशाही नहीं चल पाएगी।
मैने तो अपने हाथ से अपना डॉक्यूमेंट सही सही अपलोड किया था लेकिन BPSC ने मेरे डॉक्यूमेंट्स में ग्रेजुएशन और बीएड का मार्कशीट किसी और का अपलोड कर दिया।।। मैं तो बिना गलती के ही परेशान हूँ
Sir ji me other state se hu or stet ka form bhrte time category me khud Ki category bhr di Or mere stet me 107 marks h Bpsc ka form general se apply Kiya Hai 😢😢😢😢
Sir aadhar me correction krwaye the father surname spelling mistake tha notary wala affidavit bnwa lia h majistrate se sign nhi ho paya h dv me koi problem hogi kya
यही काम Tre-1में किया गयाथा जिसमें हजारों अभ्यर्थी stet& ctet का नया डॉक्यूमेंट अपलोड किया और काउंसलिंग में शामिल होकर आज नौकरी कर रहे हैं। जबकि फॉर्म भरते समय उनके पास कोई प्रमाण पत्र नहीं था 😅😅
@@BalajiStudyAdda CTET me serial Number Marksheet me dia tha islie sabhi needed document ka marksheet hi de dia h ( Matric me Passing certificate dia hai ) baki inter + d.el.ed + CTET Inn teeno ka Marksheet Upload Kia hai .... कोई समस्या तो नहीं होगी??
Sir ek question mera v h ,waise students jinka pgt me result ho chuka h ,bt guest teacher k karn district allot nh kiya gya ,unke result pe koi asr nh prega na ,bhut tension me h plz sir reply kijiye
Graduation +b.ed ka provisional certificate dala gya hai koi problem to nhi hai na....kyuki original certificate to av mila nhi tha...sir pls reply 🙏🙏🙏🙏
Mai graduation aur b.ED ka marksheet upload kiya hai aur mere pass provisional hai. Certificate ke liye apply kiya hua hai abhi tak nahin aaya Hai. Koi problem nahin nahin hogi
Sir maine , 12th, b.a, m.a sab mein marksheet hi upload ki thi.. kya ager re upload ka option aayega to kya certificate upload kar sakti hu kya ? From bharne ke time certificate mere pas
SIR MAIN APKO TRE3 STARTING SE FLOW KAR RAHA HUN AUR MERA FINALLY MERA 6-8 ME HOME DISTRICT GAYA AUR 9-10 ME 130KM NAWADA HO GAYA KONSA JOIN KRUN PLEASE RESPONSE SIR BA.KA DIGREE AND B.ed KA PROVISIONAL LAGAYA HAI KOI DIKKAT HAI PLEASE RESPONSE
Sir mera graduation ki degree mein hindi mein naam ki spelling adhar se match nahi kr rahi ..English ki theek hai maine application bhi November last mein process kr diya tha college se then delhi university mein jake pata laga ke 45 days ka time lag jayega but us time tha ke dv ki date kabhi bhi aa skti hai to maine ni kiya application summit ... Mera darbhaga diya hai district plz aap mujhe batayr main kya karu ? Maine affidavit banwa liya hai ,mujhe bahar to nahi karege ?
Sir mai up se 6to 8 me selected hu mera watermark uploded 10th ki certificate h marksheet me watermark nhi h 12th ki bhi marksheet aor certificate m watermark upload nhi h to koi dikkat to nhi hogi
SIR mera name santosh sharma hain..mera janm bihar me Hua hain..bad me 10 se lekar PG tak padhai west bengal main Kiya hu aur mera adhar voter card v woha ka tha abhi sirf adhar card update kiya hu bihar me mere gaon me..eha k nibashi hain hum aur west bengal rehta hain aisa iss gaon k log jante hain..bpsc exam main maine apna adhar sirf address change karke apne janmbhumi me Kar liya hu...mera selection pgt main domicile par aur tgt main general main huya hain..kya koi dikkat ho sakta hain ..bataiye pls ? 🙏
Sir tre 3 prt me selection hua . Hum 2 log h apas me mutual transfer lena chahate h Please sir mutual transfer ka kya rule hai iske bare me jankari de.
1)सर आधार कार्ड में एड्रेस चेंज कराया है l 2)अगर रे-अपलोड का ऑप्शन देता है तो क्या मैं अपना नया वाला आधार कार्ड अटैच कर दूं l 3) मैंने जो आधार कार्ड में एड्रेस चेंज कराया है वह मेरे form में परमानेंट एड्रेस के रूप में फुलफिल है 4) मेरे आधार कार्ड में जो एड्रेस पहले था वह मेरे form में कॉरेस्पोंडेंस एड्रेस के रूप में हैl 5) मैंने इसके लिए भी अपना एक एफिडेविट बनवा लिया हैl
Sir mera gratution me all over 51 percent hai dr lg rha hai mujje bahar na kr de pr sir mere particular ek subject me 44 percent hai jbki all over BA me 51 percent hai kya kru yar plz help me mai bahar to nhi ho jaunga mai bpsc tr3 dV ke liye qulify kiya hu😢😢😢😢
Sir mera 6-8me selection hua hai 10, graduation,b.ed,, ctet ki upload ki j lekin 12ki nhi upload kyunki 6-8ke liye 10ke baad graduation ka option tha to koi problem to nhi hogi plz reply
Sir other state ke divyang jinka ur divyang kote me hua hai aur ctet 90+ hai to kya unko bahar kar diya jayega ek sir aaj youtube pr bol rhe the please sir bahut dar lag rha hai please sir reply
Jb iske phle bpsc n portal khola tha fir isme q nhi khol rha apne jb mn jaise kr rha h provisanal ur marksheet k liy kholna hi chaiye 1 sal m tre 3 comp kra rha bpsc
Sir maine 10 th ka marksheet upload kiye the or certificate bhi to sirf certificate aaya hai marksheet nahi koi dikkat nahi na hoga please reply sir 🙏🙏
Sir maine CTET January ka internet wali marksheet lagayi hai aur serial number ki jagah roll no. Dala tha Kyuki result aa gya tha pr original certificate nhi aaya tha Is pr kya action hoga kuch bataiye sir
Sir mere m to keval 5 documents hi upload h vo bhi marksheet h High-school, inter ,deled 4th sem ,ctet or adhar bs itne hi Please sir btaiye koi prob to ni hogi🙏
सर plese उन लोंगो के लिए बताईये जिनको कोई जिला allot नही हुआ खाली छोर दिया है शिक्षा विभाग के ऊपर छोर दिया गया है कब तक होगा उनका क्या होगा pls क्या करे कोई न्यूज़ है
Sir Maine deled mai 2023 mai hi admission liya tha abhi keval first semester hua h aur mera selection junior mai ho chuka h mai up se hu sir maine deled esliye kiya kyuki yha pr primary ki vacancy aati h toh sir kya mai continue kr sakti hu deled please reply
Sir mera total 7 documents upload kia gya hai BPSC k through. Lekin maine or bhi upload kia tha documents. To kya un 7 ki hi zarurat hai ya or bhi zyada ho skti hai qki unhi 7 mein hi bpsc logo haii
Sir hum bahut pareshan hun,mera shadi k din fix 2 feb se 10 tak hai,or card v bat gaya hai,mere pariwar m tenson k mahoul ban gaya hai.hame koe sughav de aap.mai gaya se hu motihari mera sit alout ho gaya hai🙏🙏
@targetachived1027 sir Main other states se hu Hum kaha se affidavit banyaye ? Kia Bihar state main ja kar uha se banana padega yaa fir other states se banake le jaye ?? Please reply me
जिसको भी ये बिहार में।वंचित करे वो तुरंत कोर्ट का रुख करे, ये मानवीय नहीं मशीनी गलती भी हो सकती है , इसलिए बिहार के कर्मचारी अधिकारी ज्यादा चालाक न बने ढेर तानाशाही नहीं चल पाएगी।
Sahi kaha bhai yah log manmani kar rahe hain
Re upload ke liye Shiksha vibhag ka mail kya h plz reply
सर plese उन लोंगो के लिए बताईये जिनको कोई जिला allot नही हुआ खाली छोर दिया है
शिक्षा विभाग के ऊपर छोर दिया गया है कब तक होगा उनका क्या होगा pls sir
मैने तो अपने हाथ से अपना डॉक्यूमेंट सही सही अपलोड किया था लेकिन BPSC ने मेरे डॉक्यूमेंट्स में ग्रेजुएशन और बीएड का मार्कशीट किसी और का अपलोड कर दिया।।। मैं तो बिना गलती के ही परेशान हूँ
अगर आपकी गलती नहीं तो टेंशन लेने की कोई बात नहीं
Bhai cyber Cafe wale jaldi jaldi m paise kamane k chakker m bhi kr dete h unke computer m bhut se logo k data pade rahate h
15 ko Patna chliye
Mere me aadhar dusre ka upload h
Mere me bhi b. Ed ki jgh class 10 ka aarha hai bahut pareshan hai
Sir ji me other state se hu or stet ka form bhrte time category me khud Ki category bhr di Or mere stet me 107 marks h
Bpsc ka form general se apply Kiya Hai 😢😢😢😢
B.A. ka ham provisional certificate upload kiya hai mere pass B.a ka certificate nahi hai to kya DV nahi hogi sir .
Jarur hoga
जब तक original marksheet na aaye.. Tb tk kaise upload kr skte hain?... Shiksha vibhag se अनुरोध है.. Ki पुनः upload krne ka mauka mile
शुभ प्रभात सर आपका दिन मंगलमय हो।😊🙏
Apko kaun sa district mila hai
Mujhe Gopalganj
Sir ,plzzzz answer me 🙏🙏 maine B.Ed. ke certificate ke jgh provisional certificate dala hai ....kuchh hoga nhi nhhh
Me v provisional lagai hu
@@LivewithNitya kuch nhi hoga mai v provisional upload ki hoon
Mai to B A ka bhi provisional hi lage hnn koe problem bhi hoga@@simakumari3489
Sir aadhar me correction krwaye the father surname spelling mistake tha notary wala affidavit bnwa lia h majistrate se sign nhi ho paya h dv me koi problem hogi kya
Same problem h mere me bhi sign ni h surname ki spelling mistake thi
@misbakhan6287 aapne notary wala affidavit bnwaya h ya majistrate wala
@@MEENA-1111 mera affidavit nii bna h lekin mere pass purana wala adhar bhi h or nya wala bhi
Caffe wale bol rhe the ki purana se check hoga koi dikkat nii h
Aapke kitne documents upload hue h mere me graduation or de.el.ed ka certificate 2 hue h total 8 documents upload hue h 😢
Residential or NCL ka water mark me Digital sign hat gya hai plz suggest
Mera bhi same case hai
Koi solution
@@RakeshKumar-dy4fb dobara upload ka mauka deta ho jata
Bhai same problem yar
Mera bhi
Bhai hed teacher or h. M wale ki joining hui ki ni abhi
Sir aap bahut achhe se sb clearly samjhate hai
यही काम Tre-1में किया गयाथा जिसमें हजारों अभ्यर्थी stet& ctet का नया डॉक्यूमेंट अपलोड किया और काउंसलिंग में शामिल होकर आज नौकरी कर रहे हैं। जबकि फॉर्म भरते समय उनके पास कोई प्रमाण पत्र नहीं था 😅😅
Aisa kaise ho sakta hai usme dakoment me date bhi diya rhta hai
Sir maine marksheet upload ki thi kyuki usme option m tha ki document ya certificate m se koi ek upload krna h
Koi diqqat nhi h
Ha
Koi problem nhi h jo upload kiye h uska original lekr dv me jna hoga
Ha Marksheet se bhi DV ho jayega 7 JAN Wala letter dikhaya to tha👍
@@BalajiStudyAdda CTET me serial Number Marksheet me dia tha islie sabhi needed document ka marksheet hi de dia h ( Matric me Passing certificate dia hai ) baki inter + d.el.ed + CTET Inn teeno ka Marksheet Upload Kia hai .... कोई समस्या तो नहीं होगी??
Sir ek question mera v h ,waise students jinka pgt me result ho chuka h ,bt guest teacher k karn district allot nh kiya gya ,unke result pe koi asr nh prega na ,bhut tension me h plz sir reply kijiye
Sir graduation aur b.ed ka marksheet upload kiye h degree nhii isse koii dikkat to nhi h please reply kijiye
हम भी
Mai bhi
Sir Digitally sign hat gaya hai EWS or Domicile me But Original me hai
Hello bhai mera bhiii kya kiya jaa sakta he ab
Sir kb jana h kase pta chalyga sir mera prt me hua h
Graduation +b.ed ka provisional certificate dala gya hai koi problem to nhi hai na....kyuki original certificate to av mila nhi tha...sir pls reply 🙏🙏🙏🙏
No problem
Thanku doubt clear karne ke liye@@anshikarajpoot5128
Guru ji ek do video us PR Bhi bna do jiska zila blank dekha ra h
Sir District allotment ko le kar v kuchh bataiye ... 450KM dur mila hai... Choice ka district nhi mila
Naukari hai bhai e
Mujhe to 1065 km door mila he😢
Sir distric allot per awaj uthayie
Sir pgt tgt aur prt sabke liye date alag hogi ya kisi bhi din jake DV karwa sakte hai
Jin logon ko abhi district allot nhi hua hai kab tak hone ki sambhavna hai😢
Please reply 🙏
Mai graduation aur b.ED ka marksheet upload kiya hai aur mere pass provisional hai. Certificate ke liye apply kiya hua hai abhi tak nahin aaya Hai. Koi problem nahin nahin hogi
Mera bhi same condition hai, aur sab bta rhe h koi dikkat nhi hogi
Koi dikkat nhi hogi provisional se ho jayega
Sir maine , 12th, b.a, m.a sab mein marksheet hi upload ki thi.. kya ager re upload ka option aayega to kya certificate upload kar sakti hu kya ? From bharne ke time certificate mere pas
SIR MAIN APKO TRE3 STARTING SE FLOW KAR RAHA HUN AUR MERA FINALLY MERA 6-8 ME HOME DISTRICT GAYA AUR 9-10 ME 130KM NAWADA HO GAYA KONSA JOIN KRUN PLEASE RESPONSE
SIR BA.KA DIGREE AND B.ed KA PROVISIONAL LAGAYA HAI KOI DIKKAT HAI PLEASE RESPONSE
Sir deled ki jagah ctet ki marksheet upload ho gaya h bahut dar lag raha h kya karai sir dubara portal khulna chahiye .
Sir mene 12 aut d.el.ed upload kia h up ss hu dikkt hogi graduation mhi dala .. pls reply
Sir hmne to sbhi ki marksheet hi uplode ki h degree uplode hi ni kri ....ar 12th k koi documents uplode hi ni kra h .....🙏
6-8 me to 12th ka koi document upload karne ke option hi nhi aa raha tha
Koi problem nhi hoga bss jo upload kia h whi chq hoga
@@subashmishra9648 shi kh rhe aap ..hmare m bhi 12 th ki marksheet upload nhi h
@@subashmishra9648 mera 1 to 5th h
@@bhawanikumari3236hmm yr hona to ni chahiye prblm
Bhayia sc st welfare department ki counsling date kb tk aigi?
Sir mera graduation ki degree mein hindi mein naam ki spelling adhar se match nahi kr rahi ..English ki theek hai maine application bhi November last mein process kr diya tha college se then delhi university mein jake pata laga ke 45 days ka time lag jayega but us time tha ke dv ki date kabhi bhi aa skti hai to maine ni kiya application summit ... Mera darbhaga diya hai district plz aap mujhe batayr main kya karu ? Maine affidavit banwa liya hai ,mujhe bahar to nahi karege ?
सर मैने Provisional Certificate upload kiya he.
Provisional certificate accept hota hai document verification me
Sir mai up se 6to 8 me selected hu mera watermark uploded 10th ki certificate h marksheet me watermark nhi h 12th ki bhi marksheet aor certificate m watermark upload nhi h to koi dikkat to nhi hogi
Sir watermark documents kya sirf selected students ko aata hai ...ya sabhi students ko
Ab शिक्षा विभाग ko email krna hoga jaise tre 1.2 m diya isme q ni
Portal khulna chahiye
Sir 🙏 🙏
Jo Bed ka internet vala Marksheet upload Kiya h ,Abhi Original AA gya h, vo qya kre dv me 🙏 sir please kuch btaye
Or Bed ka provisional certificate bhi le liye h , kuch btaye sir please 🙏🙏
Sir mene b.ed ki provisional lgaya tha kyuki tb tk original aaya nhi tha
sir mera watermark niwas certificate main digital signature missing h DV main koi problem hogi plsss🙏🙏🙏🙏 reply
Mera bhi same case hai bhai
Mera bhi
Koi problem to ni hoga usea
Ab digital hota h
@@sabasaleheen1998 digital hi hota hai but jo likha hota hai na digitally sign by CO ka wo hat gaya hai upload me
Sir please aap thoda aawaz uthaiye hm up mathura se hen or itni door kese aa skte hen
Aap kvs mein yaisa bol sakte hain ki mujhe mathura posting ya apne pass wala jila dijiy ?
Mt aawo mathura mai hi job khojo
Sir maine graduation and B.Ed ki degree upload kiya hai to koi dikkat nhi n hoga
Sir mera Gratuatipn k document pr watermark nhi h to koi problme hogi bas 6 document hi uploade h
Exm time Thumbs impression और photo मेरा छूट गया किया अब हम को काउंलिंग से बाहर कर देगा किया प्लीज़ सर बताइए बहुत टेंशन मैं हूं।
Sc caste se ebc me change kr diya gya but ebc ka ncl wala watermark nhi aaya hai sc caste wala hi aa gya hai koi solution bataye sir
Sir mera ctet certificate kisi aur ka show kr rha hai
Please btaye sapath ptra mai kya kaise likhvaye
Please reply sir
SIR mera name santosh sharma hain..mera janm bihar me Hua hain..bad me 10 se lekar PG tak padhai west bengal main Kiya hu aur mera adhar voter card v woha ka tha abhi sirf adhar card update kiya hu bihar me mere gaon me..eha k nibashi hain hum aur west bengal rehta hain aisa iss gaon k log jante hain..bpsc exam main maine apna adhar sirf address change karke apne janmbhumi me Kar liya hu...mera selection pgt main domicile par aur tgt main general main huya hain..kya koi dikkat ho sakta hain ..bataiye pls ? 🙏
Hello sir form apply jab kiye the tab ews ka date tha ab ews ka date khatm ho gaya hai kya naya banvana padega please reply dijiye
Sir Document blur ho gaya hai kuch bhi ni dikh raha hai sirf serial number hai .plz reply
Sir tre 3 prt me selection hua .
Hum 2 log h apas me mutual transfer lena chahate h
Please sir mutual transfer ka kya rule hai iske bare me jankari de.
Are tham ja bhai...Abhi niyukti huyi nhi ki mutual transfer ki sochane lge😊
Kya mutual transfer hota h
Sir aadhar card address ke liye v dikkat ho skta h kya ????
1)सर आधार कार्ड में एड्रेस चेंज कराया है l
2)अगर रे-अपलोड का ऑप्शन देता है तो क्या मैं अपना नया वाला आधार कार्ड अटैच कर दूं l
3) मैंने जो आधार कार्ड में एड्रेस चेंज कराया है वह मेरे form में परमानेंट एड्रेस के रूप में फुलफिल है
4) मेरे आधार कार्ड में जो एड्रेस पहले था वह मेरे form में कॉरेस्पोंडेंस एड्रेस के रूप में हैl
5) मैंने इसके लिए भी अपना एक एफिडेविट बनवा लिया हैl
Sir ham 12 ka provisional upload kad diye the to koi problem hoga kya sir
Sir Ctet ka Marksheet lagega ya Certificate, kyoki serial number marksheet me hi h
Sir mera gratution me all over 51 percent hai dr lg rha hai mujje bahar na kr de pr sir mere particular ek subject me 44 percent hai jbki all over BA me 51 percent hai kya kru yar plz help me mai bahar to nhi ho jaunga mai bpsc tr3 dV ke liye qulify kiya hu😢😢😢😢
Bhai agr aapne tre 3.0 qualify kr li hai to koi aapko nhi rok skta...
Agr fir bhi aisa hota hai to court jaye
1-5 ho ya phir kisi ko k liye?
सर जी मै 6-8 में सेलेक्ट हूं बीएड का सर्टिफिकेट डिजिलॉकर वाला अपलोड किए है क्या कोई दिक्कत होगी वेरिफिकेशन में
Sir mera 6-8me selection hua hai 10, graduation,b.ed,, ctet ki upload ki j lekin 12ki nhi upload kyunki 6-8ke liye 10ke baad graduation ka option tha to koi problem to nhi hogi plz reply
Nahi
No problem
Sir , district allotment me dur dur diya he kuchh kiya jay sir
Stet 2 ke जगह stet 1 ho gya h
Shiksha vibhag ke mail kya h , jis pr request ke jaye
Bhai stet1&stet2 dono upload kiye the usame stet1 me paper 2 dikha raha h aur stet 2 me paper 1 dikha raha h
Mera ews husband ka bana hua hai father ke block wala nahi bana raha hai. Mera dono jagah same district hai
Graduation aur Bed ka marksheet upload kiye the but Graduation certificate aur BEd ka provisional mere pass tha dv m koi samasya bhi hoga
Ye btaye sir ki water mark lagana to BPSC ka kam hai n, agr jisnke certificate pr water mark nhi lga hai, vo ab kya kre
Sir ignou ka BA ka degree valid hai ki nhi
Sir. Maine certificate ki jagah marksheet upload kar diya hai. Kya kare
Same question sir
Sir other state ke divyang jinka ur divyang kote me hua hai aur ctet 90+ hai to kya unko bahar kar diya jayega ek sir aaj youtube pr bol rhe the please sir bahut dar lag rha hai please sir reply
Yes sir please aawaz uthaiye please sir 😢
Sir, Married woman ews certificate father's ke ghar se lagaya hai ,koi issues hoga but selection general me huwa hai
Jb iske phle bpsc n portal khola tha fir isme q nhi khol rha apne jb mn jaise kr rha h provisanal ur marksheet k liy kholna hi chaiye 1 sal m tre 3 comp kra rha bpsc
Sir Mera ctet me 81 number vala upload ho gya hai jabki mere pass 96 vala tha mistek ho gya hai ab kya kru
mere Sath bhi Aisa Hi hua Hai Meri seated ki primary ki marksheet upload Hui Hai jabki main junior mein qualify ki hun
Affidavit kaise banwana us par vdo bana dijiye ,,,,, kiske naam se banega
Vakeel se banwa lo....
Ya phir tahseel jao wahan typewriter lekar banane wale baithe hote hai
Affidavit to bhut pehle bta chuke hai 👍 baki tehseel se banwa Skte👍
Sir march me adhar card me papa k surname ki spelling thik krai h or adhar card Pura wala upload hua h to wahi le kr jana pdega
Sir meri degree pr beti n pen chla dia h koi prblm to nhi hogi pls sir bta diziye
Sir mera adhar card ka frunt side ka upload kiya h back side ka nhi,kya dikkat hogi plz reply me sir
DDU ka B.Ed ka certificate 2 yrs baad hi deta hai to maine provisional Certificate Dala hai Jab form fill up kiya tha to 6 month nhi hue the...
Sir jisne adhar card update Kiya h .. agar re upload ka mauka mile to kya Naya wala upload kar de ya purana hi rahne de??
Same issue
Ncl or domicile to jis time form bharte time tha vahi rahega ki dusra
Sir maine graduation aur B.ed ki marksheet upload ki hai degree ni ki hai
sir kya kre please btaye.....
Maine bhi yahi kiya h
Sir achha ye bta dijiye.. tre 4 ka form prt me fill karne ke liye kya kya document chahiye??? Please reply me isi comment per
District pe awaj uthaiye
Sir maine 10 th ka marksheet upload kiye the or certificate bhi to sirf certificate aaya hai marksheet nahi koi dikkat nahi na hoga please reply sir 🙏🙏
Sir Maine CTET Ki marksheet uploaded ki thi ,Agar re-upload ka chance milta hai to CTET ka certificate upload kar du ya marksheet hi rahne den.
Same problem
Sir maine CTET January ka internet wali marksheet lagayi hai aur serial number ki jagah roll no. Dala tha
Kyuki result aa gya tha pr original certificate nhi aaya tha
Is pr kya action hoga kuch bataiye sir
Same problem h ....kon sa district mila h apko
सर रोहतास जिला का D. V का स्थान कहा है कुछ नहीं पता चला रहा है सर कुछ बताने की कृपा करें.
DRCC mokar hota h
Sir mere m to keval 5 documents hi upload h vo bhi marksheet h
High-school, inter ,deled 4th sem ,ctet or adhar bs itne hi
Please sir btaiye koi prob to ni hogi🙏
10 th CBSE board ka marksheet badha hone ke karan front page upload kiya tha koi problem
Sir Main ambedkar nagar up se or hme purnia de diya lko me 1feb ko meri 1dv or hai chhutti milega ki nhi solution Plz sir😢
Jyda s jyda log shiksha vibahg m email ur coll kre jiko v reupload krna h ur jo unke office pauch skte vo v vha apni bat rkhe tbi syd opn ho portal
Sir ctet Jan 2024 walo ke liye koi dikkat to nhi hogi
Same😢
Nahi
Bhaiya apse bat krni hai kr lo yar mai jhel nhi pa rha hai ek lauta ummid hu Ghar ka mn kr rha hai sucite kr lu help me plz😢😢😢😢
Sir affidavit kiske samksha banega plz sir reply
सर plese उन लोंगो के लिए बताईये जिनको कोई जिला allot नही हुआ खाली छोर दिया है
शिक्षा विभाग के ऊपर छोर दिया गया है कब तक होगा उनका क्या होगा pls क्या करे कोई न्यूज़ है
@@Nikhil-ih8ig Arey bhai yrr tum
@@Nikhil-ih8ig pehchana delhi m mile the
@@parasshukla21 ha bhai pehchan liya
Tmhra bhi h kya bihar me
@@Nikhil-ih8ig ha
Sir Maine deled mai 2023 mai hi admission liya tha abhi keval first semester hua h aur mera selection junior mai ho chuka h mai up se hu sir maine deled esliye kiya kyuki yha pr primary ki vacancy aati h toh sir kya mai continue kr sakti hu deled please reply
Same qu. Mera bhi h??
Sir mai married hu aur ews apne papa ke name ka lagai hu selection ho gaya h koi problem to ni hogi na please🙏 replay
Sir mera total 7 documents upload kia gya hai BPSC k through. Lekin maine or bhi upload kia tha documents. To kya un 7 ki hi zarurat hai ya or bhi zyada ho skti hai qki unhi 7 mein hi bpsc logo haii
Sir hum bahut pareshan hun,mera shadi k din fix 2 feb se 10 tak hai,or card v bat gaya hai,mere pariwar m tenson k mahoul ban gaya hai.hame koe sughav de aap.mai gaya se hu motihari mera sit alout ho gaya hai🙏🙏
HM head teacher ki training shuru ho gyi hai?
Sir agar koi document main father name ka spelling mistake hain toh ab hame Kia karna chahiye
Kia eske lie hame reject kar sakte hain?
Affidavit banba lijiye
@targetachived1027 sir
Main other states se hu
Hum kaha se affidavit banyaye ? Kia Bihar state main ja kar uha se banana padega yaa fir other states se banake le jaye ??
Please reply me
Sir mere watermarks documents mein 12th ki marksheet nhi aayi h ....kya mujhe 12th ki markaheet reupload krni hogi
Mere m bhi yhi program h 12 th ko leker
@@priteerajpoot746 B.Ed se kiye h to 12th ka documents nhi hota h
Mera Manna hai k shiksha vibhag se request Kiya jay re-upload k matter se
Re-upload ke liye kuchh bhi kijiye sir