Allah sabse bada hy aur Allah ke Siva kisi ke saamne sar jhukaana mana hy ..aur Allah tala se dua karo Allah tala sabki dua qubool kardega ..sirf aur sirf Allah ..❤
Beshak allah he dene wala sab ko pta hai magr allah ke wali ke darbar mein jana kha galat hai zra btao to sahi allah ne khud quran pak mein farmaya hai jo mere wali se dushmani karenga goya usne mujhe se jang karenga
Araam se namaaz acha hadis aur quran ke hisab se sab se phele namaaz padha jaata hai waqt par hamare Allah me khena hai ki har kaam chod kar phele namaaz aada ki jaaye buttt kya kehi isaan sehi hadis aur quran padna hi nhi chata aur apne hisab se deen follow kar raha hai Allah ham sab ko hidayat de Allahumma Aameen
Allah ko chorke dusre k pass maangna shirk hai Agar shirk k halath me mauth huwe tho seeda jahannum Allah ham sab ko sahi raste chaneki taufik de ameen aur sahi ilm paneki taufik de ameen
Assalamualaikum.... phle to smjh len ki hr shks mangta srf rab s h or Dena wala whi h is m koi shk nhi.......ab yh smjho ke ap bhi jb apne se kisi bde s milte ho to un se apne hq m Duaa ki guzarish krte hona......bs yhi h ki hm Allhamdulillah Sunni hzrat duniya k bde logon se Duaa ki bjye hm Allah k mqbol or Mehboob bndon se Duaa ki guzarish krte hai
@@taqdeesmomin9486 phele toh apne maa baap ko bolo hamare haqq mai dua kare aur humlog apne bado ko chaddar, phool, agarbatti aur unke saamne jhuk ke nhi bolte ki hamare liye dua karo. hum hamare bado ko sirf bolte h ki hamare kiye dua karo aur hum Allah siwa kisi k saamne nhi jhuk te h. Allah k siwa kisi aur k saamne jhukna shirk h.
@@taqdeesmomin9486 ye sab bol kr log sirf apne aap ko tasalli de sakte hy ...dene wali zaat sirf Allah ki hy. Allah se mango phir mango baar baar mango wo dega zarur dega kyunki vo hi de sakta hai.
Pehle chadar chadhayege.. Phir ziyarat krege phir khana khayege.. Uske baad time hi time hai.. To baad me padh lege Namaz.. Matlab Namaz in sab se zyada zaruri hai.. Astagfirullah
Afroz ji zayarat zaroor karain lekin muradain aur mannatain sirf aur sirf Allah puri kerta hai Allah hi mussab e bull asbaab hai Allah aap sub ko bohat khush aur abbad rakhy Aameen Summa Aameen 💖
Walekum assalam afroz appa me allah se yahi dua karunga ki aap log hamesha khush raho haste muskurate raho me allah se ye bhi dua karunga ki aap ke jaldi ek million subscribers ho jaye aap ese hi dua durood karo allha sab kuch accha kare ga ❤❤❤😊😊😊🎉🎉🎉
Nice video. If people recognize you in another state of the country that means you are a celebrity. Your hard work paid off. This is what I love a homemaker who did something about her talent and the outcome is fabulous. 🎉
2:25 khala mahkna pehen lete namaaz ka matching miljaata. Ya toh duppatta pink color ka lete th cotton mai. Jo raste pe chal rahe ho vo market h waha bhi dupatta ya makhna miljaata. Dargah pe baal dikha te ho.
@@irfanashaikh8782Humare piyare NABI (STW) ne farma aurate khoshboo ka istemal sirf apne shohar ke liye laga sakti hai bazar may khoshboo lagne Wale aurat pay lanat hai
Aur baher jate waqt mana hai lagana wo nahi maloom madam ko...Allah hidayat do inki family ko aur tamam muslman jo yaha aye hai un sabko..ap ko aur mujko hum sab ko hidayat de allah tala...
Dilon per mohur lug jati hai .... rumzan k fourun bad eid k dance touba sub barabur ker dia satan #Azad ho gea pata chul jata .... to eysey log eysey hi kam kertey
Allah aap sob ku hedayat de jo aap loga shirk karren ay sob gunha hai ye sob mat kariye haat ki mehndi tak ghair mehram ku bata nhe hai ye kya karen bena hejab ke astaqfirullah
Assalamu alaikum Afroz apa Aap jis hotel me rehte haina waha ka address ka link send karoge kya hum log bhi ajmer jane wale hain aap ka jo hotel bahut acha laga
Asalmwalekum plzzz dua karo ap ke pure fmly ke allah mujhe jaldi se oulad se nawaze gareeb Nawaz ke sadke me...allah ne mujhe oulad diye the par uska 8 may ko inteqal hua hai plz ap sab log dua karo ke allah mujhe jald se dusre oulad se nawaze plzzzz🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏plzzz afroz appa dua ke guzarish 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Beshak attar lagana sunnat hai pr aapko ye nahi pata k aurato ko attar laga ker bahar jaana mana hai
Koi germahram ko aski kushbu aati h to tum gunegar hote ho
@@h.y.saiyad4783 zaahir si baat hai itni bhid bhad me gair mehram to takrayenge hi na
Unko half knowledge hai... Sirf Wo hi aata hai jo duniya me kaam aata ho.. Aakhirat ka unko kuch lena Dena nahi
Allah par yaqeen rakhe or Allah se mange kuch bhi Dene wali jaat Allah ki hai
Beshak
I miss you ajmer Sharif ❤
Allah sabse bada hy aur Allah ke Siva kisi ke saamne sar jhukaana mana hy ..aur Allah tala se dua karo Allah tala sabki dua qubool kardega ..sirf aur sirf Allah ..❤
Bilkul sahi kaha apne beshak Allah ke siwa koi kuch nahi de sakta Allah hidayat de inko
Beshak allah he dene wala sab ko pta hai magr allah ke wali ke darbar mein jana kha galat hai zra btao to sahi allah ne khud quran pak mein farmaya hai jo mere wali se dushmani karenga goya usne mujhe se jang karenga
Beshaq😢
@@Patel22325 ye baat kon si surah me kitne no ki aayat me h bataiye
Sahi bukhari hadees no 6502 mein dekh lo
Mashallah afroz ji ap bhut acha khana bante ho allah apko khus rakhe
Allah hidayat dye.
Ittar lagana sunnat h lekin ladies ko nhi sirf gents ko
Ladies b laga sakti khushboo but sirf ghr ke ander...baher jatey tym khusbu mana hai
Namaz Aram se last me nahi padte.... Sabse pehle namaz aati hai
Ya garib nawaz beshaq khwaja ji allha ki wali hai❤
Araam se namaaz acha hadis aur quran ke hisab se sab se phele namaaz padha jaata hai waqt par hamare Allah me khena hai ki har kaam chod kar phele namaaz aada ki jaaye buttt kya kehi isaan sehi hadis aur quran padna hi nhi chata aur apne hisab se deen follow kar raha hai Allah ham sab ko hidayat de Allahumma Aameen
Allah ko chorke dusre k pass maangna shirk hai Agar shirk k halath me mauth huwe tho seeda jahannum
Allah ham sab ko sahi raste chaneki taufik de ameen aur sahi ilm paneki taufik de ameen
Ameen
Allah se dua h ye dargahon pr umdi auraton ko hidayat de izzat se ghar baithkar ibadat Kare aur Allah se mange.
اللہ ہدایت دے
Allah har gunah maaf karta hai sivae shirk ke
Allah maaf kare Allah pak jo shirk karta usko maaf nahi krty ..
Assalamualaikum.... phle to smjh len ki hr shks mangta srf rab s h or Dena wala whi h is m koi shk nhi.......ab yh smjho ke ap bhi jb apne se kisi bde s milte ho to un se apne hq m Duaa ki guzarish krte hona......bs yhi h ki hm Allhamdulillah Sunni hzrat duniya k bde logon se Duaa ki bjye hm Allah k mqbol or Mehboob bndon se Duaa ki guzarish krte hai
@@taqdeesmomin9486 phele toh apne maa baap ko bolo hamare haqq mai dua kare aur humlog apne bado ko chaddar, phool, agarbatti aur unke saamne jhuk ke nhi bolte ki hamare liye dua karo. hum hamare bado ko sirf bolte h ki hamare kiye dua karo aur hum Allah siwa kisi k saamne nhi jhuk te h. Allah k siwa kisi aur k saamne jhukna shirk h.
@@taqdeesmomin9486 ye sab bol kr log sirf apne aap ko tasalli de sakte hy ...dene wali zaat sirf Allah ki hy. Allah se mango phir mango baar baar mango wo dega zarur dega kyunki vo hi de sakta hai.
Sahi kaha
Ma sha Allah dua mein yaad rakhnaa
Pehle chadar chadhayege.. Phir ziyarat krege phir khana khayege.. Uske baad time hi time hai.. To baad me padh lege Namaz.. Matlab Namaz in sab se zyada zaruri hai.. Astagfirullah
Sahi kaha aap ne❤
Sahi kaha ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Afroz ji zayarat zaroor karain lekin muradain aur mannatain sirf aur sirf Allah puri kerta hai Allah hi mussab e bull asbaab hai Allah aap sub ko bohat khush aur abbad rakhy Aameen Summa Aameen 💖
Apa 1 bar hajj aur umrah ki bhi niyat karlena wo zaroori hai
Definitely once in a life iwanna go to ajmeer... Aameen ...🙏🤲
Aapa apki mehendi Bahot acchi he mashaallah
Love you sister nice volg first time subscribing you I am from Dubai
Afroz aapa aap ko dekh kar dil bahot khush ho jaata hai Allah aap ko hamesha aisa hi rakhe aameen
Masha Allah ❤ AAP ki wjha se hum bhi ziarat krliye
Paise waste mat Karo .Jake umrah aur haj Ada karna !!!!!
Shirk krne walo ko allah maaf nhi krega
Mera bht dil karta hai ajmel shareef ane ka but india me hai mere czns india me rehte hn kabi moka hi nh mila india ane ka 😢
Mashallah 😘 hamare liye bhi dua kariyega aapa
Aapki mehandi bahut mast lagi
Walekum assalam afroz appa me allah se yahi dua karunga ki aap log hamesha khush raho haste muskurate raho me allah se ye bhi dua karunga ki aap ke jaldi ek million subscribers ho jaye aap ese hi dua durood karo allha sab kuch accha kare ga ❤❤❤😊😊😊🎉🎉🎉
Nice video. If people recognize you in another state of the country that means you are a celebrity. Your hard work paid off. This is what I love a homemaker who did something about her talent and the outcome is fabulous. 🎉
Ma Sha Allah bahut pyara vlog hai 👍👍👍👍duwa ki darkhas 🙏
Video vadiya g
Ap mehndi kis s lgwati hn mehndi ki videos b share jrain..lov frm pakistan
❤❤❤❤ mashallah sisters
App merely be dua Karna jb khwaja garib nawaz ki darga pe Allah pak mujha be olad aata kar Ameen
I miss you ajmer dargah
Mashallah
2:25 khala mahkna pehen lete namaaz ka matching miljaata. Ya toh duppatta pink color ka lete th cotton mai. Jo raste pe chal rahe ho vo market h waha bhi dupatta ya makhna miljaata. Dargah pe baal dikha te ho.
1st comment and wants a heart from afroz aapa😊
Ladies ko khushboo lga na mana h
Ghar me laga skte hai kya ittr
@@irfanashaikh8782 nhi
@@irfanashaikh8782Humare piyare NABI (STW) ne farma aurate khoshboo ka istemal sirf apne shohar ke liye laga sakti hai bazar may khoshboo lagne Wale aurat pay lanat hai
Masallah 👍❤khala ji
Mashallah 🔥😘
Mashaallah
Shirk ki maafi nahi plz Allah par aqeeda rakhe
Kainaat mera naam hai😊
Mashallaha
Masallah 👍❤
Ye sab krne se kya hota hai chadar se kya hota hai
Nada se kya hota hai
استغفر اللہ الللہ کے ساتھ کسی کو شریک نہ کریں
Mashaallah ❤❤❤❤❤❤❤❤ mery le dia Kara na hassain ka name py I'm Pakistan
Allah pak ap ko or kamyabi ata kare ameen 🤲🏻
Mashallah 🥰😍❤
Allah ke seva koi mabood nahi beshak allah har chiz par kadir hai allah se mago allah ke aage jhoko vo pori doniya ka Malik hai
Namaz ka kiya huwa..... Ap to dargah me padhne wale the
Wo sab last me inke hisab se.. Bahar jana zyada zaruri hai itar lagake
In logo ko ek time ki namaz nhi malum bass shirk krne mai aage hai Allha hidayet de aise musalmano ko .
Itnar lgana sunnat h ye pta h tujhe....jo faishon m ata h ....or namaz padhna frz h parda farz h ye sb nhi pta hoga...
Aur baher jate waqt mana hai lagana wo nahi maloom madam ko...Allah hidayat do inki family ko aur tamam muslman jo yaha aye hai un sabko..ap ko aur mujko hum sab ko hidayat de allah tala...
❤❤❤ Baji Dua mein yad rakhiye Allah Hafiz
Asalamu alekum bhai huma khan Pakistan Karachi se mra beta aman ullah khan k liye duaa krna beti hamna ko b duaa dena
Aye iman walo shirk mat karo, allah se daro
Dilon per mohur lug jati hai .... rumzan k fourun bad eid k dance touba sub barabur ker dia satan #Azad ho gea pata chul jata .... to eysey log eysey hi kam kertey
mashaallah❤
Aur to ko Khushboo nahi Laguna chahiye..
Masha Allah dua main yad rakhiyega sabko Allah pak sabki jaiz duaon ko qubul farmaye aamen summa aamen 😊
Masha Allah beautiful sharing Allah paak hume bi khwaja garib nawaz ki ziyarat nasib kare ameen ❤
Summa ameen
😇
Aameen.
Aslkm..Ashraf kai result ka kya hua
Mzaro p jana or ya sb kam shrk hn..drgahyn shrk k addy hn...Allah k siwa kisi sy umeed ni lgani chaheay..
Masha Allah dua ma yad rakhna afroza di 🤲🤲💖
Phele Allah ko razi karo
Dua m yaad rakhe plzzz
Hotel rohit mai veg acha hai mai road par hi hai bulad darwaja ke road pe
Allah aap sob ku hedayat de jo aap loga shirk karren ay sob gunha hai ye sob mat kariye haat ki mehndi tak ghair mehram ku bata nhe hai ye kya karen bena hejab ke astaqfirullah
Darga chalana mujawaro ka buisiness hai bada
❤❤❤❤❤❤Asif bahut acche Hain
Sir pe dupatta to rakh lijiye
Masha Allah jazak Allah nice very nice good very good 👍😊❤🤲
Mashallah Hamare leya bhi dowa karya hamare taraf sa salam bhajeya😢😢
Khaja qaribban nawaz ka sadqa hame dijiye dowa kijiya
❤❤❤❤❤❤
Allah l love you ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hotel sukoon u wll get good food to eat . U have to go earlier because rash bhaut hota hai
Bht achcha mauka hai
Assalamu alaikum Afroz apa
Aap jis hotel me rehte haina waha ka address ka link send karoge kya hum log bhi ajmer jane wale hain aap ka jo hotel bahut acha laga
dargah par jati hai to umrah kyi nahi karti haj kyi mahi karto talim me kyi mahi jati ijma kyi nahi karyi
Jb tk Ajmer me ho duppa dikhegaa tumhra sir pr . Mumbai aane ke bad gyeb duppta selfish women
Achcha tha
Love yu auntie ❤
Asslam aly Kum baji hamare liye bhi Dua kijiye
Asraf ka 10th ka result kya aaya
Fail ho giya ho ga
😂
@@fareennicenaz7048 ha muje bi ye hi lagta hai warna ye log tu mauka ki talash may rahte hai vlogs bane ke liye
Asraf ka 10v ka result a ya kaya
Aslm. Meere bhan kye leaiya bhe duwa kare kye alla aulad adakare 4 sal hogai abhi tak nahe hova zaroor zaroor karna please please
Hi ante mera name hai nikhat my dharwad sa hu apki bahot badi faan hu my abhi ajmeer me hu
Shirk kaam mat karo
Ameen
Maa hr chizz shrr krti h ye nhi batarhi pas h yaa😢😢😢
Hotel sakoon ka khana acha h
Best channel on the you tube 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Aapka sofa come bed kitne ka liya hai kahan se liya hai
Hii Anti app ki video must hai
Asalmwalekum plzzz dua karo ap ke pure fmly ke allah mujhe jaldi se oulad se nawaze gareeb Nawaz ke sadke me...allah ne mujhe oulad diye the par uska 8 may ko inteqal hua hai plz ap sab log dua karo ke allah mujhe jald se dusre oulad se nawaze plzzzz🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏plzzz afroz appa dua ke guzarish 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mashallah mashallah 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲 appa ham sab Musalman bhaiyon ke liye dua kare ham sab ki hifajat Karen ameen 🤲🤲🤲🤲🤲🤲
MashaAllah Dua mai Yaad
Dress nice.