کیا نہیں اور غزنوی کارگہء حیات میں بیٹھے ہیں کب سے منتظر اہل حرم کے سومنات الله اكبر الله اكبر الله اكبر ادائے دید سراپا نیاز تھی تیری کسی کو دیکھتے رہنا نماز تھی تیری
qalb o nazar kī zindagī dasht meñ sub.h kā samāñ chashma-e-āftāb se nuur kī naddiyāñ ravāñ! husn-e-azal kī hai numūd chaak hai parda-e-vajūd dil ke liye hazār suud ek nigāh kā ziyāñ! surḳh o kabūd badliyāñ chhoḌ gayā sahāb-e-shab! koh-e-izam ko de gayā rañg-ba-rañg tailisāñ! gard se paak hai havā barg-e-naḳhīl dhul ga.e reg-e-navāh-e-kāzima narm hai misl-e-parniyāñ aag bujhī huī idhar, TuuTī huī tanāb udhar kyā ḳhabar is maqām se guzre haiñ kitne kārvāñ aa.ī sadā-e-jibra.īl terā maqām hai yahī ahl-e-firāq ke liye aish-e-davām hai yahī kis se kahūñ ki zahr hai mere liye mai-e-hayāt kohna hai baz-e-kā.ināt taaza haiñ mere vārdāt! kyā nahīñ aur ġhaznavī kārgah-e-hayāt meñ baiThe haiñ kab se muntazir ahl-e-haram ke somnāt! zikr-e-arab ke soz meñ, fikr-e-ajam ke saaz meñ ne arabī mushāhidāt, ne ajamī taḳhaiyyulāt qāfilā-e-hijāz meñ ek husain bhī nahīñ garche hai tāb-dār abhī gesū-e-dajla-o-furāt! aql o dil o nigāh kā murshid-e-avvalīñ hai ishq ishq na ho to shar-o-dīñ butkada-e-tasavvurāt! sidq-e-ḳhalīl bhī hai ishq sabr-e-husain bhī hai ishq! ma.arka-e-vajūd meñ badr o hunain bhī hai ishq! āya-e-kā.enāt kā ma.anī-e-der-yāb tuu! nikle tirī talāsh meñ qāfila-hā-e-rañg-o-bū! jalvatiyān-e-madrasa kor-nigāh o murda-zauq jalvatyān-e-maikada kam-talab o tahī-kadū! maiñ ki mirī ġhazal meñ hai ātish-e-rafta kā surāġh merī tamām sarguzisht kho.e huoñ kī justujū! bād-e-sabā kī mauj se nash-o-numā-e-ḳhār-o-ḳhas! mere nafas kī mauj se nashv-o-numā-e-ārzū! ḳhūn-e-dil o jigar se hai merī navā kī parvarish hai rag-e-sāz meñ ravāñ sāhib-e-sāz kā lahū! fursat-e-kashmukash meñ iiñ dil be-qarār rā yak do shikan zyāda kun gesū-e-tābdār rā lauh bhī tuu, qalam bhī tuu, terā vajūd al-kitāb! gumbad-e-ābgīna-rañg tere muhīt meñ habāb! ālam-e-āb-o-ḳhāk meñ tere zuhūr se faroġh zarra-e-reg ko diyā tū ne tulū-e-āftāb! shaukat-e-sanjar-o-salīm tere jalāl kī numūd! faqr-e-'juned'-o-'bāyazīd' terā jamāl be-naqāb! shauq tirā agar na ho merī namāz kā imaam merā qayām bhī hijāb! merā sujūd bhī hijāb! terī nigāh-e-nāz se donoñ murād pā ga.e aql, ġhayāb o justujū ishq, huzūr o iztirāb! tīra-o-tār hai jahāñ gardish-e-āftāb se! tab-e-zamāna taaza kar jalva-e-be-hijāb se! terī nazar meñ haiñ tamām mere guzishta roz o shab mujh ko ḳhabar na thī ki hai ilm-e-naḳhīl be-rutab! taaza mire zamīr meñ ma.arka-e-kuhan huaa! ishq tamām mustafā! aql tamām bū-lahab! gaah ba-hīla mī-barad, gaah ba-zor mī-kashad ishq kī ibtidā ajab ishq kī intihā ajab! ālam-e-soz-o-sāz meñ vasl se baḌh ke hai firāq vasl meñ marg-e-ārzū! hijr meñ lazzat-e-talab! ain-e-visāl meñ mujhe hausla-e-nazar na thā garche bahāna-jū rahī merī nigāh-e-be-adab! garmī-e-ārzū firāq! shorish-e-hā-o-hū firāq! mauj kī justujū firāq! qatre kī aabrū firāq!
سر جی اُردو ترجمہ چاہئے ہر ویڈیو کیساتھ، اقبالؒ کا کلام ہر جگہ مل جاتا، لیکن آپکے چینل پر ہم اس لیے ہیں کہ اقبالؒ کو سمجھا جائے۔ براہ مہربانی ایسی ویڈیو میرے جیسے کم عقل کے اوپر سے گزر جاتی ہے۔
Beautiful voice. Pakistan has all Sikh holy places. Nankana Sahib. Long before history, Pakistan also has the Mohanjo Daru and Harippa which was the oldest golden city of advanced civilization many thousands years ago was based in Indus valley and called Indus Valley Civilization. Taxila is a Worlds national asset also present in Pakistan city in Taxila, the oldest most advanced civilization and city. Pakistan is the birth place of Sikhism, Pakistan has the lots of Sufi Saints holy places who migrated to Pakistan land from Arab to 1100s, 1200s, 1300s, and and spent their entire lives spreading knowledge and religion. Why all these saints moved to this land? The future belongs to this part of the world. Pakistan has most biggest salt mine Khewra, untapped gold reserves, untapped oil reserves, coal reserves, gas reserves at sui and other places, second most heighest mountain peak of the world, K2, third most biggest raw water natural source on Earth in Himalyas and northern Pakistan etc. The glimpses of it sometimes is seen by the natural talent in Pakistani people such as Four world championship titles in the 1990s, Cricket world cup 1992, Hockey World cup 1994, Snooker world cup, Squash World cup. Pakistani scientists, engineers, doctors, armed forces are one of the best in the entire world. According to a survey conducted, Pakistani fall in top 4 most gifted and talented nations of the world. Famous singers and poets, Allama Muhammad Iqbal who first gave the idea and map of Pakistan based on all the historical facts passed down to him by the sufi saints and his own God given Sufi status. It is something to do with this beautiful and sacred land which has a defining role for the future destiny of the world. Pakistanis should value this sacred land more than any thing in the entire world and should never ever betray this land.
Please give explanation of the poetry as well. As people like me, who loves to read Iqbal's poetry , but find it difficult to comprehend the actual meaning of the poetic lines..
Isy dobara banana chahiye jis tarah apki abhi 2022 23 ki videos hai is main Background sound taiz hai aur Tashreeh nhi baki Sab Umda hai Allah Ap sy Razi hoo Ameen
5:15 Dear Sir, you made a mistake here. Its "HAI ILM NAKHEEL-E-BE RUTAB" Knowledge is a tree that doesn't bear fruit. Ilm-e-Nakheel becomes knowledge of the tree!!!
افسوس ہے۔کہ اس خزانے کے بھی چند غزلیں پاکستانی عوام کو پتہ ہے اور اصل خزانہ جو فارسی میں ہے وہ تو عوام اور نوجوانوں کی آنکھوں سے اوجھل ہے ۔۔۔کیسے ہم کہہ سکتے ہیں کہ اقبال ہمارے قومی شاعر ہیں جبکہ انکی اصل شاعری کو نہ حکومت نے نہ ا ہل ادب نے اردو میں عوام تک پہنچایا ہی نہیں ۔
وااہ واااااہ.. کیا زبردست کلام ہے.. رگوں میں ایک عجب طوفان برپا کرتا ہے
I felt myself a luckiest person to find this channel....fulfilled the purpose of u tube to used it perfectly ...
Same ❤️
What a beautiful Iqbal Poetry Narrated By Allama Khadim Hussain Rizvi رحمۃ اللہ علیہ
It's narrated by Zia Moheyuddin sahib not Chabi molvi
It's not khadim Hussain Rahimahullah voice it's ziya mohiuddin
Nice poetry
Nicely recited
Stay blessed ❤️😘😘💕🤩
ماشاءاللہ بہت خوب آوز بھی بہت خوب صورت ے جزاک اللہ پاک آپ کو سلامت رکھے آمین
آمین۔ شکریہ
May Allah fill your life with happiness
Ameen. May Allah bless you.
کیا نہیں اور غزنوی کارگہء حیات میں
بیٹھے ہیں کب سے منتظر اہل حرم کے سومنات
الله اكبر الله اكبر الله اكبر
ادائے دید سراپا نیاز تھی تیری
کسی کو دیکھتے رہنا نماز تھی تیری
SubhanAllah
میں نے سنی جو نظم یہ
دل میں اجالے ہوگۓ
جینے کےاس جہاں میں
روشن حوالے ہوگۓ
سبحان اللہ
کیا بات هے هر لفظ اپنے اندر پر اثر ہے
ALLAMA IQBAL POETRY.MY PASSION I LOVE THIS.
Start the persian part of iqbal's poetry.....that would be helpfull for us
Iqbal's treasure is clothed in Persian poetry.
بہت ہی اعلی
Hazrat Allama Muhammad Iqbal ❤️
Salute to you aadhi baat.. this is the channel I was looking for
Jazak Allah for your kind words.
Zabardast 👌🏼
شاعرہ ::: فوزیہ بشیر علوی ـ
جگر سوز سے خالی ـ دل امنگ سے جہاں ـ
کیونکر کوئی رکھے احساس زیاں وہاں ـ
Allah bless you guys for this wonderful piece.
Absolutely Incredible... Great lesson
Jazak Allah khair
This nazm included in our syllabus
☝️ALLAH HI ALLAH☝️
Amazing poetry
Love can't be created nor it can it be destroyed we only can transform the love into one form into another.
Thanks
Great words ❤️
DOCTOR MUHAMMAD IQBAL SAHAB ZINDABAD!❤🕊
Awesome voice and aesthetics
Jazak Allah for your kind words.
This is one amazing channel! Keep up the good work, we're loving it!
Deeply touched my heart
Ecstatic ♥
Jazakallah
Ek esa page bhi sath bnayen.. jo sorf un k liye ho. Jin ki zindagi Bdli ho ap ki kawish se.. shukria... Dua goh
qalb o nazar kī zindagī dasht meñ sub.h kā samāñ
chashma-e-āftāb se nuur kī naddiyāñ ravāñ!
husn-e-azal kī hai numūd chaak hai parda-e-vajūd
dil ke liye hazār suud ek nigāh kā ziyāñ!
surḳh o kabūd badliyāñ chhoḌ gayā sahāb-e-shab!
koh-e-izam ko de gayā rañg-ba-rañg tailisāñ!
gard se paak hai havā barg-e-naḳhīl dhul ga.e
reg-e-navāh-e-kāzima narm hai misl-e-parniyāñ
aag bujhī huī idhar, TuuTī huī tanāb udhar
kyā ḳhabar is maqām se guzre haiñ kitne kārvāñ
aa.ī sadā-e-jibra.īl terā maqām hai yahī
ahl-e-firāq ke liye aish-e-davām hai yahī
kis se kahūñ ki zahr hai mere liye mai-e-hayāt
kohna hai baz-e-kā.ināt taaza haiñ mere vārdāt!
kyā nahīñ aur ġhaznavī kārgah-e-hayāt meñ
baiThe haiñ kab se muntazir ahl-e-haram ke somnāt!
zikr-e-arab ke soz meñ, fikr-e-ajam ke saaz meñ
ne arabī mushāhidāt, ne ajamī taḳhaiyyulāt
qāfilā-e-hijāz meñ ek husain bhī nahīñ
garche hai tāb-dār abhī gesū-e-dajla-o-furāt!
aql o dil o nigāh kā murshid-e-avvalīñ hai ishq
ishq na ho to shar-o-dīñ butkada-e-tasavvurāt!
sidq-e-ḳhalīl bhī hai ishq sabr-e-husain bhī hai ishq!
ma.arka-e-vajūd meñ badr o hunain bhī hai ishq!
āya-e-kā.enāt kā ma.anī-e-der-yāb tuu!
nikle tirī talāsh meñ qāfila-hā-e-rañg-o-bū!
jalvatiyān-e-madrasa kor-nigāh o murda-zauq
jalvatyān-e-maikada kam-talab o tahī-kadū!
maiñ ki mirī ġhazal meñ hai ātish-e-rafta kā surāġh
merī tamām sarguzisht kho.e huoñ kī justujū!
bād-e-sabā kī mauj se nash-o-numā-e-ḳhār-o-ḳhas!
mere nafas kī mauj se nashv-o-numā-e-ārzū!
ḳhūn-e-dil o jigar se hai merī navā kī parvarish
hai rag-e-sāz meñ ravāñ sāhib-e-sāz kā lahū!
fursat-e-kashmukash meñ iiñ dil be-qarār rā
yak do shikan zyāda kun gesū-e-tābdār rā
lauh bhī tuu, qalam bhī tuu, terā vajūd al-kitāb!
gumbad-e-ābgīna-rañg tere muhīt meñ habāb!
ālam-e-āb-o-ḳhāk meñ tere zuhūr se faroġh
zarra-e-reg ko diyā tū ne tulū-e-āftāb!
shaukat-e-sanjar-o-salīm tere jalāl kī numūd!
faqr-e-'juned'-o-'bāyazīd' terā jamāl be-naqāb!
shauq tirā agar na ho merī namāz kā imaam
merā qayām bhī hijāb! merā sujūd bhī hijāb!
terī nigāh-e-nāz se donoñ murād pā ga.e
aql, ġhayāb o justujū ishq, huzūr o iztirāb!
tīra-o-tār hai jahāñ gardish-e-āftāb se!
tab-e-zamāna taaza kar jalva-e-be-hijāb se!
terī nazar meñ haiñ tamām mere guzishta roz o shab
mujh ko ḳhabar na thī ki hai ilm-e-naḳhīl be-rutab!
taaza mire zamīr meñ ma.arka-e-kuhan huaa!
ishq tamām mustafā! aql tamām bū-lahab!
gaah ba-hīla mī-barad, gaah ba-zor mī-kashad
ishq kī ibtidā ajab ishq kī intihā ajab!
ālam-e-soz-o-sāz meñ vasl se baḌh ke hai firāq
vasl meñ marg-e-ārzū! hijr meñ lazzat-e-talab!
ain-e-visāl meñ mujhe hausla-e-nazar na thā
garche bahāna-jū rahī merī nigāh-e-be-adab!
garmī-e-ārzū firāq! shorish-e-hā-o-hū firāq!
mauj kī justujū firāq! qatre kī aabrū firāq!
#Luv_uhhh🏵️🌺🌹🌼
سر جی اُردو ترجمہ چاہئے ہر ویڈیو کیساتھ، اقبالؒ کا کلام ہر جگہ مل جاتا، لیکن آپکے چینل پر ہم اس لیے ہیں کہ اقبالؒ کو سمجھا جائے۔ براہ مہربانی ایسی ویڈیو میرے جیسے کم عقل کے اوپر سے گزر جاتی ہے۔
جی انشاء اللہ۔ یہ پرانی ویڈیو ہے۔ اسے تشریح کے ساتھ دوبارہ اپلوڈ کیا جائے گا۔
@@summer3798 میرے بھائی دانستگی سے کام لیں تو معانی کھل ہی جاتے ہیں خرد پر۔۔۔۔!!
sath mushkil alfaaz ke maane bhi hon tau boht acha hojaiga..
Beautiful ❤️
Allama Iqbal Muslims jo jagana chata tha or youngest ka leya ek acha sabak ha humy en say bohat kuch sekhna ha please URDU Tashreee karo poetry ki...
Please reduce music, as a matter of fact Zia sb need no music to add impact.
ruclips.net/video/5CpvZOGJ6ME/видео.html
Just excellent
Keep it up
🎉
Lovely 🌹
💛💛
bal e jibril
Beautiful voice. Pakistan has all Sikh holy places. Nankana Sahib. Long before history, Pakistan also has the Mohanjo Daru and Harippa which was the oldest golden city of advanced civilization many thousands years ago was based in Indus valley and called Indus Valley Civilization. Taxila is a Worlds national asset also present in Pakistan city in Taxila, the oldest most advanced civilization and city. Pakistan is the birth place of Sikhism, Pakistan has the lots of Sufi Saints holy places who migrated to Pakistan land from Arab to 1100s, 1200s, 1300s, and and spent their entire lives spreading knowledge and religion. Why all these saints moved to this land? The future belongs to this part of the world. Pakistan has most biggest salt mine Khewra, untapped gold reserves, untapped oil reserves, coal reserves, gas reserves at sui and other places, second most heighest mountain peak of the world, K2, third most biggest raw water natural source on Earth in Himalyas and northern Pakistan etc. The glimpses of it sometimes is seen by the natural talent in Pakistani people such as Four world championship titles in the 1990s, Cricket world cup 1992, Hockey World cup 1994, Snooker world cup, Squash World cup. Pakistani scientists, engineers, doctors, armed forces are one of the best in the entire world. According to a survey conducted, Pakistani fall in top 4 most gifted and talented nations of the world. Famous singers and poets, Allama Muhammad Iqbal who first gave the idea and map of Pakistan based on all the historical facts passed down to him by the sufi saints and his own God given Sufi status. It is something to do with this beautiful and sacred land which has a defining role for the future destiny of the world. Pakistanis should value this sacred land more than any thing in the entire world and should never ever betray this land.
You have left me completely speechless
Amazing
Please give explanation of the poetry as well. As people like me, who loves to read Iqbal's poetry , but find it difficult to comprehend the actual meaning of the poetic lines..
In Sha Allah, will update Zauq o Shauq soon.
increase the volume of music more so we could hear the words more clearly
𝗔𝗹𝗹𝗮𝗺𝗮 𝗜𝗾𝗯𝗮𝗹.. 𝗠𝘆 𝗳𝗮𝘃𝗼𝗿𝗶𝘁𝗲 𝗽𝗼𝗲𝘁
This is good...don't mention tashreeh..it's very different for different people...and easy to read
4:34
5:38
Plz also explain this as you did in your recent videos
Isy dobara banana chahiye jis tarah apki abhi 2022 23 ki videos hai is main Background sound taiz hai aur Tashreeh nhi baki Sab Umda hai Allah Ap sy Razi hoo Ameen
G yeh pending hay, In Sha Allah zarur banaen gay.
please lower the music sound ...it destroying the beauty of your voice
Ajmi not arabi in English translation 2.03.
Thanks for excellent work
Thank you so much for pointing out the mistake. Viewers like you are our most precious asset. 😊❤️
Ap is ki urdu ki tasree bi stha me sent kariye plzzz sir ji
Ji urdu me bhi kare
❤
okk good
good job sir
Jazak Allah, thank you 🙂
@@AadhiBaat sir ap k page k subscriber bhut km hy q
سمندر میں گوہر کو ڈھونڈنا آسان کام نہیں عزیزِ من!
@@AadhiBaat shaid my o khush qismat hu jo mujy mila i really like your channel i swear
بہت بہت شکریہ سر.
گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میں
اب یہاں میرے رازداں اور بھی ہیں
بال جبریل: 60
Please add defination as well. 01/09/2022
Plz start the recitation of persian poetry
4:00
4:35
Bhaie xplain b kiya karooo
5:15 Dear Sir, you made a mistake here. Its "HAI ILM NAKHEEL-E-BE RUTAB" Knowledge is a tree that doesn't bear fruit.
Ilm-e-Nakheel becomes knowledge of the tree!!!
Yes, brother. You are right. It's a narration error. We're aware of it.
Jinki voice h unka Naam kya h ?❤
Zia Mohyeddin Sahib
Plz give explanations to this poetic lines
We need lqbal in our institutions either schools or madrisas ;but not in charts swinging on the walls!how?
تفسیر چرا نیست تصویرِِ اقبال بسی حسین است
Is he addressing to Allah Almighty or Prophet Muhammed peace when he says 'You' and talks about ishq?
Yes.
Background music name anyone please ??
The line of Sir Iqbal's poem which is yellow in color. Which Urdu font is this? Can you tell me its name in reply please?
From India 🇮🇳.
I think you shouldn't ask something like that 😉
please give urdu translation.plzzz we stick to ur channel for urdu translation.
It will be re-edited In Sha Allah.
ان کی آواز میں جو ریکارڈ ہوگا بس ہو گا اب انکی تفہیم عبارت اور انداز نطق نہیں ملے گا
Explaination please. 02/09/2022
Urdu ma Tashree kro...please
تفسیر چرا نہیں ہے
افسوس ہے۔کہ اس خزانے کے بھی چند غزلیں پاکستانی عوام کو پتہ ہے اور اصل خزانہ جو فارسی میں ہے وہ تو عوام اور نوجوانوں کی آنکھوں سے اوجھل ہے ۔۔۔کیسے ہم کہہ سکتے ہیں کہ اقبال ہمارے قومی شاعر ہیں جبکہ انکی اصل شاعری کو نہ حکومت نے نہ ا ہل ادب نے اردو میں عوام تک پہنچایا ہی نہیں ۔
किसी भी शेर का तफसीर नहीं है इस वीडियो में।
तफसीर के साथ डालें बड़ी मेहरबानी होगी।
Ilm e nakheel be rutab ki bajaye ilm,nakheel e bey rutab hona chahiye thaa!
G durust farmaya. Jazak Allah Khaira!
Any reference for tafseer of this poetry?
It will be updated with explanation. In Sha Allah
@@AadhiBaat Alhamdulillah..
Keep up the good work👍 This will bring a revolution someday in'sha'Allah ❤️
Kia ap koi Iqbal ka kuch lagta hai.
Is keii urdu translation kaha ?
In future, Tashreeh ke saath re-upload karen gay. In Sha Allah
@@AadhiBaat okk we will wait..
کچھ تشریح تو کی ہوتی
پرانی ویڈیو ہے محترم۔ اسے انشاء اللہ مستقبل میں اپڈیٹ کیا جائے گا۔
Start the persian part of iqbal's poetry.....that would be helpfull for us