brother aapko front and back jodne ki zarurat nhi h, wo already juda hua h, aap bas back side wale main hazard lga doge to automatically charo indicator blink karenge.
nhi bro. ye maine tellight se connection isi wjah se kiya h kyuki tellight fuse se connect hoti h agar koi short-circuit hota h to fuse udega wiring me koi problem nhi hogi.
bhai simtac ka bhi achq hota h but wo har bike ka alag hota h kyuki usme coupler system hota h or is se thoda costly hota h. or rhi baat indicater ki to led k sath zyada ache se chalega.
Bro indicater to main waise b change nhi karwaunga, But bulb ko zarur led lagwaunga, Or led bulb b badhiya wale, Uski video b jaldi he aayegi. Thanks for comment.
@@Harshverma0617 i have same quation. Plz brother check kr k btana . fuse vgera toh nai ud jayega agar flasher k sath turn indicator switch on kr diya toh ? maine new platina li hai BS6 usme install krna hai plz check krk btana . hazard switch aur Indicator switch on krk dekhna apne bike me
@@baljindersekhon9390 fuse nhi udega brother main bohot baar chek kar chuka hu Fuse tab udega jab wiring k + or - change honge But hazard ki wiring usi pattern me hoti h jaise pehle se company fitted indicater flasher ki hoti h To koi problem nhi h
@@Harshverma0617 brother jab Turn Signal ka indicator dena ho toh hazar ki switch band krni pdegi ya yeh apne aap band ho jayega jab tak indicator switch on rahegi ??
@@Harshverma0617 water lag ne se khrb ho jata he ye wala mere pass bhi tha khrb hogya he!Agar bro simtac ka lag wana chahengay to lageyga jo simtac ka aata he pnb 220 ???
@@amitshaw7290 brother mujhe to abhi tak pani se koi dikkat nhi aayi, Or lagwane ko aap koi bhi lagwa sakte hai main kisi ko bhi bura nhi bol rha, Apni apni pasand or budget k upar depend karta h.
Bhai Maine same to same fit kiya par mera 4 indicator ek sath nahi jal raha hai... Right side indicator ko on karne se left side ka indicator me flashing hota hai aur left side ko on karne se right side me flashing hota hai par bhai ek sath puri flashing nahi ho Raha hai please help me bhai
Bhai meri bike 150CC 2007 model Analog Meter wali hain. jo kuch din pahle mene use modify karaya hain.. usme 220 ka Headlight ka poora set lagwaaya hain.. to filhal to uski battery sahi kaam kar rhi thi.. but kuch din pahle mene uska Meter on karaya or usme LED Bulb install karaya to bhai us din ke baad se jab me night me light ke saath bike use krta hu to battery charge nhi ho paati or jab din me use karta hu to battery proper charge rahti h or me self vegerah sahi se use kr paata hu.. aap bata sakte ho kya ki ka dikkat aa rhi h isme.... plz brother reply
Brother 2007 model pulsar 150 ki battery capacity tini nahi h ki wo digital meter or projector head lamp ko run kar ske. Aapko battery change karwani pdegi
@@Harshverma0617 Bhai mene Battery 220 ki dalai thi.. or jab Yellow bulb tha tab battery sahi chal rha tha but jab se mene usme white led lagwai tab se battery me dikkat aane laga h.. aap apna no share kr skte ho kya me aapko sari baat batata hu
Mode kaise change kar rahe the bhai
hazard ka button off/on karke.
Bhai gud job and smjhane ka tarika bht mst h
thanks brother
Switch k dono wire piche lai ja kr kse connection kre
Sir ye hzard passion pro Bs4 model me lag jyga kya....
Yes lag jayega !
Switch sai ak wire red nai connection or dusra kis nai krna hai
Bhai left & right indicator matlab front & back dono ka ek sath jour na hain kia?
brother aapko front and back jodne ki zarurat nhi h,
wo already juda hua h,
aap bas back side wale main hazard lga doge to automatically charo indicator blink karenge.
@@Harshverma0617 thanks a lot bro
Sir wiring me prblm nahe aayaga ya flasher mah
nhi bro.
ye maine tellight se connection isi wjah se kiya h kyuki tellight fuse se connect hoti h agar koi short-circuit hota h to fuse udega wiring me koi problem nhi hogi.
Bhai Simtac Ka Flasher Kaisa Hota Hai. Aur Kya Koi Bhi Indicator Use Kar Sakte Flsher Ke Sath
bhai simtac ka bhi achq hota h but wo har bike ka alag hota h kyuki usme coupler system hota h or is se thoda costly hota h.
or rhi baat indicater ki to led k sath zyada ache se chalega.
Ye passion pro BS3 me lg jyga kya ji
yes brother lag jayega
Bhai indicator pe black taping krwa lo.....usse KTM indicator ka look aaega or indicator change krne ki b load nhi h
Bro indicater to main waise b change nhi karwaunga,
But bulb ko zarur led lagwaunga,
Or led bulb b badhiya wale,
Uski video b jaldi he aayegi.
Thanks for comment.
@@Harshverma0617 waiting bro
Ek no bro
thanks brother
Hazard light ka buy link bhejo na
brother maine to ye local shop se liya tha,
online bhi available h aap search kar lo.
Bhai price kya haiii
250 rs only
Bro Karizma r k liye Same process rahega
konsa model h ?
@@Harshverma0617 bro old Karizma r, 2013 model
usme ignition on karne k baad backlight on nhi hoti hogi
@@Harshverma0617 parking light on krne per hoti back light
to parking light on karne k baad he hazard kaam karega
Bro Agar Hazard flasher on hua aur sath humne indicator ka switch v on kr diya toh fuse ud jayega kya ?
Nhi bro aisa nhi hota
@@Harshverma0617 i have same quation. Plz brother check kr k btana . fuse vgera toh nai ud jayega agar flasher k sath turn indicator switch on kr diya toh ? maine new platina li hai BS6 usme install krna hai plz check krk btana . hazard switch aur Indicator switch on krk dekhna apne bike me
@@baljindersekhon9390 fuse nhi udega brother main bohot baar chek kar chuka hu
Fuse tab udega jab wiring k + or - change honge
But hazard ki wiring usi pattern me hoti h jaise pehle se company fitted indicater flasher ki hoti h
To koi problem nhi h
@@Harshverma0617 thanku so much bai
@@Harshverma0617 brother jab Turn Signal ka indicator dena ho toh hazar ki switch band krni pdegi ya yeh apne aap band ho jayega jab tak indicator switch on rahegi ??
Bhai kitna price para hazard ka???
250 rs only
@@Harshverma0617 water lag ne se khrb ho jata he ye wala mere pass bhi tha khrb hogya he!Agar bro simtac ka lag wana chahengay to lageyga jo simtac ka aata he pnb 220 ???
@@amitshaw7290 brother mujhe to abhi tak pani se koi dikkat nhi aayi,
Or lagwane ko aap koi bhi lagwa sakte hai main kisi ko bhi bura nhi bol rha,
Apni apni pasand or budget k upar depend karta h.
Bro pr thik pr aisa kyu hua khrb 5 dinn mai????
Koi idea aapke pass????
Very good
Kah per milega
karol bagh
@@Harshverma0617 is Lena kahan se hai
koi bhi bike accessories ki shop pe mil jayega,
online bhi available hai.
@@Harshverma0617 Ok bhaiya
@Harsh verma online link daliye please sir
Bhai 4 Indicator Ek Sath Jalega Flasher Ke Sath
haan bhai 4 indicators bhi jalte h isme har tarike ka pattern hota h.
Link do na Bhai order krne ke liye
brother online search kar lo
maine to shop se liya tha
Bhai aap kha se liye
karol bagh delhi
Bhai 8 way tuner lgaya tha usse chal nhi rha
Konsi company ka lgaya tha bhai ?
Sir partten ko change kese krne ka
Hazard flasher ko off karke on kro next pattern aa jayega ,
Jitni bar on-off kroge har baar new pattern aayega
@@Harshverma0617 bhai 8 way tuner acha hai ki apne jo lagaya hai vo acha
Brother 8 way tuner i think horn k liye lagta h indicater k liye nhi
bilkul lgega brother
bhai safe h yh hazard
bhai jab se lgaya h abhi tak waisa he lga hua h.
koi kharabi nhi or koi problem bhi nhi aayi abhi tak
Bhai Maine same to same fit kiya par mera 4 indicator ek sath nahi jal raha hai... Right side indicator ko on karne se left side ka indicator me flashing hota hai aur left side ko on karne se right side me flashing hota hai par bhai ek sath puri flashing nahi ho Raha hai please help me bhai
flasher ki wire jo indicator me jodi h use change kro.
means aapne negative me jod di hogi to use positive me lga do.
Bhai change Kiya thaa par nahi hua
koi to problem h brother tbhi nhi chal rha.
flasher bhi kharab ho sakta h.
Flasher new hai bhai first time laga Raha hun...
Bhai meri bike 150CC 2007 model Analog Meter wali hain. jo kuch din pahle mene use modify karaya hain.. usme 220 ka Headlight ka poora set lagwaaya hain.. to filhal to uski battery sahi kaam kar rhi thi.. but kuch din pahle mene uska Meter on karaya or usme LED Bulb install karaya to bhai us din ke baad se jab me night me light ke saath bike use krta hu to battery charge nhi ho paati or jab din me use karta hu to battery proper charge rahti h or me self vegerah sahi se use kr paata hu.. aap bata sakte ho kya ki ka dikkat aa rhi h isme.... plz brother reply
Brother 2007 model pulsar 150 ki battery capacity tini nahi h ki wo digital meter or projector head lamp ko run kar ske.
Aapko battery change karwani pdegi
@@Harshverma0617 Bhai mene Battery 220 ki dalai thi.. or jab Yellow bulb tha tab battery sahi chal rha tha but jab se mene usme white led lagwai tab se battery me dikkat aane laga h.. aap apna no share kr skte ho kya me aapko sari baat batata hu
@@Fearless.satya24 tab to aapko charger b change karwana pdega
Bhai kahase leye ho link send karo
Karol bagh se liya tha bro .
Online nhi !
Amazon m mil rah h search mrlo
Mujhe bhi lena hai
Price
250rs only
Super bro
Nice video bro 😍
Thanks brother
Waring Worng Hogi Too Kay Kare
Tail Light Nahi Chal Rahi Too Asa Video Share Karo Ki Problem Solved Ho
Ignition switch se positive ki wire le sakte h
SIMTAC LED bulbs best
I have installed these bulb.
Chek it
ruclips.net/video/8nzjZPvjqyc/видео.html
Bhai ese hi wire set ki thi mene pr hazard filesher chala nhai 😕
Brother kuch to kmi rhi hogi wiring me,
Recheck kro,
Nhi to electrician ko dikha lo.
Mera Sound Aharaha hai vai & its so hot Hota hai Iska keya matlb vai😭
I can't understand !
what you want to say?
Bhai number Milega ka WhatsApp
bolo bhai
kya hua
You are wrong RUclips wrong process
Vai apka num diziye na
Kis liye bhai
@@Harshverma0617 kuch Janna he apse
@@bsstyle2718 to yhi pe bta do
Bekar hai iye to
Very good
Price
250 rs