Get the best price at Indiamart Fuel Pump:dir.indiamart.com/impcat/fuel-pump.html?ARVBrothers& Common Rail Supply Pump:dir.indiamart.com/impcat/common-rail-supply-pump.html?ARVBrothers& Fuel Injection Pump:dir.indiamart.com/impcat/fuel-injection-pump.html?ARVBrothers&
Rajveer bhaiya information jabardast makkhan main bhi pulsar 220 ka rider hu aur owner bhi mere pass 3 bike hai Ghar me jab maine apni 220 second hand purchase Karu thi to uske bhi carboretor ka kuch yahi haal tha jo is 220 ke slide ke ho gaya tha to mujhe bhi pura carboretor change karna pada lekin jab bhi kabhi mising ki problem aati hai to ya to fule tank me Jo Pani ki gallery hoti hai jaha se bike wash karne ke baad pani drain hota hai vo choke ho jane ke karan tanki me pani jane ki wajah se missing karti hai ya fir slide ke damage ho jane ke karan mising karti hai aur ab aapki videos ko dekhte dekhte main bhi Makenik ho gaya hu jo kaam mere se ho pata hai karta hu jo nahi ho pata uske liye customer ko cheet nahi karta aur genuine parts me hi deel karta hu baki apni videos ki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha aese hi 🎉🎉🎉🎉
bhai ye issue mujhe lagta hai 90% pulsars mein issue hai. Mere pulsar 150 mein bhi same issue hai and 4 saal se na koi mechanic or bajaj service center thik kar paa rahi hai. Ye saale bajaj service center mein bahut carelessly kaam karte hain and kuch v problem batao toh mujhe bolte hain ki "aap bahut seriously bike ko lete ho, bike ko bike jaise chalao jyada emotionally attach mat ho". 4 saal se mera same problem hai jisse mein frustrate hojaata hun because i love pulsar and in logon ki behaviour se mujhe aur pulsar lene ka maan nahi kar raha.
भाई २२० में नया ही कार्ब्यूरेटर डालना पडता है। मेरा भी सेम प्रोब्लम था। ये मान के ही चलो कि हर चार साल में ३००० का कार्ब्यूरेटर का खर्चा आएगा ही आएगा।😐 मन की शांति रहेगी। और कोई ओप्शन है ही नहीं।🙏🏼
@@Chalo_baate_karte_hai भाई दोनों वाल्व भी बदल दो। मेरा भी सेम प्रोब्लम था। बाद में पता चला दोनों पर कार्बन जम गया था। बाईक फुल मिसिंग करती थी और चलते चलते ही बंद पड जाती थी। कार्ब्यूरेटर और वाल्व साथ बदलने से सब सोल्व हो गया मेरी २२० में।
Bhaiya Mera 220 bs4 hai uski yaisar body awaz krti hai usko kaise tik kre koi kr ni kr pa rha hai mai aapki bhaut vedios dekta hai mai Ranchi Jharkhand se belong krta hu Aapki vedios bhaut help krti hai dhanyawad bhaiya ❤
SLIDE KO CLEAN KARKE USKE UPER THODA SA 5 TO 7 DROP NEW MOBIL OIL KI LAGA DO, ISSE SLIDE KA FRICTION KAM HOGA OR MOMEMNT BHI SMOOTH HOGI OR LIFE BHI BADH JAIGI. ISKO EVERY 5 TO 6 MONTH MEIN EK BAAR KERNA HAI. THANKS.
Sir ji yeh bajaj avenger 220 pe v hai.... Anyway thankyou for your info ... Kolkata se inti dur jana impossible hai but yahi k service centre pe bolenge... Big fan sir... Thankyou
Sabse best bajaj engine is form 220 both avenger and pulsar Me nepal se hu yeha 220 f carburator abs 220 avenger 150 pulsar ns 200 bs4 naya aata he ns 200 relaible nahi he long ride me dhoka engine jadya de ta he aur tappit aur valve guide ka problem jadya aata he 2020 se 2022 ta jitne ns 200 mere area me sell hue he oo sab bekar padhgaye aur aab Road me fz v2 v3 mt aur 1604v hi he aur 150 pulsar irritating growl gorororo kar ke sound nikalta he purano mechanics se pucha to reply tha 2017 me thoda engine aawaj karta tha 2016 ka to best tha par 20 21 ka models jadya problem de te he 150 me aur old expirence aur acche mechanics ns 150 ko aur avenger 160 na kharido hi bolte he par 220 avenger pulasar discover dominar n 160 hi recommend karte he par j bhi ho yidhar to 150 ka hi market he abhi tak Jo bhi ho 220 cc bajaj engine is still best and fast though being a 2v though love 220 pulsar and avenger ❤
Bro ek video splendor bike ki bnao . Maine apni bike Me fog lights laga rakhi hai tu os ki vaja se os ki battery jaldi low hoti hai to os ke leye Kaya karna chahiye . Ja os ka charger charge kar ke bada charger laga skte hai . Splendor 2012 model
Bhai mtt jaanaa, ye jo video me bike hai wo merii hee hai, chaahe to google pe meraa review dekh lenaa, jhooth hai ye merii bike me ye problem thee hee nhii jis problem k liye bike dii thee wo abhii bhii vesii hee hai 25k waste krr diye maine inkii workshop pe...ye video dekh krr to mai shock ho gyaa kii merii bike me kbhii esii problem bhii thee mujhe aaj tkk nii ptaa 😂
Rajver bhai mera bike ka ek problem ha ki maine 4 sal pehle glamer liya tha ab mere ko bike overheating 2,3 running karne bad burning smell , an gear shift down ma hard problem ati ha to mene 3 days pehle naya hero genuine cluth plate presser hub change kiya tha 1st day tu gear shift down smooth tha uske bad pehle jaisa hard gear overheating problem phir sa aya ha .solution batau bhai ❤ from assam big fan
Sir, mera gari pulsar 150 TD double disk hai aur gari chalate samay braker par band ho jati hai aur kavi kavi pick up vi chhor deta hai. Agar mai delhi me hota to aapke pass jarur aata lekin mai nepal se hu please help sir
Bhyaa ji pulsar 220 2017 model hai kuchh lgatar clanr k baad low oil light jal rhi hai fir switch off fir on krne pr thik ho ja rhi hai . Oil level bhi ok hai . Motul 7100 dalwaya hai 1.2 leter. Please reply
Bhai meri pulsar mein picup bhi thek hai pr slow mein band ho jati hai or average 10 or 12 ki hai bhai plesece mujhe btao k yeh problem bhi slide ki wajh sey ati hai meiney apka channel bhi subscribe kr liya hai
Bai mere paas 150 cc ka pulsar hai mene uska speedo meter dala new bala pr bo chal nhi rha hai pta nhi kyu sab kuch cha kr liya sir bataye ki kya kiya jaye
Pr mistri ji Mera bike palsure 150 bs 4 hai aur बैटरी ,सेल्फ,करेंट ठीक मोबिल भी है और चलते ही बंद हो गया h to aur start hi nhi ho raha h 😢😢😢 kya kare batayi
Sir, mera bhi same band or missing kr rha tha bike new carburettor lagane ke bade se hi fir jab purana wala hi lga diya to problem thik hogya...matlab samjha nahi original lgaya genuine bajaj ka usme dikkat kese hogya...
Good morning rajveer ji Yamaha 125zr bs6 scooty hei ek problem agai hei agar aup guide kardetoo us hishab see kam karenge I'm from Kolkata namaste rajveer ji
@@DipjyotiRoyRangia or jo problem iss video me btaayii hai esaa kutch bike me huaa nii thaa, log youtube kaa boht glt faaidaa uthaa re bro , fake publicity
Sir ji mujhe Pulsar N160 leni hai... Abhi mere paas Xblade hai 2018 me li thi. Mujhe wo leni hai kyu ki Dual channel ABS.. aage ka 100 section ka tyre.. bade shockers, speedometer aur handlebar lights aur bahot badi projector light. Pls guide kare kya mera Pulsar N160 lene ka nirnay sahi hoga ?
Vaisab mara gari mavi esie problem hai lakin mara gari ma patrol tank jank phara hai to mkanik bolta hai ki tank change karna hoga maya kay karu avie bolia please. Karbotar problem ha ki tank problem pls
Palsur 180 me new clutch plate presure plate new daalne keh baad bi kahbi pick-up pakadta h fhir nhi pakadta h pick up tho over race ho rha or clutch plate jal gya fhir kya hoga
Get the best price at Indiamart
Fuel Pump:dir.indiamart.com/impcat/fuel-pump.html?ARVBrothers&
Common Rail Supply Pump:dir.indiamart.com/impcat/common-rail-supply-pump.html?ARVBrothers&
Fuel Injection Pump:dir.indiamart.com/impcat/fuel-injection-pump.html?ARVBrothers&
sir aap ka no chahiye
Mrp Kitna hain
Bhai price kitna hain
Thankyou sir
Sahi baat hai sir
Bhai mein koi mechanic nahin fir v ap ka video bahut aachha lagta hai
Bhi kyu ke aap ko bike sa pyar hai ...kya main sahi hu aap bolo
Main banglore se hun... appka video acha laga... Mera koi garage nahi Hai. Mere khudka gadi ka problem kuch dino se aa raha hai
Rajveer bhaiya information jabardast makkhan main bhi pulsar 220 ka rider hu aur owner bhi mere pass 3 bike hai Ghar me jab maine apni 220 second hand purchase Karu thi to uske bhi carboretor ka kuch yahi haal tha jo is 220 ke slide ke ho gaya tha to mujhe bhi pura carboretor change karna pada lekin jab bhi kabhi mising ki problem aati hai to ya to fule tank me Jo Pani ki gallery hoti hai jaha se bike wash karne ke baad pani drain hota hai vo choke ho jane ke karan tanki me pani jane ki wajah se missing karti hai ya fir slide ke damage ho jane ke karan mising karti hai aur ab aapki videos ko dekhte dekhte main bhi Makenik ho gaya hu jo kaam mere se ho pata hai karta hu jo nahi ho pata uske liye customer ko cheet nahi karta aur genuine parts me hi deel karta hu baki apni videos ki information dete rahiye Mata ji ki kripa bani rahe aappe hamesha aese hi 🎉🎉🎉🎉
Boht sahib baat khi apne bhai mere sath b yhi problem hai jab se bike li hai chok krna Padda hai boht tym .ye video se pta Chala problem thx bhai
Same problem mere 180 me aayi thi.. carburettor change Kiya tab problem solved hui
Bhai apka kam ke stha apka eshtep me bhi maja aata hai or kam to jabrta hai bhai 👍👍👍👍
Blue shirt guy also very knowledgeable..
His brother
Big fan bro Love from odisha
bhai ye issue mujhe lagta hai 90% pulsars mein issue hai. Mere pulsar 150 mein bhi same issue hai and 4 saal se na koi mechanic or bajaj service center thik kar paa rahi hai. Ye saale bajaj service center mein bahut carelessly kaam karte hain and kuch v problem batao toh mujhe bolte hain ki "aap bahut seriously bike ko lete ho, bike ko bike jaise chalao jyada emotionally attach mat ho". 4 saal se mera same problem hai jisse mein frustrate hojaata hun because i love pulsar and in logon ki behaviour se mujhe aur pulsar lene ka maan nahi kar raha.
Bilkul sahi bol rahe ho
भाई २२० में नया ही कार्ब्यूरेटर डालना पडता है। मेरा भी सेम प्रोब्लम था। ये मान के ही चलो कि हर चार साल में ३००० का कार्ब्यूरेटर का खर्चा आएगा ही आएगा।😐 मन की शांति रहेगी। और कोई ओप्शन है ही नहीं।🙏🏼
Bhai suno same problem hai carburettor bhi change karwa Diya but problem same bani hue hAi😢 koi thik nahi kar pa Raha kya Karu
@@Chalo_baate_karte_hai unke customer care ko bolo toh hi ye log darte hain
@@Chalo_baate_karte_hai भाई दोनों वाल्व भी बदल दो। मेरा भी सेम प्रोब्लम था। बाद में पता चला दोनों पर कार्बन जम गया था। बाईक फुल मिसिंग करती थी और चलते चलते ही बंद पड जाती थी। कार्ब्यूरेटर और वाल्व साथ बदलने से सब सोल्व हो गया मेरी २२० में।
Bhaiya Mera 220 bs4 hai uski yaisar body awaz krti hai usko kaise tik kre koi kr ni kr pa rha hai mai aapki bhaut vedios dekta hai mai Ranchi Jharkhand se belong krta hu
Aapki vedios bhaut help krti hai dhanyawad bhaiya ❤
SLIDE KO CLEAN KARKE USKE UPER THODA SA 5 TO 7 DROP NEW MOBIL OIL KI LAGA DO, ISSE SLIDE KA FRICTION KAM HOGA OR MOMEMNT BHI SMOOTH HOGI OR LIFE BHI BADH JAIGI.
ISKO EVERY 5 TO 6 MONTH MEIN EK BAAR KERNA HAI.
THANKS.
Thanku sir same problem in my bike ,💖😘 love you sir
Sir ji yeh bajaj avenger 220 pe v hai.... Anyway thankyou for your info ... Kolkata se inti dur jana impossible hai but yahi k service centre pe bolenge... Big fan sir... Thankyou
Tum log gadike specialist doctor ho.
Meri dream bike thi phle ab le aya must h
शाबाश बेटा बहुत बढ़िया
100 % selyusan btay sir aapne ❤
Sukriya bhaiya ye jan kari dene ke liye ❤❤❤☺☺☺🔥🔥🔥
I am proud of my Pulsar 150 2006 model and I have completed approx 1.5lac kms amd now it started missing issue
Sir ji love you Dil se
Shukriya bhaiya Sahi aaya Karo video
Sabse best bajaj engine is form 220 both avenger and pulsar
Me nepal se hu yeha 220 f carburator abs 220 avenger 150 pulsar ns 200 bs4 naya aata he ns 200 relaible nahi he long ride me dhoka engine jadya de ta he aur tappit aur valve guide ka problem jadya aata he 2020 se 2022 ta jitne ns 200 mere area me sell hue he oo sab bekar padhgaye aur aab Road me fz v2 v3 mt aur 1604v hi he aur 150 pulsar irritating growl gorororo kar ke sound nikalta he purano mechanics se pucha to reply tha 2017 me thoda engine aawaj karta tha 2016 ka to best tha par 20 21 ka models jadya problem de te he 150 me aur old expirence aur acche mechanics ns 150 ko aur avenger 160 na kharido hi bolte he par 220 avenger pulasar discover dominar n 160 hi recommend karte he par j bhi ho yidhar to 150 ka hi market he abhi tak
Jo bhi ho 220 cc bajaj engine is still best and fast though being a 2v though love 220 pulsar and avenger ❤
Bhai hum itni dur nahi aa sakte apke Nazar me koi maharshtra nagpur me accha mecanic ho pulsar 220 ke liye to suggest karwa do
Hi
Same Prob mere 150DTSI 2004 model, thanks for sharing information
Arv brother kass app jaisa mekanik bihar me bhi hota
Drive Acha lagta hai bro 220
Bhai Main Delhi se hi hun main service karvane gaya tha Mujhe to saaf mana kar Diya Gaya Meri bike ke part available nai hai..
Meri bike 150 hunk th
Carborater main slive dal sakte hai kya, saath main new seelae set. Jaasa piston cylinder main .
Bhaiya ek video bnao aap splendor plus bs6 ke airfilter pr
Steelbird,minda ,hero orignal kon sa shi h
Discover 100 cc missing problem karbotar bdal du kya
Jada best hai carburettor new dal dena chahea usse pickup n Mileage sab sahi ho jata hai or bhai carburettor hamesha pura clean karna chahea
Kya kehna chah rha tu hi achha h bas
Nice video bhai
Bro ek video splendor bike ki bnao . Maine apni bike Me fog lights laga rakhi hai tu os ki vaja se os ki battery jaldi low hoti hai to os ke leye Kaya karna chahiye . Ja os ka charger charge kar ke bada charger laga skte hai . Splendor 2012 model
Kay Bhai part ka number aur kitnay ka melta hai batana bhul gaye.. information aadhuri hai.. baki video aacha laga.. thank for u& ur tim..
Bhiyea sach baat kahu too main jharkhand sa hu...mera bas chale too main apni bike ke saare kaam aap sa karu...par main bahut dur hu aap sa 🤧😅
Bhai mtt jaanaa, ye jo video me bike hai wo merii hee hai, chaahe to google pe meraa review dekh lenaa, jhooth hai ye merii bike me ye problem thee hee nhii jis problem k liye bike dii thee wo abhii bhii vesii hee hai 25k waste krr diye maine inkii workshop pe...ye video dekh krr to mai shock ho gyaa kii merii bike me kbhii esii problem bhii thee mujhe aaj tkk nii ptaa 😂
Thank you brother ❤️
I love you guruji
❤
Rajver bhai mera bike ka ek problem ha ki maine 4 sal pehle glamer liya tha ab mere ko bike overheating 2,3 running karne bad burning smell , an gear shift down ma hard problem ati ha to mene 3 days pehle naya hero genuine cluth plate presser hub change kiya tha 1st day tu gear shift down smooth tha uske bad pehle jaisa hard gear overheating problem phir sa aya ha .solution batau bhai ❤ from assam big fan
I HAD THIS SAME ISSUE ON MY BS6 PULSAR 220 , TP SENSOR PROBVLEM, NEW PARTS COSTED ME RS 1100/-
Sir dhape hojay asa hi btaye hm apke sop PE kqyu pesa bardadkre
Sar bike me oil kitne kilomitar pe chanj karna chahye nayi bike me
Bhaiya palsur 220f bs6 missing problem video banao
Bahut saandaaar video
100 💯 sahi bro
Bhai Mera Honda Shine bike ka Same esa problem Ara hai kya karna hai
Interesting video sir ji
Air filter cooling system ka video banao na bro please
Zaroor
Sir, mera gari pulsar 150 TD double disk hai aur gari chalate samay braker par band ho jati hai aur kavi kavi pick up vi chhor deta hai. Agar mai delhi me hota to aapke pass jarur aata lekin mai nepal se hu please help sir
Pulsar k engine foundation bush kitne km jaa kitne time k baad change karni chahiyeee
Agar kisee nee changee karvayeee ho toh pls reply
पुष्कर होने पर चेंज कर दीजिए
Yes
Most of the youngsters are fan of Pulsar
Definitely Male
Bhaiya bs3 ko bs4 me kaise convert kare
Sir Pulsar 220 mein oil leakage ki problem iska koi upay hai to batye
Bhyaa ji pulsar 220 2017 model hai kuchh lgatar clanr k baad low oil light jal rhi hai fir switch off fir on krne pr thik ho ja rhi hai .
Oil level bhi ok hai .
Motul 7100 dalwaya hai 1.2 leter. Please reply
Same problem
hello sir meri NS160cc bs4 model. ..hill road pr chadai pr bike ka pickup low hai jaise fuel khatam ho gya ho aisa lg rh hai
Bhai pulsar 150 ka carburettor 180 me lag jayega kya
Excellent 👍
Sir ye same problem bullet mai thi maine slide giska chalaya hai ab tak 10 k chali hai bhai milage 40+ aur pickup ka problem bhi nahi hai
Sir video mai aap kon sa mic use kerte ho ?? ❤❤❤
Kolkata may apka service center kaha hay bhaiya
Rajveer Bhai carborator slide reg maal se saaf karne se milege bhi kam hota hai kya
Avenger 220 Street me pulsar 220 ka carburettor dalne se avenger ka performance badhega kya.??
Thank you for your information sir❤❤❤❤❤❤
Bhai mere pass bajaj ki wind 125 hai 2006 model...
Koi machanic repair nhi kr pa rahe hi....
Repair karana chahta ho..
suggest kaise repair karaon
Ap ka pas mera bike jarur la jana chi haa
tvs star city plus ki Bhai main slide ki spring khich ke slide main daali hai isse kya problem ho sakti hai bhai bataye
Bhai ns 125 m Apache 180 2v ka chain sprocket lga sakthe h ?
Bro panipat sae 2018 model pullser ha 93 hjar chla chuka hu jalde hi apke pass ana hoga usae new brand banana ha
Bhai meri pulsar mein picup bhi thek hai pr slow mein band ho jati hai or average 10 or 12 ki hai bhai plesece mujhe btao k yeh problem bhi slide ki wajh sey ati hai meiney apka channel bhi subscribe kr liya hai
Sir Mere platina me compression down ho jata hai aur kick loose ho jata hai. Phir bari mehnat se start hota hai. Please batayein🙏
Carburator naya dalwaya hai 5days ago pr still problom solve nahi huyi
Bai mere paas 150 cc ka pulsar hai mene uska speedo meter dala new bala pr bo chal nhi rha hai pta nhi kyu sab kuch cha kr liya sir bataye ki kya kiya jaye
Bhai injin oil main collent mix hojaiya to kaya hoga plz banaiya r15m problem
Thank you sir
Slide ke links do y kha se buy kare ja mujhe yahama fz ki slide aur jets chiye sir punjab se hu mein nhi to bike he le atta mein appke pass sir
Please is par video bana dijiye
Pr mistri ji
Mera bike palsure 150 bs 4 hai aur
बैटरी ,सेल्फ,करेंट ठीक मोबिल भी है और चलते ही बंद हो गया h to aur start hi nhi ho raha h 😢😢😢 kya kare batayi
Sir, mera bhi same band or missing kr rha tha bike new carburettor lagane ke bade se hi fir jab purana wala hi lga diya to problem thik hogya...matlab samjha nahi original lgaya genuine bajaj ka usme dikkat kese hogya...
dear your video is excellent but in a single topic of video there is two person seem it like confusing to viewer.
Time ⏲️ pr like 👍
❤
Sir sasti gaddi khridni hai bike bato model Purna bhi hoga to chala ga
My pulsar 220 RPM raises…. 2nd gear shift karneko bahut tight padta hai Kya problem rahega
Raipur me shop nhi hai kya bhiya apka
Very Nice video
Mumbai me nhi h kya aapka....garage?
Good morning rajveer ji Yamaha 125zr bs6 scooty hei ek problem agai hei agar aup guide kardetoo us hishab see kam karenge I'm from Kolkata namaste rajveer ji
Yah pulsar 180 hai, Jo abhi discontinued ho suka hai. Bhai ne isme 220 ka sticker laga dia hai.
😂😂 bro fairing 180 kii hai bike 220 hee hai, sastii mil ree thee mujhe wo fairing, I am owner of this bike
@@akhilpathania5505 okay,,,
Love from Assam 💖❤️💝
@@DipjyotiRoyRangia or jo problem iss video me btaayii hai esaa kutch bike me huaa nii thaa, log youtube kaa boht glt faaidaa uthaa re bro , fake publicity
@@akhilpathania5505 acha, yah bat hai...
Sir ji mujhe Pulsar N160 leni hai... Abhi mere paas Xblade hai 2018 me li thi. Mujhe wo leni hai kyu ki Dual channel ABS.. aage ka 100 section ka tyre.. bade shockers, speedometer aur handlebar lights aur bahot badi projector light.
Pls guide kare kya mera Pulsar N160 lene ka nirnay sahi hoga ?
Very useful video sir ❤❤
Hmm yar mere bhi yhi hala h yar
Bhai super splendor bs6 k service k.upar video bnao
nepal me saman delvery hogakya vai
Rajveer bhaiya Apache ki missing kaise theek kare
Pulsar 220f bs3 model ka butterfly kaise milega mere bike ka Sem problem hai
Same problem am facing in bs6 bike, what is the issue?
Cbr250r ka full service dikhao na 1 video me please
Vaisab mara gari mavi esie problem hai lakin mara gari ma patrol tank jank phara hai to mkanik bolta hai ki tank change karna hoga maya kay karu avie bolia please. Karbotar problem ha ki tank problem pls
Bhai throttle body ki tuning kaise krte hi agar over race kare toh
Hamari Rewa MP se jo bhi hai engine ka kam karna chahta hai 100 mein 100 guaranteeke sath engine ka kam karke Dunga ekadam those
220 ko cafe racer me modified ke sakte ho
Semariya ka hu mai
Palsur 180 me new clutch plate presure plate new daalne keh baad bi kahbi pick-up pakadta h fhir nhi pakadta h pick up tho over race ho rha or clutch plate jal gya fhir kya hoga