Vina Khetani (Veena) - Bahon Mein Le-Le

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • Andy Sahadeo this song Is dedicated to you... Best regards from Athens..!

Комментарии • 15

  • @harolddass6136
    @harolddass6136 Год назад

    Big tune. Love Indian culture

  • @kaysadhu7975
    @kaysadhu7975 2 месяца назад

    Beautiful ❤❤❤❤

  • @angelasomra5145
    @angelasomra5145 2 месяца назад

    ❤❤

  • @dannyjoseph8246
    @dannyjoseph8246 3 года назад

    this song brings back so much memories of the good old yrs gone

  • @andysahadeo3020
    @andysahadeo3020 4 года назад

    Yes I remembered this way late 80s small child

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    Movie: Naya Zamana (1971), Singer: Lata Mangeshkar,
    Lyricist: Anand Bakshi, Music Dir: Sachin Dev Burman.
    (also sung by Veena Khetani)
    0. Ho Champā, ho Chamelī, ho Sunvā Rupvā.
    Das gayī. Das gayī suī, rainā kajarāre mai hārī.
    Kyā karū’ mai’ jānū na jānū na. (ĀĪŪṛāīū)
    (Ref) Das gayī suī, rainā kajarāre mai hārī.
    Kyā karū’ mai’ jānū na jānū na, das gayī suī.
    1.Jāo re jāo kisī vaid ko bulāo; baid na mile to mere sajan ko lāo.
    Jāo re jāo kisī vaid ko bulāo; baid na mile to mere sajan ko lāo.
    Chhotī sī bālī umar me’; mai’ mushkil me’ fas gayī. (Refrain)
    2. Ho Champa, ho rī Chameli !
    Tan kā to ghāv ek roz bhar jāye; man huā ghāyal to Rām hī bachāye.
    Tan kā to ghāv ek roz bhar jāye; man huā ghāyal to Rām hī bachāye.
    Ho Champā, ho rī Chamelī; terī sahelī das gayī. (Refrain)
    3.Hāl jo sune merā vohī musakāye; prem kā lagā hai rog mohe hāy.
    Hāl jo sune merā vohī musakāye; prem kā lagā hai rog mohe hāy.
    Bairan ye mast pavan bhī; āke mujh pe has gayī. Das gayī suī,
    rainā kajarāre mai hārī; kyā karū mai jānū na jānū na. (Refrain)
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    Movie: Pardesi (1970), Music Dir: Chitragupta Shrivastava,
    Lyricist: Majrooh Sultanpuri, Singer: Lata Mangeshkar,
    (also sung by Veena Khetani).
    0.(Refrain) Dākā dale, ho dākā dāle bin tiharī;
    hamare jiyā pe, ho sāvariya re, ho sāvariyā re.
    Dākā dale, ho dākā dāle bin tiharī; (ĀĪŪṛāīū)
    hamare jiyā pe, ho sāvariya re, ho sāvariyā re.
    1. Zulmī kī har tan jaise; thāme morī baiyā. (2)
    Ajab sī halchal paṛī jiyā me’; kyā karū’ saiyā, ho jī ho.
    Le gayī tan man, bin tiharī; bāz ke bairan lūte hamarī;
    nagariyā re, ho nagariyā re. (Refrain)
    2. Sunke tere bol mai’ to; jagī sote sote. (2)
    Terī lagan me’ nikā paṛī mai’; bāvarī hoke, ho jī ho.
    Naino’ me’ aksar jhūl gayī mai’; jaungī jaise bhūl gayī mai’;
    dagariyā re, ho dagariyā re. (Refrain)
    3. Mohe ab kyā chāndanī ho; yā rainā andhiyārī. (2)
    Tere hī dil me’ jhūmak rahī mai’; bānī matvārī, ho jī ho.
    Prīt ke ban me’ pāyal chhankī; jāgī badan me’ tere milan kī;
    lehariyā re, ho lehariyā re. (Refrain)
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    Movie: Kundan (1972), Original singer: Suman Kalyanpur,
    Lyrics: Majrooh Sultanpuri, Music Director: Ganesh.
    (Also sung by Vena Khetani)
    0.(Ref) Bā'kā sipahiyā āyā morī galiyā'; aisā nā ho koī pakaṛā jāye. (2)
    Koī jāne nahī' hā', pehachāne nahī' hā'; use koī jāne nā, koī pehachāne nā.
    Ek pehachānā do ne jānā; kaisā shor machā hāy. (ĀĪŪṛāīū)
    Bā'kā sipahiyā āyā morī galiyā'; aisā na ho koī pakaṛā jāye. (2)
    1. Chānd sā mukhaṛā, nain nashīle; lāl chadariyā vāh rangile ho. (2)
    Honge pyār dekho yār, karke mohe bekarār; pakaṛ hāth merā, hāy mohe' maiyā.
    Bā'kā sipahiyā āyā morī galiyā'; aisā na ho koī pakaṛā jāye. (Refrain)
    2. Dār ke ā'khiyā` vo muskāye; dār ke bairī vo āye hāye. (2)
    Karū' shor man kā mor, chale nahī' koī jor; suno re koī suno, hamarī duhaiyā re.
    Bā'kā sipahiyā āyā morī galiyā', aisā na ho koī pakaṛā jāye. (Refrain)
    3. Koī jāne nahī' hā', pehachāne nahī' hā'; use koī jāne nā, koī pehachāne nā.
    Ek pehachānā do ne jānā; kaisā shor machā hāy. (ĀĪŪṛāīū)
    Bā'kā sipahiyā āyā morī galiyā'; aisā na ho koī pakaṛā jāye.
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    Movie: Mera Saaya (1966), Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
    Singer: Asha Bhosle, Music Director: Madan Mohan Kohli
    (Also sung by Veena Khetani)
    0. Jhūmkā girā re, hāy ! (ĀĪŪṛāīū)
    Jhūmkā girā re, Barelī ke bāzār me’. (2)
    Jhūmkā, girā jhūmkā, girā jhūmkā; girā, hāy hāy hāy!
    (Ref) Jhūmkā girā re, Barelī ke bāzār me’, jhūmkā girā re.
    1. Saiyā’ āye nain jhukāye, ghar me’ chorī chorī. (2)
    Bole jhūmkā mai’ pehanā dū’, ājā bā’kī chorī.
    Maī bolī nā nā nā bābā, nā kar jorā jorī.
    Lākh manāyā saiyā’ ne, kalaiyā nāhī’ chhoṛī
    Hāy kalaiyā nāhī’ chhoṛī. [ Phir, kyā huā? Phir? ]
    Phir jhūmkā girā re, ham dono’ kī takarār me’. (Ref)
    2. Ghar kī chhat pe mai’ khaṛī, galī me’ dilabar jānī. (2)
    Ha’sake bole niche ā, ab niche ā divānī. (ĀĪŪṛāīū)
    Yā anguthī de apnī yā, chhallā de nishānī.
    Ghar kī chhat pe khaṛi, khaṛī mai’ huī sharam se pānī
    Hāy huī sharam se pānī. [ Phir, kyā huā? Daiyā! ]
    Phir jhūmka girā re, ham dono’ ke, is pyār me. (Ref)
    3. Bagiyā me’ balamā ne, merī lat ulajhī sulajhāī. (2)
    Thāmke ā’chal bole, gorī tū mere man bhāī.
    Ā’kh jhukāke kuchh nā bolī, kuchh nā bolī hāy hāy hāy
    Ā’kh jhukāke kuchh nā boli, dhire se musakāī.
    Saiyā’ ne jab chheṛā, mujhko ho gaī hāthāpāyī.
    Hāy ho gaī hāthāpāyī [ Arre phir, kyā huā? ]
    Phir jhūmka girā re, mai’ kyā bolu’ bekār me. (Ref)
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    0.(Ref) Bāho’ me’ lele sanam, tujhko lā bhūlenge ham.
    Āshā kī dil hai jahā’, itanā hai rangī samā. (ĀĪŪṛāīū)
    1. Tū jo milā mujhko, sab kuchh milā;
    pyār mil gayā tujhse, dil de diyā. (b. 2)
    Jahā’ me’ terī sanam hogayī, terī divānī;
    tū hai merī zindagī, aur mai’ terī pyārī. (Ref)
    2. Terī adā mujhko, achchhī lagī;
    terī vafā mujhko, sachchhī lagī. (b. 2)
    Pyār kā jāne mai’ to sun le, merā afasāna;
    tū merā hai mai’ terī hū’, ho jāne jānā. (Ref)
    3. Dhaṛkan merī tū hai, chāhat merī;
    dil bhī merā tū hai, jā bhī merī. (b. 2)
    Maine kiyā hai apnā dil de, tujhko nazarānā;
    chāhat me’ dil dekhe mujhko, bhūlā nahī’ jānā.(Ref)
    .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +1

    Movie: Mere Lal (1966), Singer : Lata Mangeshkar,
    Lyrics: Majrooh Sultanpuri, Music: Laxmikant Pyarelal.
    Starring: Indrani Mukherjee, Dev Kumar, and Jagdev.
    ruclips.net/video/6aPLiO28YUY/видео.html&start_radio=1
    0. Pāyal kī jhankār raste raste; dhondhe terā pyār raste raste. (2) (ĀĪŪṛāīū)
    Kartī hū' hai fariyād lekin haste haste; dhūndhe terā pyār raste raste.
    (Refrain) Pāyal kī jhankār raste raste; dhūndhe terā pyār raste raste. (2)
    1.Patā pūchhatī hai sabse tihāre ghām kā; ho'tho' pe hai ek bol balamā tere nām kā.(2)
    Kare pyār kī pukār dekho diladār; ghāyal sī eka nār raste raste. (Refrain)
    2. Tū hai phūl kisī ban kā samajh gaī mai'; aise to nahī' rāh ke pavan bhai mai'. (2)
    Kisī moṛ pe kisī dvār saiyā' diladār, dhūndhe nainā chār haste haste. (Refrain)
    3. Mat bhūl mere dar se tū gayā thā janāb; kī chhāyā terī dolatī hai' mere anganā. (2)
    Kahā mān mere pyār mere diladār; chhupanā hai' bekār raste raste. (Refrain)
    .

  • @andysahadeo3020
    @andysahadeo3020 4 года назад

    Anymore

  • @andysahadeo3020
    @andysahadeo3020 4 года назад

    Where are you getting these from

  • @andysahadeo3020
    @andysahadeo3020 4 года назад

    There is a female who did naina bandh lage original singer was late sundar popo. Am not sure if it was salima not to sure if it's veena