Mufti sahab question answer me aapne msg jawab me kaha Charon imam musluk ke namaz ka tariqa Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai. Hamare Shahar ki 25 30 masjid ke imam ko poocha wo bhi yehi batate hain ke Charon ka tariqa Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai, humne kaha masjid ke imamon ko ek hafta maliki ki Tarah namaz padhaen jo ke aap batate hain ke Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai to wo kehte hain ke nahi hum hanfi hain hame hanfi ki tariqa se namaz padhna hai yaneike Charon huq hai BUT FOLLOW ONE. maine kaha ye kisne kaha but FOLLOW one, kehte hain aisa hi hai. Har masjid ke imam ek hi baat batate hain chahe bareilvi ya deobandi sub ek hi baat batate hain, lekin BUT FOLLOW ONE ki pabandi kisne lagai aur uski nafarmani koi nahi karta. Main india me Chennai gya Tha ek masjid me zohar ki namaz Padhi imam ne namaz doosri tariqe se padhaie, maine namaz ke baad unse poocha aap kaise namaz padhaen unhone kaha hum shafi hain, maine kaha hanfi ki Tariqa kya galat hai? Unhone kaha Charon huq hai Charon nabi ka tariqa hai. Phir maine unko kaha aap hanfi tariqa se ek hafta namaz padhaen to Unhone kaha Charon huq BUT FOLLOW ONE, maine request kiya ke Nabi ka tariqa hai ek hafta hanfi ke tariqa se padhaen, Unhone kaha nahi padhaenge. Mere pass new mobile phone Tha maine kaha main aapko ye Mera mobile phone gift karunga aap please hanfi ki Tarah namaz padhaen jo ke aap khud batate hain nabi ka tariqa hai, to Unhone kaha *5 hazar 10 hazar ka mobile phone denge to kya agar 5 lakh 10 lakh ka bhi gift denge to bhi hum nahi padhaen ge, Humko ek ko FOLLOW karna hai, mufti sahab aakhir kon hai jisne BUT FOLLOW ONE ki pabandi lagaie aur sub uski pabandi par paband hai koi uski nafarmani nahi karta lakhon rupees lekar bhi nafarmani nahi karte, jabke Allah jo ke Rabbul Aalameen uski nafarmani log qadam qadam me aur free me karte hain. Ye to Allah Rabbul Aalameen se bada hai jis se log darte hain uski nafarmani nahi karte hain. Ye 4 huq but FOLLOW one ka package 4th century hijri me launch hua, isko launch karne wala kon hai? Mufti sahab jawab zaroor den please. Please reply
@@afzalhabib1646bhai kitane Nabi haq par Hai... Aur kitane nabiyon ke tariqe par ham amal Karte hain... Aur Quran ki kitani kerat Hai aur ham kitani kerat parhate Hai.... Agar ye haq Hai to ek ek hafte me badal kar amal Kiya karen.... Sirf ek hi kyu
ALLAH TAALA ney kisi ko majboor nahi kiya imaan lane key liye, yehi to free will ho gai! SUBHANALLAH behtareen baat kahi Mufti Sahab ney! JAZAKILLAHU KHAIR KASEERAN KASEERAH!
Abu shakir Sahab aap jab bhi aate Hain Koi na Koi bongi lekar aate Hain aapse harsh yah hai ki aap Islam per aitraaz karne ke bajay Islam ko samajhne ke liye uski study karen to isase aapko fayda hoga
Ye jitney bhi ex muslim hain ye Quraan ki ek ayat ko kahi se bhi uhaa letey hain or lag jatey hain logon ko gumraah karne ,, Jabki haqeekat mein Quraan ki har aayat ek apne context ke anusaar hi baat karta hai , Kayi jagah par Quraan Yahood ,nasara musrik sabko khitaab karta hai or unke sabhi aitraazaat ka sateek jawab deta hai ,. Lekin ye ex muslim ka haal galazat ki makkhi jaisa hai jo sirf or sirf galazat par hi baithti hai ,, or shehad ki makkhi shehad par hi baithti hai. Isliye agar aap gor karoge to paogey ki Quraan Allah ki ek bahut hi compact kitab hai jo is se pehley aayi sabhi nabiyon ki kitabon par nigehbaan hai ,,
الحمد لله مفتی صاحب آپ بہترین خدمات ادا کر رہے ہیں
اللہ پاک سلامت رکھے
مولوی حسان الحق حیدرآباد دکن
Mufti sahab question answer me aapne msg jawab me kaha Charon imam musluk ke namaz ka tariqa Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai. Hamare Shahar ki 25 30 masjid ke imam ko poocha wo bhi yehi batate hain ke Charon ka tariqa Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai, humne kaha masjid ke imamon ko ek hafta maliki ki Tarah namaz padhaen jo ke aap batate hain ke Rasoolullah sallallaho alaihe wasallam ka tariqa hai to wo kehte hain ke nahi hum hanfi hain hame hanfi ki tariqa se namaz padhna hai yaneike Charon huq hai BUT FOLLOW ONE. maine kaha ye kisne kaha but FOLLOW one, kehte hain aisa hi hai. Har masjid ke imam ek hi baat batate hain chahe bareilvi ya deobandi sub ek hi baat batate hain, lekin BUT FOLLOW ONE ki pabandi kisne lagai aur uski nafarmani koi nahi karta.
Main india me Chennai gya Tha ek masjid me zohar ki namaz Padhi imam ne namaz doosri tariqe se padhaie, maine namaz ke baad unse poocha aap kaise namaz padhaen unhone kaha hum shafi hain, maine kaha hanfi ki Tariqa kya galat hai? Unhone kaha Charon huq hai Charon nabi ka tariqa hai. Phir maine unko kaha aap hanfi tariqa se ek hafta namaz padhaen to Unhone kaha Charon huq BUT FOLLOW ONE, maine request kiya ke Nabi ka tariqa hai ek hafta hanfi ke tariqa se padhaen, Unhone kaha nahi padhaenge. Mere pass new mobile phone Tha maine kaha main aapko ye Mera mobile phone gift karunga aap please hanfi ki Tarah namaz padhaen jo ke aap khud batate hain nabi ka tariqa hai, to Unhone kaha *5 hazar 10 hazar ka mobile phone denge to kya agar 5 lakh 10 lakh ka bhi gift denge to bhi hum nahi padhaen ge, Humko ek ko FOLLOW karna hai, mufti sahab aakhir kon hai jisne BUT FOLLOW ONE ki pabandi lagaie aur sub uski pabandi par paband hai koi uski nafarmani nahi karta lakhon rupees lekar bhi nafarmani nahi karte, jabke Allah jo ke Rabbul Aalameen uski nafarmani log qadam qadam me aur free me karte hain. Ye to Allah Rabbul Aalameen se bada hai jis se log darte hain uski nafarmani nahi karte hain. Ye 4 huq but FOLLOW one ka package 4th century hijri me launch hua, isko launch karne wala kon hai?
Mufti sahab jawab zaroor den please.
Please reply
May be Allah created by other God..as an assistance
@Az4Naz.Please reply my comment
@@islamicknowledge377 بلاشبہ!
@@afzalhabib1646bhai kitane Nabi haq par Hai... Aur kitane nabiyon ke tariqe par ham amal Karte hain... Aur Quran ki kitani kerat Hai aur ham kitani kerat parhate Hai.... Agar ye haq Hai to ek ek hafte me badal kar amal Kiya karen.... Sirf ek hi kyu
Kya baat h mufti sahab 😊😊😊😊
ALLAH TAALA ney kisi ko majboor nahi kiya imaan lane key liye, yehi to free will ho gai!
SUBHANALLAH behtareen baat kahi Mufti Sahab ney!
JAZAKILLAHU KHAIR KASEERAN KASEERAH!
ہمارے ❤❤❤❤❤❤❤❤ کی دھڑکن مفتی یاسر
Allah ki mukhalfat karte hai yeh soch kar ki musalman Allah se door hoga
Par asal mein woh aur Allah ke kareeb ho jaata hai.
Abu shakir Sahab aap jab bhi aate Hain Koi na Koi bongi lekar aate Hain aapse harsh yah hai ki aap Islam per aitraaz karne ke bajay Islam ko samajhne ke liye uski study karen to isase aapko fayda hoga
😂
Ye jitney bhi ex muslim hain ye Quraan ki ek ayat ko kahi se bhi uhaa letey hain or lag jatey hain logon ko gumraah karne ,,
Jabki haqeekat mein Quraan ki har aayat ek apne context ke anusaar hi baat karta hai ,
Kayi jagah par Quraan Yahood ,nasara musrik sabko khitaab karta hai or unke sabhi aitraazaat ka sateek jawab deta hai ,.
Lekin ye ex muslim ka haal galazat ki makkhi jaisa hai jo sirf or sirf galazat par hi baithti hai ,, or shehad ki makkhi shehad par hi baithti hai.
Isliye agar aap gor karoge to paogey ki Quraan Allah ki ek bahut hi compact kitab hai jo is se pehley aayi sabhi nabiyon ki kitabon par nigehbaan hai ,,
Asal m wo jawab khud hi lai k aayai thai but he couldn't comprehend it himself.
Ex muslims को अपने नाम बदलने चाहिए, जिस नामो से नफ़रत करते है वही नाम अपने शौक से रखते है, गज़ब बे ईमानी है 😅
EX MUSLIM SAHIL ADAM ZINDABAD..
Ex hindu Rahul and amir bhai jinda bad