कर्ण ने अपने श्राप के विषय में किसे बताया था? | कर्ण | द्रोणाचार्य | महाभारत | भजन संग्रह

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 фев 2024
  • कर्ण ने अपने श्राप के विषय में किसे बताया था? | कर्ण | द्रोणाचार्य | महाभारत | भजन संग्रह
    Subscribe Bhajan Sangrah - / @bhajansangrah9
    Please do visit, for the latest updates:-
    / bhajansangrah
    penbhakti
    penbhakti
  • РазвлеченияРазвлечения

Комментарии • 104

  • @rishabhchatterjee1706
    @rishabhchatterjee1706 4 месяца назад +14

    This entire Mahabharat is very well portrayed but there is just one flaw in it- The fact that Dronacharya denied Karna from teaching warfare is a misconception. He was the teacher of the charitable warrior. It's just that Karna wanted to learn to use Brahmastra and Drona did not find him capable of learning that. Therefore, he went to Parashuram and acquired the knowledge of using Brahmastra 🖨️

    • @rishaveagarwal3737
      @rishaveagarwal3737 3 месяца назад +1

      bro , u are right , lekin different versions me different story hai , jaise tere version me soot matlab kshatriya baap aur brahman maata

  • @brijbhansingh1583
    @brijbhansingh1583 5 месяцев назад +26

    Karan Bahut Mahan hai
    Thanks Karan ji

    • @himanshudash4685
      @himanshudash4685 19 дней назад

      Irsha se bhara hua byakti, guru se jhut bolne wala byakti kabhi Mahan ho hi nahi sakta!

  • @Shivam-em1nx
    @Shivam-em1nx 3 месяца назад +10

    Jai shree krishna jai karn

  • @gauravyadav-ze6vp
    @gauravyadav-ze6vp Месяц назад +5

    Karan is gret, naman hai karan ji ko

  • @mannuwahal4791
    @mannuwahal4791 Месяц назад +1

    All characters in BR Chopra Mahabharat played so well. Every single character!

  • @VishalThakur-vz7zd
    @VishalThakur-vz7zd 3 месяца назад +15

    Mahabharat mei Karn jaisa yoddha shayad hi koi aur thha ❤

  • @Bhagawatghyan
    @Bhagawatghyan 5 месяцев назад +10

    Jay Shri Krishna 🚩🚩🙏🙏

  • @user-og2oo4mz8z
    @user-og2oo4mz8z 5 месяцев назад +3

    Ahankaar

  • @ramsharma1738
    @ramsharma1738 4 месяца назад +4

    Radhe radhe

  • @rababukumar6590
    @rababukumar6590 2 месяца назад +1

    Jai shree krishna ❤

  • @pintujalori7183
    @pintujalori7183 3 месяца назад +1

    Jai Shree krishna

  • @LokeshKanhaiSahuJi
    @LokeshKanhaiSahuJi 5 месяцев назад +14

    Karna is powerful than Arjun

    • @akki3740
      @akki3740 3 месяца назад

      That's why he lost at virat yudh

    • @DIFFERENTBREEDS29
      @DIFFERENTBREEDS29 6 дней назад

      Karan ne divya astro ka pryog nahi kiya tha, jabki arjun ne divya astro ka pryog kiya tha​@@akki3740

  • @jayadevswain1106
    @jayadevswain1106 10 дней назад

    JAY SRI RADHA KRISHNA 🙏❤️

  • @swamivedantanandapuri1322
    @swamivedantanandapuri1322 5 месяцев назад +5

    Pranaam🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

    • @tusharkashyap696
      @tusharkashyap696 5 месяцев назад +1

      Bhai ye shabd hindi me likhna sikho angrezi se isko nahi likha ja sakta hai

    • @luckysingh-cx1eh
      @luckysingh-cx1eh Месяц назад

      Ayushman Vasth

  • @shyamdev8887
    @shyamdev8887 4 месяца назад

    Jay sree krishna

  • @user-bl7ln2ct7o
    @user-bl7ln2ct7o 5 минут назад

    Dhanya mahabali karn

  • @ParmodSahni-zv6uz
    @ParmodSahni-zv6uz 3 месяца назад +7

    Abhimanyu jaisa yoddha koi nahin baki sab

  • @mangalshahi9287
    @mangalshahi9287 5 месяцев назад +2

    Jay Shri Krishna 🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @nationfirst3240
    @nationfirst3240 Месяц назад

    Bhagwan parshuram ki jaai 🚩🔱

  • @mannuwahal4791
    @mannuwahal4791 Месяц назад

    I really wonder what a time that must have been!! How great Spiritual Sciences are n how great Vedic Culture is!

  • @vineetamarothiya6125
    @vineetamarothiya6125 3 месяца назад

    Super

  • @tulsiprasad1621
    @tulsiprasad1621 4 месяца назад

    Jai angraj karn

  • @visanuchohanvisanuchohan
    @visanuchohanvisanuchohan 2 месяца назад

    😊😊😊😊😊😊😊😊

  • @RaushanKumar-ce2nx
    @RaushanKumar-ce2nx 4 месяца назад +2

    Karn jaisa mahan veer koi nhi tha

  • @sk2250
    @sk2250 3 месяца назад +4

    Karna wasn't so matured character as portrayed by the film and TV serial Directors....Had he been so humanitarian in behavior, then most of the atrocities of Duryodhana could have been avoided....Karna was always envying Arjuna...despite knowing the fact that he will be killed by Arjuna...it's like Ravana knows that he will be killed by Lord Rama, yet fought the battle..

  • @narendratripathi820
    @narendratripathi820 День назад

    अहंकारी कभी श्रेष्ठ नहीं होता

  • @PraveenRavan-qw8vu
    @PraveenRavan-qw8vu Месяц назад

    Danveer karn ki jay ho

  • @himanshudash4685
    @himanshudash4685 19 дней назад

    Jealousy is the main cause of the debacle of karna!

  • @iarj_004abhi4
    @iarj_004abhi4 5 месяцев назад +7

    Karn Dronacharya ka v shishya the..... Karn k 3 guru the Dronacharya, Kripacharya aur Parshuram

    • @manishyadav3530
      @manishyadav3530 9 дней назад

      Ye Sony putra karn tv series me hua hoga 😂😂😂

  • @SandipKale-co1ft
    @SandipKale-co1ft 3 месяца назад +1

    Karna get curse for his lie,not for his cast, because after giving curse parshuramji give him Vijay Bow and call him his best student.

    • @sanyogpatial1819
      @sanyogpatial1819 4 дня назад

      What lie . Karna himself did not know that he was kshatriya

  • @tejaswi8725
    @tejaswi8725 9 часов назад

    Jo apne guru se hi chhal Kiya woh mahan kaise ho shakta hai. Waise toh Indrajeet v sabse mahan yodha tha

  • @vishnuchaliya270
    @vishnuchaliya270 Месяц назад +2

    शिक्षा पर सब का अधिकार था तो फिर आपने इतना भेदभाव क्यों किया ऋषि मुनि बहुत कायर थे छोटी छोटी बात पर श्राप आगे रखते थे अपनी शक्ति का इतना घमंड था जरा भी सहनशीलता नहीं

    • @himanshunegi3745
      @himanshunegi3745 15 дней назад

      shakti ka ghamand nhi tha blki Parshuram ji ne ek yug ke bara bar ka tym to kshatriyon se yudh krne m bitaya to wo kese ek kshatriya pr aasani se viswas kr lete

  • @fforfashionable
    @fforfashionable 2 месяца назад +5

    तमीज़ से जो इंसान बात नहीं कर सकता वो महान योद्धा कैसे हो सकता है ??? अहंकारी है ये कर्ण

    • @user-op9sg1yr8y
      @user-op9sg1yr8y 2 месяца назад

      😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊

    • @dipakmahakur7102
      @dipakmahakur7102 2 месяца назад

      Bilkul bhi nehin

    • @shyambirrawal2903
      @shyambirrawal2903 Месяц назад +1

      Sach hamesha karwa hota h

    • @sunilmahant8668
      @sunilmahant8668 13 дней назад

      Jo apni patni ko apne bhaiyo s share kare wo bhai jo 2 log pitah Saman the bhim or yudhisthir draupti k beti Saman thi q wo dono arjun s bade the or Nakul shahdev k Mata Saman q k dono arjun s chota the to us jaise pati ko kya bolna chahohe...jo apni patni ka maan na rakh saka..😂😂😂

  • @MdYusuf-py1xu
    @MdYusuf-py1xu 3 месяца назад

    Karna veer tha lekin ahankari tha aur injustice ka supporter bhi tha. Draupadi ka cheer haran, abhimanyu vadh aur duryodhan ke har kapat me sahyogi tha.
    Ye veerta ke lakshan nhi hain. Abhimanyu ko akele harana karn ke mumkin nhi tha. Kayar karna. Har jagah arjun se hara kai baar.

    • @AstitvaSingh-pz2mt
      @AstitvaSingh-pz2mt Месяц назад

      Karn Arjun ka bada Bhai tha jab usse yah pata chala toh wah shree Krishna se kehta hai ki mai apne anuju par sastr nhi chala sakta par main unse yudh karunga par unhe marunga nhi

  • @iarj_004abhi4
    @iarj_004abhi4 5 месяцев назад +2

    Karn sarvsresth hain lekin Arjun uttam hai,,,,, Arjun toh Arjun hai! Jo uttam hota hai wo Good, Better, Best k dayre se bahar hota hai......

  • @inwallet
    @inwallet 3 месяца назад

    He was supporting the evil side, that made him loser.

  • @Sanjeevkumar-vc3fi
    @Sanjeevkumar-vc3fi День назад

    Kya arjun ka karn ke prati nafrat, ghrina aur Japlan ki bhavna nahi hai mujhe bhi yahi baat arjun ki aachi nahi lagti

  • @yogendrkumarsingh7439
    @yogendrkumarsingh7439 5 месяцев назад +6

    Karana best

  • @sakinderkumar6495
    @sakinderkumar6495 4 месяца назад

    Jin devi, devtao ne bi hme पीछे रखा हम क्यू माने उन्हें.....

    • @Rhythmpubg
      @Rhythmpubg 3 месяца назад +1

      Isiliye padhai zaroori hai ....gyan kam hona bhi ek apradh h

  • @iarj_004abhi4
    @iarj_004abhi4 5 месяцев назад +39

    Iss episode me Dronacharya aur Karn k conversation me Karn k andar ki Arjun k prati nafrat aur jalan saaf saaf dikhai de rhi hai..... Khud ko Arjun se behtar siddh krne ki chah v dikh rhi hai, Nafrat takk toh thik hai, Nafrat toh Arjun v Kaen se karte the prr Karn ka Arjun se jalan achhi baat nhi hai.... Iss conversation me dronacharya kitne shant bhav se baate krr rhe hain kitni achhi baate bta rhe hain Karn ko lekin Karn gusse me hain.... Yhi sb avgun mujhe Karn ki achhi nhi lagti..... Aisa lag rha hai jaise Karn guru dron ko daant krr chala gya, Bheeshm pitamah aur Kripacharya se v Karn isi tarikese baat krte hain..... Ek Arjun hain jo bdo se baate kete samay kitne vinamra rahte hain unki har baat dhyan se suunte hain aur amal v krte hain..... Arjun dil jeet leta hai yaar!!

    • @gauravbisht6586
      @gauravbisht6586 5 месяцев назад +3

      Thats a very gud observation brother i agreed
      Maryada is something which most people neglect in seeing

    • @davebatista8636
      @davebatista8636 5 месяцев назад +6

      Bhai karn ne apna jeewan sutputra ki tarah ji ya tha. Bachpan mein issi Drona ne usse nikal diya tha, issi bhishmapitamaah ke saamne uske bhai ko mrityu dand diya gya tha... Saara jeewan Arjun kitna mahan h, kitna awesome h yehi sunta hua jiya tha... Jealously life me bahut zaroori h kuch bnne ke liye.... But yes aap keh skte ho ki fir bhi bado se zyada ego se baat nhi karni chahiye

    • @iarj_004abhi4
      @iarj_004abhi4 5 месяцев назад

      @@davebatista8636 Bhai Sutputra kahlana koi gaali nhi hai, Sanjay v Sut jaati k hi the, Aur ye jo tum kahani bta rhe ho wo tum Sony TV k Suryaputra Karn Serial se bta rahe ho..... Wo serial puuri tarah se galat hai, usme ek v chij mahabharat k according nhi dikhaya hai.... Uss serial me tumne Karn ka sirf ek hi bhai k baare me jana hoga,,, Lekin Mahabharat me Karn k kaii saare bhai the aur bachpan me ek v bhai nhi mara tha, uske saare bhai Mahabharat ke yuddh me veerta se ladte hue mare the, koi Abhimanyu k hatho mara Koi Satyaki k hatho koi Bheem k hatho Koi Arjun k hatho aur koi Nakul k hatho..... Uss serial me tumne Karn k ek hi putra ko mahabharat yuddh me ladte dekha tha lekin ved vyas k mahabharat mw Karn k 9 putra the jinme se 8 putra veer gati ko prapt ho gye the bss ek vrishketu bacha tha jo Arjun ka shishya bna aage chalkar.... Uss serial me tumne vrishsen ko Karn k yuddh utarne se pahle hi marte dekha hoga Lekin Mahabharat me Vrishsen 17ve din mara tha, usi din mar th vrishsen jis din Karn mara tha, Arjun ne hi maara tha Karn, Duryodhan, Kripacharya, Ashwatthama aur shakuni k saamne khuleaam chunauti dekar maara aur Karn dekhta rah gya tha.... Ved vyas ki mahabharat book open krna usme Shantiparv me jaana toh Varnan milega kii Yuddhishthir Narad jii ne Karn k jeevan k baare me puchhte hain toh Narad jii btate hain kii Karn v dronacharya k ashram me rahta tha aur Pandavo se jalan rakhta tha khaskar Arjun se, Arjun jyada achhe se mehnat krta tha Dronacharya ka dil jeetkar rakhta tha aur sbse pahke Bramhastra sikhne k yogya bann gya tha toh dronacharya ne Arjun ko Bramhastra sikha diya ye dekhkar Arjun se raha nhi gya aur Dronacharya se Bramhastra mangne chala gya Dronacharya uska galat irada samajh gye the aur uss samay Karn Bramhastra k yogya v nhi tha toh Dronacharya ne mn krr diya phir wo chupchap Dronacharya ko pranam krke aahram se chala gya Mahendraparvat pr Parshuram jii k paas.... Dronacharya ne naa toh usko daata tha na hi usko nikala tha, uske pita Adhirat Dhritrashtra k dost the isi karan Dhritrashtra ne kauravo k sath Karn ko v Dronacharya k ashram me bhejwa diya tha.... Mahabharat me ek aur Parv hai Kundalaharan parv, usme Karn apne pita suraydev se bolte hain kii mai 3 guruo k shishya huu Dronacharya, Kripacharya aur Parshuram..... Kundalaharanparv aur Shantiparv padh lo sach malum chal jayega,,, bhai serial trp aur manoranjan k liye hote hain serial pe yakin nhi krte, ye log paiso k liye hamare dharm grantho ka apman krte hain 10 tarah ki serial me 10 tarah ki chije dikhate hain ye log..... Inn logo k serial me na tumhe Satyaki milenge na Kripacharya, na Yuyutsu, na iravan, na bhurishrava na Bhagdutt, ye log bass ek character ko pakad lete hain aur uske naam prr kuchh v kahani bna k dikha dete hain,, Serial aur Real me fark hita hai mere bhai...... Wo serial sbse toxic aur sbse ganda serial hai usme Karn ko chhodkar harwk character ka majak bna diya hai,

    • @RK-xh9vy
      @RK-xh9vy 4 месяца назад +2

      Karan ki tarif to Krishan ji bhi karte h.

    • @RK-xh9vy
      @RK-xh9vy 4 месяца назад

      ruclips.net/user/shortseY1g6oQtzqY?si=LKVQFPHzzKINDxW1

  • @prakashdutta9627
    @prakashdutta9627 2 месяца назад

    Ghamandi karn

  • @sumansing3261
    @sumansing3261 2 месяца назад

    Mat maan muslim ban ja.

  • @akhileshyadav1528
    @akhileshyadav1528 4 месяца назад +1

    पहले भी जातिवाद था और आज भी पंडित जी लोग सच में आगे है उसके बाद कोई

    • @mathur0017
      @mathur0017 4 месяца назад

      Jatiwad hamesha tha being a brahman I accept par tum khud batao tum chamar se jatiwad nahi karte aur dalit je b bataaye ki wo (dalit) dusro se jatiwad nahi karte jaise ki bhangi, chude , mahashe

    • @rahul12-_
      @rahul12-_ 3 месяца назад

      कब तक रण्डी रोना रोकर आरक्षण की मलाई खायेगा bhen shod 😂😂😂😂

    • @yadavprathavi270
      @yadavprathavi270 3 месяца назад +1

      Galat बात

    • @individualopinion3274
      @individualopinion3274 2 месяца назад +1

      Kisi pandit ki kothi dikhade jo mandir ke dakshna se bani ho

    • @opinderarya9648
      @opinderarya9648 2 месяца назад +2

      जातिवाद पहले नहीं था सिर्फ समझने में अंतर है आपको

  • @Hemchandchauhan6796
    @Hemchandchauhan6796 4 месяца назад +1

    Karn mahan tha

  • @priteshshetty695
    @priteshshetty695 3 месяца назад

    Karan batameez bhi hai not like arjun or pandav is karan is example that even you are having good knowledge but not having good character

  • @KrishnaPratap-gc4jc
    @KrishnaPratap-gc4jc 5 месяцев назад

    Niaca.vi.a

  • @LokeshKanhaiSahuJi
    @LokeshKanhaiSahuJi 5 месяцев назад +5

    Karna is powerful than Arjun

  • @LokeshKanhaiSahuJi
    @LokeshKanhaiSahuJi 5 месяцев назад +5

    Karna is powerful than Arjun

    • @ravishankarbaghel6091
      @ravishankarbaghel6091 4 месяца назад

      कर्ण तो कायर है

    • @lucky_chaudhary687
      @lucky_chaudhary687 4 месяца назад +1

      ​@@ravishankarbaghel6091 karna ko to Shri Krishna ne bhe mhan mana , tare bolne se kuch nahi hoga 🤦

    • @ravishankarbaghel6091
      @ravishankarbaghel6091 4 месяца назад

      @@lucky_chaudhary687 तो श्री कृष्ण भगवान ने कर्ण का वध क्यों कराया

    • @lucky_chaudhary687
      @lucky_chaudhary687 4 месяца назад +1

      @@ravishankarbaghel6091 kyuki uske वध के बिना महाभारत नही जीती जा सकते थी और mhavarat जितना धर्म के लिए जरूरी था , अगर मेरा बस चले तो मैं कर्ण का मंदिर बन vaa do 🙌

    • @ravishankarbaghel6091
      @ravishankarbaghel6091 4 месяца назад

      @@lucky_chaudhary687 तो यह तुम मान गए की कर्ण अधर्म के साथ थे