Psychology - अशोक पारिक Gk - normal padhni hai (pawan भंवरिया बुक अच्छी है ) करंट ( मजबूत करनी है मेरिट डिसाइड करती है) मैथ्स - एनसीईआरटी 9th ,10th + vivek sir best है साइंस - एनसीईआरटी + पंकज मिश्रा सर मैथड - कलाम बुक + राजेश जी सर नोट्स बाकी इधर उधर भटकने की जरूरत नही है 🙏🙏🙏🙏
Mam please 🙏 reply me mai other state Hariyana (Faridabad)se hu but meri marriage राजस्थान में हुई h mera maintenance ka case chal raha h mere husband ki govt job h aath kakh se jyada income h ek sal ki ,abhi talak nahi hua h mai meri beti ke sath mere pihar me rahti hu mai ब्राह्मण hu ,meri age 44years h kya mai abhi 1,2,3grade ke exam de sakti hu age limit kya h,mera aadhar card bhi Faridabad ka hi h to kya mujhe exam me baithne diya jayega kya mai bahut jyada confused hu ,koi bolta h ki aap exam de sakte ho aur koi bolta h ki aap other state ke ho to ab ye exam na ahi de sakte plz clear kijiye 😢
Exam de sakte ho M.a b.ed h to first 2nd or 3rd tino de sakte ho Reet or mains ye do exam h Nina reet पात्रता k mains ka exam nhi de sakte ज्यादा number lane ki kosis krna other state ko bhi hota h Sb Acha ho hoga % मायने nhi rakhte h exam do ap to bas taiayri kro Sb Acha ho hoga Muje itne hi jankari h Ap kisi teacher se bhi puch lena Or youtube pr ganpat singh rajpurohit sir ko follow kro bahut Acha btate h unka success point Barmer app bhi h waha se number le k puch lo Pehle puri jankari le lo Or jankari apko koi n koi comment me jrur de denge jinko pta hogi
Hello didi me BA BED 3rd year ki Students hu or mere subject English, political science h... didi me konsi subject se reet patrta du or patrta k liye kitna nomber lana chahiye didi please bata do 🙏🙏🙏🙏
Kya 3rd grade aur reet ek hi hota h ya alag alag hai plz reply me ma'am,aur agar yeh alag alag exam h to kya mai reet clear kiye bina bhi 3rd grade ka exam de dakti hu ,meri age 44 h😢
Di Meri b.ed complete hone wali hai.. Subject math,science hai... Reet k liye mains s phle pre dena hoga na too uski preparation kha s karu... Hindi medium s.... Plz Koi course bta dijiye.. Kiska lu...aur uttkarsh ka lu too pre ka lu ... Mains ka baad m lena hoga ya mains ka lekr hi dono ka ho jayega... Plz guide me...
दीदी एक बार आप पर्यावरण का संपूर्ण SYLLABUS समझा दो
Bahut sundar ❣️ didi thanks motivation karny ky liy
Psychology - अशोक पारिक
Gk - normal padhni hai (pawan भंवरिया बुक अच्छी है )
करंट ( मजबूत करनी है मेरिट डिसाइड करती है)
मैथ्स - एनसीईआरटी 9th ,10th + vivek sir best है
साइंस - एनसीईआरटी + पंकज मिश्रा सर
मैथड - कलाम बुक + राजेश जी सर नोट्स
बाकी इधर उधर भटकने की जरूरत नही है 🙏🙏🙏🙏
Tera ho gaya reet me ......ban Gaya teacher...
Ha Bhai teacher hi hu , top rank se Ghar se 8 km dur
Hindi ki v koi book bta do Bhai
Sir please Puri book list daliye
Or mains ki book list bhi bta dijiye please
बिल्कुल सही समझाया आपने Thanks ❤❤❤मेरे यूट्यूब चैनल पर भी फ्री क्लास है Reet CET
Mains ke lie kese teyari ki mam... Plz reply. Or muje 2 level ki teyari krni h.. Mera subject english hai..
Very helpful video sister❤
Thanks didi aap ki is video se mujhe bahut kuch jaayada motiveshn mila
Didi pir bhi hm bstc ke bad 3garde ke tayri kr rha hu guide Krna plz
🎉🎉🎉
English language 2 k liye konsi classes lgaye mam
Mem mene to shru hi ab kiya h abhi to 10 % bhi sellybus pura nhi ho paa rha h😢
Same 😊
Sanskrte samj nhi aati na. English
Hello meme bhi ab suru ki h
Kisko ye didi dhawani bhanushali jaisi lgi😮😅
Haa bro but aawaz se ye didi grade 2 ki teacher lag rahe he social science Wale 😅😂
Nhi
❤❤
Aap bhi Tina dabi dikh Rahi hi😊
Helo जी
Hello mere b.ed ka abhi 1st year hai sst or hindi subject hai...mujhe reet ki tyari k liye konsi books best hai plzz suggest kijiye
Ncert ki saar sanklan by Manish ranjan sir vali book kaisi h
Mam English medium walon ke liye bhi kuch suggest kro na
Didi reet English medium me koi book aati hai kya?
Aati hai to koi English medium ke liye bhi video banao plz
Science ki koi online class batao Reet level 2
Tnx Sister for information ✍️✍️😊✍️✍️
Di aap telegram group kyo nhi bna lete taki hme help mil ske.
Pre.cler hai kya
Hi didi mene sikhwal ki art and culture mngwai h thik h kya reet k liye
Mam l-2 ke lye konsi language 1 aur konsi language 2 le yh bataye plz
Mam me other state se bstc kar raha hu koi dikkat to nahi hongi 🙏
Mne bhi ki thi aap kaha se kre rehe ho 😊mne Jammu se ki 😮
DD ab reet kere ya 1 St grad confused ho rha h .. mene apna syllabus lagbhag complete b ker liya .. reet m kese kere focus. Plz reply kijiye 😮😮
Mem mere pass teaching subject hindi he or mene reet mains me SST ka course le liya please btaye shi h kya
Mam Sanskrit 10 k baad nahi padi tou. Second language Sanskrit lelu to cover ho jaegi kya
Hlo mam
Mere ko aap bta do ki
Mein abhi ba.bed 3rd year mein hu
Toh mein level 1 ya level 2
Isme se mein konse level ke liye (pre) exam du
sister ji teching method reet l1 k liye best book konsi h
Mam mujhe 2024 ka new adition nhi mil rha sikhawal ka psyco ke liye
Mam aap reet mains ke liye konsi book padh rahe ho bata do please mam
Mam dheer Singh Dhabai kese pdhate h psychology 🙏🙏🙏🙏
Didi mere BSTC chal rahi h
Muje ab se reet ki teyari krni h konsi book padhu and mam time table kya rakhu
Please reply.....
Didi reet 1st level se hoo teaching method solve ke liye book objective question bali konsi sahi rahegi
Level 2,reet ,s.st ke liye books and basic information ke liye ek video banao mam
Fresher ke liye 2024 reet ke vacancy January main hone Wali h
Mem science ke liye koi book suggest kijiye please 👏
Ncert books
@@hansrajbeniwal19hlw
Sst ki sikshan vidhi ke liye kya pde fidi first time denge to aap kuch suject kr skte ho kya plz didi
Mem reet patrata level 2 ke liye psychology ki book avni publication hai mere paas to mem kya yeh patrata ke liye saahi rehegi, please reply mem
Mam psychology m kuch nhi aata kese pde
Didi mera reet pre 2022 pass h but ek hi no se 😢waps tyari krke du ya rhne du kyuki certificate to mil chuka h
reet vocabulary saggest book mains and pre
Mam, hindi teaching methods के लिए कौनसी बुक पढ़े
Di jinka language hindi hai unko pree sst se dena hai kya aur syllabus
Commerce वालो के किया लैंग्वेज बनेगी
Mam please 🙏 reply me mai other state Hariyana (Faridabad)se hu but meri marriage राजस्थान में हुई h mera maintenance ka case chal raha h mere husband ki govt job h aath kakh se jyada income h ek sal ki ,abhi talak nahi hua h mai meri beti ke sath mere pihar me rahti hu mai ब्राह्मण hu ,meri age 44years h kya mai abhi 1,2,3grade ke exam de sakti hu age limit kya h,mera aadhar card bhi Faridabad ka hi h to kya mujhe exam me baithne diya jayega kya mai bahut jyada confused hu ,koi bolta h ki aap exam de sakte ho aur koi bolta h ki aap other state ke ho to ab ye exam na ahi de sakte plz clear kijiye 😢
Exam de sakte ho
M.a b.ed h to first 2nd or 3rd tino de sakte ho
Reet or mains ye do exam h Nina reet पात्रता k mains ka exam nhi de sakte
ज्यादा number lane ki kosis krna other state ko bhi hota h
Sb Acha ho hoga % मायने nhi rakhte h exam do ap to bas taiayri kro
Sb Acha ho hoga
Muje itne hi jankari h
Ap kisi teacher se bhi puch lena
Or youtube pr ganpat singh rajpurohit sir ko follow kro bahut Acha btate h unka success point Barmer app bhi h waha se number le k puch lo
Pehle puri jankari le lo
Or jankari apko koi n koi comment me jrur de denge jinko pta hogi
मैं मैं यह पूछ रहा हूं कि मेरे रीट लेवल सेकंड में सब्जेक्ट हिंदी है तो क्या मैं मुझे एसएसटी भी पढ़नी पड़ेगी क्या
Mujhe bhi yhi puchna h
Mam English medium vale kha se pdhe psychology or other subjects
Please mujhe bhi bataye
Hello didi me BA BED 3rd year ki Students hu or mere subject English, political science h... didi me konsi subject se reet patrta du or patrta k liye kitna nomber lana chahiye didi please bata do 🙏🙏🙏🙏
English or sst kam se kam 90 +
केटेगरी k anusar lane h obc जनरल sc st jo h us Hisab se but jyada ki kosis krna
बहुत बहुत धन्यवाद🎉🎉
Di level 1 ke liye konsi book pade
Kya 3rd grade aur reet ek hi hota h ya alag alag hai plz reply me ma'am,aur agar yeh alag alag exam h to kya mai reet clear kiye bina bhi 3rd grade ka exam de dakti hu ,meri age 44 h😢
Acha batya apne thank u
Didi reet level 2 k leye sst ke kon se books best hai
Mem mary hindi sub h tho wah pre m sst k ander aayga kya reet pre m
Ma’am paper english m b aata h kya? Please reply m English medium se hu
Mem me hindi se 2 nd level se hu to me konsi book pdu pri ke liye
Rbse kaunsi books mam 6 to 10 iss pr video banaye plz
Thanks mam reet ke liye btane ke liye
Second level ke liye s.s.t me konsi book pde mens paper ke liye
आपकी आवाज रानी मुखर्जी की hub to hub.
Thanks 🙏 didi ❤️
🥰
🥰
Mem sanskrit subject ke liye konsi book pdhe
Madam ji जब मैंने reet पात्रता दी थी तो मैं बीएसटीसी फर्स्ट ईयर में था तो क्या मेरी पात्रता मान्य होगी प्लीज reply 🙏🙏🙏
Ye hindi ki book shop pr mil jayegi kya ......
Level 2bale third grade ke liye h na mam ye book
Di Meri b.ed complete hone wali hai.. Subject math,science hai... Reet k liye mains s phle pre dena hoga na too uski preparation kha s karu... Hindi medium s.... Plz Koi course bta dijiye.. Kiska lu...aur uttkarsh ka lu too pre ka lu ... Mains ka baad m lena hoga ya mains ka lekr hi dono ka ho jayega...
Plz guide me...
Kha se ho aap sis
@@Sumanshekhawat627 up se..
Didi ggd ki books kesi aati h
Thankyou didi margdarshan karne ke liye
Main problem gk m h. Or bo aapne btaya nhi koi best book ?
Wahi to
Mam aap ke sstke norska vedio pdf bejo
9th to 12th hindi vayakran ki book market se mil jygi kya
Ha
Patrata m medam paper saral hi aaw SBI pass hote h kunsi Ras laagh gi patarta pass kr baa hu
Ma'am. Mere 10th m 43 precent h 3rd grade ki tyari Krna chahati hu......mere marks to effect nhi krenge kyaa maam....please reply
bilkul aap tyari kar sakte hai
Mam Reet L1 ke liye koi Sanskrit ki books btao
Didi english medium k liye bta do psychology k liye
Aap mam government service me ho kya
Di language 1st ,2nd m hindi choose kr skte hai kya..pls bataiye na...
Nhi alag alag language chosse krni hoti h dono same nhi le sakte
Thank you dii 🙏
Mam Ajay choudhary sir ka chennal konsa h please bataye
Discription me link h
Didi aap ne Gk kha se pedi
Thanks ❤❤
Mam level 1st ke liye best book konsi h jisse patrata clear ho ske please suggest
Self
Didi aapno jo notes banae plzz vo dedo humari thodi madad ho jaegi
Didi level 1 wale EVs kaise kare
Abhi aap konsi job PE ho mem
दीदी रीट पात्रता तो हमने बीएड प्रथम वर्ष में ही पास कर लिया लेकिन आप mains की बताओ
First year me pass ki
Keya we valid he
Thank you didi❤
Ma'am b.ed passed reet kar sakte ha kya
Mem online classes ka time kiya h
Bed first year wale reet de skte hai kyaa
Patrta ki alg book aati h kya mam
Dii Mere b.e.d me maths aur physics subjects h to koi acchi si Books Btao Reet ke liye........acchi si
Course le lo
Ajay sir ka khan milega sst
Didi me aapse baat karna chahta hu.....SST student.....plz
I miss Ajay चौधरी sir😢
Ptrta to meri b clear ho gyi 1st tym me aap to mains ke liye btao😅😅
Kis ki book purchase ki thi aap n plz mujhe bhi bta do na
Rk vaishnav ki kaise book aati h..
Reet mains ke liye bataue mem
Hello mam aapne bstc ki h yaa b.ed
जय श्री राम।।
Dii aap sa baat krni h aap kr skta ho kya baat reet ka bara ma he puchna h bss
Didi muje apse shla chahiye me being meri bi sst subject h please didi
ॐ