Daniel Kahaneman and the theory of loss aversion | Decision making |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024
  • kitni bar hota hai ki ham mein se Kai log Kai chijon ko sirf isliye karte hain kyunki vah ek standard taur Tarika set kar diya gaya hai hamare aaspaas
    jaise ki birthday hone per cake cut karna Jaise aajkal weddings mein haldi ki rasam mein sare logon ka yellow kapde pahnana aur Mehandi ki rasam mein green aise aur bhi kai examples hai Jahan per ham Kai chijen jo ki bevkufana bhi lagti hai per ham log sirf isliye follow karte Hain ki vah bus ek cult ban gaya hai ki agar ham unhen follow nahin karenge agar ham vaisa nahin karenge to kahin ham kuchh miss to nahin kar rahe hain kuchh aisi baton per charcha ki hai Maine is video mein

Комментарии •