Flipkart Se EMI (Kisto) Pe Phone Kaise Buy Kare | How To Order Mobile On EMI On Flipkart
HTML-код
- Опубликовано: 5 фев 2025
- Queries:
1) flipkart se emi pe phone kaise buy kare
2) how to order mobile on emi on flipkart
3) flipkart se kisto par mobile kaise le
Jitna Flipkart PE total amount rs dikhata h emi pe lene par humse utna hi paise lete h ya hidden charge bhi hote h jo har emi pe humko Dena hoga pls reply
Processing fees
Interest
+gst
Chori chori haath me Dena padta ha🤫🤫
Pehal emi phone ane ke bad dena padega bhai ki ak mahine bad
EMI par payment pura sow ho raha hai pura katega kya ❤❤❤❤ batao
Hello bro please reply.
ATM card se hoga ya credit card lagega?
Atm per ager apko limit mile hoge toh hoga warna nhi hoga credit card hi lagega mostly atm card per nhi hota hai sab ko ye limit nhi milte
Bhai yeh to poora amount Show karta hai kya poora katega
Pehle money rahana hoga kiya sir ?
Debit card se nahi hoga kya
Valuable information brohh❤
Bhai debit card se nhi kr paenge kya
Kinta rupees laga jab phone aya tha apke pass?
Intrest bhi pay krna pdega kya
Jo amount block hoti h card se emi k liye kya us amount ko baki purpose k liye use nhi kr skte kya?????
Nhi bhai woh price lock higeya jasie jasie emi pay krte jaoge wasie hi woh lock price minus hota jayega
😂phir fayda hi kya yaar ussai bdiya direct cash ma le lo😂 jb payment hi block ho jayegi 😂jb tk jitne kisht denga utni unblock hogi kya fayda yaar phir😂
Sahi baat bole...agr utna pesa rhta hi to emi pr q lete@@ujjwalgupta27
@ 😂ha bhai
Me bhi p1 mobile hi liya hun😂❤
Bhai delivery wale ko koi payment to nhi dena pdta
Bhaiya toh jitna phone ka cost hoga utna money fix ho jaye gah kya account mey
Agr kisis ko bhi pata ho toh plz reply
account me nahi credit card me utna amount block ho jayega aur jaise jaise emi kategi utna amount unblock hota rahega
Payment kb katega usi din ya ek mjine bad
Phone koi problem hoi to bapas ho payega ya nahi
Bhai kis kase kategi appne app
Dp nhi deni hoti hai kya
Atm card ka number dalna hai kya
Debit card se kaise hoga book
Payment kitna pay karna hoga pahli baar o nhi bataye ho baji
Same sawal me bhi yaar
Jitne ka Emi rahiga ussa thoda jada jaisa 1700 ka emi to 2500 pay karna hoga
Thanks you sir 😘😘😘😘😘
bhai extra kyea charges hai.......?!......jo apke bill me hai use extra charge kyea hai kyea??
Emi account se direct kategi ya fir phone se pay karna hoga
Acount me paisa rakhna khud kt kr lega
3 6 mahine me emi par charge ni he use upar ki mahino par he
Bhai punjab national bank se nhi hota h kya bro
Cancel kar sakte hai?
Bro dont have a phone to use... So he is ordering a new one from iphone😂
Sir Emi kb katega bank se mtlb lbtk bank m paisa daal dena h
Date ky hoga plz reply
Date 1 se 4 ke bich me ata h , shayad..
Emi fees ki jagha pura payment q show hota h uper ki side me agar pura payment cut gya to
Me bhi ehi soch Raha tha 😅, ek kam karo balance 100rs bank me chhod kar EMI karo 😅
😂@@Samir_role
Same problem
Ghanta ... mobile price jitna he , utna block kar dega . Isse atcha he direct kharid lo
Acaunt me honge jayada tabhi to
Bhai kisi ne flipcart se buy kiya hai to ye bata do plz -
1. Phone kitne din me a jata hai
2. Jab phone ata hai to kya kuch pese dene hote hai ya nhi
3. Agr pese dene hote hai to kitna dene hote hai
4. Phone deliver hone ke baad emi kese cut hogi
5. Kya kitne amount ka phone utha pesa dabit mtlb bank account me hona cahiye
6. Agar jese 2000 ki emi hai or hamre pass 4000 hai to kya 2 month ki ak sath cut ho jayegi
1- wo usi page par dikha dega.
2- EMI par order kiya hai to nahi dena hai kuch bhi.
4- wo apke credit card ke bill me har maheene add ho kar aayegi.
5- bank me utna paisa ho ya na ho us se koi farak nahi padta, bas credit card ka jitna bill ho aur jo bhi due date ho us se pahle utna paisa bank me hona chahiye.
6- nahi
@GTGuptajiTechnical thanks
Ak do doubt or clear kar do plZ
1. emi bhrna kese hai full process kya hai
2. Or kya emi par phone lene ke liye adhar or pan cahiye ya sirf card cahiye
3. Mere pass dabit card hai mtlb bank account ka atm hai to usse emi par buy kar sakte hai kya?
4. Kya jitne ka emi hai utna amount bank me rakhnge to vo aapne aap hi emi cut kar lega
5. Hame pata kese calega ki emi kab bharna hai
6. Kya mujhe Flipkart se emi par phone Lena cahiye
Plz ye bhi bata do bro
And sorry me aapko pareshan kar rha hu
1- alag se nahi karna hota hai kuch wo credit card ke bill me add ho kar aayegi to jb credit card ka bill pay karenge aap to wo bhi pay ho jayegi.
2- sirf card
3- wo jab order krenge to wahi par check kariyega, agar debit card emi available hai to buy kar skte hain else credit card se hi emi par buy kar payenge.
4- debit card ke case me yes, credit card ke case me agar auto pay laga hai to yes otherwise no & manually app par jakar pay karna hoga. Auto pay net banking se chalu kar skte hain.
5- bank me punch lijiye ya google kar lijiye.
6- wo apki marzi.
@@GTGuptajiTechnical bro thoda or bata do - 1. Jesa aapne bataya ki vo credit card ke bill me add ho kar ayegi or ye bill har month ayega kya
2. Agar dabit card se order karte hai to bhi bill ata hai kya or ata hai to kya har month ata hai kya
3. Bill dikhta kaha par hai
4. Emi bharne ki koi date hoti hai ya month me kabhi bhi bhar sakte hai
Thanks Bhai itna samjhane ke liye
@jojogaming416 1- yes
2- uska bill nahi aata lekin i think emi par buy karne se koi particular date par emi automatic kat ti hai, date jab buy karenge tb pata chal jayegi maybe msg ya email aaye otherwise bank me bhi punch skre hain ap.
3- net banking use karenge to wahi cards section hoga usi me dikh jayega, ho skta apka jo bank hai uska interface thoda alag ho to dhundh lijiyega.
4- Date hoti hai, baki agar chahe to poori jo bhi emi bachi hain sab ek sath pay bhi kar skte hain.
Most welcome 🙏🏻
Esme open box available h kya
Credit nhi ho to nhi milega
Bhai visa card Not support Dera Na Aisa kyun..?
Kya emi payment automatic hota ha ya manual
Yahi janna tha yrr
Bhai card ki limit 15 hai or phone 24ka hai kaise lu
Card not supported is showing bro what is that?
This cart is not supported problem aaj hi aaya new cart sir pin ganrate bhi kr liya please please help me 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sem problem 😢
Bhi ham cash mai kasa emi payment karay 😢😢
Lekin isme kuch deposit paise bharne honge kya ?
Or order krne k bad 1 emi kab cut hota h
? Bhai kuche pataa chala app ko
@Kakagamar123 nooo
Bro bina devit card ke nahi ho payega
Emi date choice kaise kare
Down payment dena hoga ki nahi
Ap ko pataa chala kya bhai
Vaiya down payment nahi dena padta hea cya
Nahi
Down pement kitna dena padega,,
Downpayment nahi dena hoga
@@Goswamisachin05delivery time paisa nhi dena pddga??
@@shehbaj902 Nahi
199 mai kitni baar lege
1 baar
Bhai phone Lete time Kitna paisa dena hoga
Jeb se ek bhi rupay nahi dene at the time of placing order. Jitna total amount hoga wo credit card se cut jayega aur bank apse installments me leta rahega.
But agar card m balance hi nhi h? Then order place ho jayega kya? Aur bank baad m charge krta rhega right?
Card m agar balance nhi hoga toh order place ho jayega? Kya? Aur bank baad m intrest charge krega right?
jab Phone delivery hoga tab Dena palega kya !
@@GTGuptajiTechnical kabhi credit card me pese nahi huye to kiya hoga
can I still use the money when amount will be blocked on your card now????
No
@@GTGuptajiTechnical agar account me utna money na ho fir bhi block hota hai money?? Or kab tak block rehta hai?!
Money account me nahi block hoga, jo credit card ki limit hogi usme se block hoga. Aur jis bhi date ko EMI kategi (emi credit card ke bill me hi add ho jayegi aur total bill aapko pay karna hoga) us date ko paisa account me hona chahiye.
@@GTGuptajiTechnical mere Card ki limit 25000 hai or phone 55000 ka hai to order hoga??
जिसके पास atm card nahi hoga to
full payment mang raha hai
Aur emi kha se pay karna bai
Bro kya ye par month apne aap katega emi
Debit card se kbhi nhi hota h
EMI ka process to sahi se sanjha dete yrr
Abe Bhai credit card se toh hum bhi le le
Bhai bank wala emi ka paisa kab kab lega batoo na date and time ❤❤❤❤❤😢😢😢
Jab apke credit card payment ki due date hogi us din dena hoga.
Hello moto band karo haath jodta hu...
fake information