Thank u so much sir for this informative video...... I have 1 Q..... Sir online form fill karne ke baad 4-5 days me mai bank me visit karti hu kyc ke liye to 8 days me passbook mil jayega kya????from form filled date.
Union Bank of India ki savings account open Kiya tha last week form fill-up karke brach me submit karke lekin internet banking service activate Karne k baad pata Chala ki savings account k sath aur ek current account bhi activate ho Gaya Hain without my knowledge or consent .. lekin VYOM app me sirf ek hi savings account dikha Raha Hain.. current account R se start ho Raha Hain...branch manager Bola ki branch only ek hi savings account open Kiya Hain.. aur koi bhi account open nehi Kiya .. aur Bola koi chinta paresani ki baath nehi.. lekin main kyun current account avail karu joki Maine apply Kiya hi nehi ?? Aur current account k Lia toh folio charges bhi Lagta hoga NAA??
sir me ek emitra ka kam kar raha hu lakin me meri ladki ko lakar bank me gaya to bank vale ne ye hi bataya ki emitra vale ke pas jao to ye hi proses kiya or fir bank me gay to atm sab mil gaya or account me pese jama karvaya sir ho gaya sir ye 0 account me nahi aata he
Ek din me nahi hoga .. Pehle din toh documents submit ho jayega Dusre din account open ho jayega Next day Phir passbook lene ke liye jana padega.. Phir 2-3 din baad debit card aur cheque book mil jayega
Online form bhare k baad 1baar bss bank jana hoga wo form jama krwane fir apka account open hojyga Or agr atm ke lie apko branch select krna hoga jabhi bank se atm milega
So informative video.... 🙏
Thank u so much sir for this informative video...... I have 1 Q..... Sir online form fill karne ke baad 4-5 days me mai bank me visit karti hu kyc ke liye to 8 days me passbook mil jayega kya????from form filled date.
If we are not earning what should be our salary and annual income
Ab online form bhara jata hai 😂
Kya bataye Mai bhi bharne ja rhi huu😅😅😢😂😂😂
Toh agar aadhar linked number or me jiss number se account kholna chahta hu vo agar alag alag hue toh ?
Sir,how much bank tell us to deposit money during account opening?
And how bank takes money from us? from cash or cheques?
By cash 500+
@@itzDeepak1 really sir🥳?
@@itzDeepak1 sir one more question please
Sir what documents will bank ask from me for account opening?
@@rcbstars1928 aadhar pan
Address proof or 2photo
@@itzDeepak1 any parents documents sir?
Agar Bharne Ke Baad Galti ho Jaye To Kaise Sudhar Karenge Videos Bna Dena Bhaiya
Ye sahi sawal hai iska jawab abhi tk kisi ne nhi diya
Mera bhi yhi sawal hi
Safeda se mita kar fir sudhar kar lenge
@@Aradhana-xh6wp Nahi ho payega
@@Mr_reactions_boy ab online form bhara jata hai 😁
Branch may otp validation filed hogaya to ref kam dega ya neya karna pade ga
Super
Muze document uplode karne me problem aa raha hei mobile se koi solution Dena plz
Is the same process apply for joint account?
सर मुझे select smallest number from 8,12,15 ये option मुझे समझ नहीं आ रहा है क्या करू
8 select kro sabase small no puch raheh
Passbook me permanent adress print hota hai ya communication....aur adress proof kiske liye dena hai perment ya communication
works for huf savings account also???
Bhai Address Proof में कौन कौन से document में से upload कर सकते है
Union Bank of India ki savings account open Kiya tha last week form fill-up karke brach me submit karke lekin internet banking service activate Karne k baad pata Chala ki savings account k sath aur ek current account bhi activate ho Gaya Hain without my knowledge or consent .. lekin VYOM app me sirf ek hi savings account dikha Raha Hain.. current account R se start ho Raha Hain...branch manager Bola ki branch only ek hi savings account open Kiya Hain.. aur koi bhi account open nehi Kiya .. aur Bola koi chinta paresani ki baath nehi.. lekin main kyun current account avail karu joki Maine apply Kiya hi nehi ?? Aur current account k Lia toh folio charges bhi Lagta hoga NAA??
Same happened with me ...what next brother...kaise band karwae
Husband name dalna thah koi option nhi bata raha hai kya karna honga
30 day ke andar form submit nhi kiye to phir se account open karna padega
Branch mey docoment submit nahi karnge to atm nahi ayega keya
Documents submit krna padega tabhi wo log full kyc krenge
Nahi to atm nahi ayega keya
@@janastatus5191 nhi atm cheque book dono nhi ayga
Aadhar no. डालने ke bad submit krne se detalis auto fill nai ho rha h
sir me ek emitra ka kam kar raha hu lakin me meri ladki ko lakar bank me gaya to bank vale ne ye hi bataya ki emitra vale ke pas jao to ye hi proses kiya or fir bank me gay to atm sab mil gaya or account me pese jama karvaya sir ho gaya sir ye 0 account me nahi aata he
Thank you 😊 bhai🙏🏻
light bill chalega kya
Address proof mein addhar card dal sakte hain sir please reply mein
Bhai puri video dekho form m lika hua h kon kon si chiz address Prof m lagegi
Online krne k kitne tym baad bank jana padega full kyc k liye ?
10 दिनों में कभी भी जाकर फुल kyc करवा सकते हे
@@itzDeepak1 monday ko jaunga
Pan card nhi hai apply ho payga ki nhi Boliye
Maine save kiya tha lekin submit nhi, kaise form vapas le aayu? Mera application number generate ho gya hain
atm aur online payment kabse start honga
After kyc
🔥🔥
Agr atm or mobile banking pr tick krenge to kya unke alg se paise lgenge??
Kya atm k liye dubara bank jana pdega ya ek hi din m ho jayega sb??
Ek din me nahi hoga ..
Pehle din toh documents submit ho jayega
Dusre din account open ho jayega
Next day Phir passbook lene ke liye jana padega..
Phir 2-3 din baad debit card aur cheque book mil jayega
1 maheena phle Maine online apply kiya tha... lekin kyc nhi kiya dubara se online apply kr skte h 🙁
Ha कर सकते हो.
Thank you bhaiya
Bhai adhar card upload nhi hora h kya karu ?
Bank me kya ky documents leke Jane h
How to upload the photos pla tell me
Sir yeh account active hone k baad debit nahin ho raha kya karen
Thank you so much ❤
Sir father name ke jagah husband ka naam aayega ya father ka
Atm turant nhi milega kya ..or account toh turant hi khul jayega na ?
Online form bhare k baad 1baar bss bank jana hoga wo form jama krwane fir apka account open hojyga
Or agr atm ke lie apko branch select krna hoga jabhi bank se atm milega
Bhaiya document upload nhi ho rhe h
Aadhar number dene ke bad otp nahi aa raha hai kuch english me likha raha ho
Bharne k bad adhar full upload ni kiya fr se kese upload kare sir
Communication proof me kya upload karen????
Electricity bill,
Telephone bill ya jaha bhi raahte ho uska proof
Aaddhar card chl jayega kya
Dhanyawad
Joined account kaise khule
Sir pass book kaha milega
Adress proof me adhar ka hi address chalega bro
Bhai Passbook milta Hai online Me
Sir adhar ka otp nahi aarha hai
No link ha addhar se
@@itzDeepak1 ha
How to open joint account
Address proof m kya upload Kare 😢
Aadhar card upload karna hai uspe address rehta hai
Aadhar card upload karna hai uspe address rehta hai
Kyc ghar se ho skta hai ya nhi
Bank jao 5 min me hojyga or atm bhi miljyga
Har chiz Ghar baithe baithe thode na hoti hai madam
Koi bhi sawal puch lega isliye main calc. Lekar baitha hun😂😂
MERA SUBMIT NHI HO RHA KYA KARU
Address proof 🧾 me aapne kya upload kiya hai sir mai kar Rahi hu adhar card nhi ho Raha hai 😢😢😢😢😢
Please help 😢😢😢😢
Electricity bill ya water bill uplod kr do lelega
@@user-eh5ks1pm4s ha jis k naam pr bill ha uska id dena hoga
but Abhi tak sms to nhi aya hai
Commection address ke dibo
Communication adress me kya upload kre.... please btaiye
adhar back
documents jama krdi ho
Sir bank me kitne paise lagenge
Sabse khadiya Sarvice
Photo upload kaise kare sir
😢😢
Jpg me kro compress kr ke
अबे टॉप के क्यों वीडियो बना रहे हो कुछ दिख ही नहीं रहा है की क्या भरा रहे हो क्या नहीं भरा रहे हो
Koi charge ?
Account opening ka koi charge nhi ha
Baaki app kuch paise account me deposit kr apna atm or chque book le sakte ho
Abey to matlab kya mila koi help nhi huii
Address proof
Sir letter ayega keh rhe h
Kis chiz ka letter
@@itzDeepak1 union bank ka letter post office se
@@rohitchauhanbhai123 atm or a/c no to mil gya hoga