Bhiya dlis 02 practical me section B ddc wala konsi book se hal karenge .....konsi book kaam me lenge practical k time..jese section A hum colony classification 6th edition se hoga..to vese btayiena...
Bhai mere dlis02 mein 29 number bne fir mene reval lga diya usme 3 numbr kaat or liye mere... Mene sirf reval form lgaya tha defaulter nhi mera admission july 2022 ka hai exam practical ki Feb 2024 M lagi or result aaya uske baad mene reval lgaya uska result june ke end M aya tab tak defaulter ki date nikl gyi... Ab dubara kab lga pauga M defaulter form .. Samjh nhi aa raha bhai kuch btao sooution
Bhai mere Dlis-02 me 16 hi no. Diye hai jabki mene pura paper kiya hai 90+ aaram se aane chahiye mere to ab mujhe kya Krna chahiye? RTI ka form pehle apply karu ya revaluation ka?
@@KlpclassesSir RTI lgane ka koi time period hai kya....jese practical result ya revaluation ka result aane ke itne dino ke ander hi RTI lgana compulsory ho
Bhai mene colon classification wala part to poora correct kiya tha fir bhi only 7 number hi diye he or meri copy se teepne Wale ko pass kar diya he main kya karu?
Sr "syllabus of physics in university"ka kya answer h plz btaye
Bhaiya mere dlis -02 me defaulter from bra fr exam me 29 no aaye kese clear hogha btavo
Revolution lgao
Ddc ka ek hi book milega usme answers kaise milenge sr mtlb table m kya hoga or volume 2nd m answer honge kya
Phele index m chek krna h then volume 2nd m answer milega kya
Bilkul
Total 3 volume milegi
Are medam ❤❤
Video me jo number he us par watshep to he nhi kaha se karu contect aapko
@@rakesh.09 pahle number save kro uske bad hoga, baki WhatsApp link bhej raha hu , direct contact ho jayega
wa.me/message/PUKJYQWOVXRXN1
Prectical exam ki tyari kha se kare
Please reply
Old paper se prectice kro only ,..
Pattern smz aayega or solve krne ki speed bnegi....
@@Klpclasses old paper kha milega sir
@Dinesh-b4l4z site se download karo
Bhiya dlis 02 practical me section B ddc wala konsi book se hal karenge .....konsi book kaam me lenge practical k time..jese section A hum colony classification 6th edition se hoga..to vese btayiena...
Exam center par aapko ddc ki book milegi usse solve karna hai
Book ke 3 part hai yani ddc ki 3 book milegi
Sabko milegi
@sonujain5754 ha
Bhaiya practical k total kitne exam hote h or kitne din chalte h
2 exam
45 din chalte hai jisme se koi 2 din aapka hoga ,
Dono paper me km se km 15 din ka gap rahega
Sir mai practical camp me nhi gaya to me ab fel ho jaungi kya
Nhi
Aap exam do prectical ke aaram se
@@Klpclasses thanks guruji
Bhai mere dlis02 mein 29 number bne fir mene reval lga diya usme 3 numbr kaat or liye mere... Mene sirf reval form lgaya tha defaulter nhi mera admission july 2022 ka hai exam practical ki Feb 2024 M lagi or result aaya uske baad mene reval lgaya uska result june ke end M aya tab tak defaulter ki date nikl gyi... Ab dubara kab lga pauga M defaulter form .. Samjh nhi aa raha bhai kuch btao sooution
September end tak prectical ka result aayega uske turant bad defaulter form open honge dlis 02,03 ke
Bhai mere Dlis-02 me 16 hi no. Diye hai jabki mene pura paper kiya hai 90+ aaram se aane chahiye mere to ab mujhe kya Krna chahiye? RTI ka form pehle apply karu ya revaluation ka?
Pahle revolution ka , revolution ke result ke bad RTI ka
@@KlpclassesSir RTI lgane ka koi time period hai kya....jese practical result ya revaluation ka result aane ke itne dino ke ander hi RTI lgana compulsory ho
Last 12 mhine ke andar lga sakte ho , uske bad university copy ki lugdi bna deti hai
Sir dlis diploma me 50% se jayda hone chyie kya librarian 2nd & 3rd grade exam me bethne ke liye plzz reply sir🙏🏼🙏🏼
Only pass
Sir dlis o2 ki copy kese mgvae
RTI lga ke online soft copy ya by post mangwa sakte hi
Exam kab hai bhai
Bhaiya ek paper ka result aaya h ...02 ka sb ko due rkh dia h...paper acha gya ...phir bhi ..to iska kya upay kre
.....
@@Klpclasses ab result show nhi ho rha h...kya hua ...show nhi ho rhah h.
Mereko D.LIS me kuch nahi aata, January me exam hai, kaise prep karu bhai?
January me theory paper hai, book se pad lo, agar book se smz nhi aata to one week series se pad lo
Sir Hindi midiyam ka pepar hindi me aata ha ya english ma
Theory paper dono language me aayega, lekin PRECTICAL paper only English me aayegaa
Bhai RTI se copy email par kitne din me aa jati hai
@@Kzkz-sl3sr30-90 days
03 wala paper konsi book se kare
Dlis 03 ki jo book university se aai hai usse hi solve hoga or call number ke details ke liye colon classification ka use hoga
सीरीज कहा मिलती हैं सर इसकी
PRECTICAL ki series nhi milti, old paper se prectice kro
2...4..5.,6.8 ye no. 100 me se kse possible h...pura paper krne k bd bhi
Koi upay btayiye revelations ka h ya nhi
Kse badhaye no....kyonki y possible nhi h
VMOU me sab kuch possible hai
Jab revolution start honge tab apply kr dena
@@Klpclasses practical me hote h na revolution..or kb tk honge aapko koi idea h to plg btaye..
Vloume 2..3 ky h
Ddc classification ke part
Bhai mene colon classification wala part to poora correct kiya tha fir bhi only 7 number hi diye he or meri copy se teepne Wale ko pass kar diya he
main kya karu?
@@Kzkz-sl3sr pahle to revolution karwa lo, or revolution ke result ke bad RTI se copy mangwa lo
Please solution
......