Jan 23 ke prectical result ke bad defaulter form bhre jayenge , uske bad July 23 walo ke prectical exam honge, lagbag December ya jan tak exam ho sakte hai
Sabhi question me hoga, Hme jo class number milta hai wo konsi main class ka hai or baki number jaise energy, matter, space , time ke liye use hoga only
Group mean ye hai ki daily jab exam hoga uss particular day ka 1 group hoga jo sabhi student ke liye same hoga na ki kuch student ke liye Or room me 24-60 student tak bhethaye jate hai
Mai pahle hi pass out hu , maine sirf ye video review ke liye bnai hai na ki smzane ke liye, ki 03 ka paper kaisa aata hai or copy me table bni hoti hai ya nhi , na ki kuch smzane ke liye , so please aap apna correct kare na ki muje smzye,
VMOU me semester system nhi hai , Isme 2 session hai jinke har sal exam hota hai , January me admission walo ka December me, or July me admission walo ka June July me exam hota hai , Agar kisi ka koi paper back aata hai to wo defaulter form lga kar 6 next hone wale exam me beth sakta hai
Open university me semester system nhi hote , Baki agar course jyada lamba hai to university par depend hai ki wo us course me semester system lagu kre ya nhi , Jaise IGNOU me MA (history) ke alawa kisi bhi ma course me semester system nhi hai
Or jo gola bnaya hai wo isliye ki mera Q likhne ka tarika alag hai , or jis examiner ne check Kiya hai usee Mera Q smz hi nhi aaya to wo examiner ki problem hai,
@@praveenseervi4497 esa kuch nhi hai maine toper student ki copy bhi rti se manawai thi usme bhi same hi likha hai only uski writing achi thi baki same hi tha
Ccc ki book ka PRECTICAL exam me koi use nhi hai Prectical me jo university ki taraf se book aayi hai keval usi ka use hoga Ccc ka use only librarian grade 2nd or 3rd ke compition me hoga
Rural Medical Practitioners Council of Uttar Pradesh me author entry kya bnegi plz reply srr
Questions ki photo bhejo
Sir coll no.first vartical se likhna rehta hai par exam me ye bahut patali aati hai ..jiame Keval do hi word likh sakte hai...toh plz Ripley
First vertical se likhna start kro, or jha tak likh jata hai to next vertical ke end tak likh sakte ho
@@Klpclasses jese sir aap ne isme likh Rakha hai vese hi karna hai na
Ha
Sir class entry me ye short me likhe to number nhi kete kiya
Agar aapko pura yad hai to likh do, nhi to short me likh sakte hai, iske koi number nhi katte
Sir july 2023 ka pratical exam kab tak hoga
Jan 23 ke prectical result ke bad defaulter form bhre jayenge , uske bad July 23 walo ke prectical exam honge, lagbag December ya jan tak exam ho sakte hai
Aagye pass me hi
𝙎𝙞𝙧 𝙩𝙧𝙖𝙘𝙞𝙣𝙜 𝙩𝙤 𝙨𝙗 𝙨𝙚 𝙡𝙖𝙨𝙩 𝙢𝙚 𝙣𝙝𝙞 𝙗𝙣𝙩𝙞 𝙝 𝙠𝙮𝙖.. 𝘾𝙄𝙀 𝙤𝙧 𝘽𝙄𝙀 𝙠𝙚 𝙗𝙖𝙙.
Main entry ke bad tracing bnegi, or just uske baad CIE,BIE, CRIE bnegi
Kya vmou ke dlis ki practical exam me book se dekh ke answer likhne hote h
Ha
Sir practical paper and theory paper me passing marks kitna h
DLIS me 36 theory & prectical me
BLIS me 25 theory or prectical me
Dlis 2 me practical paper kese clear hogha please bataye
Direct answer likho, अगर main class ke aage pmest ka number bhi likh doge to 1-2 number mil jayega
DLS ke dusra practical kaise hota hai vah bataiye thoda
Sir ek question hai ... RUclips me kiski class le sir ..ccc ke liye jisse samjh me aa jaye ...plz Ripley mujhe koi bhi aachi class nhi mil rhi
CCC ke liye RUclips pr koi class nhi hai, aapko app pr course परचेज करके ही देखना पड़ेगा
Sir main entry ke baad dusre card me tracing hi banate hai na... Or kitane card hote hai puri copy me ... please reply
Ji ha,
CCC me main entry ke bad tracing bnate hai, or
Paper ke answer copy me 32 card aate hai bne hue
@@Klpclasses thanks sir
Sir copy kese aegi online ya fir dak se
By post aayegi
Sir rajasthan m dlis 03 ka practical h Dlis ka practical exam English m aata h ya Hindi m
English
Prectical me kitab le jana allow he kya@@Klpclasses
Bhiya 03 me cc ka use kha hoga konse question m
Sabhi question me hoga,
Hme jo class number milta hai wo konsi main class ka hai or baki number jaise energy, matter, space , time ke liye use hoga only
Group kese bate gye h .jese aapka group 6 h
Group mean ye hai ki daily jab exam hoga uss particular day ka 1 group hoga jo sabhi student ke liye same hoga na ki kuch student ke liye
Or room me 24-60 student tak bhethaye jate hai
Ek marathon class le lo jisme dlis 02 ka hr type ka ek question solve krna bta dijiye.
Bht log h jo short m smjhna chahte h practice hm khud kr lenge
Iss time possible nhi hai
Bhut easy h sister ak bar samj lo
Aapne main entry me writers ke naam galat likhe hn
only Sir name capital me aayega...
Plz correct it
Mai pahle hi pass out hu , maine sirf ye video review ke liye bnai hai na ki smzane ke liye, ki 03 ka paper kaisa aata hai or copy me table bni hoti hai ya nhi , na ki kuch smzane ke liye , so please aap apna correct kare na ki muje smzye,
@@Klpclasses haan ye to kafi savage answer h aapka...
But sir aap itna to bta skte ho ye ye mistakes maine ki aap mt krna..
Baki as u wish...
Tqq sir
Plz btayee sir
Vmou ka semester system kya h smjao na sir
VMOU me semester system nhi hai ,
Isme 2 session hai jinke har sal exam hota hai , January me admission walo ka December me, or July me admission walo ka June July me exam hota hai ,
Agar kisi ka koi paper back aata hai to wo defaulter form lga kar 6 next hone wale exam me beth sakta hai
@@Klpclasses haa pele nhi tha but is bar January session valo k nhi h kya semester.baki sbhi University m to ho gye h
Open university me semester system nhi hote ,
Baki agar course jyada lamba hai to university par depend hai ki wo us course me semester system lagu kre ya nhi ,
Jaise
IGNOU me MA (history) ke alawa kisi bhi ma course me semester system nhi hai
Sir muje 02 ki copy mgwani ha
RTI LAGA KE COPY MANGWAO,
RTI ki video dal rakhi hai kaise lgani hai
Prectical exam me book ander le jani padti he.
Le ja sakte hai agar aapke pass hai to, nhi to center pr provide karwai jayegi
Isme total kitne page aata hai
16 page, yani 32 card
आपके q pr gola isliye bnaya hai kyuki aapne use pen se likha hai na ki pencil se...jra dhyaan se dekhe
Pencil se hi likha hai , rti ki copy , photo state me aati hai isliye aapko esa dikh raha hai
Or jo gola bnaya hai wo isliye ki mera Q likhne ka tarika alag hai , or jis examiner ne check Kiya hai usee Mera Q smz hi nhi aaya to wo examiner ki problem hai,
@@Klpclassesbut number to aapke less ho gye
@deepenkumar748 number ke katne se kya matlab hai , paper pass hona jaruri hai or subject ki knowledge hona jaruri hai
@deepenkumar748 dusri bat 1st division se 1st attempt me clear Kiya hai vmou se ,
Kese mangwai copy
Check video ruclips.net/video/DyziVZSJ1bU/видео.html
For this document.... Aapke short ke hi number kaate gye hai isliye isse pura likhana jaruri hai
@@praveenseervi4497 esa kuch nhi hai maine toper student ki copy bhi rti se manawai thi usme bhi same hi likha hai only uski writing achi thi baki same hi tha
Aapne exam copy kese मंगाई यूनिवर्सिटी से
RTI lgakar
Rti lagane ka video Maine bna rakha hai aap check kar lo
Sir ccc ka bhi koi pdf h kya
Ccc ki book ka PRECTICAL exam me koi use nhi hai
Prectical me jo university ki taraf se book aayi hai keval usi ka use hoga
Ccc ka use only librarian grade 2nd or 3rd ke compition me hoga
Please help me
......
Sir aapse contact kse kre aapke number do na please sir
Video me number de rakhe hai