QZ better rahega agar aapke paas SSD zyada hain to. And QZ charging ke liye bhi sahi rahega. But agar SSD 2 ya 3 hain aapke paas to TP link best rahega.
@@shanu_the_web_dev yes. Aur QZ ka price bhi kafi jyada hein for just 4 ports. 7 port wala toh bohut costly hein. So TP Link hi order karenge socha hein. Just 1 or two SSD hein. Aur Hard drive bhi toh ache se chalta hein na??
@@shanu_the_web_dev ji ha. USB 3.0 me hi connect karna hein. Waise main laptop use karta hu aur usme do hi USB port hein Jo 3.0 hein. Baki toh do USB c type hein. So problem nai hona chahiye. Order kar diye hein already.
Bahi me 1 usb me mic,2 pe headphones,3 mouse, keyboard,4 webcam,5 gaming controller,6 hard drive ... Chalegi bhai...... Ye buy karana chahiye ki koi dusara name bata dena.. 🙏
Mobile ke sath keyboard and mouse connect karunga , hoga kya?
Mobile ke saath nhi karega.
But high end device me support karega
@@shanu_the_web_dev meine kharid lia hai , kam kar raha hai 👍
Bhai really nice video, best unboxing video on RUclips.
Thank You…..
Bhai bakike 3 charging pord me mouse and keyboard chalega???
3 ports jo alag hain ue bhi sab chalega.
Bhai kea eai usb hub laptop cooling pad ko chalapaiga
Is USB hum me aapko 3 ports 1.5 amp ke milte hain. Us se easily chal jayega aapka cooling pad.
do we need always provide power to hub ?
No, external power is not always required. But if you want to charge different devices then you must plug it with a power source.
Orico vs tplink kon sa accha hain usb hub
Go for TP Link. Performance is good with more storage devices and you will get extra 3 ports with 1.5 ampere power supply.
Nice .. 👍
Led tv Android tv ko chalega ya nahi
Yes, Bilkul chalega Android TV par
Bhai TP Link aur QZ mein better kaunsa hein? QZ me USB 3.1 Gen 1 likha hota hein aur TP Link me 3.0 likha hein. Kya QZ better hein?
QZ better rahega agar aapke paas SSD zyada hain to. And QZ charging ke liye bhi sahi rahega. But agar SSD 2 ya 3 hain aapke paas to TP link best rahega.
@@shanu_the_web_dev yes. Aur QZ ka price bhi kafi jyada hein for just 4 ports. 7 port wala toh bohut costly hein. So TP Link hi order karenge socha hein. Just 1 or two SSD hein. Aur Hard drive bhi toh ache se chalta hein na??
2 SSD and 1 HDD ke liye TP link best hai. Speed me issue nhi aayega. But TP link ko apne Pc ke USB 3.x me hi plug krna aap.
@@shanu_the_web_dev ji ha. USB 3.0 me hi connect karna hein. Waise main laptop use karta hu aur usme do hi USB port hein Jo 3.0 hein. Baki toh do USB c type hein. So problem nai hona chahiye. Order kar diye hein already.
Agar aapke Laptop me Thunder Bolt port h wo Hub ko us se connect kr sakte ho. Warna 3.0 bhi chalega.
Thank You… Please Subscribe our channel
Yesa koi hub hai jo laptop se koi taluk na ho jaise keyboard or maus rahta hai
Great !!
Thank You
Good
Thanks
Wireless hona chahiye
Bahi me 1 usb me mic,2 pe headphones,3 mouse, keyboard,4 webcam,5 gaming controller,6 hard drive ... Chalegi bhai......
Ye buy karana chahiye ki koi dusara name bata dena.. 🙏
Haan chalega.
Best product hai abhi ke time me.