I have Used Asus RT-AC66U B1 Router, jisko hmne kafi time phele purchase kiya tha, I think ab ye router amazon pr available nhi hai, to description me un router ke link hain jisme USB port hai, Iss router ki unboxing video : ruclips.net/video/tlAhqykSAfY/видео.html ki iske saaath hmko kya kya milta hai,, Sorry for your inconvenience 🙏🙏🙏🙏
Aap ne mobile men kon sa connector lagaya wo bataya hi nahi, Amazon par kayi hain lekin confusion ho rahi hai. Kon sa type C to WLAN connector sahi rahega Jo mobile ko sath men charge bhi kare. Mujhe ye setup Oppo Reno 6 ke sath set karna hai
my setup is fully auto(tethering auto on when connected usb) & speed is 350Mbps download 45Mbps Upload... Mobile is POCO x5 Pro 5G + Asus ax3000 ..SIM is Airtel 5G...
The problem will arise when usb 2.0 port which will restrict the max speeds to around 300-450 Mbps even though your phone will be giving around a gbps or more... That's the prb there is to it... There is an fix but expensive and not worth it You need to buy an very expensive phone to be able to use usb 3.2 and proly even after you will need an expensive usb 3.2 cable which isn't fair your can get an 5g router in that much money easily..... This method is usable and for most people usable to but not fulfilling.... If you buy an expensive phone you'll prefer to use it instead as an TETHERING devicee.... That's my opinion...
Phone mein kon Sa pre-paid SIM laga Hua Airtel ki Jio 5G aur kya Yeh Truly Unlimited Hai yani koi Limited nahi hai na iss mein ki yah 330 GB de rhaa Hai sirf Please mera Doubt Clear Karein
5900rs mere gharka kharcha aata hai MOBILE+TV..... 40Mb/S... 5000rs internet ka aur 900rs hotstar subscription..... Aur setup cost was 2000for modem and 2300for router...
han to channel pr aao, is video ke baad aur bhi videos pdi hain dekho, smjho seekho, ek video me sb btata to 30 min ki video dekhte tum? agr han to isse phele jo video bnai bo kyu ni dekhi kabhi? youtube ke hisab se bhi chlna hota hai thoda, brna tum video tk aate hi nhi
@@MixSolidMedia bhai maine kab bola ki video Galt hai video sahi hai or it's working but ager app video bana rahe ho toh ek he sab bana do jaise maine samjha vaise he public samjhhe ge and kuch galt bola ho toh
Bro mein aapka subscriber hu or muje aapki vidio se bahut shikh ne ko mila hei. Aapka vidio dekha ke meine bhi air fiber banaya hei badiya chal raha hei Par muje ye Jann na hei ki meine Jo mobile router mein conection kiya hei uska speed 300 mbps aata hei or mein router ke sath jo mobile conect kiya hei usme speed 80ya 85 aata hei uske upar nahi jaata plz help iski speed badhane k liye kya kare plz help
Bro plz help Mene poco m6 5g mobile conect kiya hei Or tathring cable tp-link k router k sath jo cable aaya hei usko use kiya hei Kya wo chalega ya phir Naya cable lena padega Plz halp
@@MixSolidMedia sir maine cable cat6 A lagadi Or jo addepter tha usmein tp link ka inther net port laga diya to meri speed 100se badhkar 160 ho gayi par mobile mein 250speed aata hei vo nahi aa rahi Mobile port 2.0 or adepter port 3.0. plz sole
use router jisme 3.0 ya usse latest usb port ho, and use cable jisse jyada speed tranfer kr sken , and use phone jisme 3.0 se uppr ka port ho tabhi jyada speed le skte hain , yes battery khrab hone ke chance jyada hai, uske liye 24 hr me ek kuch time ke liye phone ko nikal kr use kro battery discharge ho jayegi then again plug in, mere case me aesa possible nhi hai to hum isko aese hi lga rahne dete hai, battery khrab hoti but still we can use
Main software settings change bataye nhi... Aise krte raho grow nhi karega channel sirf bakwas kiye itne der normal si usb tethering internet settings bata ke jo 2013 ke time use krte the log
bhai hmara to blsat nhi hua, kafi time se us ekr rahe hai, aap ye kr skte ho jb kabhi data ka sue na ho to apne phone ko nikal lo kuch time ke liye taki battery thodi low ho jaye
@@PankajPandey-wz6up Sorry RT-AC53 AC750 by mistake use ho gya, aur hum ullu nhi bna rahe, ASUS RT-AC1900p router bhi hmare pass nhi hai, ihmare pass ye router hai Asus RT-AC66U B1, galtiya hoti rahengi, um kosis krke sambalte rahenge..🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Vide me jo tum bata rhe ho router ke bare me wo tumhare description me diye hue link ke router se match nhi kar rha kyu ki umse usb port h hi nhi aur 2hi lan port h affiliate marketing krte ho toh acche se kiya kro.
Bro uske yaha net pheli baar laga lagta hai isliye woh thoda excited hai aur kuch technical settings karke wo apne AAP ko technology ka baap samj Raha 😂
@@MixSolidMedia dekh lia video bro... Upload speed nh ayegi m.. ping nh ayega... or jio 5G ka to phle hi bura haal hai network 🤣🤣🤣... network full hoga but fr v stable connection nh milega.. or 100mbps plan ka price 3000 for 6 months hai free installation k sath 🤷
@@banglafunnycartoonstory1646 sun abhi kisi bande ko ye setup banana h to wo pehle 5g phone lega ₹10000 ke as pas (+) jio ka ₹3600 ka 1 year validity 5g unlimited recharge (+) dual band router ₹2000-₹3000. Total cost ₹17000 isme 2 sal ka jio air fiber recharge kar lega tu aur uske sath usme ott plus dth bhi mil rha. Aur ye tera 5g unlimited 2 sal aur tak bhi chalega ?? Ghanta
Bhai mene bhi jio air fiber ka connection leke rakha hai. Usmai speed ki problem kabhi kabhi aati hai aur stb mai bhi 1 se 2 glitch hai jo problem create kerte hai. 😢. But overall ₹707 per month mai decent (ok-ok) service dedeta hai.🙂
agar bass bakass he karna tha or how to setup ka video nahi dalna tha tho router setup ka titel kyu dala yay batao 10 min se bass bakwass ikk bhi info wala baat nahi tha, jetna info tha wo 3 min ka tha bakki bakwass tha video are yaar ik setup video nahi dal shakte ho ke ata nahi hai setup karne
Video me side me playlist show ho rahi hogi dekho usme kese setup smjhaya hai, but Bo dusre router ka hai, bnaya sb hai baat ye hai ki aapke samne konsi video aa rahi, agr video ko bakbass ki trah na bnate to kya tum. Puri dekhte, nhi dekhte, full information wali kafi videos hain pr unko dekhna koi pasand nhi krta dost.
I have Used Asus RT-AC66U B1 Router, jisko hmne kafi time phele purchase kiya tha, I think ab ye router amazon pr available nhi hai,
to description me un router ke link hain jisme USB port hai,
Iss router ki unboxing video : ruclips.net/video/tlAhqykSAfY/видео.html
ki iske saaath hmko kya kya milta hai,,
Sorry for your inconvenience 🙏🙏🙏🙏
Aap ne mobile men kon sa connector lagaya wo bataya hi nahi, Amazon par kayi hain lekin confusion ho rahi hai.
Kon sa type C to WLAN connector sahi rahega Jo mobile ko sath men charge bhi kare.
Mujhe ye setup Oppo Reno 6 ke sath set karna hai
I am using this setup last 2 years, Before vodafone using night 12-6 free data ,now jio 5g unlimited
my setup is fully auto(tethering auto on when connected usb) & speed is 350Mbps download 45Mbps Upload... Mobile is POCO x5 Pro 5G + Asus ax3000 ..SIM is Airtel 5G...
The problem will arise when usb 2.0 port which will restrict the max speeds to around 300-450 Mbps even though your phone will be giving around a gbps or more...
That's the prb there is to it...
There is an fix but expensive and not worth it
You need to buy an very expensive phone to be able to use usb 3.2 and proly even after you will need an expensive usb 3.2 cable which isn't fair your can get an 5g router in that much money easily.....
This method is usable and for most people usable to but not fulfilling....
If you buy an expensive phone you'll prefer to use it instead as an TETHERING devicee....
That's my opinion...
Usb3.1 wala phone aur usb3.1 wire hota toh aur speed ati plus calling ka to kuch ho sakta qki jiojoin app v kaam nahi karega
Phone mein kon Sa pre-paid SIM laga Hua Airtel ki Jio 5G aur kya Yeh Truly Unlimited Hai yani koi Limited nahi hai na iss mein ki yah 330 GB de rhaa Hai sirf Please mera Doubt Clear Karein
Jio ki sim lgi hai, aur truely unlimited hai, aaram se chl raha hai filhal to.
TP link range extender use koro rs 1300 . I used this with 5 g phone . Only cost to rs 1300 . Wifi whole room and the house.😊😊😊
Ye kese use ho rha
Ye sabse sakta hota hai
Router wifi 6 name asus rt ax53u (ax-1800) mobile she connected ho jaygaa
hn ye connect ho jayega
usb 2.0 ka port hai.
Buy link:- amzn.to/4eKxcWD
5900rs mere gharka kharcha aata hai MOBILE+TV..... 40Mb/S... 5000rs internet ka aur 900rs hotstar subscription..... Aur setup cost was 2000for modem and 2300for router...
why haven't you shown how to configure and use the mobile device for this kind of usage?
Hame 5 year tak used router chalana hai wifi 6 yaa wifi 5 lae
1.Jitter Speed
2.Uploading speed
3.ping fluctuation
4 Packet loss
Y sab kon batayga 😂 fiber or sim e internet dono antar hai
han to channel pr aao, is video ke baad aur bhi videos pdi hain dekho, smjho seekho, ek video me sb btata to 30 min ki video dekhte tum?
agr han to isse phele jo video bnai bo kyu ni dekhi kabhi?
youtube ke hisab se bhi chlna hota hai thoda, brna tum video tk aate hi nhi
@@MixSolidMedia bhai maine kab bola ki video Galt hai video sahi hai or it's working but ager app video bana rahe ho toh ek he sab bana do jaise maine samjha vaise he public samjhhe ge and kuch galt bola ho toh
i understand brother but you know ek video me possible nhi tha, ek ek krke sare topic cover kr rahe hain.
Bhai 5generation ya 5ghz kon sa router hai isme ans de do
Speed kitne aati h check kyu nhi kiya
Bro mein aapka subscriber hu or muje aapki vidio se bahut shikh ne ko mila hei.
Aapka vidio dekha ke meine bhi air fiber banaya hei badiya chal raha hei
Par muje ye Jann na hei ki meine Jo mobile router mein conection kiya hei uska speed 300 mbps aata hei or mein router ke sath jo mobile conect kiya hei usme speed 80ya 85 aata hei uske upar nahi jaata plz help iski speed badhane k liye kya kare plz help
phone ka port 3.0 hona cahiye acchi speed wali cable ka us kro jisse router phone se max speed keech paye
Bro plz help
Mene poco m6 5g mobile conect kiya hei
Or tathring cable tp-link k router k sath jo cable aaya hei usko use kiya hei
Kya wo chalega ya phir Naya cable lena padega
Plz halp
@@MixSolidMedia sir maine cable cat6 A lagadi
Or jo addepter tha usmein tp link ka inther net port laga diya to meri speed 100se badhkar 160 ho gayi par mobile mein 250speed aata hei vo nahi aa rahi
Mobile port 2.0 or adepter port 3.0. plz sole
Is setup se full speed kaise ricive karein us ke uper ek vidio banao
कोई वाई-फाई 6 राउटर में बताइए
Koi bhi dual baithwirh router lelo jarurt nhi hai Asus lo tp link bhi le sakte ho
local wifi best h jamela pahle se acha 700 ka router or 2000 new wiri connection 400 rs per month
Mobile charge hota h sath mein ???
han
Accha mobile me hotspot to aese hi diy rahta hai kya😂😂😂 jo hm le
Phone charge kaise karte ho kya usi cable se charge bhi ho jata hai?
han usi cable se charge ho jata hai.. yahi ek problem bhi hai iss setup ki
@@MixSolidMedia continue charge se phone bhi kaharab ho jayega
Kya hum isse 100 mbps se upar le sakte hai jaise mere yaha per 500 mbps tak aata hai to full speed ke liye kya karna hoga
use router jisme 3.0 ya usse latest usb port ho, and use cable jisse jyada speed tranfer kr sken , and use phone jisme 3.0 se uppr ka port ho tabhi jyada speed le skte hain , yes battery khrab hone ke chance jyada hai, uske liye 24 hr me ek kuch time ke liye phone ko nikal kr use kro battery discharge ho jayegi then again plug in, mere case me aesa possible nhi hai to hum isko aese hi lga rahne dete hai, battery khrab hoti but still we can use
Main software settings change bataye nhi...
Aise krte raho grow nhi karega channel sirf bakwas kiye itne der normal si usb tethering internet settings bata ke jo 2013 ke time use krte the log
Paise saving toh risk hai countinue mobile hotspot se mobile heat and blast hone k chances hai
bhai hmara to blsat nhi hua, kafi time se us ekr rahe hai, aap ye kr skte ho jb kabhi data ka sue na ho to apne phone ko nikal lo kuch time ke liye taki battery thodi low ho jaye
Ham to chala kar dekh liye lekin jab tak skin on tab tak net chal raha. Skin band hone ke bad net bhi nahin chal raha hai
Bro why u didn’t buy 4g 5G SIM card routers it is available
already explained in this video 👉👉 ruclips.net/video/DWtJ1MBW2Ww/видео.html
kaya isse unlimited chalega?
Han isse unlimited chl raha hai..
Same time pe phone charge hota rhta hai kya???
yes
Bhai maximum speed kitni milti hai speed test krne pr is router me
100 mbps tk chlta hai, speed iss video me show ki hai, ruclips.net/video/-pgj2tfrrU8/видео.html
Bro mobile tethering se net lege par dikkat ye hei isko charge kaise karenge
usi cable se charge hota rahta hai
Bhai direct usb port se chal jayega or koi sasta router ho jis mein usb port ho direct (please reply)
Check description links Update ho gye hain..
@@MixSolidMediabhai mobile charge kese krte ho
Jo tpe c port phone me gya hai, usse charging hoti rahti h
@@MixSolidMedia okk bro thanks
Bhai Jo sasta wala router he usme bhi charge hoga TP link wala 1500 wala@@MixSolidMedia
Bsnl lagalo monthly 471 rupees lagega......
Abb iske liye unlimited 5g bhiband hota h 😂
ASUS RT-AC53 AC750 isme ki USB port to nahi hai... Amazon me to jo pics available hai, usme koi usb port ka pic nahi hai...
Ullu bna raha hai ye usne ASUS RT-AC1900p use kia h
@@PankajPandey-wz6up Sorry RT-AC53 AC750 by mistake use ho gya, aur hum ullu nhi bna rahe, ASUS RT-AC1900p router bhi hmare pass nhi hai, ihmare pass ye router hai Asus RT-AC66U B1,
galtiya hoti rahengi, um kosis krke sambalte rahenge..🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Important tips
Use gigabit lan to usb converter 😊
👍🏻
👍🏻
5g hamesha unlimited nahi rahega
Dukhti nass py hath rakh diya 😅😮
Vide me jo tum bata rhe ho router ke bare me wo tumhare description me diye hue link ke router se match nhi kar rha kyu ki umse usb port h hi nhi aur 2hi lan port h affiliate marketing krte ho toh acche se kiya kro.
Sorry for inconvenience, Description check krlo update ho gya, USB port wale router mil jayege aur..
Bhai specific l video banao
router bhi btao bro malum pdega tbhi to lege hm to plese bhai jldi video lao or phone se duara kese setup hoga usko bhi btao bhai
Ye hai router, 👉👉 amzn.to/3Xs7VsH
Konse setup ki video cahiye, clear btao
@@MixSolidMedia router homepage par kya change Kia , uska video banao.. subscribe kar diya maine
13k m tho jio air fiber 12 month ko lg jaegha 30mbps 😅😅😅😅
13k nhi 17k ke as pas kharcha ayega usme 2 sal ka air fiber lg jayega plus ott dth
Bhaiya aap ye kab se chala rahe hai
Kis kis ko gaali dene ka mann kia
Bro uske yaha net pheli baar laga lagta hai isliye woh thoda excited hai aur kuch technical settings karke wo apne AAP ko technology ka baap samj Raha 😂
Bhai mobile heat nhi hoga kya?????
han heat hota hai battery bhi khrab ho skti hai, uska dhyan dena hoga , or use bilkul khrab phone.
@@MixSolidMedia toh ussko cool krne ke liye koi jugad?????
@@demonstration510 fridge m rakh k chalao
@@vishnun3058 aree bhai fridge mai 5g nhi chlta try Kiya hu
Ghar me to 4g bhi nahi chalta isliye jio airfiber lagaya hai
tb to bhai majboori hai,
Free installation ho rakhi hai 2900 m 100mbps plan milta hai 6 months k liye 13000 me to 2-3 saal ka recharge ho jayega bhai ye bakchodi ku😂😂
tumhare inhi sawalon ka jawab dene ke liye ye video bnai hai...
ruclips.net/video/-pgj2tfrrU8/видео.html
@@MixSolidMedia dekh lia video bro... Upload speed nh ayegi m.. ping nh ayega... or jio 5G ka to phle hi bura haal hai network 🤣🤣🤣... network full hoga but fr v stable connection nh milega.. or 100mbps plan ka price 3000 for 6 months hai free installation k sath 🤷
8473 me airfiber lag jaega or uske sath 800+ tv channel bhi aa jaege😂
Tu pagal he kya😂😂😂😂😂😂😂
Air fiber ka monthly cost kitna ata he pata he?
Tu paisa wala he tero malum nhi hogi😂😂
@@banglafunnycartoonstory1646 sun abhi kisi bande ko ye setup banana h to wo pehle 5g phone lega ₹10000 ke as pas (+) jio ka ₹3600 ka 1 year validity 5g unlimited recharge (+) dual band router ₹2000-₹3000. Total cost ₹17000 isme 2 sal ka jio air fiber recharge kar lega tu aur uske sath usme ott plus dth bhi mil rha. Aur ye tera 5g unlimited 2 sal aur tak bhi chalega ?? Ghanta
Bhai mene bhi jio air fiber ka connection leke rakha hai. Usmai speed ki problem kabhi kabhi aati hai aur stb mai bhi 1 se 2 glitch hai jo problem create kerte hai. 😢. But overall ₹707 per month mai decent (ok-ok) service dedeta hai.🙂
Limited data...1000gb only
Uske sath 1000 GB data milega vah khatm Ho Gaya FIR jhunjhuna bajao
Mobile hit hojata hoga
5G phone ke alava aur koi chij nahin Laga sakte
5g speed nahi milegi
Mobkaise charging hoga 😂
Jis cable se phone connected hai, Bo shadi me fere lene ke liye nhi hai, usi se charge bhi hoga, hehehe
Bhai speed check karke batao
Speed show ki hai ruclips.net/video/-pgj2tfrrU8/видео.html iss video me
@@MixSolidMedia mere setup 250-300 Mbps ki speed aati h bhai...
To sahi to hai, kafi h ye speed konsa phone use kiya?
बकवास Idea
agar bass bakass he karna tha or how to setup ka video nahi dalna tha tho router setup ka titel kyu dala yay batao 10 min se bass bakwass ikk bhi info wala baat nahi tha, jetna info tha wo 3 min ka tha bakki bakwass tha video are yaar ik setup video nahi dal shakte ho ke ata nahi hai setup karne
Video me side me playlist show ho rahi hogi dekho usme kese setup smjhaya hai, but Bo dusre router ka hai, bnaya sb hai baat ye hai ki aapke samne konsi video aa rahi, agr video ko bakbass ki trah na bnate to kya tum. Puri dekhte, nhi dekhte, full information wali kafi videos hain pr unko dekhna koi pasand nhi krta dost.
Most useless video I watched in 2024. Process not given lol
Search kr bhai bridge connection kese Active kre router me jo mobile hotspot ko wifi me convert kr deta h
Uske baad ip address same krdo admin panel me jake wo bhi bta dega RUclips
bahot confuse kar diya😢😢😢
🥲
Bhai sim router bhi aata hai 5G sim ko support karta hai
nahi hai
Muskurahat gaming as i was made a memo dada kondke bhashan
Bakwas
2500 meh 5G router mil jata hai
5G router nhi aata hai koi bhi...
bhai.... ye mobile se itna tam jham kiye ho isse acha direct mobile se hotspot on krk to 5g use kar hi skte hai