ye system tb ke liye hai jb aapka budget k ho, jyada budget me to aapko max speed mil skti hai sir ji. budget jyada to itna taam jhaam krna hi nhi pdega
Sir Thanks for sharing, I have 2 questns 1) Mere pass Bsnl ka ADSL modem router hai, par usame wan port nahi, sirf LAN port hai 4 Can I use this BSNL router with some additional configuration for this setup to work? If yes please share 2. And is Airtel 5G still unlimited? I have 5G signal network on mobile but the Data balance get reduced from Plan
iske liye to Lan to Lighting port converter cahiye hoga aur lan cable bhi, muskil h bro,ab air fiber me jo bhi speed a rahi wahi wifi se hi le skte jitni phone keech le
aapke pass hai to try krke dekh lo, jesa mene video me bola bhi hai, kafi time phele mene ye converter try kiye the tb work nhi krte the, to ho skta ki sare converter work na krte hon, connect krke dekhna agr ho jaye to humko bhi btana konsa HUB hai
please pd kr ignor mt karna replay kr dena mere pass airtel or jio ka router h kya use me work karega or mobile ki baat kare to redmi note 12 5g or oneplus 8t
bhai bo hotspot hai airtel, jio ka, usme sim bhi pdti hai, agr aapke pass bo router hai jisme lan port hai to ye system kaam krega. un hotspot ko kese connect kroge phone se?
@@H29f bhai apko 54Volt ke PoE port se kyo apna phone charge karna hai 🤨🤣. Edit : Apka phone superfast charge ho toh jayega per voh apke phone ka aakhri din hoga 😂
iska alg jugad hai that is HUB jisme ek lan port ho aur type c port bhi charging ke liye ek thrf aur dusri side type c joki hmare phone me lgega, auto charge bhi rakhna hai to use USB port wala router connect with type c cable as shown in previous video
Bhaiya ethernet to type waala ek hub aata h jisme charging ka bhi system hota h kya usme chal jaayega unlimited?
Isase badhiya Wi-Fi 6 router kharido aur Wi-Fi 6 phone Aur donon Ko repeater Mod Mein connect kar do speed Puri milegi 300 mbps
Pura process btaie plese
ye system tb ke liye hai jb aapka budget k ho, jyada budget me to aapko max speed mil skti hai sir ji.
budget jyada to itna taam jhaam krna hi nhi pdega
Portronics Mport 51 5-in-1 Type C HUB with RJ 45 Ethernet Port, 5Gbps Data Transfer, HDMI Port
Isase hua kya
Sir Thanks for sharing, I have 2 questns
1) Mere pass Bsnl ka ADSL modem router hai, par usame wan port nahi, sirf LAN port hai 4
Can I use this BSNL router with some additional configuration for this setup to work? If yes please share
2. And is Airtel 5G still unlimited? I have 5G signal network on mobile but the Data balance get reduced from Plan
Work kar jayega Bhai router ka ip change kar dena bas
Maine USB VALA ROUTER LIYE ASUS KA INTERNET CHALATE CHALATE USB OF HO JATA HAI SAB BEKAR GYA MERA😢
Mere pas jio ka air fiber he or iphone 13 but speed bhut hi kam milti h ise increase kr sakte h kya
iske liye to Lan to Lighting port converter cahiye hoga aur lan cable bhi, muskil h bro,ab air fiber me jo bhi speed a rahi wahi wifi se hi le skte jitni phone keech le
Bhaiya maine usb type C hub liya hai jisme lan port, usb port, HDMI port, sd card port sb hai usme lan connect kare to chalega kya
aapke pass hai to try krke dekh lo, jesa mene video me bola bhi hai, kafi time phele mene ye converter try kiye the tb work nhi krte the, to ho skta ki sare converter work na krte hon,
connect krke dekhna agr ho jaye to humko bhi btana konsa HUB hai
@MixSolidMedia lan cable nhi hai mere pass
@@supernova010 jab hub kharid liya toh lan cable bhi kharid lena. 🤣
@@BhavyaK04 jali na Teri, 🤣🤣
@@BhavyaK04 don't worry, khareed liya launde 😎
please pd kr ignor mt karna replay kr dena
mere pass airtel or jio ka router h kya use me work karega
or mobile ki baat kare to redmi note 12 5g or oneplus 8t
bhai bo hotspot hai airtel, jio ka, usme sim bhi pdti hai,
agr aapke pass bo router hai jisme lan port hai to ye system kaam krega.
un hotspot ko kese connect kroge phone se?
@@snipershorts2612 bhai tere pass jio aur airtel ka dongle wala router hai ya fiber wala router
kya smartphone PoE pe charge ho sakta hai? please answer me
@@H29f bhai apko 54Volt ke PoE port se kyo apna phone charge karna hai 🤨🤣.
Edit : Apka phone superfast charge ho toh jayega per voh apke phone ka aakhri din hoga 😂
it depends router, smartphone PoE support kr rahe ya nhi, try nhi kiya to can't say about it.
Mast plan hai bhaiya
share krdo to fir bhai, jb tk unlimited internet chl raha tb to loot len..😃😃
@@MixSolidMedia 1 ya 2 saal or bss
Tp link c24 le sakta hu
han brother puri umeed hai isme bhi chl jayega,
Tp link c24
amzn.to/49b2NPe
Bhai charging card kharab ho jaati hai
badi jaldi bata diya 😂😂😂😂😂
Mobile fir kese charge karega???
iska alg jugad hai that is HUB jisme ek lan port ho aur type c port bhi charging ke liye ek thrf aur dusri side type c joki hmare phone me lgega,
auto charge bhi rakhna hai to use USB port wala router connect with type c cable as shown in previous video
@@MixSolidMediajis me lan and pd charger hai unme nihi hoga kiya
Airtel pra hai diya nhi choro ko
speed test kyo nahi dikhya
100mbps jata hai, dikhaya to hai video me 😐🤔