Pandit ji.Ram Ram . Hm kahin duur rehtey hai. Mere sasur ji kai pad dada kai bhi pehle hongey .hmara gotar eaik hi hai kai yonge ladka ki death huyi.toa hme kitne din pooja shubh kaam nhi karney h plz btayen.
Meri dadi saas ke sant hone par Sawa mahine baad ganga snan karke ghar wapas aa kar satyanarayan bhagwan ki katha sun sakti hu Mai sahar mai rahti hu Aur hamari dadi saas ka dehant gao mai hua hai Kripya Marg darshan kare
Jai Shri Ram pandit ji Mere father in law 15 din pehle guzar gaye hai. Me bahaut time se friday ko Maa Vaibhav Lakshmi ka vrat karti aarahi hu. Muje samajh nahi aarha ki me aaj vrat rakh k pooja path kar sakti hu ya nahi . Kuch log keh rahe hai ki 1 mahina vrat ki pooja nahi ki jati hai , agar ghar ka koi member guzar jata hai. Please muje btaiye kya karna chaiye ?
Har har mahadev guruji 🙏mere bohot dur ke rishtedaar jaise dadaji ke chachere bhai wagera hote hai unke ghar janm ya mrityu ho to kya mujhe bhi sutak patak lagega, wo to bohot dur ke rishtedaar huye na. Kya main tab puja path kar sakti hu guruji
mere gaon m chacha k privar m jaman sutak hua hai to tulsi pooja , vidai vagairah padosh k kisi aur se krva sakte hai kya.. katik dip dan krti hu tulsiji ko
🙏🏻 हमारे यहां पर छह सात पीढ़ी कोई बुजुर्ग गुजर गए हैं और हमारे कान्हा हमारे लड्डू गोपाल जी हैं हमारे घर पर क्या हमारे घर में भी पाता लगा है तो कितनी पीढ़ी तक लगा है और कितने दिन तक लगा है पूजा पाठ कर्म कितने दिनों तक नहीं करना 🙏🏻
महाराज जी अगर किसी के घर में किसी व्रत या त्योहार पर कोई मर गया है तो सब बोलते हैं कि हैं हड़ही हो गया अब पूजा, या त्योहार नहीं मनाया जाएगा, क्या यह सच है
Agr kisi naye sadasay ka ghar me aagman ho gya ho jese bahu to mana sakte he tyohar..or agr us baat ko 3 saal pure ho gye ho to bhi wo vrat or tyohar aap mana sakte he😊
Pranam guruji. Mere khandan me aaye din kisi ki mratyu or janam ki khabar aati h, jaise haal he me mere dada-sasur k bhai k yaha kisi ki mratyu hui toh humare ghar patak lag gaye or hum janmasthami par puja nahi kar sake or fir se unke yaha kisi bachhe ka janam hua hai to humare yaha sutak lag gaye hai toh ab humse fir puja krne ko mana kar diya hai navratre ki. me apne pati k saath bahar rehti hu or mere sasural wale bhi alag rehte hai toh kya fir bhi sutak/patak ka palan karna jaruri hai.
Bahut bahut dhanyvad bahut acchi Jankari Di Hai aapane kripya yah Bhi bataen ki sutak din ke Dinon mein Kuchh acche Pakwan Tala Hua khate hain ya nahin
Me santan gopal pooja ka sankalp liya tha aur beech me mere papa ke kaka ki death ho gayi thi to muze sirf snan Shuddhi bolla tha to muze bhi sutak laga tha kya? Pooja ka fal nahi milega?
Jai sri ram swamiji 🙏🙏mujhe apse ye puchna h ki mere papa ke gaon mai Unke cousin brother ki mummy Mar gaye h tho Kitne dino thk sutak rehega btaye aur Mai Hare Krishna ka mala aur kanti pehanti hu tho kya mujhe Isko badal lena chaiye sutak ke katam hone ke bad kya karna chaiye Aap btaye 🙏🙏🙏
ये तो आप के परिवार के सदस्य हैं।इस लिए 13 दिन तक सूतक रहेगा जी। सूतक निकलने के बाद कंठी को गंगा जल से शुद्ध करके धारण कर सकते हो। बदलने की जरूरत नहीं है
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ dhnyavad guruji lekin mera ek swal hai mere nanaji ke jane k baad nani logo ne unke liye haridwar me bhagwat krwaya lekin abhi b ghar me pooja hoti hai ya khushi se mata ka kirtan hota hai or sab pariwar milte hain to unki atma abhi b mosiji ke shareer me aati hai.. mai ye janna chahti hu ki kya bhagwat se unki atma ko shanti nhi mili hai....????
@@pihubisht3348 esha nhi hai ke bhagwat mukti nhi dete leken hamaare karm kai bar esha hota hai ki mukti nhi mil pati, saraadh ki deno me apne mama se bolo ki gya me jakar pind dan kare
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ guruji nanaji bohot acche the lekin unki mrityu mal mas me hui hai fir bhagwat geeta bhi krwayi thi lekin mujhe lgta ki shanti nhi mili nanaji ko qk unki atma kabhi khushi ke samay me aa jati hai
Thodidur padose me bachha paida huwa wha ja kar chay pani pi li to kya me v sutak me aa gyi apne ghar ki puja path karni h ya nhi karni h pandit ji plssss samjhaye....
राधे राधे जी🙏 मेरे घर पर लड्डू गोपाल जी है सूतक में पूजा होती नही और मैं किसी दूसरे को 10 दिन के लिए नही दे सकती ऐसे में पण्डितजी मैं क्या करूँ किसी को देने को दिल नही करता है उनका खाना पीना कैसे क्या करूँ मार्गदर्शन करें ?
Mai apne nanihal me rahti hun mere Nana ke chhote bhai ki bahu ko bachha hua h to kya mai jo pahle se vart kr rahi hun to kya unko rok de plz meri help kro mujhe batao
Mai phele se virhaspatiwar karti hu or aaj hi new baby ghar me aai h to kaise. Vart Karu mai chorna nahi chahti .Mai apna vart kaise pura Karu ..please reply
Aaj hum RUclips channel se katha sun liya or Aarti or mantr yada h vahi sirf bol kar . To mera vart ho gaya . Maine aaj deep nahi jalai h mera ye vart saphal hua ki nahi .
Jay mataji 🙏 mere devar k ghar pota hua hai to ham kitne din pooja path nahi kar sakte aur kitne din sutak lagega sutak k baad kya karna chahiye please humein margdarshan kijiye 🙏
बहुत ही अच्छी जानकारी पंडित जी के चरणों में प्रणाम
खुश रहो जी
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ meri Nani Maa ki mrityu hogyi hh toh kya hame sutak lagega kyuki mein unki natin hu
@@purvishende5807 1 dene ka sutak lagega ji
JAY shree krishna redhe radhe Jay shree Swami Narayan 🙏🌹🌞🌞
बहुत ही अच्छी जानकारी दी जी, धन्यवाद 🙏🙏
Thanks ji
Dhanyavad. bahut hi sachot aur sahi mahiti
Hare Krishna guru Ji pranam thanks for sutak information
ओम नमो भगवते वासुदेवाय नमः
जय श्री राम जय श्री राधे जय श्री कृष्ण हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे
Jai shri ram
Pranam guruji dhanyvad
Agar apna Ghar me mrityu na hua ho apne bhayad me kisi ke ghar hua ho to puja path kr sakte h?
Hanuman Chalisa ka path kr sakte hain kya agar apne ghar me mrityu nahi huaa ho apne kisi bhayad ke ghar huaa ho?
Pandit ji.Ram Ram . Hm kahin duur rehtey hai. Mere sasur ji kai pad dada kai bhi pehle hongey .hmara gotar eaik hi hai kai yonge ladka ki death huyi.toa hme kitne din pooja shubh kaam nhi karney h plz btayen.
Jai Laxmi Narayan ji ❤️🙏🌹🙏🌹🙏🌹🚩
Jay Shri Ramchandra Bhagwan ki Sita Maiya ki
Hare krishna 🙏🏻 jai shree ram 🙏🏻
Guruji hamari 6 ti pidhi me koi gujar gya to kya ham kavari ladki se diwali par diya lagva sakte h ya nahi
Guru Ji hamare pati ke chacha ke bete khatm ho gye h to hum sootak me karwa chauth ka vrat kese kare chandrma ko argy de sakte h
Meri dadi saas ke sant hone par
Sawa mahine baad ganga snan karke ghar wapas aa kar satyanarayan bhagwan ki katha sun sakti hu
Mai sahar mai rahti hu
Aur hamari dadi saas ka dehant gao mai hua hai
Kripya Marg darshan kare
Pati ke chacha ke bete ko beti hue he to kitne din ka sutak lagta he?
Jai shri krishna 🙏jai shri radhe
Jai shri radhe krishna ji 🚩🚩
पीढ़ियों की गिनती कहासे करना हे
Jai Laxmi Narayan ji 🙏
Bhut bhut shukriya ji paranam
Thank you Khush raho ji
Jai Shri Ram pandit ji
Mere father in law 15 din pehle guzar gaye hai. Me bahaut time se friday ko Maa Vaibhav Lakshmi ka vrat karti aarahi hu. Muje samajh nahi aarha ki me aaj vrat rakh k pooja path kar sakti hu ya nahi . Kuch log keh rahe hai ki 1 mahina vrat ki pooja nahi ki jati hai , agar ghar ka koi member guzar jata hai. Please muje btaiye kya karna chaiye ?
Har har mahadev guruji 🙏mere bohot dur ke rishtedaar jaise dadaji ke chachere bhai wagera hote hai unke ghar janm ya mrityu ho to kya mujhe bhi sutak patak lagega, wo to bohot dur ke rishtedaar huye na. Kya main tab puja path kar sakti hu guruji
Plz reply do guruji
🙏 जय श्री राधे 🙏
Jay siya
पंडीत जी को सादर प्रणाम.भगवान की पैदल यात्रा के दरम्यान किसी सदस्य की मौत हो जाए घरपे तो क्या करना चाहिए.मार्गदर्शन करे गुरुजी
आप यात्रा कर सकते हैं भगवान की यात्रा कर सकते हैं पूजन नहीं कर सकते हैं
3sri पीढ़ी में बच्चा हो दूसरे दूसरे शहर में हों कलश रखें hon to puja विदाई धार्मिक ग्रंथ पढ़ें की नहीं ?
mere gaon m chacha k privar m jaman sutak hua hai to tulsi pooja , vidai vagairah padosh k kisi aur se krva sakte hai kya.. katik dip dan krti hu tulsiji ko
Piyar ma papaa nu maran thayu hoy to dikri ni sasrima yupvash ke puja path karay ??
jai shri Ram ji thanks
Jai shri ram 🚩🚩
🙏🏻 हमारे यहां पर छह सात पीढ़ी कोई बुजुर्ग गुजर गए हैं और हमारे कान्हा हमारे लड्डू गोपाल जी हैं हमारे घर पर क्या हमारे घर में भी पाता लगा है तो कितनी पीढ़ी तक लगा है और कितने दिन तक लगा है पूजा पाठ कर्म कितने दिनों तक नहीं करना 🙏🏻
Pandit ji 🙏 sutak me operation me kara sakte h kya pls bataiye
🙏🙏
Pandit ji kya sutak mai ganga ji mai snan kiya jaa sakta hai}??
हां जी गंगा स्नान कर सकते हो आप
महाराज जी अगर किसी के घर में किसी व्रत या त्योहार पर कोई मर गया है तो सब बोलते हैं कि हैं हड़ही हो गया अब पूजा, या त्योहार नहीं मनाया जाएगा, क्या यह सच है
Agr kisi naye sadasay ka ghar me aagman ho gya ho jese bahu to mana sakte he tyohar..or agr us baat ko 3 saal pure ho gye ho to bhi wo vrat or tyohar aap mana sakte he😊
Paroshi h ya gotiya me chala gaya h to ghar ka bart krana chatte h mara huaa 2 mahina ho gaya h kya bart kare ya nahi
ओम नमो भगवते
Very nice video 🙏👍👍🙏👍🙏
Guruji kya kuwari Kanya sootak mai Pooja kr sakti hai
Kar sakti hai
Hamare yha diwali aur karwachauth pe family members k death ho gyi to kya ab ye tyohaar ni mana skte
Om namo bhagwate wasodevaie namo namha
Pranam guruji.
Mere khandan me aaye din kisi ki mratyu or janam ki khabar aati h, jaise haal he me mere dada-sasur k bhai k yaha kisi ki mratyu hui toh humare ghar patak lag gaye or hum janmasthami par puja nahi kar sake or fir se unke yaha kisi bachhe ka janam hua hai to humare yaha sutak lag gaye hai toh ab humse fir puja krne ko mana kar diya hai navratre ki.
me apne pati k saath bahar rehti hu or mere sasural wale bhi alag rehte hai toh kya fir bhi sutak/patak ka palan karna jaruri hai.
Palan karna hoga
10 din tak
Bahut bahut dhanyvad bahut acchi Jankari Di Hai aapane kripya yah Bhi bataen ki sutak din ke Dinon mein Kuchh acche Pakwan Tala Hua khate hain ya nahin
घर पर तो बन नहीं सकता है। होटल पर ही खा सकते हैं
Me santan gopal pooja ka sankalp liya tha aur beech me mere papa ke kaka ki death ho gayi thi to muze sirf snan Shuddhi bolla tha to muze bhi sutak laga tha kya? Pooja ka fal nahi milega?
🙏 Jai Shri Radhe 🙏
शुक्रिया
Hi sir mera eak sawal tha kya kisi tyohar ke din koi gujar jaye to usaka sutak pidi dar pidi tyohar ko nahi mana sakte
Han ji kisi tyohaar me aagar kisi ki mertuu ho jati hai to jabtak parivaar me usi din jab Koi bachcha ka janam ho jaye tab jakar sudh ho jata hai
Guru ji sutak mein Tulsi ji ko pani kaise de sakte hai agar aap family se dur reh rahe ho
किसी लडकी से जल डला सकते हो तुलसी में
🙏🙏🌺🌺jai shri ram jai shri Krishna,,,🌺🌺🙏🙏
Jai shri ram ji 🚩🚩
हर हर महादेव
Sutak ke bare me kon se sastro me likha he.koi refrence de sakte hen.
Han ji garunpuran me Lekha hai pado
Har har mahadev
Jai sri ram swamiji 🙏🙏mujhe apse ye puchna h ki mere papa ke gaon mai Unke cousin brother ki mummy Mar gaye h tho Kitne dino thk sutak rehega btaye aur Mai Hare Krishna ka mala aur kanti pehanti hu tho kya mujhe Isko badal lena chaiye sutak ke katam hone ke bad kya karna chaiye Aap btaye 🙏🙏🙏
ये तो आप के परिवार के सदस्य हैं।इस लिए 13 दिन तक सूतक रहेगा जी। सूतक निकलने के बाद कंठी को गंगा जल से शुद्ध करके धारण कर सकते हो। बदलने की जरूरत नहीं है
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ dhanyawad swamiji Aur jap tho kr sakte h na...
Sutak lagane par ghar me rakhe prasad or hawan samagri ko 15din bad puja me upyog kar sakte hi
Han ji kar sakte ho
नमस्ते गुरुजी मेरे पापा का sraad भाई दूज के दिन होता है लेकिन इस बार हमारे वहा एक बच्चे का जन्म हुवा है अब क्या करे
Bhahot acchha jai matadi
Jai mata di 🚩🚩
Gr ki beti pooja kr sakti hai sutak mein
Han ji kar sakti hai
दिया लगाया ज्या सकता है
JAI MATA DI JAI SHRI RAM 🙏 JMJK
hmare pardada k rishte m kisi k yha bachche ka janam hua hai aur hm saher m rhte hai to bhi kya hmko pooja nhi krni chahiye ..
Ajkl sb alag alag rhte hai aise me dusri pidhi me sutk manana chaiye
Han ji manana chahiye jarur
Ya to pta na chale, agar pta chal jaye to manna chahiye ji
Jai Shree Ram🙏🙏
Jai shri ram ji 🚩
okooo@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअooooooooooooooo Ko j ok i🤔i oo ko oo iijoo on ooooooooooooooo oo oo ho oo iho oo oo oi Ooojoooooo
कोई स्त्रोत पाठ जैसे गजेंद्र मोक्ष, या विष्णु सहस्रनाम आदि कंठाग्र हों तो पाठ कर सकते हैं क्या?
हाँ जी कंठस्थ पाठ कर सकते हो
Spiritual Discipline 🙏
🙏 Jai Shri Krishna 🙏
Unmarried ladkia puja ya diya jala sakte h kya
Han ji kar sakte hai
Shraddho me janm k sutak lagne par kya shuddhi ka havan kar sakte h ya dus din bad khud se hi shraddh v tar pan kar sakte h
नहीं जी श्राद्ध में सूतक का हवन नहीं कर सकते हैं। पित्र तर्पण भी नहीं कर सकते हो। अगले महीने में जब अमावस्या आए तो अन्न दान कर देना पितरों के निमित्त
गुरुजी सुतक में मंदिर जाकर भगवान के दर्शन करणे चाहिए या नही 🙏🕉️
Han ji darshan kar sakte ho
Mere mousere dewar ka death ho gya h to kya me karwa chauth kar sakti hu
Sutak me tirth yatra kar sakte hai kya
केवल पितर कार्य के लिए
क्या जननाशौच में पिंडदान किया जा सकता है?
🙏 हर हर महादेव 🙏
Kya sutk jldi nhi khani chahiye ortdka nhi lgana chahiye
12 din ke baad nikalta hai
Mujhe ye janna hai ki sasu ma ke ma ke yahan kisi ki mritu ho jaye to bhi sutak lagega?
Nahi ji aap ko sutak nhi lagega
mere chote dadaji ki abhi tak barsi nhi hui hai to kya mai sawan ka brat rakh skti hu guruji
Han ji varat kar sakte ho
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ dhnyavad guruji lekin mera ek swal hai mere nanaji ke jane k baad nani logo ne unke liye haridwar me bhagwat krwaya lekin abhi b ghar me pooja hoti hai ya khushi se mata ka kirtan hota hai or sab pariwar milte hain to unki atma abhi b mosiji ke shareer me aati hai..
mai ye janna chahti hu ki kya bhagwat se unki atma ko shanti nhi mili hai....????
@@pihubisht3348 esha nhi hai ke bhagwat mukti nhi dete leken hamaare karm kai bar esha hota hai ki mukti nhi mil pati, saraadh ki deno me apne mama se bolo ki gya me jakar pind dan kare
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ guruji nanaji bohot acche the lekin unki mrityu mal mas me hui hai fir bhagwat geeta bhi krwayi thi lekin mujhe lgta ki shanti nhi mili nanaji ko qk unki atma kabhi khushi ke samay me aa jati hai
Ham kaunsi pidhi mei hai ye kayese gina jata hai
Pidhi matlb aap ke dada ji ki 1pidhi aap ke papa ki 2 pidhi aap ki 3 pidhi
Grahan kaal m log bhiksha dete h uska kya niyam h
Thodidur padose me bachha paida huwa wha ja kar chay pani pi li to kya me v sutak me aa gyi apne ghar ki puja path karni h ya nhi karni h pandit ji plssss samjhaye....
नहीं जी चाय पीने से सूतक नहीं लगता है। सूतक वाले घर में ब्राह्मण को भोजन नहीं करना चाहिए। आप लोगों को ऐसा कोई बात नहीं है।
राधे राधे जी🙏
मेरे घर पर लड्डू गोपाल जी है सूतक में पूजा होती नही और मैं किसी दूसरे को 10 दिन के लिए नही दे सकती ऐसे में पण्डितजी मैं क्या करूँ किसी को देने को दिल नही करता है उनका खाना पीना कैसे क्या करूँ मार्गदर्शन करें ?
आप के भाव बहुत अच्छे हैं। लेकिन कुछ मर्यादा होता है।इस कारण से जब तक सूतक है आप पूजन करने के अधिकारी नहीं है। जय श्री कृष्णा 🚩
Kya sutak me hum koi saaman kharid sakte hain??
अगर सूतक से पहले खरीदारी नहीं किए हो तो रूक जाओ सूतक के बाद समान खरीदना
Mai apne nanihal me rahti hun mere Nana ke chhote bhai ki bahu ko bachha hua h to kya mai jo pahle se vart kr rahi hun to kya unko rok de plz meri help kro mujhe batao
Han ji aap varat kar sakte ho ji, aap ko sutak nhi lagega ji
Mai phele se virhaspatiwar karti hu or aaj hi new baby ghar me aai h to kaise. Vart Karu mai chorna nahi chahti .Mai apna vart kaise pura Karu ..please reply
Aap puja keshi ladki se karwa do or vart aap kr lena
Aaj hum RUclips channel se katha sun liya or Aarti or mantr yada h vahi sirf bol kar . To mera vart ho gaya . Maine aaj deep nahi jalai h mera ye vart saphal hua ki nahi .
Jai shri ram ji 🚩🚩🌹🌹
Mere pihar me pitaji shant ho gye he , Mera sasural or pihar paas m h , mujhe apne Ghar Jana b padta he, to isme koi dar to nhi he ,
🙏 Jai Mata Di 🙏
🙏 ऊं नमो भगवते वासुदेवाय नमः 🙏
Mai pipal ke ped me jal deta hu ... khandan me kisi ki death hone pe jal du ki nahi ....kripya batayen🙏
Sutak nikalne ke baad hi jal de shakte ho
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ Maine de diya tha aaj....🙏 Mafi maang liya bhagwan se. Galti ho gayi ...😭 Koi badi samasya to nahi hogi mahraj ji.
Maharaj Ji ko swasth ka naam bataiye kaun se Shastra mein likha hai jo baccha paida hone ke bad Puja paath nahin kar sakte hain
गरुड़ पुराण में पढ लिजिए
Sutak main gharme namak rakhna chahiye kya
जय श्री राधे जय श्री कृष्णा
Sutak kya hota hai ?
Gav m kisi ki death ho to unko sutk kitne din ka lgta h
13 day ka sutak lagta hai
Jay mataji 🙏 mere devar k ghar pota hua hai to ham kitne din pooja path nahi kar sakte aur kitne din sutak lagega sutak k baad kya karna chahiye please humein margdarshan kijiye 🙏
12 दिन तक सुतक रहता है। इसके बाद अपने घर में गंगा जल का छींटा देकर पूजा पाठ शुरू करें।
Mere chacha ji 15 march2023 ko khatam hue, kya main 20 april ko mata vaishno devi ke darshan ko ja sakta hun ya nahi plz sahi sughv de
Aap nhi na ja sakte ho
Pandit ji nanad ke Pati ki Mrityu ka bhi sutak lagta hai kya Pandit Ji
Han ji 3 den ka sutak lagta hai ji
पंडित जी सूतक लगने पर घर में रखें पूजन सामग्री को यूज कर सकते हैं
गंगा जल का छींटा लगा कर प्रयोग में लाया जा सकता है।
@@शिवज्योतिषकार्यालयज्योतिर्विदअ 🙏🙏
🙏 Jai Shri ram 🙏
Pita ki mrityu hone pr vivahit putri ko sutak lgta hai ya nhin.ydi putri sasural me ho toh kya sasural walon ko lgta hai.
Nhi ji Beti ko sutak nhi lagta
Dhanywad🙏🙏🙏
राधे-राधे गुरु जी बहन हमारे यहां ( पीयर ) आई हुई है और उसको बच्चा होने वाला है तो सूतक यहां पर भी लगेगा क्या
Pleace riply
हां जी आप के घर में तो सूतक रहेगा। लेकिन आप को सूतक नहीं लगेगा आप मंदिर में जाकर पूजन कर सकते हैं
अगर पिढी परिवार बहुत ही बडा है l ओर सूतक का ज्ञात ना हो तो दोष लगता है क्या ?
🙏 जय श्री कृष्णा 🙏
🙏🙏गुरु जी कृपया करके बताएं कौन से शाश्त्र में लिखा है? ज्ञान हेतु पढ़ना चाहतें हैं।कर्म काण्ड के लिए कौन सा शाश्त्र पढ़ें।
सर्वदेव पूजा पद्धति
Pathak beet Gaya hua hai Tera hi aur havan bhi ho gaya hai karva chauth ka vrat kaise karen
Varat kar sakte hai ji