भईया ऐसी जानकारी मुझे कहीं नहीं मिली कई वीडियो देखे जिस चीज़ सुविधा के लिए अकाउंट खुलवाना चाहता था वो सारी जानकारी आपके वीडियो के माध्यम से मिल गई। धन्यवाद🙏
sir agar sb account ke bad ippb account open kare through mobile to kya phir vi KYC ka jorurat hogi? because hamare gayno mai ippb ka subidha nahi mil ta?
भाई india post payment bank mein account open krane ke sath sath RD account bhi open hota hai kya. Post office mein bolte hai ki dono ek sath me open honge. Monthly 100₹ jama karne honge. Please batao
Sir ji mera post office me RD account h aur IPPB saving account bhi hai lekin post office saving account nahi hai Kya RD maturity ka paisa IPPB saving account me transfer kr skte hai ya mujhe post office saving account open karvana parega Please tell me🙏🙏
Sr.agr p.o saving ko or ippb saving ko merge krwa de to new a/c no. Milega,or agr hum gpay ya other bank s merge kre huy a/c m found transfer kringy to kam bn jayga ya 😢
Hi Sir maine ippb ka acount khola hai pune me 2 year ho gaye lekin pasbook nahi liya tha ab me dusre dist me rehti hu matalan ahamadnagar tal jamkhed me rehti hu to jamkhed ke post office me jake passbook nikal sakti hu ippb ka
Sir sb account ko ippb se link karne se ePran hojayega q k mera sb account hai lekin usme ePran generate nahi hoparaha hai ?? Zara isko clear kijiye Allah Hafiz
Mene ippb app se account open Kiya or post office me ippb center me Jake kyc ki or mereko QR card nahi mile abhi Jake mang le to denge kya or fees lagti hai kya
Sir mera account India post SB account me open hai... Mera ak LIC ka Paisa aane wala hai or main apna India post ka SB account number Diya hu... To kya mera payment SB Acond me aayga ya nahi????
Sir ji...mera post office me savings account he lekin mere ko ATM card abhi tak nehi mila he....uske liye mene bank me bhi geya he postoffice....uha pe kaha jata he ki abhi tak atm card issue nehi hua he...lekin kyu....plz tell me sir ji
भईया ऐसी जानकारी मुझे कहीं नहीं मिली कई वीडियो देखे जिस चीज़ सुविधा के लिए अकाउंट खुलवाना चाहता था वो सारी जानकारी आपके वीडियो के माध्यम से मिल गई। धन्यवाद🙏
Thanx sir pura RUclips me aisa koi nahi bataya tha
नमस्कार भाई बहुत अच्छा जनकारी प्राप्त हुआ है
Maine bhi ye account khola hu bahut achha hai
Thankyou ❤
You're welcome 😊
Bahut badhiya tarike se samjhaya
Sukanya samridhi yojna wala saving account se money withdraw kr skte hai??
Bhai sweft code ke baare me ek video banaiye ki kaise uska istemal karke Paisa magaya ja sakta hai aur uske kya benefits hai. reply jarur dijiyega.
બરોડામાં. હૈ. Atm. કે. પિછે. સે. ્ફોર્મ. બગાડે. સબ. ભાજપ. ઇન્કો. આવાસ. દિયા. મિલા. હૈ.. Bpl. હૈ. Wo.. Ippb. Card. માંગતે... Passbook. Bhi. નહિ.. ફિર. ભિઃ
Minimum balance ippb ke baare aapne nahi batayaa, kaafi achhi video hai.....
000 hai
NEFT aur RTGS ke madhyam se SB me transfer kar sakte hai... POSB me IFSC code ki suvidha available ho gya hai..
@@Netflix_prime_in khi question mark to nhi lga hai
@@Netflix_prime_in iske liye post office jana padega
😍😊
Very nice information zazakallah khair
AM MANISH , GOOD VIDIO
THANKS
Thank you brother for giving all clearity about this in one video................✅✅✅💯💯💯
Ek dam mast post 🙏🙏
Jyada benefit kisme milega bhaiya ji .
sir agar sb account ke bad ippb account open kare through mobile to kya phir vi KYC ka jorurat hogi? because hamare gayno mai ippb ka subidha nahi mil ta?
Me ippb me account khola tha ab me usko sb me transfer karna chahta hu toh kya karna padega jara comments me bataiye
भाई india post payment bank mein account open krane ke sath sath RD account bhi open hota hai kya. Post office mein bolte hai ki dono ek sath me open honge. Monthly 100₹ jama karne honge. Please batao
अच्छा वीडियो अच्छी जानकारी थैंक्स
Sir ippb ka intrest rate kya hai saving me
2% quarterly
بہت اچھاماشاءاللہ
بتانے کااندازعمدہ
Bahut shukriya
Paise cut nhi ho jayega na ibbp bank me@@WAHSIMPLE
❤️ bahu acchi jankari di 👌
Kya ippb mein adhaar link hone ke baad bhi sbi bank mein link karwa sakteh hai kya
Bahut acchi jankari
IPPB पर क्या ब्याज मिलता है तथा कैश बैक कब कब मिलता है??? इसे भी बतायें सर..
Shukriya bhai Allah aap ko hamesha salamat rakhe
Kitne time active hogs
Post office me paisa nikal ne ke liye kya pruf sath me hona chahiye
Sir kya sb account me government ki suvidha milti hai jaise pmkisan ka paisa aayega please bataiye
SB me khata kholne ke baad adharcard se Paisa nikal sakte hai sir
Sir India post savings account hai kya use ippb me convert kr skte hain GPO se.
Sir kya college scholarships ke liye ippb account open karea sakte hai
Dhanyawad badiya samaj aaya 👍
Post office k ek branch me khula kar kya desh ki kisi bhi Post office se access kar sakte hain kya?
Hmm le skte hh
POSB a/c already he pr ippb a/c me v kyc krwani padegi ya SB a/c ki details fill krne pr auto update ho jayegi
Saving acount se adhar se paise nikal sakte hai kya
Kya is account se phone per Google per Paytm chala sakte hain
Post office savings account ka ATM card ko other state mai use kar sakte hai kya please reply sir
Vedyo me apke sval ka jvab he mere bacche
Good information sir
बहुत अच्छी जानकारी 👍
Pm kisan yojana ke bare me ek video details me bnaye piz use kon kon khulva sakta hai kya benefits hai sub kuj btaiye
Sir ji mera post office me RD account h aur IPPB saving account bhi hai lekin post office saving account nahi hai
Kya RD maturity ka paisa IPPB saving account me transfer kr skte hai ya mujhe post office saving account open karvana parega
Please tell me🙏🙏
Post office posb account open karke ippb account aur posb account ko link kar do achaa hoga
Sr.agr p.o saving ko or ippb saving ko merge krwa de to new a/c no. Milega,or agr hum gpay ya other bank s merge kre huy a/c m found transfer kringy to kam bn jayga ya 😢
Kya ippb acount se kvp mis rd account on line khol sakate hai ippb account online account kholane per kis post office se hoga.
Thank you sir ❤
Post office schemes lene ke liye post office me saving account hona jaruri hai kya
Ha .jaruri hai..
Sir pen Card nhi ho tab acount open hoga ya nhi
Sir ji POSB. Mera 2 account hai kay mai 2 account IPPB account ke saat link karskta hu
Bhaiya Normal account aur primary account me Kya antar Hai please Bhaiya Bata dijiye
Ippb account me kya koi charge bhi lagta ha
Hi Sir maine ippb ka acount khola hai pune me 2 year ho gaye lekin pasbook nahi liya tha ab me dusre dist me rehti hu matalan ahamadnagar tal jamkhed me rehti hu to jamkhed ke post office me jake passbook nikal sakti hu ippb ka
Sir sb account ko ippb se link karne se ePran hojayega q k mera sb account hai lekin usme ePran generate nahi hoparaha hai ?? Zara isko clear kijiye
Allah Hafiz
Bhaiya kiya saving account m scholarship paisa aata h wo aa jye plzz reply krna
Sir net banging ki suvidha hai dono main?
Ippb me kitna paise rakh sakte hai bhaiya ji...
IPPB account me UPI ke through money transfer karne par bhi koi charges lagenge kya
Nhi
Sir dono hi account me net banking ki suvidha hai?
Sir.mera ac ippb..and sb post bank acc link krne k bad India post payment bank ka pesa post bank ka debit card phisical se atm se widrow kr saqta hu?
Kya sarkari yojna ka paisa ayega isme Ippb dijital bank acunt m
Han sabse pehle
aapne atm ka charge-issue+anual nahi bataya.also sms charge.
Mene ippb app se account open Kiya or post office me ippb center me Jake kyc ki or mereko QR card nahi mile abhi Jake mang le to denge kya or fees lagti hai kya
Ha mil jayega koi fee nahi
Matlab kaha bhi kyonki pune me khulvaya tha to dist ahamadagar tak jamkhed ke post office me milega kya
Sir minner a/c open karne ke liye pan card to nahi h Kay koi other option h pl help me.
Sir mera sbi aur union bank me khata hai. To kya posb me account kholna sahi rahega
Yes khol skte hai
Post payment bank me aadhar link kitne din me hota hai
Sir Ab post office saving account me Neft se paisa aa jata h and transfer bhi hota h
Ha
Sir, ippb me dizital account open kiya hu Kyc kaha hogi near post office me ya jaha se account open hua waha se please bataye
Near post office me
Sir SB Account me online transfer k sakte hain post office me hamara sb account h
Ipp me balance transfers kerne
Ki process kya hai 399 wali policy
Ka hapta brna hai
Sir mera account India post SB account me open hai...
Mera ak LIC ka Paisa aane wala hai or main apna India post ka SB account number Diya hu... To kya mera payment SB Acond me aayga ya nahi????
Aa jayega
Dono account me antar hai kya bhai please bataye
Yes
Sir scholarship ka Paisa is account me. Aa sakta h
U r excellent 👍
Sir important information di he aapne pr kyc ki details ke baare me v bataye plz
पोस्ट ऑफिस जाएं और वहां पर केवाईसी
Good video sirji
Ippb me GST cut hota he kya apne acount se
Shukriya bhai
Sir isme micr number nhi hota h kyaa please reply
Kyc karne ke bad kitne din baad money transfer kr sakte hai, or kyc complete huwa ya nahi kaise pata karenge
Minimum 72hours me hota hai
Nice
mera post office me sb account hai kya main ippb me resigter kr skta hu
Sms charge kya lagata hai
SB account me mobile banking and UPI bhi use kr sakte hai bhai....main to krta hu...
Kese
Sir muje India post payment bank ki CSP leni hai kya process hai
Bhayi IPPB bala khata bhi post office me hi khukta hai kya jo log pdhe nhi ha bo kaise खुलवाए
Maximum limit kitne hai
Thanks sir🙏🙏🙏🙏🙏
Sir ji...mera post office me savings account he lekin mere ko ATM card abhi tak nehi mila he....uske liye mene bank me bhi geya he postoffice....uha pe kaha jata he ki abhi tak atm card issue nehi hua he...lekin kyu....plz tell me sir ji
Ippb account Mein Kitna Paisa Rakh sakte hain
2 lakh Tak kyc hone ke baad
Payment ke liye OTP ke allaba dusra method nahi hai kya
Ippb aur sb account to tuno ka service smas charge lagega ya ak ka batai
Ippb me lagega sma charge
Sir india post payment bank mai khata khulvane se scolar aa jata hai
ippb me monthly minimum amount ktna rakhna pdega ?
No
Thanks May hero very nice information
Kya ippb me 399ka plan le sakte hai sir
Jiont account open hoga ya nahi ibbp mein
Sukoinna Kiya hai, sukoinna ka bareme batow please
Interest kab milta hai
Kya aisa nhi ho skta ki SB account se money transfer n ho but SB account me money online transfer ho jaye
Bewtiful video
Bhai mera Sbi account hi dbt like hi aaj me ippb account khula hi dbt like hoga na bhai ketini dene me hoga please please reply
Ho gaya bhai dbt??