Mera post office mein PPF account hai. Online amount transfer karni hai from HDFC bank to Post office. Kya seedha beneficiary add karke ho jayega? process batayiye please.
mera ek query hai sir 2 month ya 3 month ke liye paise month by month jama krna h aur interest bhi lena bad me 4 manoth tk me nikal lena h tb kis bank me paise rkhe ippb ya posb me plz reply 🙏
Post office wala acount mere pass hai ,,, or meri mummy k pass b ,, lekin post office ka jo IFSC code hai wo district ki site par widow pansion bharne ke baad jab bank ka account number dala fir IFSC code jab daal raha hu to agey ka fetch details le he nahi raha hai na he bank name or na he branch name,,, agr mein ippb ka IFSC code daal raha hu to le raha hai lekin post office ka nahi le Raha hai
Indian post payment bank me dbt chalu karana hai ho jayega kya? Pehle se central bank me hai change karke Indian Post payment bank me chalu ho jayega kya please batado bhai
@@Gajab-mystery788gpay me post office payment Bank naam se koi bank hi nhi aa rha or bank pe Jake puchh usne bhi mana Kiya online nhi chalega ye account 😢😢
Sir maine Post office savings account agent k pass khole h mujhe kitna percent ka intrest milega..?? Aur mre jma paisa se agent ko commission bhi milega kya.??
Nahi Bhai me 17 saal ka hu aur mera ippb me account khul gaya hai isme 14 saal ke bachhe bhi account khulwa sakte hai aur phone pe .Paytm etc use kar sakte hai ❤
Sar Mera passbook Sukanya Samriddhi Yojana 10 Divas Ho Gaya Ghar per a Gaya lekin abhi tak account chalu Nahin Hua Hai Kitne Din Mein account chalu Hoga please Sar help me
Sir IPPB account se sukanya khate me paise jama kar sakte hai to sir please aap bataye ki Kya post office bank account se sukanya khate me paisa jama kar sakte hai please bataye
Ippb se post office khata me transfer Kiya lekin post office se Pisa jama ka MSG nhi aaya sir kya kare
सर मैने तो IPPB में खाता खुलवाया था मेरा 500 में से 200 पहले ही चार्ज काट लिया 😢😢😢😢
Sahi baat
Bhai bahut mehnga charge h is ippb bank ka Mene to ek saal pehle close kar diya this account 😅
Glat bat bollria ap ippb best bast ❤❤❤
ATM ka hai
Minimum balance rakhna jaruri hai
Good information, thanks🌹
POSA ko IPPB me convert kar sakte hai kya? Uske koi disadvantages to nhi na?
POSA saving acount debit card ke charges kya hy.
PM Kissan Yojane ke liye Konsa ac opan karna padega ?
Konse Ac me Pm Kissan Yojane ka payment aayega
IPPB bank..
Mera post office mein PPF account hai. Online amount transfer karni hai from HDFC bank to Post office. Kya seedha beneficiary add karke ho jayega? process batayiye please.
Ha bhai NEFT Se ho jaiga
NO
Agar ham saving Acc open kare postoffice me..usake baad kitne din me Account online payment k liye link kar sakte he??...
POSA se phonepe hoga kya bhaiya?
mera ek query hai sir 2 month ya 3 month ke liye paise month by month jama krna h aur interest bhi lena bad me 4 manoth tk me nikal lena h tb kis bank me paise rkhe ippb ya posb me plz reply 🙏
Posb best h
Mere lie to
Posa kahi se selry aa skta hai ky
Sir kya posa mai minor account mai atm milega aur kya phonepe chalega
Sir,posa se sukanya account me money transfer kar sakte hai??
Yes
Kya posa se kishanvikas yojona hoga
Sir mera POSA mai joint a/c kyan mai IPPB A/C khol sakti hoo mujhe net banking start karna h ,kyan fir dusre bank mai khata kholna padega
मेरा ऑकॉन्ट post salving में है। और आधार सीडींग IPPB मे
Scholarship ke liye account khola hai, 17 year old ke liye , iska deposit limit kya hoga ?
Thank you for providing useful information
Bhhut badiya bhaishab
Thanku brother❤
Dusre bank se ippb me tranjection hoga kiya
Sir agr ham dono me account khokte hai to DBT Aadhar seeding kaise karenge
Sir jaise ippb me upi aur online transaction kr sakte hai to kya POSA me bhi biometric ya kyc krke online upi transaction kr sakte hai kya
Post Office saving account se phone pay ya Gpay q nehi khol nehi sakte
No
Posa m account kholne k baad upi se payment kr skte h? Charges kya h per year.. msg aur debit card k .?
Post office saving account kitna din ma open hota ha
Thanks bro❤
Indian post payment bank ke transaction pan card pe show honge kya?
Sir kya posa ka mobile aap he,, is me online use kar sakte he
Post office wala acount mere pass hai ,,, or meri mummy k pass b ,, lekin post office ka jo IFSC code hai wo district ki site par widow pansion bharne ke baad jab bank ka account number dala fir IFSC code jab daal raha hu to agey ka fetch details le he nahi raha hai na he bank name or na he branch name,,, agr mein ippb ka IFSC code daal raha hu to le raha hai lekin post office ka nahi le Raha hai
Sir,
NSC mature hone ke baad, dusre shahr me apne saving bank account me amount transfer kese karwa sakte he ?
Deepak Kumar Lucknow Awesome ❤❤❤❤❤
Sir hum ippb online post office mey ja kar khulwaya hai mujhe pm kisan samman nidhi ka ruka huya payment miljayega..
Indian post payment bank me dbt chalu karana hai ho jayega kya? Pehle se central bank me hai change karke Indian Post payment bank me chalu ho jayega kya please batado bhai
Ha
Kya ham ippb or posa dono me account khol sakte hai kya
Ha Aaj hi maine open karaya hai
Sir muje post pement account open karna hai to from konsa hoga pese kitane lagege
Hlo sir
Ippb m pmjjby aur pmsby ka labh milega kya sir
सर जी क्या ये दोनों bank sarkari है या नहीं?
Yes
Mora baby ra Ac SSY post office re kholichi mobail no link thila abe mobail no invalid show karuchi mobail ku mesage asunahi
Sir POSA SE IPPB me convert kaise hoga kyuki POSA me UPI bnane ya QR facility nhi milti isliye?
Hai
@@Gajab-mystery788gpay me post office payment Bank naam se koi bank hi nhi aa rha or bank pe Jake puchh usne bhi mana Kiya online nhi chalega ye account 😢😢
Post office se koi sbi bank ko paisa transfer Kar sakte hai kya sir?
Sir kya ham khud se ippb me account khol skte hai
Yes
IPPB me MIS scheme open kar saktre he kya?
Sir IPPB mai pese jma karege q ki ye to on line bank h n
Ippb account me kya bank charge bhi lagta h
Mera POSB account invalid ho Gaya hai wo kaise Sahi hoga mere account me 500 rupees hai
Posa me yearly 4%Intrest hai not quarterly
Sir maine Post office savings account agent k pass khole h mujhe kitna percent ka intrest milega..?? Aur mre jma paisa se agent ko commission bhi milega kya.??
Pm kisan samman ka paisa kya post office saving account me nahi aayega ???
Ippb account kholne keliye kon se document lagte hi ...... sir
Aadhar card aur mobile number.
Full information🎉
Informative video
Kya Ibbp me Mahtari Vandana yojana ka Paisa aayega ?
Ha
Sir kya hum ek saath dono account hold kar sakte hain
Yes
@@sahilkumar76238link 🔗 ippb or posb go to the ippb branch
Yes
Yes
Ha Hm saving Bank account OR Indian post payments bank (IPPB) dono apna Open krva skte h hold bhi krne m koi dikkat nhi h ❤
Gas sub cidy ke liye ippb a/c kholna kitna benifit rahega
No
Sir mere bhai ka account ippb hai uski divyang pension aata hai balance nhi milta dusra koi nikaal leta hai kya karu sir reply back😢😢😢😢
Bank jao mobile no kisi or ne link kr rkha hoga
@@sunlight-yb3vn nhi sir mera hi link hai
@@tariqanwar3942 jo withdrawal kr rha h. Bnk me jaige unke pas sab record hota h cash me withdrawal ho rha h ya upi me sab information hoty h unke pas
Nahi Bhai me 17 saal ka hu aur mera ippb me account khul gaya hai isme 14 saal ke bachhe bhi account khulwa sakte hai aur phone pe .Paytm etc use kar sakte hai ❤
Pancard ke bina khul jaata h??
How to transfer money from post office to sbi
UPI nahi h Post office savings bank me??
Google pay account khol sakta hai kya
Sir ippb bank me kyc karvane me paise lagta hai Please reply me
जब आप अकाउंट खोलते हो तभी kyc हो जाती है
Kya dono me IFC code hai?
Posa account me upi chala sakte hai
Maine lppb account khola hai per usmai expiry date diya nahi
Esiliye gpay shuru nahi ho raha hai plz batayee kaise kare
Sms charges kitne hai posa mai
Sar Mera passbook Sukanya Samriddhi Yojana 10 Divas Ho Gaya Ghar per a Gaya lekin abhi tak account chalu Nahin Hua Hai Kitne Din Mein account chalu Hoga please Sar help me
POSA M ACCOUNT KHOLA NPCI LINK KAISA KARE .
What documents required to open posa
Aadhar or pan or photo
Ippb
Thanks
Account kholte time kitni fees lagegi post office se payment bank
0₹
@@itzDeepak1 bhaiya 200 mang rhe hai kya kru Indian post office payment bank
@@deepaksourashtiya9268 200 to aapka account deposit kare ga
Ippb me 200 rupees charge hai
IPPB me aaj hi mere papa ka Acc khola usne muzse Rs 300 liye
In dono ki validity kitno dino ki hoti hai.
Life time after kyc
Thanks 👍
I have Post Office Saving Account I need ATM Card.
Sir ji mera ippb ka account zero balance h to account hamesha zero balance rakhe to Band to nhi hoga
Nahi hoga
Bhai agar ham posa me net banking nehi chale ga
Online
Paisa kitna sal me dobal hoga
21 din me😂
Good
Video Star 1:44
PosA सेविंग अकाउंट मे कितना ब्याज मिलता है
4%
IPPB me 2 akaunt kase bnaye
Post ofice sevig ac pay atm me
Is account me श्रावण बाळ का पगार आयेगा क्या.
Posa nahi khul raha hai kya kare
Post office jaao wha khulega
Sir IPPB account se sukanya khate me paise jama kar sakte hai to sir please aap bataye ki
Kya post office bank account se sukanya khate me paisa jama kar sakte hai please bataye
Young Michael Thompson David Gonzalez Anthony
बॅलन्स कसा चक करावा
बॅलन्स कसा पाहवा
Anser is not given
,👍👍👍
ATM ke bare m nhi bataya
Ippb ac online nahi khulata ab
Ab khulraha hai
Ippb me paisa bhi kat rha
India post payment Bank CSP ID fek hai ippb 20000 to 25000 insurance policy karna hota hai
Galat bat😂😂😂😂😂😂😂
जानकारी कभी भी सही दे और पूरी दे 👎
भैया मैने भी पोस्ट का IPPB का खाता 31जुलै को निकाला हुहा है
Bhai log ippb me gkti se bhi account mt kholna third class bakvas
Esa kuch nahi hay ki 18 hona chaiye 11 saal ka khulwayaa khul gyaa IPPB KA
Ippb nahi kholna chiya
India post payment bank me age limit 10+ hai bro naki 18+😂😂😂
Bro mai 14 years hu kaise khulwau
Post office me @@vaibhavreset
Worst service of post offices
गलत । IPPB MINOR भी खुलवा सकता है । मेरी बेटी का स्कूल वालों ने ही खुलवा दिया है।