Agar aap Dante nahin kholte hain tab bhi aap settle ko set kar payenge koi dikkat Nahin hogi Maine isliye khola is video mein danto ko taki aapko Puri acchi tarike se samjha paaun dhanyvad
Aap apne machine Mein stopper ko thoda sa aage ya piche karke chala kar dekhenge to dhaaga kaatna band Ho jaega aur Nahin samajh Mein aaye To mere channel per jakar stopper setting ka video Dekhkar aapke Puri tarike se samajh mein a jaega ki kis tarike se stopper ko kaise set Karte Hain
Sabse pahle aap apne machine ka stapar per dekhiae usmein agar dhaar hota hai uski vajah Se Jo Hai hamari machine niche dhaaga khinchti hai aur agar uske bad bhi nahin samajh Mein aaye To Maine stapar ki jankari diya hai main link send kar raha hun aap video Dekhkar acchi tarike se starper set kar lena aur is baat se pareshan na hona ki yah Kali machine Hai juki Kali sabhi starper ek Se hi set hote Hain
Aapki jukii machine Agar bade shuttle Ki Hai To Dana Nahin degi Agar chhote shuttle Ki Hai to uski katori Kati jaati Hai kisi mistri se aap bolenge to vah katori kat dega
Agar aapko regular kam karte rahana hai to juki machine bahut best hai aur agar aap gharelu kam Karne Hai To umbrella machine le lijiye bahut best aur acchi silai ke liye hai
Aur main aapka blog dekha jismein aap machine chhoti chala rahi hai yah machine har kapde ke liye Nahin hota hai behtar samajhiye to aap umbrella machine le lijiye vah har kapde Mein chalegi heavy ho ya light kapda ho sab per acchi tarike se chalegi
Juki Pico hai mere pas kya इस मशीन से कपड़े भी सील सकते हैं यह मशीन कपड़े पर टैप छोड़ देती है सर जी मैं सोच रही हूं इससे ही सिलाई हो जाए और पीको भी क्यों की मशीन बहुत महंगी हैं
Bahut bahut shukriya bhai aapka 🥰🥰 is video se hamen bahut knowledge Mila bhai thanks bhai🥰🥰
Thanks for watching my video
Is video ka mujhe bahut din se intejar tha bhai bahut bahut thanx bro for helping everyone
Thank You
Masha allah ❤️❤️
Super bhai super is video se logon ko bahut help hoga bahut hi badhiya help ful video banai hai aapane
Most popular video will happen
very nice big brother I love you
Thank You For Watching Video
super ❤️❤️❤️ video ❤️❤️❤️
Thank You For Watching Video
Nice bhai
Thank You For Watching
Thank you so much ye video post karne ke liye😊🙏 aapke waja se Mera mashin ban gya iam very happy 😊 thanks sir
Thanks for watching my video and supporting
Bahut ache se btaya h ek dum se solve ho gyi problem 🧿🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thank You
Mashallah bhai bohotttt khob rabrzads❤
Thanks
nice content 👍
Thank You Bhai
Mast bhai
Thanks
Thanks you so much bro fust time thik korlam love you bro❤❤
Thanks for watching my video
Masha Allah Allah Aapko Aur Taraqqi de ❤❤❤❤❤❤
Aamin
Super video 📸 laga Sir
Thank you Sir 🎉🎉
Aapki Video Kam Kar गई Bhai Shukriya
Aapka bhi bahut bahut shukriya
Good👍
Very good
Thank for watching
Good working
Thank You
Thanks soooommuuucchhh
Thanks for watching my video
❤😂
Good information Bhai
Thanks
Allah aap ko salamat rakhe
Ameen
Super bhai
Thank you so much
Sukriya Bhai nice 💯
Thanks
Nice
Full helping video thank you sir
Thanku bhaiya aapke in steps ko follow kro meri machine bilkul shi ho gyi 😍😍
Thanks for watching my video
Thank u sar❤❤❤❤❤
thanks
Achacha jankari di
Thanks for this information
❤❤❤❤❤❤
Thanks
Right 👍 bhai
Thanks ❤️
सर कौन सी कंपनी की बेस्ट मशीन है इंडस्ट्रियल सेविंग मशीन से
Juki and jack
Bilkul sahi step step follow karo sahi ho jayega
Yar bahi Shetal se Chan Chan K awaz aate hn naram or khamosh nhe chalta Iska Hal btaye . thanks
Nice pic
Thanks
❤
Thanks
Thank you sir Ji
Shatall take stng btayn bhai
bhai juki ki ddl 5530n model mei jumbo shuttle lagjaega kya??
Shuttle aapka koi bhi ho juki machine Ka hona chahie sare juki machine ke Shuttle ek hi hote hain
@@gulabhdworld9153 txx for reply sir....bhai meine suna hai jumbo shuttle alag hota bag wagera stitching ke liye????
❤❤
Thanks sar
Thanks
Sabse pahle Pawan case lagaye aur dekhe sui bobbin case Mein lag To nahin raha hai jyada niche karne se bhi lagta hai
Maine v kosis ki pr dhaga kat rhi h machine bahut jyada
Tq bro
Agr Dante nhi khole to shi kese kre niche se pta hi nhi lgta thik krne ka
Agar aap Dante nahin kholte hain tab bhi aap settle ko set kar payenge koi dikkat Nahin hogi Maine isliye khola is video mein danto ko taki aapko Puri acchi tarike se samjha paaun dhanyvad
@@gulabhdworld9153 thanku for this useful video
Thank you
Welcome!
लंच इस्पिरंग की सेटिंग बता दो सर
Salam
Bhai niche ke kapre Mai halkasa khichav aa Raha hai
Aap apne machine ke dant aur pair Jo kapde Ko Naam kar raha hai usko set kar lenge to yah dikkat Nahin aaega
Meri machine Mein Naya settle dalne ke bad speed Mein Dhaage Kat Rahi Hai Kya Karen
Aap apne machine Mein stopper ko thoda sa aage ya piche karke chala kar dekhenge to dhaaga kaatna band Ho jaega aur Nahin samajh Mein aaye To mere channel per jakar stopper setting ka video Dekhkar aapke Puri tarike se samajh mein a jaega ki kis tarike se stopper ko kaise set Karte Hain
Machine niche dhaaga khinch rahi hai kaise theek Karen
Sabse pahle aap apne machine ka stapar per dekhiae usmein agar dhaar hota hai uski vajah Se Jo Hai hamari machine niche dhaaga khinchti hai aur agar uske bad bhi nahin samajh Mein aaye To Maine stapar ki jankari diya hai main link send kar raha hun aap video Dekhkar acchi tarike se starper set kar lena aur is baat se pareshan na hona ki yah Kali machine Hai juki Kali sabhi starper ek Se hi set hote Hain
सूई ज्यादा देखा है तो कैसे करें
सुई अच्छी तरीके से सेट करने के बाद सेटल सेट करें
भाई में बैग बनाता हू और मेरी मशीन बैग के चारो कोनो पर दाना de रही है
Aapki jukii machine Agar bade shuttle Ki Hai To Dana Nahin degi Agar chhote shuttle Ki Hai to uski katori Kati jaati Hai kisi mistri se aap bolenge to vah katori kat dega
@@gulabhdworld9153 bhai bade satal ki h
Bade shuttle Ki Hai to km set Karen aap
@@gulabhdworld9153 bhai me agar ustar ka banau ya recsin ka banau usme nhi dikhta Dana lekin tattron ke kapde me hi dikha rhi hai
Fir to aapki machine Ki dikkat Nahin Hai kapde Ki dikkat Hai
Thanks
Excellent work
Timing set Karni To Bata Dena point To samjhate Nahin Hai Kaun Sa point kahan per set karna hai setting mein jo kahan se Hote Hain
ruclips.net/video/GFdflV0Dfq0/видео.htmlsi=SJdL2o-EUrLry4G-
Kya kre
Satal ka bolt Tut gya he
Market mein kisi bhi naye silai machine repairing shop se aap naye page Le sakte hain
Sir aap batayenge ki is mashin se kapde sil sakte hain yadi में कपड़े सिलती हूं तो टका छोड़ कर चलती है जरूर बताना सर जी
Agar aapko regular kam karte rahana hai to juki machine bahut best hai aur agar aap gharelu kam Karne Hai To umbrella machine le lijiye bahut best aur acchi silai ke liye hai
Aur main aapka blog dekha jismein aap machine chhoti chala rahi hai yah machine har kapde ke liye Nahin hota hai behtar samajhiye to aap umbrella machine le lijiye vah har kapde Mein chalegi heavy ho ya light kapda ho sab per acchi tarike se chalegi
Juki Pico hai mere pas kya इस मशीन से कपड़े भी सील सकते हैं यह मशीन कपड़े पर टैप छोड़ देती है सर जी मैं सोच रही हूं इससे ही सिलाई हो जाए और पीको भी क्यों की मशीन बहुत महंगी हैं
Thank you sir aapne mujhe reply Diya bahut bahut dhanywad
Juki Pico mashin ke bare main bata do iske bare main jyada kuch ata nahi h
Hello sir can I have your number please
Ex dividend grill❤💀✴️✴️⏭️⏭️
Nice bhai
Nice
❤❤❤❤