Notice i sachivalaya k samanya prasasan vibhag dwara jari Kiya Gaya hai Vishwas maniye OBC ka sara documents pita k pate se jo ki EWS se pahle letter nikala Gaya tha banega Or aay EWS pati k pate se lekin niwas pita k pate se banega Maine bhi letter delete kar diya hai Thanks for comment Keep supporting same as
सर नमस्ते...आप बहुत अच्छा से समझा रहें है...परन्तु यदि बिहार की बेटी है शादी अन्य राज्य हुई हैं तो EWS पिता या पति के नाम से बनेगा...यदि पति के अंचल से बनेगा तो क्या दूसरे राज्य का EWS बिहार में मान्य होगा...यदि बिहार की बेटी भी साथ बिहार की बहु है तो ठीक है..ऊपर वाला नोटिफिकेशन सही है...क्या बिहार की बेटी जिसकी शादी अन्य राज्य में हुई है पिता के नाम का EWS गलत माना जायेगा...अन्य राज्य के लिए कोई निर्देश नहीं है
Sir mai bpsc teacher 2.0 may chainit hu.... mai Ebc category NCL banane time father govt service hai lekin govt service income nahi deya khai agriculture income deye hu...... keya issme kuch problem hoga mera job may sir please reply???
sir bihar ki vibahi mahila jika pita or pati dono bihar k moolnivasi h pita k yaha s jati nivas income or ews sabhi bana huya tha lekin adhar m adress k karan EWS pita ka or nivas Pati ka lagaya hu TRE 2 m
@@ravishanker7343 आपने गलत किया है नियमानुसार निवास हमेशा पिता के पते से बनना चाहिए आधार कार्ड में कहां का पता है इससे कोई फर्क नहीं पड़ता Thanks for comment
Sir married lady jo bihar ki hn lekin unki shadi jharkhand me hui h to wo income certificate and ews certificate husband k block se banayegi ya father k block se ?? Sir bhtt zyada confusion h pls reply .
सर आपने बिल्कुल प्रमाणित बातें बताईं | अन्य राज्य की बिहार में विवाहित महिला जिन्होंने आरक्षण से bpsc TRE 2 में फॉर्म भर दिया है तो क्या उनका फॉर्म रिजेक्ट हो सकता है? कृप्या जबाब दें|
Mere pita Bihar ke mul nivasi hain aur maine unke address se apna avasiya bnva liya h......par meri shadi Jharkhand me hui hai to kya main ab pati ke address par bane Jharkhand EWS certificate se apply kar skti hu?
Jis shadi suda mahila ke mata pita dono ka mirtu 10 year pale ho chuka hai,our us mahila ka koie bhay nahi hai , kahne ka matlab hai uske pass mata bita ka koie I'd nahi hai . Uska awasiye kaise banega
Kya avo k notice ke anusaran bihar ki other state ki bahu 89 me paas mani jayegi aur yadi ctet ka exam v dena ho to form me kaise apply karenge Ye samjh nhi aa rha
@@tetssolution979 Sir, mere aadhar, voter id, baki sabhi document father k address pr bane the or form bhi papa k address se bhara tha.... Ab jo changes hue hai... Unke bad income certificate or NCL husband k address se banaana hai?
Sir mai general female hu bihar me hi mera ghar hai aur mere sadi bi bihar bi me hi hui hai , EWS ka benefit hame nai lena hai , kya pati ghr ka adress se awasiy bnwa skti hu.
Married woman ka income certificate agar Father k address ka hoga to kya father ka income v add ho jaayga??pls clear it. Married woman Father k address se income certificate only apna aur husband k income k according kya bna sakte hain??? Pls clear it.
Sir obc NCLC ban chuka hai jati aawas aay sabhi pita ke address se bana chuki hu kyoki aadhar me bhi pita ka hi address hai aur blok bhi same hai to kya kre usi se form apply kar de ya phir se naya banana parega
Niwas sabko pita k pate ka chahiye Kyuki reservation sirf bihar ko Dena hai baki sab pati k pate ka banega Niwas bhi pati k pate ka chalega dv k time bpsc kuchh or praman mang sakta hai Badhiya hoga niwas pita k pate ka hi rahe Thanks for comment Keep supporting same as
Do din bad apne form ko check karwalijiyega kyu form automatic edit bhi ho ja raha hai Yadi nahi edit hua hoga to koi dikkat nahi Ya fir edit karwake EWS pati ka bhi dal sakti hai Lekin niwas pita k yaha ka hi hona chahiye Thanks for comment Keep supporting same as
Jisko NCL ka labh lena hai Siksha vibhag k letter k anusar Sara documents pita k pate ka hona chahiye Lekin Mera manana hai ki EWS ki terah NCL banane pr Manya hona chahiye ye mera personal manana hai Thanks for comment Keep supporting same as
Sir graduation ka full marks kitna se percentage daale. Or general female Jo sadhi sudha hai. Unka EWS certificate kaha se lagega. Kya EWS mahila ko CTET me 82 waala qualify hai kya. Please reply
Sir, mai married hu....or apne papa k address se sare document banwakr form bhar chuki hu.... Ab ye sb changes ho rhe hai..... Ese me mai kese ye document banwaungi
Koi dikkat nahi hogi valid hoga Ek bar do din bad apna for checking kr lijiyega ki automatically apka form edit to nahi ho gaya hai Thanks for comment Keep supporting same as
Sir to ews banane k liye income certificate kiske naam se bnwaye apne ya pati k naam se hi hona chahiye..,...pati Gaya zila me rhte hain aur patni patna ki hain patni k aadhar pan sb pr abhi tk patna ka hi adress hai qki shaadi ek saal phle hi hui hai
Aap sabkuchh pita k nam se banwa sakti hai lekin pati ka nam document me mention nahi karna hoga Yadi pati ko mention karna hai to jati niwas pita k pate se banega EWS pati or khud k nam se banega Thanks for comment Keep supporting same as
Sadi ho gai hai To bhi koi dikkat nahi hai Ab kya kijiyega form bhariyega isi pr valid hoga kyuki notification me yahi tha pehle n Thanks for comment Keep supporting same as
Niyam to badal Diya hai Ab pita ka sirf jati niwas lagega Baki aay EWS pati se banega Pati se banawaleti to badhiya rahta Thanks for comment Keep supporting same as
@@tetssolution979ews pati k address se bnega na naam to candidate ka hi rahega aur usi trah income bhi pati k address se bnega pr naam to candidate ka hi rahega na sir ya income certificate pati k naam se bnega
Jis mahila ne ews pita ke nam se banwa liya kya usse form fill karne se valid nahi hoga..kya fir se pati ke nam se banwana hoga aur please is news ke bare me batayen ki letter kahan pe dikhega jisme ye badlav kiya gaya h .please reply
Letter me kaha Gaya hai jati aavasiya pita se banega Letter to Maine aapko padh kr sunaya aap chahe to video rok kr padh sakte hai Thanks for comment Keep supporting same as
Sir sunne me aaraha hai ki EWS MARRIAD WOMEN KO INCOME AND PROPERTY APNE HUSBAND KE GHR SE BNWANA HAI........AUR WAHI PRR WAISI MARRIAD FEMALE CANDIDATE JO KI OBC SE BELONG KRTI HAI UNKA SARA PAPER FATHER KE YAHA SE BNA HUA HONA CHAIYE.........ISSS BAAT ME KYA SACHHAAIII HAI PLZ ISKO CLEAR KIJIYE
Yes yes Yahi letter me aaya tha OBC k liye Lekin Mera manana hai yadi OBC bhi EWS ki terah NCL banwaye to valid hi hona chahiye lekin Letter k anusar NCL jati aay niwas pita k pate se hi banega Thanks for comment Keep supporting same as
Sir please send this notice
Ye bpsc ke website pe to nhi h
Notice i sachivalaya k samanya prasasan vibhag dwara jari Kiya Gaya hai
Vishwas maniye OBC ka sara documents pita k pate se jo ki EWS se pahle letter nikala Gaya tha banega
Or aay EWS pati k pate se lekin niwas pita k pate se banega
Maine bhi letter delete kar diya hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979 apka bahut bahut dhanyawad sir
Kis website se download kiye hai sir uska link send kijiy plz it's humble request sir
@@tetssolution979😂
ye letter sent kigiye sir
सर नमस्ते...आप बहुत अच्छा से समझा रहें है...परन्तु यदि बिहार की बेटी है शादी अन्य राज्य हुई हैं तो EWS पिता या पति के नाम से बनेगा...यदि पति के अंचल से बनेगा तो क्या दूसरे राज्य का EWS बिहार में मान्य होगा...यदि बिहार की बेटी भी साथ बिहार की बहु है तो ठीक है..ऊपर वाला नोटिफिकेशन सही है...क्या बिहार की बेटी जिसकी शादी अन्य राज्य में हुई है पिता के नाम का EWS गलत माना जायेगा...अन्य राज्य के लिए कोई निर्देश नहीं है
सर कृपया मार्गदर्शन करें 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@sudhanshukumardeo1615 pita k anchal se banega
@@tetssolution979 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir mai bpsc teacher 2.0 may chainit hu.... mai Ebc category NCL banane time father govt service hai lekin govt service income nahi deya khai agriculture income deye hu...... keya issme kuch problem hoga mera job may sir please reply???
Exm he nhi laiga roj roj sansodhan he kr rha h notification nikalnai s phlai phlai schna chahiyai
Ab dekhiye High court kya karta hai
Aisi bejod niyamawali pr
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir mein jharkhand ki ladki hun mera saadi bihar me huya hai mera residential bn gya hai or aadhar update ho gya hai residential bihar ka de ya phir
Thanks for comment
Keep supporting same as
Kya 2024 me up ki bivahit mahila ko bihar me BPSC me arakshar milega
Reservation nahi milega
UR seat pr hi fight karna padega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Or yadi bihar me Sadi Hui ho to reservation new notification k adhar pr milega
sir bihar ki vibahi mahila jika pita or pati dono bihar k moolnivasi h pita k yaha s jati nivas income or ews sabhi bana huya tha lekin adhar m adress k karan EWS pita ka or nivas Pati ka lagaya hu TRE 2 m
@@ravishanker7343 आपने गलत किया है नियमानुसार निवास हमेशा पिता के पते से बनना चाहिए
आधार कार्ड में कहां का पता है इससे कोई फर्क नहीं पड़ता
Thanks for comment
Nivas pita k pate s bana huya h sir vigayapan k last date k pahle ka sir dikha sakte h
Sir dikha sakte h jab manga jayega tab
Sir me niyojit teacher hu bihar ki to mera aaya praman patr kaha ka rhega sir please btaeye
Sir
Please reply sir
Apke khud ka or pati ka
Thanks for comment
Keep supporting same as
Double bnana hoga sir
Sir sirph mera hi bnega n
plse send pdf
Maine EWS certificate 2022-2023 wala hi jma Kiya h jo February me bnwaya tha 2023 me hi kio problem nhi na hoga sir please guide me sir
Koi problem nahi hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir married lady jo bihar ki hn lekin unki shadi jharkhand me hui h to wo income certificate and ews certificate husband k block se banayegi ya father k block se ?? Sir bhtt zyada confusion h pls reply .
Ap ews kaha ka banwa k di h form me
सर आपने बिल्कुल प्रमाणित बातें बताईं | अन्य राज्य की बिहार में विवाहित महिला जिन्होंने आरक्षण से bpsc TRE 2 में फॉर्म भर दिया है तो क्या उनका फॉर्म रिजेक्ट हो सकता है? कृप्या जबाब दें|
Please reply करिए Sir मुझे भी इस बात की समस्या है
Reservation ka labh nahi milega GEn me fight hogi
Gen me fight hogi
Mere pita Bihar ke mul nivasi hain aur maine unke address se apna avasiya bnva liya h......par meri shadi Jharkhand me hui hai to kya main ab pati ke address par bane Jharkhand EWS certificate se apply kar skti hu?
Yes yes
Okk thank you
App kiska ews dali hai father ya husband
सर बिहार मायके भी है और बिहार ससुराल भी है तो किसके पता पर निवास प्रमाण पत्र बनाना चाहते
Pita k pate ka
Thanks for comment
Keep supporting same as
सर इस लेटर का पीडीएफ है तो अपलोड कर दीजिए प्लीज
Jis shadi suda mahila ke mata pita dono ka mirtu 10 year pale ho chuka hai,our us mahila ka koie bhay nahi hai , kahne ka matlab hai uske pass mata bita ka koie I'd nahi hai . Uska awasiye kaise banega
Mukhiya k anusansa se banega
Baki koi upay nahi hai
विवाहित महिला के पति के नाम से आय प्रमाण पत्र बनेगा या खुद के नाम से?
Ap khud k bhi nam se banwa sakti hai jisme apke pati ka aay bhi nihit hoga
Swavsur ka aay nahi dena hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir mai general female hu bihar me sadi hui h , EWS m nhi hu , kya pati k aay or awasiy pr form bhar sakti hu
Apko EWS ka labh nahi milega apke sare documents pati k lagenge
Thanks for comment
Keep supporting same as
Thanks sir
Kya avo k notice ke anusaran bihar ki other state ki bahu 89 me paas mani jayegi aur yadi ctet ka exam v dena ho to form me kaise apply karenge
Ye samjh nhi aa rha
Hello sir
Agar kisi female ka divorce ho chuka hai toh ews ban jayega
Yes yes
Pita k pate se
Document kya kya lagege
NCL बनाने के लिए apply kiye hai, abhi
Tak नही आया तो receive form se dal sakte hain ??
Ncl pita k address se banega ya pati k? Plz reply kijiye
Pati k pate se
Swayam sapath Patra nikal kr apne karmchari se sign Kara kr anchal me jama kijiyega to jaldi banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979 Sir, mere aadhar, voter id, baki sabhi document father k address pr bane the or form bhi papa k address se bhara tha.... Ab jo changes hue hai... Unke bad income certificate or NCL husband k address se banaana hai?
@@ReenaKumari-uj9cz nahi nahi pita k pate se hi banawana hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir maried woman hu bihar ki larki hai or bihar mai shadi hua hai father ke prkhand se ews banaya hu koi dikat nahi hoga na
@@shiteshlal1953 nahi koi dikkat nahi hoga
Other state walon ko UR men mauka milega ya sabhi men
Ur me
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir mai general female hu bihar me hi mera ghar hai aur mere sadi bi bihar bi me hi hui hai , EWS ka benefit hame nai lena hai , kya pati ghr ka adress se awasiy bnwa skti hu.
Yes yes
Banwa sakti hai koi dikkat nahi
@@tetssolution979 Sir to issme BIHAR mahila wala aarakshan milega na mujhe..please sir batiyee
@@mnshkumar40 yes
50%seats pr mauka milega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir jin mahila ka pita ke pate se jat niwas aaye bana hi uneka kya hoga jo jab me hai
Bihar ki hun address up ka hh EWS kaese bnega
Adhar card k address se koi dikkat nahi
Apke pita k address se or pita se hi EWS banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Thand
Thanks
Married woman ka income certificate agar Father k address ka hoga to kya father ka income v add ho jaayga??pls clear it.
Married woman Father k address se income certificate only apna aur husband k income k according kya bna sakte hain??? Pls clear it.
Sir obc NCLC ban chuka hai jati aawas aay sabhi pita ke address se bana chuki hu kyoki aadhar me bhi pita ka hi address hai aur blok bhi same hai to kya kre usi se form apply kar de ya phir se naya banana parega
Usi se apply kijiyega
Kyu ki NCL pita k pate se banega
Koi dikkat nahi form bhariyega
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979aay bhi pita ki address se bana hai to kya pati ke address se aay bana ke rakh lu
Sir agar ye letter aapke pas h to plz send kar dijie bhut meharbani hogi
Sbhi State k bharenge but preshan bihar vale ho rhe hai
Sir obc mahila ka income aur NCL KAHA SE BANEGA
Pita k pate ka
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir bpsc2.0 mai bhi sasural ka hi banega
Niwas sabko pita k pate ka chahiye
Kyuki reservation sirf bihar ko Dena hai baki sab pati k pate ka banega
Niwas bhi pati k pate ka chalega dv k time bpsc kuchh or praman mang sakta hai
Badhiya hoga niwas pita k pate ka hi rahe
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979 thankyou so much sir ji
Sir jo vivahit mahila pita ke yahan ka sara document lga kr form bhari h unko koi problem bhi h
Do din bad apne form ko check karwalijiyega kyu form automatic edit bhi ho ja raha hai
Yadi nahi edit hua hoga to koi dikkat nahi
Ya fir edit karwake EWS pati ka bhi dal sakti hai
Lekin niwas pita k yaha ka hi hona chahiye
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir domicile 27 जुलाई 2022 का बना था वो चलेगा ना 😭😭😭😭😭
Yes yes
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979 कहीं सर बाद में प्रॉब्लम ना हो जाए
Jai Hind Sir
Jai hind
Thanks for comment
Keep supporting same as
NCL kahan se banwana hai. Income pati ka awasiya jaati pita ka aur NCL kahan se banwana hsi
Jisko NCL ka labh lena hai
Siksha vibhag k letter k anusar Sara documents pita k pate ka hona chahiye
Lekin Mera manana hai ki EWS ki terah NCL banane pr Manya hona chahiye ye mera personal manana hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir yah notish kis website pr available h, please🙏 bataye
Ya eska link bata dijiye
Plz uper pin 📌 Kiya comment padhe
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir ye khan milega notice ye bataye sir
Please send me notification...
बिहार शिक्षक बहाली से डोमिसाइल हटा दिया गया है
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir graduation ka full marks kitna se percentage daale.
Or general female Jo sadhi sudha hai. Unka EWS certificate kaha se lagega.
Kya EWS mahila ko CTET me 82 waala qualify hai kya.
Please reply
Cyber wala kr dega
Female k liye 82 hai
Jati niwas pita se or
Aay EWS pati se banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Jo bibahita mahila EWS pita kee nam se bana liya h uska kiya valid rahega
Yes valid hoga
Form bhariye
Thanks for comment
Keep supporting same as
For valid year23-24 ka ews hona chahiye n .. means abhi current year 23-24 ka hi n lgega
Reality me Jo abhi EWS banega vo 22-23 vittiy varsh ka hoga or abhi k form me ise hi use karna hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Ye niyamawali Nhi h new bihar sambidhan ban rha h
Yes yes
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir mai NCL me apana aay praman patra laga kar banawaya hai mera sadi ho gaya hai kya koi dikkat hogi purush ke liye
Sir agr married woman agr pita k naam se ews banayi hai toh kya woh invalid ho jaayega??
Nahi hona chahiye kyunki pahle pita k pate se hi sare documents banawane the
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir, mai married hu....or apne papa k address se sare document banwakr form bhar chuki hu.... Ab ye sb changes ho rhe hai..... Ese me mai kese ye document banwaungi
Aap form bhar chuki hai koi dikkat nahi hai
Pehle to yahi notification aaya tha
Thanks for comment
Keep supporting same as
Jb sabko mauka diya hai to fir es sb ka kya matlab
Ye to Aaj hi update aaya hai
Other ko EWS NCL ka labh nahi milega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir ji hm to Father ke address ka ews bnwa kr dale h kya uska laabh nhi milega mujhe??
Tre 1 k anusar se to valid hai but
Abhi bpsc kya karega kuchh kah nahi sakte
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979 thnx a lot mujhe exam Hall me 1 student boli ki husband ke name ka hi valid hoga tbhi se tnsn se mai so nhi pa rhi hu😭😭
Pati ke sath rahne kya sabut dena hoga sir
Nahi ji
Jabab dijiye sir kyun nhi h official notification me ye sb
Ap sarkar ki karname nahi dekh rahe hai
Mai kaise jabab du ye to sarkar hi batayegi
Sir married male father ke nam se bnega yaa khud ke
Income khud ka banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Mi student hu
Aya parman patr father name si banega?????????
Ya hammera name si????
Please🙏🙏 sir btiya
Unmarried ka pita se married ka khud se banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir mere Mama ka ghr bihar me h to kya mera domicile vha ka bn skta h kya plz sir reply🙏🙏
सर इस लेटर का pdf download kijiye
Sir me vivahit mahila hu EWS pita ke name se banwa ke from filap kar di hu valid rahega please bataiye
Koi dikkat nahi hogi valid hoga
Ek bar do din bad apna for checking kr lijiyega ki automatically apka form edit to nahi ho gaya hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir sadi Suda log अपनी ओर पत्नी और बच्चों की आय के आधार पर ews बनाए या पिता और माता की आय पर
Mahila saet pe other state ki mahila bhi fight karegi kya
Yes
Yadi unka Sadi bihar me hua ho to
Bolte hai pita ka I'd proof Lao tab banega
EWS k liye koi jarurat nahi hai
Sir ncl me pita ke name me hindi me galat h or English me sahi h koi dikkat
Koi dikkat nahi
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir to ews banane k liye income certificate kiske naam se bnwaye apne ya pati k naam se hi hona chahiye..,...pati Gaya zila me rhte hain aur patni patna ki hain patni k aadhar pan sb pr abhi tk patna ka hi adress hai qki shaadi ek saal phle hi hui hai
Aap sabkuchh pita k nam se banwa sakti hai lekin pati ka nam document me mention nahi karna hoga
Yadi pati ko mention karna hai to jati niwas pita k pate se banega EWS pati or khud k nam se banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Jati niwas pita k pate se bnwa liya hai lekin ews k liye income kiske naam se bnwaye pati ka naam dale ya apna
Father
Sir Ebc married mhila ka Sara document ka sa bnega please btaye?
Letter me pita k pate se banane k liye bola Gaya tha
Thanks for comment
Keep supporting same as
sir ji , married women ka income certificate kaha se banega, aur kiska income mention hoga pati/ pita ka ??uspe
Apne or pati ka
Pati k pate se hi banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir maira ews father ke address or income se ban gya... kya kare???
Sadi ho gai hai
To bhi koi dikkat nahi hai
Ab kya kijiyega form bhariyega isi pr valid hoga kyuki notification me yahi tha pehle n
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir address kaha ka denge aur aadhar card kaha ka dnge ...mai married hu
Original adhar card dijiyega
Parmanent address pati ka dijiyega
Original matlab Jo unmarried wala tha wahi ya pati k address se adhar ko change krwa hoga
Sir ji.
Ham form me NCL 2022 ka hi lagaye h koi problem to nahi n hoga....
Labh nahi Milne ka Darr hai kyuki current nahi hai 2023-24 session ka chahiye
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir kis year ka chaiye
22 ka bhi chalega lekin abhi one year nahi pura hua ho documents ka
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979Mi student hu
Aya parman patr father name si banega?????????
Ya hammera name si????
Please🙏🙏 sir btiya
Sir obc ka pita ke yaha se bnaega
Yes yes
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir humne father k address pe ews banwa liya h
Koi dikkat nahi form bhariyega isi EWS pr labh milega
Thanks for comment
Keep supporting same as
EWS jo Bivahit mahila pita ke pate se bana li uska valid rahega sir ji
Yes yes
Form bhariyega valid hoga
Thanks for comment
Keep supporting same as
Jo mahila other state ki hai aur sasural uska Bihar me hai usko reservation milega
Yes use reservation milega lekin sab kuchh pita k pate se banana chahiye
Thanks for comment
Keep supporting same as
Other state me pita ke pate se niwasi nahi Banta h Bihar ko chhorker jab pata sasural ka to pita ke pate se kaise banega Mera nahi bana
NCL bnane ke liye income certificate kaha ka hona compulsory h
Married mahila ke liye
Please sir btaye
Apne pati k yaha se or pati k nam se hi banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
EWS 22-23 wala lagega ya 23-24 wala
Jo abhi 23-24 me bana hoga real me wahi 22-23 session ka hai uske under padhiye or yahi lagega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir AAP apna no. Send kr skte h kch jankari chahiye
Ncl wale ke liye kya krna h.. Sir
Pita k pate se banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Jati awasiy income bhi pita ke yha ka n jo married h
Sir main ews pita name se bnwa li hu kya kru form dalu ya nhi
Niyam to badal Diya hai
Ab pita ka sirf jati niwas lagega
Baki aay EWS pati se banega
Pati se banawaleti to badhiya rahta
Thanks for comment
Keep supporting same as
@@tetssolution979ews pati k address se bnega na naam to candidate ka hi rahega aur usi trah income bhi pati k address se bnega pr naam to candidate ka hi rahega na sir ya income certificate pati k naam se bnega
Candidate ke pass pen card hai.our school living cartificate hai.uska jati awasiye nahi bana Raha hai bolck
Abb dusre state ka v hogaa aur ek new notification aa gaya
Iska letter abhi tak mujhe nahi mila hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Ye letter kaise milega
Pita ke ghar se ews chalega kta
Pati ke pate ka EWS aay chahiye
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir... Srf 8 lakh se kam ko milega... Property wala notice mein nai bola h... To jiska jameen ho ghar ka... To wo banaya ki nai... Please reply?
Official notification me toh aisa kuchh v nhi likha hua h ki sasural se EWS hona chahiye
Ab naihar se niwas banawana jaruri hai
Baki pati k pate ka chalega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Pita k ghar ka ka EWS CHALEGA KYA SIR
Jis mahila ne ews pita ke nam se banwa liya kya usse form fill karne se valid nahi hoga..kya fir se pati ke nam se banwana hoga aur please is news ke bare me batayen ki letter kahan pe dikhega jisme ye badlav kiya gaya h .please reply
Letter me kaha Gaya hai jati aavasiya pita se banega
Letter to Maine aapko padh kr sunaya aap chahe to video rok kr padh sakte hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Ye abhayrthi ko exam dene se pehle hi pagl bna kr rkh dega
Yes yes
Thanks for comment
Keep supporting same as
y
Ye log mar hi dalenge
Yes yes
Thanks for comment
2022-23 ka ki 23 -24 ka
Kabhi bhi bana ho abhi tak ek sal n pura hua ho vo documents valid hai use kijiye
Sir ab to sabhi state ko mauka mil gaya gaya naukari kam se
Thanks for comment
Keep supporting same as
Dusre state ke female and male dono ko
Iska notification mere pas nahi hai
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir sunne me aaraha hai ki EWS MARRIAD WOMEN KO INCOME AND PROPERTY APNE HUSBAND KE GHR SE BNWANA HAI........AUR WAHI PRR WAISI MARRIAD FEMALE CANDIDATE JO KI OBC SE BELONG KRTI HAI UNKA SARA PAPER FATHER KE YAHA SE BNA HUA HONA CHAIYE.........ISSS BAAT ME KYA SACHHAAIII HAI PLZ ISKO CLEAR KIJIYE
Yes yes
Yahi letter me aaya tha OBC k liye
Lekin Mera manana hai yadi OBC bhi EWS ki terah NCL banwaye to valid hi hona chahiye lekin
Letter k anusar NCL jati aay niwas pita k pate se hi banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir jo sara documents pita ke address se bana chuka hai wo kya kare ab to samay bhi nahi hai
Reality ye hai ye naukari Dena chahte hi nahi
Ban sakta hai to banawa lijiye nahi to isi pr form bhariyega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sir is notification ka link share kijiye
Sir ye aap kis website se download kiye hain
Please bataye sir
Thank u so much sir
Sir ye letter kaha se milega?
Ye log sirf dimag kharab kr rahe hai sir
Pdf send kijiye
Obc ke liye
Jo NCL leeter issue hua hai usi k hisab se banega
Thanks for comment
Keep supporting same as
Sara documet sir
Please reply sir
Pls reply sir
Sir in logo ka daily notification hi change hote rahta hai
Yes yes
Thanks for comment
@tetssolution979 ye sab views ke liy hai aisa koi notification officially release huya hi nhi hai.