Mam mera ma session 2022-2024 chal raha h aur hmne deled me 2023-2025 session me admission le liya h aur dono regular mode me h kya future me koi problem ho skti h kya aur ho sakti h to kaise kare ki problem na ho please reply mama❤❤❤
Agar bank kisi guidelines ka ullahgan kare to aur koi insurance company kisi guidelines ka ullahgan karne par kya kare customer ko 6mahine tak bank chakar lagwati to kya kare mem
madam agar meri loan history bahut acchi hai, aur bank bar bar loan offers deta hai vo bhi digitally process hota haii, to kya usme processing fees lagni chahiye. 2. Kya hm is baat pr argue kr sakte hai bank k against k hamari EMI next month se start kyu hoti hai, jisme mujhe extra days ka interest pay karna padta hai.. jabki EMI loan disbursement hone k kuch din baad start ho jani chahiye. plz help.
Mam mera ma session 2022-2024 chal raha h aur hmne deled me 2023-2025 session me admission le liya h aur dono regular mode me h kya future me koi problem ho skti h kya aur ho sakti h to kaise kare ki problem na ho please reply mama❤❤❤
Good evening mam
🙏
Agar bank kisi guidelines ka ullahgan kare to aur koi insurance company kisi guidelines ka ullahgan karne par kya kare customer ko 6mahine tak bank chakar lagwati to kya kare mem
Bank ke liye RBI me ombudsman ko or insurance ke liye IRDA ko likhe,Consumer court bhi ja sakte hai
madam agar meri loan history bahut acchi hai, aur bank bar bar loan offers deta hai vo bhi digitally process hota haii, to kya usme processing fees lagni chahiye.
2. Kya hm is baat pr argue kr sakte hai bank k against k hamari EMI next month se start kyu hoti hai, jisme mujhe extra days ka interest pay karna padta hai..
jabki EMI loan disbursement hone k kuch din baad start ho jani chahiye. plz help.
Processing fee lagti hai.emi ke baare me Rule dekhe jo aapne sign kiye honge