Hello sir mujhe 2 din ho gaye ye yog nidra start kiye hue,1st day mujhe bahut acha laga par nind aa jati hai n khatam hone k baad khul jati hai,kya ye sahi hai?
Sir Jii...jab mai yog nidra ya dhyan karta hu to mere dono haatho ki hatheli ekdam sukh jati hai moister haat me ekdam rahta hi nahi hai .....aisa kyu hota hai...
Muje kuch doubt hai jab me meditation ya dhyan lagata , Jese m meditation pe bethta mai apni breath p dhyan deta , par jese h lgta m apne andr dekhra , mtlb ki m akhe bandh hai pr phir b bandh aakh se mrko esa lgta k m dekhrha hu , aur usme muje kuch kuch parchaoya dikti kuch shapes ghumte dikhte , lights flow krti dikhti , us se muje ye lgta k m dhyan. M nhi hu mai apni bandh akho se dekhrha , Thoda confusion h please muje samjaye.
@@YogaMyLife kbi kbi feel hota h , kbi ese lgta ke m bdi amdheri jaga m bth k ya esi bandh jaga m btha hu aur mere samne bs ant tk kuch nhi h bs andhera h
बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🙏🙏
Thank you
धन्यवाद आर्चाय जी योग निद्रा का अभ्यास आज से ही शुरू किया बहुत आनंद आया
Thanks
Bhot bhot utam rha aapka video
Kafi samay se dhund rha tha achhi video pr ye ab mila
🙏 pujye Acharya ji
गुरू जी को सादर प्रणाम हरि ॐ तत्सत
Yog nidra k samay kabhi jhatke kyo aate
This is an awesome practice. Thanks a lot!
Thanks again and again sir in videos ko Bnane ke liye
गुरुजी प्रणाम 🙏
गुरुजी प्रणाम 🙏
कम से कम मेडिटेशन के वीडियो में तो एड नहीं होना चाहिए । सारा ध्यान डिस्टर्ब हो जाता है
Thank you sir thank you
🌷🙏सादर प्रणाम गुरुजी🙏🌷
Supr vedio sir.....thnku so much
Guruji 3 ghante me nind puri hone Wala
Yog bataiye
wow! wow! wonderful! sirji,you r great.
Yognindra ka link beje olise
Wow wow
Bahut bahut danyawad
Thank you very much.
धन्यवाद!!!!
Hariom Muje spinal cord par vibration feel hota hai ye kýa hai
Sadhna ke dauran nange paav hari ghas ya jameen par chalna chahiye
Wow 15mins. I will try this one.
Nice video 👍👍👌👌thanks sir
2:30
Guruji m yog nindra ka abyas kr rhi hu pr mera sharir hilne lgta h esa kyu h guru ji
Iske sath sath nange paav Hari ghas ya mitti par chala kare
बहुत बढ़िया करवाया आपने योग निंद्रा क्या क्या फायदा होता है इस योग को करने से कृपया बताएं
Rajesh ji aapka swagat hai Yoga My Life par. Aap hamare channel ke playlist section me Yoga Nidra wali playlist dekhe please
Parnam Acharya ji
Kya hm yognidra ko baithkr bhi kr sakte
Nahi
Namskaram Acharye G
Guruji, mujhe nidra yog k baad ek mandir ka ghanta dikhai diya or ek wooden door. I am planing to start organic farming. Iska matlab yes?
Good
nice sir👍
गुरुजी नमस्ते 🙏
Swami Niranjananda ke shisya lagte hain?
Very nive for sleeping
Hello sir mujhe 2 din ho gaye ye yog nidra start kiye hue,1st day mujhe bahut acha laga par nind aa jati hai n khatam hone k baad khul jati hai,kya ye sahi hai?
Yoga nidra me neend aajana ek normal baat hai, isme chinta ki koi baat nahi hai
👌👍🙏
After 10min we see commercial that breaks yog nidra practice...can we please fix that
Download this vdo and fix yr problem of commercial
Gd morning sir🌅
Thanks for encouragement for happyness
Sir Jii...jab mai yog nidra ya dhyan karta hu to mere dono haatho ki hatheli ekdam sukh jati hai moister haat me ekdam rahta hi nahi hai .....aisa kyu hota hai...
Bas yeh samajh lijiye ki aap bilkul sahi ja rahe hai
@@YogaMyLife OK sir jii....
@@YogaMyLife I wanted to practice chakra cleaning and energizing. Can you guide me on this. How to go about this
yog nidra kis time krni chahiye
Subha aur sham dono samay kijiye
15 कि बजाय 20 मिनट करदो थोड़ा धीमा धीमा साथ बाँसुरी या अन्य संगीत मिक्स करें धन्यवाद
Ji bilkul hamari playlist me yeh yoga nidra hai.
Sir, jo eyes k bich me dikhtaaa h wo mnn ki awastha hai aapne kaha .. Lekin, mai us tym blank thi, kuc nhi dikha..sab black tha .. uskaaa kyaaa mtlb h
Ji aapka yeh anubhav ek mile stone jarur hai lekin satya nahi hai
Ok sir.. thank u
Muje kuch doubt hai jab me meditation ya dhyan lagata ,
Jese m meditation pe bethta mai apni breath p dhyan deta , par jese h lgta m apne andr dekhra , mtlb ki m akhe bandh hai pr phir b bandh aakh se mrko esa lgta k m dekhrha hu , aur usme muje kuch kuch parchaoya dikti kuch shapes ghumte dikhte , lights flow krti dikhti , us se muje ye lgta k m dhyan. M nhi hu mai apni bandh akho se dekhrha ,
Thoda confusion h please muje samjaye.
Aisa aankh band karke dikhayi deta hai ya keval mehsus hota hai
@@YogaMyLife kbi kbi feel hota h , kbi ese lgta ke m bdi amdheri jaga m bth k ya esi bandh jaga m btha hu aur mere samne bs ant tk kuch nhi h bs andhera h
@@YogaMyLife please muje dikhay dene m aur feel hone m explain kijie kya different h
So speedy and no effect in repetation....
Actually shuruaat speed nahi rakhe to mind skip kar jayega
Saba ka kya Asan ?
आचार्य जी इसमें अलग क्या है यह तो पहले की तरह है बस थोड़ा समय कम है
Ji 100% pehele ki tarah hi par Jo lambi yoga nidra nahi Kar sakte yeh unke liye hai
Advertisement in yognidra spoils its effectiveness
I will take care of it
Taab aap ya katha Hai ki sankalap lo tab hama 1hi sankalap lanahota hai ya fir jayatha bhi la sakta hai.. 😄
ek hi sankalp lena hota hai
Too fast and not at all relaxing .Pls improve .