Wah kia baat he Allah Pak dono ki Maghfirat farmae Ameen Janab Pervaiz Mehdi sb(late) and Great Tablist Sajjad Ali Khan (Late) disciple of Ustad Mian Shaukat Hussain(late)❤❤❤ 13:39 😢😢😢😢
फासले ऐसे भी होंगे, ये कभी सोचा न था, सामने बैठा था मेरे, और वो मेरा न था... Beautiful and Heart touching Lyrics.. Salutes to Lyricist. An excellent.rendition by Parvez Mehdi Sahab with his mesmerizing voice. Tabla Player did excellent work. Hats off. 👍🌹🙏
Kya baat hai, Soni ji, aaj toh aapne uploads ki bauchaar kar dii...Shaayad, viewers ki pichhle dinon ki kami poori kar rahe hain....Hamein to bada mazaa aaya itni piyaari ghazalein sunn kar.. Ye bahut hi khubsurat ghazal hai....Faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na thaa..Saamne baitha tha mere, aur wo mera na tha...Hamne iss ghazal ko, Jagjitji- Chitra ji ki aawaaz mein , aur Ghulam Ali ji ki awaaz mein toh, bahut baar suna hai, par Parvez Mehdi ji ki awaaz mein pehli baar sunn rahe hain...Itne guni kalakaron ki awaaz mein ye ghazal sunne ka mauqa mila , isse badi khushi ki baat kya ho sakti hai..... Parvez Mehdi ji ne bahut hi piyaare andaaz mein pesh kiya iss ghazal ko...Shuruaat in sunder ash'aar se...Bichhad ke tujhse na dekha gaya, kisi ko milaap..Uda diye hain, parinde shajar pe baithe huye... Mann prasann ho gaya inki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar... Laajavaab shaayari, sangeet aur gaayaki Vo ki khushbu ki tarah, phaila thaa mere chaar-suu..Main usei mahsus kar sakta tha, chuu sakta na tha...Kya marm sparshi bol likhe hain, Adeem Hashmi ji ne, dil ko chuu lete hain...Aakhir ke sher mein kitni mayusi jhalakti hai...Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thii 'adeem'...Bhool jaane ke sivaa ab, koii chaara na tha... Aaj toh dil khush kar diya aapne, itni saari piyaari piyaari ghazalein sunvaakar...Khush rahiye, sehatmand aur surakshit rahiye!👌👌👌👍 🙏
Pervez Mehdi Mehdi Hasan k shagird hn. Or in logo ko yhi sikhaia gia k sur jb tk hud se zada na lgy beintha na ho to aser ni kerta ... Is gharany ka khasa hi inka surilapn or tallafuz hy
Afeem Hashami sahab ko Parwez saheb se behtar kisi ne nahin gaya What a melodious singing Tabala Nawaz ka naam batana chahie tha What did he did work marvellous tabala pleying
@@lakshayyadav3614 it is incorrect. Janab Mehdi Hassan was not father of Janab Parvez Mehdi. Similarity is only of word “Mehdi” in names and that both are great Ghazal Gayaks.
Wah kia baat he Allah Pak dono ki Maghfirat farmae Ameen Janab Pervaiz Mehdi sb(late) and Great Tablist Sajjad Ali Khan (Late) disciple of Ustad Mian Shaukat Hussain(late)❤❤❤ 13:39 😢😢😢😢
फासले ऐसे भी होंगे, ये कभी सोचा न था, सामने बैठा था मेरे, और वो मेरा न था... Beautiful and Heart touching Lyrics.. Salutes to Lyricist. An excellent.rendition by Parvez Mehdi Sahab with his mesmerizing voice. Tabla Player did excellent work. Hats off. 👍🌹🙏
5:03 tabla played out of this world....salute to legends both tabla and pervaiz mehdi sahab....❤🙏
Truly said.
True, it's surely tari ji ❤
Beautifully sung by Parvez sahib and impressive tabla by Tari sahib.
Mehdi Hasan sb
Pervez Mehdi Hasan sb
Ghulam Abbas sb
They are the most authentic Ghazal singers of the world
A very nice Gazal sung by Ustad Parvez sahab.. and Tabala is awesome in Rupak.. especially Laggies are awesome 💯
Kya bat kya kahna is gazal ko bhaut
suna ha par aj jo lutaf aya vo kabhi nhi aya....Tabla player ki kya bat karu kya khoob.....bhaut hi umda
Mera pasandida ghazalgayak Parvez ji aur unki umda gayki bahot khub.
Wow, beyond imagination, super classic & astonishing. Soul soothing ghazal.
The ghazal who hits the soul. Superb Tabla. Awesome rendition. Favorite ghazal from my childhood.
Kya baat hai, Soni ji, aaj toh aapne uploads ki bauchaar kar dii...Shaayad, viewers ki pichhle dinon ki kami poori kar rahe hain....Hamein to bada mazaa aaya itni piyaari ghazalein sunn kar..
Ye bahut hi khubsurat ghazal hai....Faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na thaa..Saamne baitha tha mere, aur wo mera na tha...Hamne iss ghazal ko, Jagjitji- Chitra ji ki aawaaz mein , aur Ghulam Ali ji ki awaaz mein toh, bahut baar suna hai, par Parvez Mehdi ji ki awaaz mein pehli baar sunn rahe hain...Itne guni kalakaron ki awaaz mein ye ghazal sunne ka mauqa mila , isse badi khushi ki baat kya ho sakti hai.....
Parvez Mehdi ji ne bahut hi piyaare andaaz mein pesh kiya iss ghazal ko...Shuruaat in sunder ash'aar se...Bichhad ke tujhse na dekha gaya, kisi ko milaap..Uda diye hain, parinde shajar pe baithe huye...
Mann prasann ho gaya inki makhmali awaaz mein ye khubsurat ghazal sunn kar... Laajavaab shaayari, sangeet aur gaayaki
Vo ki khushbu ki tarah, phaila thaa mere chaar-suu..Main usei mahsus kar sakta tha, chuu sakta na tha...Kya marm sparshi bol likhe hain, Adeem Hashmi ji ne, dil ko chuu lete hain...Aakhir ke sher mein kitni mayusi jhalakti hai...Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thii 'adeem'...Bhool jaane ke sivaa ab, koii chaara na tha...
Aaj toh dil khush kar diya aapne, itni saari piyaari piyaari ghazalein sunvaakar...Khush rahiye, sehatmand aur surakshit rahiye!👌👌👌👍 🙏
Wah Parvez sahab poori ki dastan suha di ,bohot khoob
Amazing comment....❤
Bahut pyara comment. Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahib ji ne bhi bakhubi gaaya hai, ess pyaari ghazal ko.
Far better rendition than ghulam ali ji or jagjit sahab by legendary pervaiz mehdi sahab.....❤
Pervez Mehdi Mehdi Hasan k shagird hn. Or in logo ko yhi sikhaia gia k sur jb tk hud se zada na lgy beintha na ho to aser ni kerta ... Is gharany ka khasa hi inka surilapn or tallafuz hy
Strongly recommended for repeated listening..Excellent job by Tabla Nawaz.
Afeem Hashami sahab ko Parwez saheb se behtar kisi ne nahin gaya
What a melodious singing
Tabala Nawaz ka naam batana chahie tha
What did he did work marvellous tabala pleying
This is the creativity level of late Adeem Hashmi sb...now google Sahil Adeem...who is son of Adeem sb... what a disappointment..
Very very thanks uploaded this Gazal❤❤❤
मिठाई की तरह । मेहंदी हसन जिन्दाबाद।
Love u ❤ i love this Gazal
Bahoot hi Badiya ❤️👍💕
what a treat! masterpiece!!
Very talented artist. Deserved more fame.
Saikkdon tufaan lafzo mein dabe thein zere-e-lab. Ek paththar tha khamoshi ka jo hatta na tha....
👀✌️
Nothing better than this ... ❤❤❤❤
One of the best ❤❤❤❤❤
Tabla Master wonderful
Subhanalla Janab ❤🎉🎉
Superb performance
Sir kindly ye bhimplasi me hai ya .......???????? Ya bhimplas aur drbari ka mixture ??????????
Raag kafi
Khubsoorat
The great tabla player,salute.
Awesome ❤️
Great singer
wah ji wah!
Fantastic!
Your Father was Great Singer Of World................
Who was his father?👀
@@shudhsangeet1657 mehdi hasan
@@lakshayyadav3614, ....Mehdi Hassan was not his father..
Parvez Mehdi was the student of Khan sahib.!..
@@lakshayyadav3614 it is incorrect. Janab Mehdi Hassan was not father of Janab Parvez Mehdi. Similarity is only of word “Mehdi” in names and that both are great Ghazal Gayaks.
@@vichitram7037 yes you are absolutely correct as a tribute and respect toward his guru he used mehdi sahab surname as his surname.....
Kon Sa raag ha