Recipe bahut hi acchi hai, aur aap explain bhi bahut accha karte hai, eak question hai, ki isme sugar ki jagah good ki chasni le sakte hai kya? Thanku so much for amazing recipe. 🙏🙏
Gundpak Mein Aapki Chini ki quantity bahut kam hai maine Banai Thi lekin FIR Mujhe Chini aur dalni Padi Chini ki quantity bahut kam hai please aap Kisi bhi chij ka Naaptol ya to gram Mein batao Ya cup ka batao dono Sath bata do mix hota hai pura pata hi nahi chalta hai aap Har chij ka naap gram Mein batao to Jyada Sabke Liye badhiya Rahegi
Ekadam mast😊🎉
Ye halwa Maine Rajasthan me khaya tha shadi me, I swear tabse I am fan of it, me banaugi jarur ye abi, Thanks for recipe 😊
main zarur bnaungi thank you recipee share krne k liye
Bahut hi badiya recipie h
Gjb yr muh me pani aa gya yr
Nice 👌👌
वेरी नाइस गोंद पाक हलवा
Wow my new friend
Anand aa gaya simple and best
👌
Bahut hi badiya hai
Badhiya lagta hai
Very. Nice. Recipe.
Yummmm😊
Bhot he acche se bataya apne thanks 🙏
Waw 😅
Very nice recipe
Bahut badhiya recipe 👌
❤❤❤❤
Aapne bahut achha banaya hai lekin aata thoda thanda ho jaaye fir nariyal ka bura last me add karna chahiye taaki badbu na aaye.🙏
Salute BHA saheb me to aaj chasni ke TAAR se hi confused tha ki kese pta chalta hai tar k
Very nice recipe Aap Ki Har recipe acchi hoti hai please aap Moti Pak ki recipe bataiye
Gond ko peesana h kya
Sir bnate h tbb to shi hota h
Bad me kadak kuu ho jata h
Plzz btaye
Bad mein agar Gond ki vajah se hota hai bad mein agar Kadak hota hai to dudh dalkar garm Kar Lijiye
Jitna aapko khana ho utna hi garm Karna Hai Sara garam karne ke liye Nahin Rakhna Hai Jitna jarurat hai utna men hi dudh dalna hai
Very nice 👌
Gond pak Kahan milega
Gond apne konsa liya he
Gond market mein bahut Tarah ka Milta hai aapko jo Pasand Ho jo aapko badhiya Lage jismein jyada fayda ho Vahi Gond use kijiye
@@sohanSharmakitchenking sir ap konsa gond prefer krte hain
Tatheera gond, dhawda gond,khejda gond ya neem ka gond
Amezing ❤️
Wow mast hai SMMji. Kya mawe ke bina nahin bana sakte?
🙏 ji bilkul banaa sakte ho Bina mava ke lekin test Mein Thoda Fark ho jaega
@@sohanSharmakitchenking wo chalega
Recipe bahut hi acchi hai, aur aap explain bhi bahut accha karte hai, eak question hai, ki isme sugar ki jagah good ki chasni le sakte hai kya? Thanku so much for amazing recipe. 🙏🙏
Ji bilkul गुड़ ki chashni dal sakte hain
बहुत अच्छा बना है... सर अगर हम इस मिश्रण की चक्की जमाना चाहें तो चाशनी कितने तार की होगी.. ? कृपया बताएं
Suno meri baat special motipaak banake btao kesar waka me uska fan hu plz reply
OK ji
Kb aaygi video reply
Bolo yr kya hua video nhi aaya
Jarur aaega please thoda vate kijiye
Okk jaldi yr
Gundpak Mein Aapki Chini ki quantity bahut kam hai maine Banai Thi lekin FIR Mujhe Chini aur dalni Padi Chini ki quantity bahut kam hai please aap Kisi bhi chij ka Naaptol ya to gram Mein batao Ya cup ka batao dono Sath bata do mix hota hai pura pata hi nahi chalta hai aap Har chij ka naap gram Mein batao to Jyada Sabke Liye badhiya Rahegi
🙏 thanks ji isi tarike se batate rahiye aur Main samajhta rahunga aur aapke liye अच्छी-अच्छी recipe Banata rahunga
आपने एक तिहाई नहीं दो तिहाई कप लिया है. आप बहुत सुंदर हो.
I likings youring englishings subtitleings. 😂🤣
❤❤