Kyunki SPD surge ke liye hai. Jo ki 11KV ki line se bhi aa skti hai. Or agr ghr mein dusri earth se jodenge to three pin sockets mein ja skti hai surge Or wahan se appliances ki body mein
Namaste , Mujhe single phase ke liye ghar mein SPD lagaani hai. Kaun si purchase karoo sir? Single pole or Double pole? Single pole mein sirf 1 SPD de rahe online. Kya hume 2 SPD combine lagwana compulsory hota hai jisme 1 phase ka wire aur doosra Neutral wire lagana hota hai? Yaa bas ek akeli SPD leke usme Phase ka wire laga de aur neutral direct connect kar de?
Ese spd kaam nhi kregi. And spd koi single ya double pole nhi hoti. Vo mcb hoti hai. Aap simply single phase AC SpD type 2 order kijiye. Phonix contact company ki
@@techmansukhpal Phoenix SPD mein 335 voltage ke upar ke surge ko bypass karega jabki AMICISMART wali SPD 275 Voltage ke upar ke surge ko hi earthing karne lagegi
@@techmansukhpal Great advice brother, iska matlab yeh hai ki jo voltage likha hota hai, uske upar jaane par SPD kharab ho jaati hai and usse baar baar change Karo phir?
@techmansukhpal Sir second earthing pados k ghr ka use kar sakte hai ? 😅
hn 😂
SPD k liye alag say earthing ki wire Jamin may dalwani padti hai kyaa
Yes
Sir Kya mai Alag earthing krne ka Reason jaan sakta hu@@techmansukhpal
Kyunki SPD surge ke liye hai. Jo ki 11KV ki line se bhi aa skti hai. Or agr ghr mein dusri earth se jodenge to three pin sockets mein ja skti hai surge
Or wahan se appliances ki body mein
@@techmansukhpal thanks you sir
@@techmansukhpal ok thanks🙏
440V होने पर ये SPD किसी उपकरण को खराब होने से बचा सकता हैं क्या।
440V to normal voltage hain three phase mein
440V(यानी अर्थ भी फेज हो जाता हैं) से SPD किसी उपकरण को खराब होने से बचा सकता हैं क्या
Bhai maine spd lagaya tha but voo jal gaya kis wajah se jali hai aap bata sakte hai ?
Usne apna kaam kiya isiliye jal gya. Surge aa gyi hogi
Namaste ,
Mujhe single phase ke liye ghar mein SPD lagaani hai. Kaun si purchase karoo sir?
Single pole or Double pole?
Single pole mein sirf 1 SPD de rahe online.
Kya hume 2 SPD combine lagwana compulsory hota hai jisme 1 phase ka wire aur doosra Neutral wire lagana hota hai?
Yaa bas ek akeli SPD leke usme Phase ka wire laga de aur neutral direct connect kar de?
Ese spd kaam nhi kregi. And spd koi single ya double pole nhi hoti. Vo mcb hoti hai. Aap simply single phase AC SpD type 2 order kijiye. Phonix contact company ki
@@techmansukhpal Phoenix SPD mein 335 voltage ke upar ke surge ko bypass karega jabki AMICISMART wali SPD 275 Voltage ke upar ke surge ko hi earthing karne lagegi
Sir 335 model mein likha hai but uska Uc 320 hota hai. And 275 voltge ko surge nhi bolte. 320 wala hi sahi rhega
275 wala boht bar change krna pdega.
@@techmansukhpal Great advice brother, iska matlab yeh hai ki jo voltage likha hota hai, uske upar jaane par SPD kharab ho jaati hai and usse baar baar change Karo phir?
Over aur under voltage device hain Jo markeet main vo is se acha hai Kiya usko earth ki bhi jarort nahi
Kya fayda iska jbki dono wire mcb se sidha bord me h
SPD ese hi kaam krti hai
@@techmansukhpal pese brbad
Mere ghar me 11000 line baar baar aa jata hi jise pure ghar ka fan jal jata hi
SPD lgayiye
अनुपम
Kisi ko bhi spd chahiye mujhe msg kre
इससे कोई फायदा नहीं है सिर्फ बेकुफ बनानी वाली बात है और कुछ नहीं