How much powerful is Ash's Gengar? Ash का Gengar कितना शक्तिशाली है? Fully explained in Hindi.

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 сен 2024
  • Hello dosto,
    To Aaj ki hamari is video mai hum ye janege ki ash ka Gengar kitna powerful hai. Or ye hum uske moves or uski abhi tak ke battle ke according karenge.
    To ash ke Gengar ko uske previous trainer ne leave kr diya tha or phir jis episode mai ash ne Gengar ko catch kiya tha ussi episode mai usne apni power ko do-do dusclops ko ek sath hara ke prove kar diya tha.
    And uske baad uski 1st official battle hoti Lt.surge ke student Visquez ke Raichu ke sath jisse vo easily defeat ke deta hai par later vo uske voltorb se defeat ho jata hai.
    And lastly uski battle hoti hai Korrina ke Mienshao aur Lucario ke sath jiske vo buri tarah haar jata hai aur shayad isiliye bohot se logo ko ash ka Gengar weak lagne laga par mai yaha pe ek baat clear karna chahta hu ki
    Gengar- ghost/poison type ka Pokemon hai aur usse Mienshao ne nahi Korrina ke Lucario ne haraya tha vo bhi Bone rush move ka use karke jo ki ek ground type move hai jo ki poison type par super effective hota hai or to or usse bahar nahi Lucario ne kai baar hit kiya tha aur hum sabhi jante hai ki vo kitna powerful hai.
    Lastly ash ke Gengar ko moves aate hai-
    1. Night shade (lv.30)
    2. Psychic (TR move)
    3. Shadow ball (lv.48)
    4. Ice punch (TM move)
    Toh ash ka Gengar around lv.50 ka hoga and uski ability hai cursed body/levitate.
    Thanks for watching

Комментарии • 4