@@TerraceGarden ek video bana dijiye ki mere desi rose plant mein branch pe halka kaala dhabba pada hai aur hum saaf fungicide spray bhi kiya lakin dhabba nahi gaya
भाई विडिओ मे जो कटर आप दिखा रहे हैं ठीक वैसा ही हमारे पास भी है परन्तु यह एकदम डल हो गया है इसकी धार खत्म हो गई है। क्या इसे तेज किया जा सकता है? कैसे करें?
Mene 35 day pehle nursery se laake plant lgaya tha uske ek new leave germinate hui but uske ek flower lgte hu wo new leave dry ho gai What reason? Sir please advise me
Sir mera gulab ka podha pura sukh gya liken ek patli si thni bachi huyi h or hari bhri h kya use katu ya nhi kyunki phle bhi mene kata to vo sukh gyi or phool bhi nhi ate
very informative. i thot pruning shud be done where there are no new buds...lekhin aapne tho flowering plant ko hi prune kar dhiya...😱 tho pruning yese karthein hein kya..? hamaare plant mein bhi flowers chotte ho chukke hein....very helpful video he..ab mein bhi hamaare plant ko prune kar dhoongi...
sir ji Mene bhi abhi 2 mhine pahle hi 10_12 English does plant lgaye he ..gamle me ..vo abhi chote chote he PR usme flower aa rhe he lekin bhut chote ...to kya me bhi in plants ki prooning krdu ...PR chote he abhi sabhi poudhe
Kahin dur na jana hai kya do din ke bad to pahunchte Hain vahan cutting karne ke bad do ya teen din ke bad bhi gulab ka paudha mat cutting Laga sakte hain ya
bhai mere rose k stem inside se kharab ho rhe hai... khaskar jha se cutting ki thi wha pr se andar hi andar ek hollow hole bann gya hai...please suggest any measures
Sir 45 dig. Pr cutting nhi samajh ayi kripya 45 dig .pr kyon katte sanjhayn 45 dig pr to plant ke Sukhne ke chance jyada h jate Hain or daiback problem b ho sakti h cutting lagate samay to 45 dig .ki lagani chahiye y to samajh ata h.
Wow wel dan😍😍
Ek minute ki baat ko 10 minute me batane ke liye dhanya baad
Very nice and very good
Nice sharing
Thanks for visiting
Nice
very nice jankari diye hai sir
Very nice
Thanks for watching
Nice and usefull tipes...👌👌👌👌👌👌👌
So nice video. And good information.
nice video red adainum is blooming so attrective
so nice 👍👍👍
so nice
I cut in July. I like video very much
Good
Informational video
Bd Shama plants lover thank you sir
Good and😮😮😮😮😮😅😮😅
Incredible
Somnath Pal thank you somuch
Pruning kis kis month mai karni chahiye? Please answer
nice video sir👌👌👌
arpit Sanghavi thank you somuch
Thank you
Can we do cutting in February
No
Kya ab kr sakte hai cuting
Grt information sir super
Gagan Sharma thankyou
Abhi April ke months mai kar sakate hai kya
Only Soft Prune
@@TerraceGarden kya bole samaj nahi aya
Nice tips..
Vidyasagar Singh thanks
+Terrace Garden Channel હાઈ
Nice information sir lot of thanks koi b quary hogi to hum jrur puchenge apse
bhut achhi jankari di sir apne👍
sudesh Sharma thank you
iss cutter ko kya bolte h plz btaye
Well done Ram! 👍 clear voice !
Kitchen Gardening thank you somuch dear
Thanku
Abhi puning kar sakte hai ?
Cutting se जब कलियाँ आजाये तो कया हम उसे घूप मे रख सकते हैँ? महीना नबम्बर का हैँ तो?
May June me bhi gulab ki same condition ho jati to kya is time nhi cutting kr skte h
Sir thanks again for reply
Sunita Bhatia welcome
@@TerraceGarden ek video bana dijiye ki mere desi rose plant mein branch pe halka kaala dhabba pada hai aur hum saaf fungicide spray bhi kiya lakin dhabba nahi gaya
Ham Gulab ke gate ko natak Chhota hi Rakhna Chahte Hain Uske liye kab cutting Karen
Thank you I'll do pruning now.
Abhishek Jain Dugar yah sure welcome
Ok
Can I prune in this month ?
Ab blooming kr skte h rose tree me
Thanks for informatiom kya hum one old rose plant ki pruning kar sate hain plz tell us
September last me pruning kr skte hai??mene kr di h apne rose ki
Yes
Can I cut rose plant in july
Kaun se mahine me cutting ✂️ krte hai gulab ke paudha ka
October
भाई विडिओ मे जो कटर आप दिखा रहे हैं ठीक वैसा ही हमारे पास भी है परन्तु यह एकदम डल हो गया है इसकी धार खत्म हो गई है। क्या इसे तेज किया जा सकता है? कैसे करें?
very nice info sir
Hme ji
Abhi new gulab ki klme taiyar ki hai to unki cutting kaisi krni chahiye
Please btain
Ap sand wale soil me lagaye
Ager plan jo branch side ma nikli ho to kase cut korna 6aiha
kya hum late may me prunning kar sakate hai
Soft pruning kare only
@@TerraceGarden soft pruning kaise karate hai
@@techwithrajdeep3384 sukhe ful or sukhi branch ko cut kare
Mene 35 day pehle nursery se laake plant lgaya tha uske ek new leave germinate hui but uske ek flower lgte hu wo new leave dry ho gai
What reason?
Sir please advise me
Plz share pic on my instagram
Kaun sa Mahina mein running karne hoga
October to November ap mere new video me dekh sakte hai
Agar iski cutting October mein nahin ho sake to ab karni chahie kya
November me pruning kar sakte h?
sir maine gardening abhi shuroo ki hai Oct me pruning nahi kar pati ab bahur unche bad Gaye ab Feb gai ab pruning ho sakti hai kya,?
Sir mera gulab ka podha pura sukh gya liken ek patli si thni bachi huyi h or hari bhri h kya use katu ya nhi kyunki phle bhi mene kata to vo sukh gyi or phool bhi nhi ate
March chal rhah ab kr sakte h
Rate of cutter ? & which brand ?
kangaroo is best brand
What do you mean by 45 degree
Sir mere gulab ME jyada phul nhi aate h kya kru pliss btao
Ap rose ki pruning kare or NPK use kare
Sir ki pronig july me kar sakte hai rainy me
very informative. i thot pruning shud be done where there are no new buds...lekhin aapne tho flowering plant ko hi prune kar dhiya...😱 tho pruning yese karthein hein kya..? hamaare plant mein bhi flowers chotte ho chukke hein....very helpful video he..ab mein bhi hamaare plant ko prune kar dhoongi...
DianaRose P thank you
sir ji Mene bhi abhi 2 mhine pahle hi 10_12 English does plant lgaye he ..gamle me ..vo abhi chote chote he PR usme flower aa rhe he lekin bhut chote ...to kya me bhi in plants ki prooning krdu ...PR chote he abhi sabhi poudhe
Mai Mahina Mein frogging kar sakte hain
No
April me kting na kre kya pliz jawab dijiye
thanks for watching , No only ap halki pruning kare only dead head
Sir mere pass button rose h aur ab unme koi growth nai h leaves bhi choti choti h to kya karu plz bataye
Kis time cutting karni chahie
Kahin dur na jana hai kya do din ke bad to pahunchte Hain vahan cutting karne ke bad do ya teen din ke bad bhi gulab ka paudha mat cutting Laga sakte hain ya
Sir maine gulab ki kating July me Kar di hai to kya koi dikkat to nahi hogi Aur kya October me fir se katting Kar sakta hoo
Nice information mere pas kafi blue &white aprajita ke seeds h .mai aapke pas kaise pahuncha sakti hun batana.
Sir alovera pe plant kaise pAye
बरसात के पहले गुलाब की कटिंग कर सकते है।
Sir you suggest me fertiliser for English roses
बरसात के पहले गुलाब की कटिंग कर सकते है क्या
Nhi ap better barsat ke bad hi cutting kare ya soft purring kare
Hellow sir mera rose plant ek side me hi bad raha hae kya kare
Cutter kaha se liya
Online
Kaun sa mahine mein cutting karta hai
October to November
Gulab Ki cutting kab Lagani chahie mere ko pata nahin hai
bhai mere rose k stem inside se kharab ho rhe hai... khaskar jha se cutting ki thi wha pr se andar hi andar ek hollow hole bann gya hai...please suggest any measures
Sir mere gulab ki ek tehni 4 fit ki ho gai h kya me es time usko cut krke chota kr sakta hun
Sir jab hum cutting krty h to 3/4 branches sokh jati h kia waja h
Soil me water rukne ke karan
sir namaste gulab me jaada pool anekeliyee khta davayi use karna hai sir ...buds me black color aake buds karab hojarahe hai sir plz rply kijiye
Maine nursery se ek gulab ka paudha lagaya lekin voh bada Kyo nahi hota?
Sir 45 dig. Pr cutting nhi samajh ayi kripya 45 dig .pr kyon katte sanjhayn 45 dig pr to plant ke Sukhne ke chance jyada h jate Hain or daiback problem b ho sakti h cutting lagate samay to 45 dig .ki lagani chahiye y to samajh ata h.
दिसम्बर के महीने में कटिंग कर सकते हैं
kya english rose ko kalam se laga sakte he
Bhai mere rose plant Bel ki terhe badh rahe hai...to isko cut kare
Gulab ki poude ko kitne size ki gamla ho ne chahiye kripaya batade
Sir hum konse month me rose ke pruning kare
Mera gulab ki pouda per patta jada nahi ata he agar abhi jata he to pila ho jata he ese ham kya kare plz hame bataye
Hello sir kya rose ki pruning summer season me kar sakte hai kya???
Haan hum summer season me bhi kar sakte hai or june month best hai iske liye...
September me kr skte hai rose me pruning??
October
Ok Sir' thank you
Soft and hard pruning krne ke liye plant kitna purana hona chaiye? Abhi purchase kiye hue plant ko hard prun kr sakte hai..right after repotting??
New plants ki pruning nahi kijiye
Kitna old none du?
@@h4hiten 1 year if u wants more answer then provide ur contact
Sir abhi September me cutting kr sakte hai?
October months me hi prune kare
Should I prone after buying from nursery
sir july ki mahena me pruning kar sakte hai kya
sir roses ki pruning krne k baad tip se jhan se cut kiye hai plants khrab hone lagta hai. to us jagh pr kuch lgana chahiye kya??? plz btaye
Me kisi bhi podhe ki cutting lagati hu.lagti hi nahi.esa kyo
Gulab ki kating ko dhup kitane lagaye
Sir mere rose plant ki leaves bhut kam h or jo h wo yellow ho gyi h to Kya m uski side branches cut kr du
Rose ki pruning saal me kitni baar aur kab karni chahiye
Gamle ki mitti kis month m change krni chahiye
गुलाब की कटिंग कौन से महीने में की जाती है