Periods mein Hajj 🕋ki niyyat kaha or kaise kare ??HAJJ ki Iqsam or kon sa HAJJ zada Afzal hai ??

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • #hajj
    #women
    #hajj2024
    #islam

Комментарии • 56

  • @user-cl7lm8pj6w
    @user-cl7lm8pj6w 3 месяца назад

    Jazakillah khair from Canada 🇨🇦

  • @nabeelkhan5226
    @nabeelkhan5226 4 месяца назад +2

    Assalamualikum appi aap bhot accha kaam kr rhi hai mujhe kuch malum krna hua to apse puchungi
    Mere lia dua krna mai bhi jld haj kru aameen

  • @proudmuslimah2737
    @proudmuslimah2737 4 месяца назад

    JazakiAllahu khair sister itni guidance k liye

  • @baghaga1138
    @baghaga1138 4 месяца назад

    Allah aap ko es ka Ajer dain .. aap ne itne ache tareeke se Explain Kia

  • @Taste_ApnaApna
    @Taste_ApnaApna 4 месяца назад

    Allaha pak hum sab ko bhi hajj nasib kare ameen Dua me yaad rakhna

  • @samirafarooqi7078
    @samirafarooqi7078 3 месяца назад

    Assalamualaikum... sister aapki yeh video Indian hajj committee ne projector pe jahan 3000 se zyada logo ne training attend kee thi wahan dikhayi thi hajj ke preparations ke liye. Allah aapko jazaaye Khair den

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  3 месяца назад

      W salaam ji mujh ko usi din pata chal gaya tha meri ek Aapa ne b wo traning atend kit ji tu fauran unka msg aya tha ,allah qubool kare

  • @user-bg5pz8lx9w
    @user-bg5pz8lx9w 3 месяца назад

    As salaam alaikum, tawafe ziyarat ka waqt magrib tak hai ya kabi bhi kar sakthe hain ?

  • @yasmeenahmed3886
    @yasmeenahmed3886 4 месяца назад

    Asalam Alaikum sistar JazakAllha kair kasiran

  • @Hawisworld
    @Hawisworld 4 месяца назад +1

    Tawafe ziyarat kab karenge haiz me ho to?

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Ji agle video me in sha Allah bataogi

  • @yasmeenahmed3886
    @yasmeenahmed3886 4 месяца назад

    Allha muje aur maray Husband ko Huj ki sadat naseeb karaday

  • @baghaga1138
    @baghaga1138 4 месяца назад

    JazakAllah kher sister ..InshAllah I am goning for Hajj this year and I am vary in stress and confuse about the period .. bacause my period time is Hajj days I don’t know what to do I have take medication plz need your guides

  • @nidarehman9269
    @nidarehman9269 3 месяца назад

    I am going for hajj on 9 th June, perhaps will be having periods.. I understand from your video that I will make niyat for haj at meeqat for haj only since I know I will not be able to do umrah 8 days period..
    on 14 when I take ghusal for purity … I wash hair .. with no shampoo .. and I don’t comb to prevent hair fall right ?? Then after hajj … I intend to go to meeqat again , make niyat for umrah and perform umrah before I leave .. am I right ? Please reply.
    JazakAllah Khair

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  3 месяца назад +1

      Yes Sister right,after hajj if you want to make umrah you can go to meqat and make umrah but its not necessary,and if you contact with me on Instagram i can make a voice note for you

  • @uveshjeewa3943
    @uveshjeewa3943 4 месяца назад +1

    A.salam v.k sister me 8 june hajj pe jane vali hu or 10 ko mera period he to piriad me hajj hota he

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      W salaam ji bilkul hota hai bs tawaf jb krna hoga jb periods khatam hojaenge

  • @user-bg5pz8lx9w
    @user-bg5pz8lx9w 3 месяца назад

    As salaam alaikum, umrah ke ehraam me haiz khatam hojaye tho unscented soap se ghusul kar sakthe hai, aur kapde ehraam change kar sakthe hai? gusul ke waqt baal girthe hai tho kya dam dena padega ?

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  3 месяца назад

      Ji unsecnted soap se gusl kr skte
      And kpde b change kr skte
      Choti na khole pani achi tarah balo pe pocha de ,tu baal nahi girenge

    • @user-bg5pz8lx9w
      @user-bg5pz8lx9w 3 месяца назад

      Jazakallah

  • @faizanakhatoon3205
    @faizanakhatoon3205 4 месяца назад +1

    Ehraam ki halat me burkha pahante huve ya nikalte huve chehre per lg jaye to dam hoga kya, or agar ehraam ki halat me the or ab haiz se paak hoker nhahana h to gusal kar sakte h

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Thoda der kapda laga hai chere or tu koi dam nahi hoga

  • @Moazam307
    @Moazam307 4 месяца назад

    Aoa kya agr hamare 7 days mina maine ja kar poore ho jate han to hum 9 zulhaj ko mina mane gusal kar sakte hane

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Ji bilkul farz hai gusul karne pr bina khusbu ka istemal kare ,aap plz mere dosre videos hajj k bare me dekhe usme mene detail se samjhaya hai

  • @ansarizainab458
    @ansarizainab458 4 месяца назад

    assalamuAlaikum...me dammam saudi me rehti hu .. Hum haj e qiran krnge inshallah or saudi residents k liye srf 5 days ka tour hota h.. Mtlb hume 14-15 ko jeddah jana h or 18 june ki wapsi
    But 10 june ko meri period date h or mjhe 7-8 days period rehta h... Is condition me kya krna chahiye? Pills le ya nhi le?

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      W salaam agli video in sha Allah hajj k ayyam k bare me ayegi tu shayd aap k sawal ka jawab mil jae

  • @sadiyakhezar3607
    @sadiyakhezar3607 4 месяца назад

    Hajj ke ayyam mein agar periods hojayen toh, tawwaf-e-ziyarat 10,11,12,13 ko nahi kar payen toh kya 14 ko kar sakte hain?

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Ji kr skte jaise hi paak hojae fauran kar le

  • @UzairCh-nn6nb
    @UzairCh-nn6nb 4 месяца назад

    Salam api meri dates 1 june ko or meri flight b to ma umrah ki niyat he karo na

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      W salaam kitne ji kyuk bich me 15 din ka gap hai

  • @UzairCh-nn6nb
    @UzairCh-nn6nb 4 месяца назад

    Api pak hona ka proper tareek bta da ak detail sy video bna da ta k hum say koi galti na ho jae JazakAllaha

  • @Hawisworld
    @Hawisworld 4 месяца назад

    Aur kuch puchhna ho to me puchhungi inshallah

  • @suhaancrazy6659
    @suhaancrazy6659 4 месяца назад

    Assalamualaikum aapi, mere periods 22 may ko hai tho kya aur hajj 5 june ko tho kya umrah ho sakta hai?

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      W salaam ,ji aram se aap ka umrah hojaega kyuk hajj 15 June se start hoga tab tk aap easily haiz se farig hojaenge

  • @shag4366
    @shag4366 4 месяца назад

    عمرہ کیا حج کے بعد نہین کر سکتے؟ مطلب نیت ہی یہ کرین کہ حج کے بعد عمرہ کریں گے اپنے پیریڈز کے حوالے سے؟

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Hajj k bad new ehram new niyyat k saat umrah kr sakte hai ,lekin phele jab hajj ka ehram niyyat k saat bad me umrah ki niyyat k saat nahi pehen sakte ,waise mere channel or detail se hai niyyat k bare mein plz wo b videos dekhe

  • @Nasimnasim-bm4wq
    @Nasimnasim-bm4wq 4 месяца назад

    Ghar se nikl te wkt. Kya niyyt karni h. Hajj ifrad ke liye

  • @sajedarahman2860
    @sajedarahman2860 4 месяца назад

    Assalamu alaikum sister , badla Hajj me kin Hajj ko niyat Kernan hai , me India se in shaAllah Hajj me badla jauigi

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      W salaam wahi sare option hai jo mene hajj ki qisme batai hai ,aap decide kr le kon sa wala

  • @user-sx5gu2wt9y
    @user-sx5gu2wt9y 4 месяца назад

    Tawafe ziyarat 10,11,12 ko kisi ek din kar sakte hain lakin agar aurat 12 ko bhi paak nahi hue to kya kare

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Jab b pak hogi 13 14 15 jab b tu phr jakr tawaf e ziyart karna hai ,koi penelty nahi hogi

  • @UzairCh-nn6nb
    @UzairCh-nn6nb 4 месяца назад

    Haram ma kaha tk ja sakta dates ma??

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад

      Masjid k andar nahi ja sakte bahar sehen me beth sakte

  • @Faiz0823
    @Faiz0823 4 месяца назад

    Periods me haram me nahi ja sakte hai na??

    • @nayabnalla5949
      @nayabnalla5949  4 месяца назад +2

      Ji haram me nahi ja sakte ,yane koi b masjid me nahi ja skta