@@deepkamalelectricalhints आपने इस विडियो मे इनवर्टर के तार को फेज तार के साथ कनेक्ट करके लिए दिखाया है। और बताया है कि जब इनवर्टर लगाया जाता है तो इन सबको हटा कर एक साथ कर देना है यह बात समझ में नही आई।
Freeze me 6 amp switch or MCB 10 amp, heater me 16 amp switch or MCB 16 amp, water pump me 6 amp switch or MCB 10 amp, mixer me 6 amp switch or 10 amp MCB use kare
अर्थिग के बारे में तो कुछ नहीं बताया ?? Nor you attached earth wire to three pin's Earth terminal??? बिना अर्थिंग के तो घर का सर्किट thoda अनसेफ ho jaata hai...।।.....😬🥵 By the way, Whole video is very good for learners ....Nice and clean..Great Job
2 fan 2 light keliye Agar Nural m 1mm copper wire or phase m 0.55 mm copper ki ware use kare kya sahi rahega ya phir load hone pe o.55 phase m dikat hoga
Nahi electrical kaam ka ak standard hota hai jo ki load ke aadhar per hota hai nutral me 1.5 mm se kam or half me 1 mm se kam wire use nahi karna chahiye
Isolator ko hi Dp MCB bolte hai DP ka matalab hota hai double pol or jo isolator single phase ke aate hai unko DP or jo three phase ke aate hai unko TP triple pole kahte hai
@JitendraKumar-jv1if ak bar inverter ka charging plug 🔌 check Karo or dekho ki inverter on karke plug ke ander phase dikha raha hai kya Aese adhiktar tab hota hai jab inverter ke plug me inverter ka phase return aata hai qki 🔌 socket me lagta hai or inverter problem ke karan return charging socket ke thrue meter tak dikhayega
@rk_raushan.editor nahi ak room ka ak hi circuit banana chahiye jisme ye sabhi board aate hai yadi room ke sath kitchen attached hai to ham room ke board se kitchen ka circuit le sakte hai
Thx sir aap ney bhut asha samjhaya mai iti kr rha hu wha koi bhi kujh ni btaya but aap ki video se bhut kuch smjh aya thx again ❤❤
बहुत बढ़िया अच्छा समझाया ❤
Thanks
Thanks bro very helpful video ❤❤❤
बहुत ही अच्छे से समझाया गया है।
Thanks
भाई क्या इनवर्टर के वायर को एमसीबी पर लाना जरूरी है?
Nahi but agar ham second manjil ka bhi inverter ak hi rakkhe to wire main board se hi jayegi
@@deepkamalelectricalhints आपने इस विडियो मे इनवर्टर के तार को फेज तार के साथ कनेक्ट करके लिए दिखाया है।
और बताया है कि जब इनवर्टर लगाया जाता है तो इन सबको हटा कर एक साथ कर देना है यह बात समझ में नही आई।
Aap ka video bahut bahut badhiya hai . wiring karna ka charg kya lete hai please is par video banaye thank bro
Ham 12 se 15 rs square feet lete hai suru se last tak kaam ka
Vedio bhut hi sandar hai bhut acha se samj me aaya hai aisi hi vedio upload kariye
Hmko bhi sikhna hai
Good information sir main new electricians ho Abhi aapse sikh raha hai
Bhai aapka video bahut achha lga h puri tarah samaj aa gya thanks 🙏
भाई वीडियो बहुत अच्छा और बहुत विधि से समझाया आपने उसके लिए
Very nice 👍👍👍❤❤❤❤❤
धन्यवाद बहुत ही सुन्दर ढंग से काम किया
Thanks 🙏
Thank you brother
Bahut acha video hai ❤
Bahut achcha video Hi bhaiya ji
Bahut hi badhiya Bhai ❤❤❤❤
Nice
Distibution box ke bagal me kit kat fuze nhi lagta kya
Bahut badhiya
Thanku sir
Thank you sir 1 number b hai
Very nice video Bhai
Nice 👍👍
Sirji,
Aap ne jo fen aur regular ka Lupin jo kiya hai uska switch me connect nahi kar sakte hai kya?
Nahi iska electrical standard yahi hai aa Google search kar sakte hai
Thanks bro
Good
Bahut badiya..
Thanks
Please reply 😢😢😢
Freeze , heater, waterpump, mixer ke kitna amphere ka mcb aur switch, socket use karen 😊😊😊
Freeze me 6 amp switch or MCB 10 amp, heater me 16 amp switch or MCB 16 amp, water pump me 6 amp switch or MCB 10 amp, mixer me 6 amp switch or 10 amp MCB use kare
@deepkamalelectricalhints thanks
@deepkamalelectricalhints circuit wire mcb box se board tk ka 1.5 mm ya 2.5 mm ka wire use karen
@@bnmknowledge geyser or heater ke liye 2.5 mm Ac ke liye 4 4 mm baki ke liye 1.5 mm
अर्थिग के बारे में तो कुछ नहीं बताया ??
Nor you attached earth wire to three pin's Earth terminal???
बिना अर्थिंग के तो घर का सर्किट thoda अनसेफ ho jaata hai...।।.....😬🥵
By the way, Whole video is very good for learners ....Nice and clean..Great Job
Yah practical work hai jo kiya hai wahi bataya hai yah village work hai jaha per log earthing nahi karate hai
Thanks sar
Bahut Accha samjhaya Aapne Bhai tq
Please sir eak bar panel ke cannection ke bare me bataiye
Pannel work house work me nahi aata hai ham gharo ke ander work karte hai
Sir aap ne to pura waring course hi krva diye
2 fan 2 light keliye Agar Nural m 1mm copper wire or phase m 0.55 mm copper ki ware use kare kya sahi rahega ya phir load hone pe o.55 phase m dikat hoga
Nahi electrical kaam ka ak standard hota hai jo ki load ke aadhar per hota hai nutral me 1.5 mm se kam or half me 1 mm se kam wire use nahi karna chahiye
@@deepkamalelectricalhints ok thank u so much
Thanks you bro
Fan regulator connection galat hai❤❤❤OR SAB TIK HAI Thank you
Ak bar Google search kar lo usko bad batavo
@@deepkamalelectricalhints tik hai
Kaha se ho bhai ❤❤❤❤
Haridwar se
V guard use kar sakte Hain ❤
6 mm ka wire bhi jode sakta hai meter ke aluminum wire sa
Yes agar ghar ka load jayada ho ya circuit 8 se adhik ho
Good information
Thanks
Distribution box mein Dp Mcb lagana sahi hoga ya Isolater...?
Isolator ko hi Dp MCB bolte hai DP ka matalab hota hai double pol or jo isolator single phase ke aate hai unko DP or jo three phase ke aate hai unko TP triple pole kahte hai
भाई लाईट फह्याण फ़्रिज हे तो पुरे रूम मे ढाई m m कि वायर लागणा ठीक रहेगा या डेड m m लगाये पुरे रूम मे 3रूम कि करणी हे फहीटिंग भाई
1.5 mm ki lagate hai agar room ka alag alag circuit baya hai to
Kitne kitne mm ka wair use kiye ho sir
Nutral ke liye 1.5 mm
Phase ke liye 1.5 mm
Earth ke liye 0.75 mm
Half ke liye 1 mm karte hai
Bro price bhi mention karna chahiye tha aur better hota
Rate badalte rahte hai isliye nahi Dale or har jagah ka rate alag alag hota hai
Mcb ke bare me nhi bataya kitne ampear ka mcb use kiya h
Main board lagate time mene MCB ke bare me bataya hai
Bhai MCB box Sahi to Laga tha
Bell button ka wiring nahi bataya 😢😢😢
GN sir
कितने mm का तार कहा उपयोग करना है कृपा ये ओर बता दीजिए
Normal wiring jese celling fan, LED bulb, switch board, fredge, mixer grinder me 1.5 mm, heater and geyser me 2.5 mm, ac ke liye 4 mm ki use karte hai
@deepkamalelectricalhints thanks
Heater ke liye kon sa mcb istemal kare sir
16 amp type C
♥️♥️♥️
❤
Es kaam ka paisa kaise lete hai
Is kam ko karne mein Kitna din laga
Boliye bhai
3 days
Very good 💯
Metre ke output side wale mein inverter ka current a Raha hai to kya Karen men gate line cut hone ke bad
Vo current ghar ke electric upkaran ke raste hote huve return dikha raha hai meter se aane wali wire ki direction change Karo
ruclips.net/video/DzIwHGt1Yqg/видео.html ye video dekho
@@deepkamalelectricalhints men line katne ke bad metre ke output mein current kayo a raha hai ye poochh rahe hain
@JitendraKumar-jv1if ak bar inverter ka charging plug 🔌 check Karo or dekho ki inverter on karke plug ke ander phase dikha raha hai kya
Aese adhiktar tab hota hai jab inverter ke plug me inverter ka phase return aata hai qki 🔌 socket me lagta hai or inverter problem ke karan return charging socket ke thrue meter tak dikhayega
good
Bhai ek room ke andar 12 6 aur 4 ya 3 modular ka board lagta hai is sabhi main MCB se alag alag sarkit late hain kya
@rk_raushan.editor nahi ak room ka ak hi circuit banana chahiye jisme ye sabhi board aate hai yadi room ke sath kitchen attached hai to ham room ke board se kitchen ka circuit le sakte hai
@@deepkamalelectricalhints 6 4 3 modular board me neutral aur face 12 modular ke sarkit se loping karke le jaate Hai kya
Ha 12 modular ke switch board se jis bhi room ya kitchen ko jodna hai ak board se dusre board tak bich me koi joint nahi dena hai
Thoda wait Karo me tumhe ak ak cheez batavuga abhi one month me wiring start hone wali hai
49:09 circuit wire todi aur badi karni chahiye thi ❤
Where is rccb?
💐💝💛😄💛😄😎❣️😎💛Very very nice video SK Rahinur bahi 💜💕🥀💕💕❣️💔⚡🇮🇳💔⚡🤩❣️💫❣️💫❣️❣️😄💜😄⚡🤩🇮🇳🥰🇮🇳🥰⚡🥰❣️💗💮💮💗🥀🌻💥🌻💥❤️❣️🤩🤩🥀🤩🥀
Thanks
Inverter ka connection krne ka tarika galt h
Bhai humko sikhao ge
Point kaa kaa hota hai sir
Jitne bhi switch hote hai unhi ko point kahte hai