क्या UTS टिकट से लंबी यात्रा कर सकते हैं ? I uts ticket booking I how to use uts railway app 2023

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 6 сен 2024
  • क्या UTS टिकट से लंबी यात्रा कर सकते हैं ? I uts ticket booking I how to use uts railway app 2023
    Topic Search Related ✅️
    uts ticket validity
    uts ticket booking
    uts ticket cancel kaise kare
    uts app se local ticket kaise book kare
    is uts ticket valid
    uts ticket booking print
    uts
    uts ticket booking validity
    uts app
    uts ticket valid or not
    how to cancel uts ticket
    uts se train ticket kaise book kare
    how to use uts railway app
    uts app how to use
    uts se ticket cancel kaise kare

Комментарии • 31

  • @shivampriyadarshi1159
    @shivampriyadarshi1159 2 месяца назад +2

    300 km tak book kr sakte hai

  • @shivampriyadarshi1159
    @shivampriyadarshi1159 2 месяца назад +1

    300 km tak book kr sakte hai kya?

  • @vikashdubey375
    @vikashdubey375 3 месяца назад

    Bhai mujhe aaj sham ko Mumbai Jana hai Surat se to yahan se kar sakte hain kya ticket booking

  • @ManojKumarMandal-ej1bx
    @ManojKumarMandal-ej1bx 2 месяца назад +1

    Jese ak bar me 4 ticket book krte hai to fir dusri bar me 4 or ho jayega

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  2 месяца назад +1

      Haa jitni chahe utna

    • @raunaksoni1523
      @raunaksoni1523 Месяц назад +1

      ​@@TRIPLE7G sir ek bar me 4 tickets book kiye iske baad 4 fir book kr skte h

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  Месяц назад +1

      @@raunaksoni1523 haa

  • @AmanSingh-wh2cg
    @AmanSingh-wh2cg 5 месяцев назад +1

    Bhai ye kya hai UTS se no of adults only 4 Jada tickets chaiye toh ni milte Aisa kyu.

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  5 месяцев назад

      4 hi ticket le sakte ho uske sath no child
      3 ticket ke sath one child allow
      2 ticket ke sath two child allow
      Kaise bhi 4 hi ticket

    • @AmanSingh-wh2cg
      @AmanSingh-wh2cg 5 месяцев назад +1

      @@TRIPLE7G toh fayeda hi kya bakwas hai ... 🥵😜

  • @ishumishra42
    @ishumishra42 9 месяцев назад +1

    Bhaiya mujhe mumbai jana hai patna se to mai uts se General ticket lekar sleeper Ka fine maar ke ja sakte hai valid hoga

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  9 месяцев назад +1

      Ho jayega

    • @ishumishra42
      @ishumishra42 9 месяцев назад

      @@TRIPLE7G thanks Bhaiya ab Line me nhi lagna parega thanks.. ❤
      Waise aapse contact ho payega abhi kuch baat karna hai

  • @onlinesikhiye3312
    @onlinesikhiye3312 10 месяцев назад +1

    Bhai mujhe up se Mumbai jana hai kya mail express ka book kr skta hu 385 fare hai aur kab tak valid hai

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  10 месяцев назад

      Jab tak safar pura nahi hoga

  • @mr.gaming78673
    @mr.gaming78673 10 месяцев назад +1

    Uts se ticket lekar SL me baith sakte hai bhai

  • @sehajarora5362
    @sehajarora5362 Год назад +1

    Superfast me bhi valid hai bhai yeh? Aur iss ticket se train ke koi bhi dibbe me jaa skte hai

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  Год назад

      Valid aapko kilometers ke hisab se milega tension na lo ✅️ aur baith sakte ho

    • @sehajarora5362
      @sehajarora5362 Год назад

      @@TRIPLE7G90 km hai bhai kabhi kabhi tc boldete hai yeh yaha valid nhi hai

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  Год назад

      @@sehajarora5362 koi koi tte chutiye hote hai sale paise ke chakkar me public ko bewakuf banate hai har jagah uts ticket valid hota hai
      Agar aapne ticket liya jis time aur aap train me baithe hai to jab tak aap pahunch na jaye apne station tak tabtak valid hota hai

  • @AnkitKumar-fv8ij
    @AnkitKumar-fv8ij Год назад

    Uts pe fare km kyu bata raha hai jab ki station pe jada me milta hai

    • @AmanSingh-wh2cg
      @AmanSingh-wh2cg 5 месяцев назад +1

      ordinary laga rakha hai tumne isliye mail n exp lagao

  • @ravirajkumar4627
    @ravirajkumar4627 Год назад +2

    Koi pakdega nahi na?

  • @AkhilKumar-lc8us
    @AkhilKumar-lc8us 8 месяцев назад +1

    agar train kal ka hai to aaj Ticket book kar sakte hai kya?
    264 Km distance

  • @sunilyadavforbesganj9726
    @sunilyadavforbesganj9726 Год назад +1

    Dusra aadami ki ticket kar sakte hain bhai

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  Год назад

      Nahi

    • @TRIPLE7G
      @TRIPLE7G  Год назад

      Kar sakte par aapko agar station par uts machine hoga to waha se ticket nikalna padega