Passenger/Local Trains ka Sabse Sasta Ticket Kaise Book Karen | UTS App me Chalu Ticket Booking |
HTML-код
- Опубликовано: 23 ноя 2024
- Hello and welcome you all
is video mein main aapko bataunga ki local ya pessenger tance ka sabse Sasta wala train ticket Kaise book Kiya jata hai
general ya local train ticket Kahiye ya chalu ticket book karne ka railway ka Hi Ek special app Hai Jiska Naam Hai UTS app mein aapko main sabse Sasta train ticket Kaise book Kiya jata hai main bataunga UPS app mein general ya Sadharan ticket book karne se pahle aapko register kar lena hoga to aap UPS Main Kaise register Karenge main yah bhi aapko bataunga Kafi Aasan hai UPSC Mein registration karna Uske bad se main aapko bilkul live book Karke sabse Sasta wala ticket dikhaunga
This Video Content
sabse Sasta train ticket Kaise book Karen 2024
passenger local trains ka sabse Sasta train ticket Kaise book Karen 2024
Uts app mein registration kaise karen
uts app registration
Uts app me ticket kaise cancel kare
uts app me train ticket Kaise book Karen
mein train ticket Kaise book Karen 2024
Uts 2024
uts app mein railway ka sadharan train ticket aur local train ticket Kaise book Karen
UTS app mein train ticket booking 2024
register kaise karen UTS app mein
uts app mein chalu ticket aur Sadharan ticket Kaise book Kiya jata hai
UtS app mein pessenger ticket Kaise book Kiya jata hai
UTS app railway ticket booking
UTS app general train ticket booking 2024
UPS ticket booking
UTS App se local ticket Kaise book Karen 2024
UTS App se train ticket Kaise book Karen 2024
2024 Mein Uts Sadharan ticket aur chalu ticket local ticket Kaise book Karen
UTS se ticket Kaise book Karen
UTS train ticket booking in Hindi
Disclaimer
This channel does not promote any illegal content. video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting,m teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copy statute that might otherwise be infringing.
Thank u mere bhai yah jankari dene ke liye dhanyvad
Bhai ne bataya hai vah Sahi hai per tt ne pakad liya to bahut pareshaniyon ka samna karna padta hai
Q bhai
TT ya online ticket nahi accept karta hai
Karta hai koi dikkat nahi hai @@SushantPandey987
Mat nikaalo yah ticket memo demo ka nikala tha to mujhe fine karna pada 250 file bhara tha memu Se mujhe utar diya tha
आपकी वीडियो बहुत अच्छी लगी हमें थैंक यू❤❤❤❤❤
Train ka time nhi dikhata hai ye app
Thankyou for good information 👍✨
Railway station par ATVM se platform or general ticket booking ki vdo plz
Bekar app hai... location accuracy problem hamesa dikha raha hai
While booking ticket Isme journey date show nii hota
But after booking show hota , as in meri pessenger train kal morning ki hai but maine aaj raat hi book kr li avi show ticket me jaane pe uspe aaj ki date show ho rii hai toh kya wo invalid ho gya ya fir usko kal ki journey me use kr skte hai , please answer ??
General ticket normally Jis din travel karna hota hai usi din 1 ghanta pahle book Kiya jata Jab book ticket par click karne se pahle travel date show karta hai
Thanks for the info ❤
Good advice
HELPFUL 🤩
Good
Ye travel karne se kitne der pehle book kare aur book karne se kitne der tak valid rehta h?
Date to show nhi hoti hai booking k pahle pata kaise chalega konse din ki ticket book ki h
General ticket yatra se ek ghanta pahle book kar skate hai
Are Bhai sasta matlab passenger ka ticket select kar rahe ho us ticket se fast train se nahi travel kar sakte hai
Bhai thumbnail par passenger aur local hi likha hai
Bhai MEMU train konsi m aaygi...Local/Passenger m kya express m??@@SMEasyTechs
@@hope1787Bhai local train ma aayegi memu
UTS App not available on Play Store 😢
Uts app Indian railway ka app abhi Maine check kiya Google play store me available hai link
play.google.com/store/apps/details?id=com.cris.utsmobile
Lekin isme Train ka naam hi nhi mention h khi
Ticket book krne k baad kon si train pakdenge ?
Passenger/local train ka ticket Hai To kisi bhi Passenger local train me baith sakte hain, mail express hai to kisi bhi mail express me aur super fast ka hai to kisi bhi super fast me bhaith sakte hain
@@SMEasyTechs dhanyawad bhaiya 🙏🏻🤗
Ye station me nahi banta jab door raho tabhi banta hai
Station ya railway track se 20 metre ki duri se
Abhi train mebaitha hu par nahi ban raha bataiye kya karu🤔
Station se 20 metre ki duri se book kariye
@@SMEasyTechs ok thank you🙏
लोकल passenger ka
30rs ka tikat 45 rs kat raha he
Bhai Esme ticket ka option h odenry,exp.yah superfast aap ko chunna padtaa h
क्या इसका टिकट टीटी मानेगा
Bhai Indian railway ka app hai 100% Manya hai
Ordinary kyu select karna rehta h??
Jis train se travel karna ho use select karna hota hai Jaise passenger local train se Yatra karna hai to aap ordinary select Karenge agar aap Express se karna hai to aap Express select Karenge agar aap superfast se travel karna chahte hain to aapko superfast select karna hoga
@@SMEasyTechs ok thanks 🙏🏻
Memu 🚂🚋🚃🚋🚃🚋🚃👉🎟😊
Wtf
Good