सूतक में करवा चौथ व्रत की पूजा कैसे करें-मृत्यु/सोबर होने पर करवा चौथ की पूजा-KARWACHAUTH VRAT 2024!

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 окт 2024

Комментарии • 298

  • @soniabhishekyadav5155
    @soniabhishekyadav5155 2 часа назад +2

    Di agar 9 month ho gya hai to kya poori Pooja kar sakte hai.... please reply

  • @roshnimaurya7987
    @roshnimaurya7987 2 года назад +6

    Didi sutak lga he bt 12 din ho rhe he. Or pariwar me dada sasur ke bhai ke waha ek aunty ji expire ho gyi he to kese kr skte he puja? Plz rply dijiye🙏🙏🙏🙏

  • @harishjat1947
    @harishjat1947 Год назад +2

    Agr sutak ke karn vrat nhi kiya to agle mhine ki choth ko kr sakte h kya

  • @Travelwithanu99
    @Travelwithanu99 Час назад +1

    Phli baar ka faast rakh sakte hai agar parivaar me sutak ho bina Pooja kiye sirf fast ?

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  28 минут назад

      Ydi esa h to ap teesari sal se rakhna

  • @Reema-d2o
    @Reema-d2o 35 минут назад +1

    Mere ghar sutak kal lag gy hiaj se 3 din hua hi to kawa chaut varet kar sakte hai ya nahi mam please send me

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  31 минуту назад

      @@Reema-d2o Vrat to karna hai puja bhi esi vidhi se karni h

  • @bhawnawrites__
    @bhawnawrites__ 2 года назад +1

    Maam kl hi raat me koi katib ke expire hue hai and kl karwachauth hai kya fir dia jalana hai kyunki sutak me mandir me dia nhi jlta..

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад +1

      सबसे पहली बात करवा चौथ व्रत और पूजा छोड़ी नही जाती है पूजा तो की जाती है इस विधि से आप पूजा कर सकते हैं जैसे मैंने वीडियो में बताया है क्योंकि मैंने भी इस कंडिशन से गुजर चुकी हूं

  • @paristyle9859
    @paristyle9859 2 года назад +1

    Mam meri bade bhaiya ki 30september ko Hui hum maiyke me h kya vrat rakh sakte h ya nhi aur Puja Chand dekh sakte h kya aur Puja naye kapde pahen sakte h ki nhi plz repply

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Ha ap vrat puja ker sakti hain koi doubt mt rakhiye

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Vaise bhi sasural paksh main esa kuchh hota to ap pr niyam lagu tha mayke ka nhi hota

  • @komalvaishnav5475
    @komalvaishnav5475 11 месяцев назад

    Mam hmare privar me bde sasurji ki dethy ho gayi hai or krva chauth ke din 12 din ho jayenge to kya me pooja kar sakti hu plz reply me

  • @Dailydosemoment
    @Dailydosemoment 2 года назад +2

    Kya sudak me karva mata ko शहिंगर चढ़ा सकते h

  • @dollynipunbansal9807
    @dollynipunbansal9807 7 часов назад +1

    Di agar pati chhidkav diya ho ya unka divorce ho Gaya ho to aise me kya kare vrat ka aur agar abhi vrat chod de to infuture dusri sadi ho to kya dobara vrat kar sakte hai kya plz reply

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 часа назад

      @@dollynipunbansal9807 doosri shadi ke bad kr sakti ho

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 3 года назад +2

    Mam hum calender bhi use krte or gori mata bhi to shuag kisse le

  • @roshnimaurya7987
    @roshnimaurya7987 2 года назад +1

    Didi mere jo dada sasur the unke bhai ke yha ek aunty ji 3 october ke din expire huyi he to plz aap btaye ki me nye kpde or nayi chize use kr skti hu? Or jese krwa pujte he wese sb kr skti hu ya nhi? Plz rply jrur dijiye me bahot confuse hu... 🙏

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад +2

      अगर करवा चौथ से पहले उनकी तेरवीं हो जाती है तो
      आप जैसे करवा चौथ व्रत की पूजा करती हैं धूमधाम से वो कर सकती हैं अगर तेरवीं नही हुई है तो आप पूजा कर सकती हैं जैसे मैंने वीडियो में बताया है वैसे कोई नई चीज use नहीं करनी है

    • @roshnimaurya7987
      @roshnimaurya7987 2 года назад +2

      @@POONAMKIAASTHA aur agar krva choth ke din un logo ne terahvi kr dete he to me raat me sab vidhi vidhan se kr skti hu na.... Didi

    • @roshnimaurya7987
      @roshnimaurya7987 2 года назад +1

      @@POONAMKIAASTHA apne rply diya iske liye bahut shukriyaa didi🙏☺

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад +2

      Ha tb ap pure vidhi vidhan se kr sakti ho

    • @SokhaYadav-z4l
      @SokhaYadav-z4l 11 часов назад +1

      Jai karwa mata di 🙏

  • @chandrakalasaroj7714
    @chandrakalasaroj7714 7 часов назад +1

    Ma'am hmari sas ki kakiya sas ki death ho gayi thi terhavi bhi ho gya kya hm puja kr sakte hai

  • @arundube7836
    @arundube7836 День назад

    Karwa Mata ki Jai

  • @rajshah1045
    @rajshah1045 11 месяцев назад +2

    Mere bade sasurji ke ladke ko beta hua hai 26 oct kya hum karvachouth ki puja kar sakte hai plesss replay

  • @sapnapathania8651
    @sapnapathania8651 11 месяцев назад +1

    Mam hmaare kul me kl death ho gye to kya fast aaj rkh skte hai

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Ha fast to rakhna hain Puja bhi ese hi karni hai

  • @pinkyguptapinkygupta231
    @pinkyguptapinkygupta231 2 года назад +2

    Mere Ghar me ek navjat balak Jammu lethi usaki mirtu ho to Kya me karva chauth vrat Kar sakti hu ki nhi

  • @SushilaGochar
    @SushilaGochar 11 месяцев назад +1

    Didi mere pariwar mai mere kaki sasur ji ki karwa choth ke din saam ko death ho gyi thi to sb kh rhe hai ki ab varth nahi rah skte kya varth or pooja krni chahiye ya nahi

  • @Kajalkumari-ry4kk
    @Kajalkumari-ry4kk 2 года назад +1

    didi Mere relation mein anti expire ho gai hai Aaj 9 Din Hue Hain Karva Chauth Puja kaise karen please reply dijiye

  • @meetupaswan4963
    @meetupaswan4963 Год назад +1

    Til chaut h , or hamare yaha kisi bujrg ki death ho gai h ,or kal 8 din ho jayenge,to kya me sirf brth rakhu, pls di btaye ,Maine preshan hu

  • @bishtneha345
    @bishtneha345 2 года назад +1

    Pati dev ki puja kr skte h kya didi jrur btaye plz hmari fmly m death huyi h kisee ki or bachaa v

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Ha kr sakte hain kerva chauth ki vrat puja chhodi nhi jati hai

  • @SanjanaManojYadav
    @SanjanaManojYadav 22 дня назад +1

    Mere ghar me 2 month phle koi mra h yani pade sasur to btaiye maim mai vidhi vidhan se pooja kr skti hu ya nhi

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  21 день назад +1

      Ha ap puri vidhi vidhan se puja kr salti ho

  • @veerendrasinghkushwah7522
    @veerendrasinghkushwah7522 2 года назад +2

    Aapke liye bahut bahut dhanyawad Madam ji 🙏❤️🌹❤️

  • @truthprevaile
    @truthprevaile 11 месяцев назад +2

    Mam meri shadi nahi hui lekin rishta pakka hua he.
    Me 4 5 Saal se karwachauth ka fast kar rahi hu.
    Lekin aaj hi mere fiance k grand father off ho gae he.
    To is situation me main karwachauth kese karu?
    Plz guide 🙏🏻

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Ap vrat kr sakte hain simple tarah se

  • @SimranjeetKaur-qo6xe
    @SimranjeetKaur-qo6xe 17 дней назад +1

    Mere sasur ki death ko ik sal ho gya hai kya mai apna vrat vidhi se krr sakti hu

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  17 дней назад

      @@SimranjeetKaur-qo6xe nhi ap acche se pure vidhi vidhan se karo

  • @gitumukesh4152
    @gitumukesh4152 11 месяцев назад +1

    Sasu ma ko kpde or singar de skte he
    Please reply

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Family main sutak hai to nahi dena hai vaise dena hai

  • @rakhiraj5734
    @rakhiraj5734 5 дней назад +1

    Mam meri dadi saas ki devrani ki aaj death ho gyi hai to mai kaise vart krungi apna maine saman sab le liya tha phle hi kya use use kr skti hu

  • @ShilpaSolanki-h1d
    @ShilpaSolanki-h1d 4 часа назад +1

    Didi agar hamare ristedar me kisi ki miritiyu ho jayae to kar sakte he keshe kare please bataiye

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 часа назад

      @@ShilpaSolanki-h1d keval parivar ya khandan ka sutak mana jata hai

  • @aabhiyadav3431
    @aabhiyadav3431 11 месяцев назад +1

    Sutak me kya ham do dipak jala sakte yani ki ak karwa ma ko aur ak chand ko Poonam ji bataye ❤

  • @deepshikhadeepak3103
    @deepshikhadeepak3103 11 месяцев назад +2

    Krwa Mata ki jay🙏🙏🙏

  • @poonamvlogs1373
    @poonamvlogs1373 Месяц назад

    Mere sasur karvachot vale din he dath ho gai thi to kya ab vo fast ni rakh skte hm

  • @ramasagar9632
    @ramasagar9632 7 дней назад +1

    Mere ghar pr bhi abhi death hui h 3 din he hue h kya m vrat rkh skti hu shudi bhi 20 ko he h plz muje bhi btaiye

  • @MayachoudhryMayachoudhry
    @MayachoudhryMayachoudhry 3 дня назад +1

    Didi hamare parivar me badi maa ki deth huyi to mai kar sakti hu na vrat

  • @ankurtripathi9520
    @ankurtripathi9520 2 года назад +1

    Karwa le skte h new??

  • @craftsbygunjan
    @craftsbygunjan 2 года назад +1

    Mara first vart hai or sutak laga hua h kar skti hoon??

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      सूतक क्यों है पहले ये बताओ तब सही जबाब दे सकती हूं।क्या हुआ है परिवार में?

    • @craftsbygunjan
      @craftsbygunjan 2 года назад

      @@POONAMKIAASTHA father in laws k brother k yaha baby hua hua hai 1 October

  • @Divyasen10
    @Divyasen10 11 месяцев назад +1

    Mam main 3 month pregnant bhi hun or sutak bhi lgai haii .....aise me vrat kese kre

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Sutak main esi tarah Puja karni hain pregnancy main falahar khaker vrat kr sakte hain

  • @karishmaverma1668
    @karishmaverma1668 2 дня назад

    Sobar m gor mata mitti se bna skte h meri jethani k beti hui h 2 din phle

  • @sidharthsah7027
    @sidharthsah7027 2 часа назад

    Meri chhoti dadi saas ka death ho gya hai to kaise kare

  • @alwaysnew9450
    @alwaysnew9450 День назад

    Chand ki puja kr ke pati pani pila skte h.... Sutak m

  • @ranjuashok405
    @ranjuashok405 11 месяцев назад

    Karva mata ki jay

  • @kaushalkishoreverma4676
    @kaushalkishoreverma4676 11 месяцев назад

    Jai Mata Di ❤️❤️🙏🙏 jai karwa Mata ki jai

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 3 года назад +1

    Mam karwa maata ko roli ka teeka lgaye ki sendur ka or mai chandma Or suraj ko jo bne hote unko roli ka ki sendur teeka lgaye pls mere pass clebdur bhi use ktrte or choki pe suraj bnate farsh pe

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  3 года назад

      सिंदूर लगाना चाहिए।

  • @maniashamishra7521
    @maniashamishra7521 2 дня назад

    Mam,agar kisi ki mirtyu ko sirf ek sal nhi nhi hua ho to kya kare is puja me chauki lagye ya nhi

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 дня назад

      To ap chauki lgakar vidhi vidhan se puja kare

  • @SangeetaParjpati
    @SangeetaParjpati 4 дня назад +1

    Didi mere parivar Mein gay 🐄hat ho ge h vrat kar sakti hun plz bat du

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 3 года назад +2

    Mam chandma or suraj ko bhi jo freash pe bnate hi unko bhi sendur ka teeka lgaye

  • @anshikasingh55902
    @anshikasingh55902 2 года назад +2

    Karva Mata ki jay abhi aapane bataya ki karva vrat iske hamen sutra laga ho to bhojan banakar Kiya ja sakta hai lekin bhojan bhi nahin banta hai kadhai bhi Nahin chadhti hai to kaise karen

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      To ap kuchh meetha mga len uuse bhi puja kr sakti hain

  • @jyotideepak1020
    @jyotideepak1020 2 дня назад

    Tq di main bahut sonch vichar me padi thi

  • @shantibeast
    @shantibeast 2 года назад +1

    Mere dada sasur ji deat kiye hai 2 months ho gaya places bata dijiye kya ham kar sakte hai meri sas nahi karne de rahi hai

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Ha bilkul ker sakte hain

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Karva chauth ka vrat chhoda nhi jata hai chahe usi din kisi ki death ho jaye

  • @jyotikumarininama4110
    @jyotikumarininama4110 11 месяцев назад +1

    Mare sasur ji mrityu ho gaiour 5 din ho gaye to kya me puja kar skati hu

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Puja aur vrat dono kerna hai jaise Maine video me bataya hai vaise hi kerna hai

  • @shivanya2822
    @shivanya2822 2 года назад +1

    Didi jese humare yha krwa dete h to kisi ko Suhag ka saman bhi nhi dena h kya

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      हाँ अगर सूतक लगा है तो नही देना है

  • @bhanubharti157
    @bhanubharti157 2 дня назад

    Hello mam , mere sasur ki death 7 July ko Hui h or Ghar me bolte h saal bhar koi Puja nhi hogi . To kya mujhe Puja karna chahiye or naye kapre ,churi pahan sakti hu????? Plz mujhe bataiye ,mujhe bahut jaruri h ye bat Jan na🙏

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 дня назад

      Puja path ke liye Ek sal ka nhi sirf 13 din ka vichar hota h

  • @SandeepPandey-j9p
    @SandeepPandey-j9p День назад

    Yadi barakhi,barasi na hui ho to Pooja karna chahiye ya nahi

  • @studybysoniyadav9052
    @studybysoniyadav9052 7 дней назад

    Di mere sasural me may ke mahine me mere patidar me koi mar gaya h mujhe first carva chauth ka brat rakhna h kya mai rakh sakti hu mera abhi February me shadi hua h

  • @lifewithpriyanka8705
    @lifewithpriyanka8705 11 месяцев назад +1

    Kya Chandrama ko jal de sakta h kisi ki death hona par

  • @sapanagaur2136
    @sapanagaur2136 11 месяцев назад +1

    Hmare Ghar me mool pde h to Pooja kese kre please reply

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      पूजा तो करनी है पूजा नहीं छोड़ी जाती है जैसे मैंने वीडियो में बताया है वैसे ही करनी है

  • @tarun1904
    @tarun1904 3 года назад +1

    Humare ghar me bhi kisi ki mrityu ho gayi hai karwa chauthke ek din pehle, aise to puja nahi kar rahe. Vrat rakha gaya hai par is vrat ke paran me to anna khama jaruri hota hai to fir ise paran kaise kare?

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  3 года назад +1

      Jaise karti ho vaise hi kr lo paran vaise kr lena

  • @PoojaYadav-gy2jl
    @PoojaYadav-gy2jl 11 месяцев назад

    Hm ne kal karwa choth ka virat nhi kiya to use kab kre or kse

  • @SangeetaParjpati
    @SangeetaParjpati 2 дня назад

    Mehandi aur pair Mein colour Laga sakte hain

  • @preeti..333
    @preeti..333 23 часа назад

    Mm khud chand ko argh de skte h ..

  • @deblinasome2480
    @deblinasome2480 2 года назад +1

    Meri sasurji gugargaya he 45 din he may Karvachath kar sakti hu please bata digiye

  • @priyankarajput7940
    @priyankarajput7940 2 дня назад

    Karwa Wale din agar khtam hogye ho sham ko apne family ka to ky Pooja krna chiye agli bar

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 дня назад

      Body jane se pahle agar puja kr le to kr sakte hain

  • @sonalji293
    @sonalji293 2 года назад +1

    mam pregnant hoon 8 month sart hua pregnancy me hartalika teej ka vrat kaise karna chahiye.

  • @shwetajaiswal5102
    @shwetajaiswal5102 2 года назад +1

    Karwa mata ki jai

  • @endless_love9521
    @endless_love9521 2 года назад +2

    Karwa mata ki jai🙏🙏

  • @PreetiRawatVlogs
    @PreetiRawatVlogs 2 года назад +1

    sutak me ahoi rakh sakte h

  • @PoonamYadav-ye3zx
    @PoonamYadav-ye3zx 8 часов назад +1

    Mam hamre ghar me deth ho gyi h aur 1month ho gya h to kya kre

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  7 часов назад

      Karwa chauth ki puja Vrat ap ker sakti ho, 13 din ka dosh hota h

  • @ritubari2970
    @ritubari2970 11 месяцев назад

    Bahut bahut dhanyawad karwa Mata ki Jai 👍👏👏

  • @Aashu2116
    @Aashu2116 Год назад +1

    Terhvi ke baad to Pooja kr sakte h

  • @beautyqueen20237
    @beautyqueen20237 7 дней назад +1

    Mai apne myke me hu mere chacha ji khatm ho gye hai.11 October ko 20 ko krwa chouth hai to kese kre btaye

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  7 дней назад

      तेरवी न हो तो ऐसे ही करना

    • @beautyqueen20237
      @beautyqueen20237 7 дней назад

      @@POONAMKIAASTHA mtlb myke kar sakte hai puja kyoki sasural to tervi ke bad hi ja skte hai

    • @beautyqueen20237
      @beautyqueen20237 6 дней назад

      To dasva vale di. Karwa chauth par rha hai na..to myke puja kr skte hai kya

    • @beautyqueen20237
      @beautyqueen20237 6 дней назад

      Meri frnd ka kehna hai karwa chouth ki puja kisi dusre se nhi krana chahiye

  • @abhisheksharma1562
    @abhisheksharma1562 День назад +2

    Bahut achhi video

  • @JagadishYadav-z3k
    @JagadishYadav-z3k 4 дня назад +1

    Karva mata ki jay ❤❤

  • @sumantomar4903
    @sumantomar4903 2 дня назад

    Maaim mere dono bachho ko chiken pox hua hai chothi mata to hamare yhn Puja nhi karte ab me vart me kya kaise kru kuch bata do jaldi please

  • @sangeetakumari-qs9he
    @sangeetakumari-qs9he 2 года назад +1

    Mere Ghar Karwa chauth ke do din pahle koi death Kar Gaye the ...to Mai brat chod Di thi ....dobara is year suru Kar Sakti hu...iski koi Vidhi h

  • @dhikchachoudhary60
    @dhikchachoudhary60 3 года назад +1

    Baju me bcha huaa hai our chhti nhi hui hai to kya puja kr skte hai

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  3 года назад

      बाजू से कोई मतलब नहीं होता है परिवार से होता है

  • @aadi-malik
    @aadi-malik 3 года назад +1

    deepak jla skte h kya

  • @veerendrasinghkushwah7522
    @veerendrasinghkushwah7522 2 года назад +2

    करवा माता की जय 🙏

  • @ravisaroj1865
    @ravisaroj1865 Год назад +1

    Didi hamare yeha 5mahina ho gya hai to kaise manaye

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  Год назад

      To ap Puja ker sakti hai ese sutak nhi mana jata sutak 13 din mante hai

  • @Opgam5356
    @Opgam5356 2 года назад +1

    Privar me sobar aaye to karava badlal sakte he vo bahargav rahe te he mahendi laga sakate he pati ki Pooja kar sakte he

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Ha sab kr sakte hain

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Kisi ki death ho Jaye to nhi karte hain vaki sb kr sakte hain karva apni sas ko de den bahar kisi ko nhi den

  • @RamrajPal-u4n
    @RamrajPal-u4n 11 месяцев назад +1

    Agar bail khatm Ho Jaaye Usi Din to kya Karva Chauth Ka Vrat Raha Ja sakta hai

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      Vrat to rakhte hi hain vrat nhi chhodte

  • @karishmapal-ix6yc
    @karishmapal-ix6yc 11 месяцев назад

    Karva mata ki Jay ❤❤

  • @vibhasingh744
    @vibhasingh744 2 года назад +1

    कितनी पीढी तक पातक माना जाता है जरूर बताये ।मेरे यहा 3 माह पहले हुआ है

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      Sutak 13 din ka mana jata hai jaha tak mujhe jankari hai! Parivar main pediyan to chalti hi rahati hain

  • @paristyle9859
    @paristyle9859 2 года назад

    Death ho gyi h bade bhai ki plz reply kaise kare ki vrat na tute aur dobara rah sake

  • @SangeetaParjpati
    @SangeetaParjpati 2 дня назад

    Kya main Puja paath kar sakti hun

  • @ar_ra400
    @ar_ra400 2 года назад

    Muje baby hua he krwachauth ke din 1 month ka ho jayega kya me krwachauth puja kr sakti hu

  • @kanchanrastogi20
    @kanchanrastogi20 3 года назад +1

    Ghar me sutak laga ha mul me beti ka janm hua ha devraani k to karva chauth ki pooja kaise kare. Meri beti to 8 saal ki ha usse puja Kara sakte ha.

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  3 года назад

      देवरानी के हुआ है तो आप तो पूजा कर सकती हैं देवरानी नही कर सकती है।

  • @nidhimalav5173
    @nidhimalav5173 11 месяцев назад

    Jai Mata di

  • @ranjitapayal7116
    @ranjitapayal7116 11 месяцев назад +1

    Karva Mata ki Jay 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @priyankakaundal2532
    @priyankakaundal2532 3 года назад +2

    Death huye 5 din huye hai to krwa chouth pooja kese karein

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  3 года назад

      Es video main btaya hai ap full video dekhe

    • @sitaramkori6865
      @sitaramkori6865 2 года назад +1

      26 9 22ko dilori hua bcha jibit nhi taha to ase me karva ch0th puja kese karsakti hai

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      वैसे बच्चों की मृत्यु का शोक 3 दिन का होता है और जैसा आपने बताया उस हिसाब से तो टाइम हो गया है तो आप जैसे हर साल धूमधाम से करवा चौथ की पूजा करती हैं वैसे ही करें

  • @jyotideepak1020
    @jyotideepak1020 2 дня назад

    Jai karwa mata❤

  • @gudiyamittal-hq6iz
    @gudiyamittal-hq6iz 11 месяцев назад

    Krva mata ki jai ho

  • @surendrasahni1590
    @surendrasahni1590 День назад

    🙏❤🌸🚩♥️

  • @vivekverma6227
    @vivekverma6227 11 месяцев назад +1

    Karwa mata ki jay ho

  • @LikunJenaFan20
    @LikunJenaFan20 11 месяцев назад

    hamari ek poti hue he 2 din pehele ham Pooja kese karenge

  • @vishalsoni2823
    @vishalsoni2823 30 минут назад

    परिवार में मूल पड़े हैं तो करवा चौथ और लक्ष्मी पूजन की पूजा कैसे करें दिवाली की पूजा कैसेकरें

  • @ayushiayushisolinki8478
    @ayushiayushisolinki8478 2 года назад +1

    Mere yaha aaj hi mot Hui hain to me kya karu

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  2 года назад

      करवा चौथ व्रत और पूजा छोड़ी नही जाती है आपके घर वाले जैसा कहें वैसा करो

  • @arvindgupta4831
    @arvindgupta4831 2 года назад

    Mam mere ghar mere shasur ki mrityu 8 mahina ho gya kya mai karwa chouth mata ka barat rkh Shakti hu aur pooja kr Shakti hu 🙏🙏🙏

  • @PreetiTyagi-v8e
    @PreetiTyagi-v8e 11 месяцев назад +1

    Mehandi to laga sakte

    • @POONAMKIAASTHA
      @POONAMKIAASTHA  11 месяцев назад

      घर में यदि सोबर है तो लगा सकते हैं यदि किसी की मृत्यु हुई है तो नहीं लगानी है

  • @Sarthak_yuvaan
    @Sarthak_yuvaan 11 месяцев назад

    करवा माता की जय

  • @MayachoudhryMayachoudhry
    @MayachoudhryMayachoudhry 3 дня назад

    Karva mata ki jai❤

  • @sayanibasu9520
    @sayanibasu9520 10 часов назад

    karwa mata ki jayy