Draupadi is Humiliated | Mahabharat Episode 153 Part 2

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • Original Video Link:
    If the creator has any complaints, then feel free to contact us at the @instagram link below:
    Instagram ID:
    Ali Haider Link: ...
    .............................................
    ===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*
    DISCLAIMER: This Following Audio/Video is strictly meant for promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this & and are intended to showcase the creativity of the artist involved.
    The original copyright(s) is (are) solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to showcase the creativity of the artist involved and are strictly done for a promotional purpose.
    *DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
    #MarkhorReactions #PakistaniReactions

Комментарии • 39

  • @subhajitdey03
    @subhajitdey03 4 месяца назад +26

    According to scriptures, Devi Draupadi was in her periods when this happened!! 😢💔
    Pooja Sharma as Devi Draupadi is Magnificent🌺❤🔥✨

    • @happysharma1103
      @happysharma1103 3 месяца назад +3

      Yes Draupadi was on her periods during vastraharan in the court of Dureodhan in front of everyone. But then to Krishna saved her even if she was on her periods. The meaning is Krishna loves everyone whether it be a living or non-living, Human or animal, Man or Women, On her periods or not

  • @happysharma1103
    @happysharma1103 3 месяца назад +4

    The people who have question about why yudhisthira bets on draupadi so read it
    Dyut game a very normal game at that time and unme kisi na kissi chiz ko dau pr lagaya hi lagaya jata tha or rule tha ki jispe apko adikhar ho and pride bhi ho usko hi lagana hai
    Pandav dhirastya ko apne pita ke saman mante the unhone unhe kha ki tum yha akar dyut khelo but unhe ye nhi pta tha ki samne wale itna gir jayege ki ye sab karege 👀
    Jab unhone draupadi ko lagane se mna Kiya tb Karn, duryodhana me kha ki tumko uspe pride nhi hai or draupadi ko galat kehne lge isliye unhone kha ki muje bahut pride hai draupadi pe uske jesi stree duniya me koi nhi tb mama shakuni ne kha ki toh lagao draupadi ko dau pr tabhi unko lagana pda 😬
    Aap log bina Puri jankari Jane kuch bhi bolte hai agar Bo Galt hote toh krishna ji unka sath kabhi nhi dete ye bhi soch liya kro ❤

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 4 месяца назад +7

    Pandav dharm ko misunderstood kr rahe thy , vo apna personal dharm dekh rahe hai , krishna said ( agr kisi adharm ( wrong) ko rokne k liye vachan ya kasam todni bhi pade to vo tod do , because humanity ko save krna sbse bada dharm hai , uss waqt , wait n watch krishna will explain

  • @Luv4lyf
    @Luv4lyf 4 месяца назад +3

    Sab ko chup baithne ka hisaab dena padega, right time pe. Don't worry.

  • @Luv4lyf
    @Luv4lyf 4 месяца назад +2

    Dharam in our scriptures means "that what is right for a human in a given situation".
    Yudhishthir has been tricked

  • @Maria-sv9ts
    @Maria-sv9ts 4 месяца назад +3

    can you please keep your audio on during the episode? so we can hear what you are saying during

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 4 месяца назад +4

    Achcha aaj ke jamane mai aurat ko bachane wale ikaththa ho jate hai , abhi recently jo war chal rahi hai usme sbse jyada torture females ki respect ke sath hi hua hai , kon aya bachane ? Ye jo mahabharat mai dikhaya ye ek warning thi , ki kulyug mai kya 2 hoga , or uska nateeja kya hoga

  • @hackhack5524
    @hackhack5524 4 месяца назад +6

    Yuth sabha me pandav kaurav sab adharmi the . Sab ne paap kiya.
    Shree Krishna ji bad me asli dharm batayenge.

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад +1

    Mahabharat, Dyut Parv, Adhyaay 60, Shlok 14 aur 15..
    Yudhishthirastu tachchhrutvaa duryodhanchikirshitam.
    Draupadyaah samtam dootam praahinodbharatsharbh.
    ...Ekvastraa adhonivi rodmaanaa rajasvalaa
    Sabhaamaagamya paanchaali shvashurasyaagrato abhavat
    "Is beech me Yudhishthir ne Duryodhan ke Hridaygat us abhipray ko sunkar Draupadi ke paas ek vishwasi doot ko bheja, rajaswala hone ke kaaran jiske naade ki ganth khul gai hai aisi vah Draupadi ek vastra pehankar rote rote sabha me aakar Sasur ke saamne khadi hogai"
    Jab Draupadi ji khud chalke aai Yudhishthir ji ke bulane par to clear hai ki na unhe ghaseeta gaya, na kisi ghaseetne ka virodh kiya Vikarn aur na Vikarn ke virodh pe Karn kapde utaarne kaha.. lekin ha jab Draupadi khudse aagai thi uske baad Karn zarur kaha ki 100 Kauravo se shadi karle aur Duryodhan bhi jaangh pe baithne kaha, Draupadi ko bhi kheecha jane laga Dushasan dwara Duryodhan ke kamre me le jane keliye lekin Draupadi ji dhakel di usey aur Pandavo ne ishi apman ke badle liye, uske nahi jo serial me dikhaye gaye.. baaki Draupadi ko ghaseetke laaye jane se bachane wale Yudhishthir ji hi the Mahabharat book anusar aur jab ye sab apman hua ispe bhaiyo ko 12 saal yuddh keliye taiyyar hone ka aadesh dene wale bhi Yudhishthir the kyonki ve patni ke samman ko bachane ki koshish kiye fir bhi apmanit hui to isey kshama nahi kiye

  • @user-bi9yr9ow4e
    @user-bi9yr9ow4e 4 месяца назад +10

    Ab next Shri Krishna serial Lana swapnad Joshi Hai usmein old serial Ramanand Sagar ki..

  • @ankitpandey8179
    @ankitpandey8179 4 месяца назад +3

    Vagbna. Krishna. Ne.hi.to Pura. Duniya. Pirthvi. Ko. Banya. Ha ham. Ko. Or. Tumko. Bhie. Krishna. Ne.hi.banya.ha.puri.would.ka.parmpita.ha.palnhr.ha

  • @user-gh8es8gs9h
    @user-gh8es8gs9h 4 месяца назад +3

    🤗nice

  • @SikrutiSatapathy
    @SikrutiSatapathy 4 месяца назад +2

    Aja bhi log kuch nahi karate kuchh nari ko blame karado

  • @j.sanket445
    @j.sanket445 4 месяца назад +2

    Reaction thoda bada karo❤

  • @Notificationmaster
    @Notificationmaster 4 месяца назад

    Next serial qubool h

  • @Notificationmaster
    @Notificationmaster 4 месяца назад +1

    Please qubool hai pr reaction do

  • @priyankautekar9868
    @priyankautekar9868 4 месяца назад

    Next serial Radhakrishnan episode plz

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

    Draupadi ka ye apman hua hi nahi tha, jab Draupadi ko bulaya jane laga daas dwara ushi samay Yudhishthir apne doot ko bhej Draupadi ko sabha me bula liye the aur Draupadi sabha me khud chalkar aai Dhritrashtra ke aage, Draupadi ko na to ghaseeta gaya aur na vastraharan hua.. Draupadi khud chalke aai thi sabha me aur uske baad Draupadi ko bura bhala kaha gaya tab pancho Pandav pratigya liye the unke apman ke badla keliye aur Draupadi ke samman keliye yuddh ka decision bhi Yudhishthir ka tha, Yudhishthir khud kahe ki unhe Draupadi apne praano se zyada sabhi bhaiyo se zyada pyari Draupadi hai Yudhishthir keliye aur khud Draupadi is dyut ke baad bhi Yudhishthir ko kabhi apna gunahgaar nahi maani kyonki Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ka dyut me bhi

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      Mahabharat, Dyut Parv, Adhyaay 60, Shlok 14 aur 15..
      Yudhishthirastu tachchhrutvaa duryodhanchikirshitam.
      Draupadyaah samtam dootam praahinodbharatsharbh.
      ...Ekvastraa adhonivi rodmaanaa rajasvalaa
      Sabhaamaagamya paanchaali shvashurasyaagrato abhavat
      "Is beech me Yudhishthir ne Duryodhan ke Hridaygat us abhipray ko sunkar Draupadi ke paas ek vishwasi doot ko bheja, rajaswala hone ke kaaran jiske naade ki ganth khul gai hai aisi vah Draupadi ek vastra pehankar rote rote sabha me aakar Sasur ke saamne khadi hogai"
      Jab Draupadi ji khud chalke aai Yudhishthir ji ke bulane par to clear hai ki na unhe ghaseeta gaya, na kisi ghaseetne ka virodh kiya Vikarn aur na Vikarn ke virodh pe Karn kapde utaarne kaha.. lekin ha jab Draupadi khudse aagai thi uske baad Karn zarur kaha ki 100 Kauravo se shadi karle aur Duryodhan bhi jaangh pe baithne kaha, Draupadi ko bhi kheecha jane laga Dushasan dwara Duryodhan ke kamre me le jane keliye lekin Draupadi ji dhakel di usey aur Pandavo ne ishi apman ke badle liye, uske nahi jo serial me dikhaye gaye.. baaki Draupadi ko ghaseetke laaye jane se bachane wale Yudhishthir ji hi the Mahabharat book anusar aur jab ye sab apman hua ispe bhaiyo ko 12 saal yuddh keliye taiyyar hone ka aadesh dene wale bhi Yudhishthir the kyonki ve patni ke samman ko bachane ki koshish kiye fir bhi apmanit hui to isey kshama nahi kiye

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 4 месяца назад +1

      ​@@pallavi.vaidik...... Ok. Then why did lord Krishna asked Pandavas to do war. You mean just to get back their deserved country Hastinapur where Pandu was the king?

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 4 месяца назад

      ​@@pallavi.vaidik......​​​Dhritarashtra gave them back their country and all the wealth afraid of bad signs. But Duryodhan, Karna, Shakuni and Dushasan persuaded Dhritarashtra to once again call for dice game. That was the foolish thing done by they 5 people. I mean Duryodhan, Karna, Dushasan, Shakuni and Dhritarashtra

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 4 месяца назад

      ​@@pallavi.vaidik...... He send Prathikami to fetch Draupadi to court but he asked Pratikami to ask elders on what grounds had Duryodhan won her in dice game? Then Duryodhan said Dushasan "O Dushasan! This ambassador Prathikami is a dumb ass. You yourself go and fetch Draupadi. If she is not willing to come then bring her here by pulling her hair. This one is also mentioned in the book that you have mentioned. Prathikami was sent back by Draupadi

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      @@harikrishnank1312 brother when did I say Draupadi was not insulted and the war was not for Draupadi? Draupadi was insulted, asking a wife to leave her husband and marry someone else is not an insult? Pulling her to take her to the room is not insult, though she pushed Dushasan then. Duryodhan asking her to sit on lap is not an insult? All these are also insults and these did enrage Pandavs to the extent of war.. people are taking these insults litely because the interpolation of disrobing is actually a very big matter compared to this but these insults aren't negligible and even Lord Krishna counted these insults only. These insults and emotionally forcing Yudhishthir misusing his servitude towards people to the extent of suggesting to bet on Draupadi to win back everything from people's properties to brothers' freedom is also the insult of Draupadi where Yudhishthir was a victim who was used against his own wife but Shakuni Karn Duryodhan Dushasan were culprits of Draupadi and Pandavs.. the insult of Draupadi's character infront of everyone though it was verbal but it shook her and her husbands from within... Even when Draupadi haran happened Muni patni doubted that Draupadi might become impure but Yudhishthir scolded her for saying such on Draupadi so her verbal insults also was a very big matter to Pandavs and to Krishna too but Krishna was more attached to Pandavs so he worried and was more furious on their especially on insult of Samrat Yudhishthir when he came to meet Pandavs in forest, you've read the first meeting of Krishna Drishtdyumn etc with Pandavs after dyut?

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

    Nahi hai namard pancho Pandav, ve hi hai jo insaf dilaenge Draupadi ko koi aur nahi.. ye ghaseetke laana aur iske baad ka kapde utaarne ki koshish wali scenes baad me milai jhuth hai.. Draupadi khud chalke aai thi yahan Yudhishthir ji ke bulane par jis vajah se ye apman se bach gai lekin fir bhi baato se apman kiya gaya aur ek baar kheechne ki koshish hue sabha me tab uska badla bhi liye Pandav, Yudhishthir ji yuddh karaye the

    • @stranger_edits2780
      @stranger_edits2780 4 месяца назад +1

      Thik se pdh bhn yudhishthir ne bhja jrur tha lekin draupadi ji ne kha m nhakr aati hh tbb dushashn gya tha or usse phle duryodhan ka sarthi

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      @@stranger_edits2780 khud ache se padho us shlok me Abhavat shabd hai jiska arth hai Ho Gayi, us shlok ka clear arth hai ki Draupadi aakar apne sasur Dhritarashtra ke aage khadi Ho Gayi, past tense me hai vo shlok aur us shlok ya kisi shlok me Draupadi Yudhishthir ke doot ko mana nahi ki balki Yudhishthir ke doot se pehle Duryodhan ka sarthi Pratikaami ko keval mana ki, nahane bhi nahi gai thi, Pratikaami ko mana kare baad Yudhishthir ji ke bheje gaye doot ki baat sunn ve Sabha me Dhritarashtra ke saamne khadi hogayi yahi arth hai, Abhavat shabd Past Tense hai Ho Gayi hai arth Abhavat ka.. aur ispe aap Pandit Satwalekar ka BORICE Mahabharat Hindi anuvad bhi padhiye ve bhi sahi arth kiye iska ki Draupadi sabha me aake khadi hogayi

  • @renobiro4169
    @renobiro4169 4 месяца назад +4

    Plz ab A sab sirial rakke plz Islamic sirial Qubool hai sirial Le awo.

  • @ud9597
    @ud9597 4 месяца назад +1

    Us rajbhavan mein sare napunsak ho chuke hai