Nhi nhi sare episode dekho hum insan kya galati karte h whi bataya ja rha h is episode me logo se ummeed karke hme agar ummeed kisi se rakhna chahiye to kewal paramatma se bas Draupati ji ne insano se madad maang ke galti ki thi unki ijjat to Prabhu ne bachayi jinko unhone sabse last me yaad kiya
Aur yahan sirf Arjun Bheem nahi balki Yudhishthir Nakul Sahdev bhi gussa kiye aur kafi kuch bole lekin serial wale bas Arjun aur Bheem ka dikhaye, balki Arjun Bheem jitna hi Yudhishthir Nakul Sahdev gussa kiye the yahan ye likha hai Mahabharat kitab me
Yeh to Dharam nahi hai . Mahabharata se sikh yehi hai ki adharm karne se kya hota hai, ek stree ka apman ka mulya kya hota hai. Just keep on watching the next episodes
Khud sochiye.... Mahabharat aakhir karne ki zarurat kyu padhi...ayesi kya ghatna ho gai....to khud ab dekh lijiye ... Isse bada karan aur koi nehi hoga shayad ... Ek Stree ka apmaan aur ayese apmaan ka ek hi upaaye ... yuddh!! Maha yuddh.. Mahabharat!! Dharma aur Adharma k thin line ko samjhana hi Mahabharat ka lakshya hai....dekhiye aap dheere dheere sab clear ho jayega
Right side blue shirt wale uncle ka dekhti hu episode 160 pe kya kahenge Yudhishthir ji ko lekar jahan Yudhishthir ji sabko bachaenge, unse zarur puchiyega ki ab Yudhishthir ji ke sath hai ya nahi?
@@stranger_edits2780 koi galat nahi kare Yudhishthir ji, unke jagah Ram Krishna koi bhi hote yahi karte.. Yudhishthir ji hi the jo jua khelne se mana karte rahe lekin jab baat praja ke ekta ki thi tab majburan khele aur praja ki sampatti daav lagani padi praja ki ekta ko bachane keliye aur praja ki sampatti swatantrata bachane keliye khudko bhaiyo ko aur Draupadi ko daav lagaye jo sahi tha.. Sainik ki patni apne pati ko maut ke muh me bhejti hai praja ke suraksha keliye to kya vo apne pati ki hatyarin hogai? Jaise Sainiko ki patniyo ka balidan vaise hi praja ke adhikaaro ke raksha keliye Yudhishthir ji apna aur apni patni bhaiyo ka balidan diye jo koi bhi shreshth Raja ka gunn hai aur ishi vajah se unhe wapas Samrat banana chaahe sabhi, khud Draupadi bhi unhe nishpaap nirdosh maani dyut ke baad bhi
@@pallavi.bharati uss vchn ka koi maan nhi kuch nhi jo draupadi ko vivah ke time dya tha Jo ikk pati deta h patni ki raksha ka vchn kehna bhtt asan h thik h ...vidur ne bhi khud kha tha ki khud ko harne k bd Panchali ko lgakr glt kra ... Or aap comment section m ikk baat or bolti ho ki dushasan nhi laya tha kheech kr yudhishthir ne apne visws ka avashya bhja tha lekin sabha m bulana k liye nhi smjhana k liye draupadi ji ko usko duryodhan ki niyt pta chlgyi thi vo draupadi ji ko apman se bchana chahte the or jbb draupadi ji apne kmre se jha sari raaj auratein thi vha chli tbb dushasan khichta hua laya unhe u can read the book again ok dyut parva LXVll jakr read krlo or ha krishn ji ne he draupadi ko vastra se Dhaka tha ye bhi mention h toh br br glt comment Mt kra kro yr logo ko mislead mtt kro aap
Or sorry but ye dhrama nahi hai adharm hai dharma kya hota hai ye janne k liye apko Krishna k bat or age ki Mahabharat dekhni paregi ❤🙂 Mahabharat mai insaan galti matlab adharm karne se kya hota hai yehi bataya gaya hai ... Hare Krishna 🌼✨🙏
Yudhishthir ji andha behra nahi hai aur na sar daale hue.. bakwas na karo.. pehle poori baat jaano aap log, Draupadi ka ye apman hua hi nahi tha, jab Draupadi ko bulaya jane laga daas dwara ushi samay Yudhishthir apne doot ko bhej Draupadi ko sabha me bula liye the aur Draupadi sabha me khud chalkar aai Dhritrashtra ke aage, Draupadi ko na to ghaseeta gaya aur na vastraharan hua.. Draupadi khud chalke aai thi sabha me aur uske baad Draupadi ko bura bhala kaha gaya tab pancho Pandav pratigya liye the unke apman ke badla keliye aur Draupadi ke samman keliye yuddh ka decision bhi Yudhishthir ka tha, Yudhishthir khud kahe ki unhe Draupadi apne praano se zyada sabhi bhaiyo se zyada pyari Draupadi hai Yudhishthir keliye aur khud Draupadi is dyut ke baad bhi Yudhishthir ko kabhi apna gunahgaar nahi maani kyonki Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ka is sabha me bhi
To kya Shri Krishna ke ek naam "Draupadi Rakshakam" aise hi bina koi karan hi padh gaya tha kya?.... Unhone dyutsabha me Draupadi ji ki raksha nahi kiya tha kya?..... Agar kiya tha to kisse kiya tha?.... Vastraharan hone se hi raksha kiya tha na? Aap to Mahabharat ke base(mool) ko hi change kar de rahe ho....
@@debarnobsfashion8066 Krishna ji ne raksha kiya tha ye Bhandarkar Oriental Research Institute ko 14th century ke 2000 se zyada Mahabharat manuscripts me kahin nahi mila.. arthat 14th century baad ki milawat hai ki Krishna ji raksha kiye, ab aapko kya kehna hai? 14th century ke 2000 se zyada Acharya jo Mahabharat likhe alag alag Bharat ke kshetra me sab ek sath jhuth likhe? Kyonki kisine Krishna ji bachaye aisa nahi likha isliye BORI published Vedvyas Mahabharat me ye prasang nahi aata.. itihas itihas hi rehta hai, Mahabharat yuddh ka adhaar ye nahi hai, dyut me hua apman Pandav Draupadi ka uspe shanti prastav me dusra prastav rakha gaya tha Duryodhan Dushasan Shakuni Karn ko Pandavo ke hawale karna lekin unhe fir bhi sharan di gai isliye ye Mahabharat yuddh hua apradhiyo ki sanrakshan dene ke dand swaroop
@@debarnobsfashion8066 Mahabharat, Dyut Parv, Adhyaay 60, Shlok 14 aur 15.. Yudhishthirastu tachchhrutvaa duryodhanchikirshitam. Draupadyaah samtam dootam praahinodbharatsharbh. ...Ekvastraa adhonivi rodmaanaa rajasvalaa Sabhaamaagamya paanchaali shvashurasyaagrato abhavat "Is beech me Yudhishthir ne Duryodhan ke Hridaygat us abhipray ko sunkar Draupadi ke paas ek vishwasi doot ko bheja, rajaswala hone ke kaaran jiske naade ki ganth khul gai hai aisi vah Draupadi ek vastra pehankar rote rote sabha me aakar Sasur ke saamne khadi hogai" Jab Draupadi ji khud chalke aai Yudhishthir ji ke bulane par to clear hai ki na unhe ghaseeta gaya, na kisi ghaseetne ka virodh kiya Vikarn aur na Vikarn ke virodh pe Karn kapde utaarne kaha.. lekin ha jab Draupadi khudse aagai thi uske baad Karn zarur kaha ki 100 Kauravo se shadi karle aur Duryodhan bhi jaangh pe baithne kaha, Draupadi ko bhi kheecha jane laga Dushasan dwara Duryodhan ke kamre me le jane keliye lekin Draupadi ji dhakel di usey aur Pandavo ne ishi apman ke badle liye, uske nahi jo serial me dikhaye gaye.. baaki Draupadi ko ghaseetke laaye jane se bachane wale Yudhishthir ji hi the Mahabharat book anusar aur jab ye sab apman hua ispe bhaiyo ko 12 saal yuddh keliye taiyyar hone ka aadesh dene wale bhi Yudhishthir the kyonki ve patni ke samman ko bachane ki koshish kiye fir bhi apmanit hui to isey kshama nahi kiye
@@pallavi.bharati to is pure story pe .... Jaha adharm ho raha tha itna.... Kya waha Krishna ji ka koi bhumika nahi tha?.... Kya wo chup baithe the.... Jab Draupadi ji ke sath ye sab ho raha tha.... Sirf yudhishthir hi unko bachaya tha? Krishna ji kya kar rahe the tab? Wo to bhagwan hai.... Unko to kuch karna chahiye tha na?
Shri Krishna ji hi hai jo kabhi bandhe hue nai ho sakte. Jai shri Krishna 🙏
Very emotional track😢😢
Nhi nhi sare episode dekho hum insan kya galati karte h whi bataya ja rha h is episode me logo se ummeed karke hme agar ummeed kisi se rakhna chahiye to kewal paramatma se bas Draupati ji ne insano se madad maang ke galti ki thi unki ijjat to Prabhu ne bachayi jinko unhone sabse last me yaad kiya
Next parts kb tk aayenge Ali Haider bhai, aap to kah rhe the daily laayenge😢
Subha
Aur yahan sirf Arjun Bheem nahi balki Yudhishthir Nakul Sahdev bhi gussa kiye aur kafi kuch bole lekin serial wale bas Arjun aur Bheem ka dikhaye, balki Arjun Bheem jitna hi Yudhishthir Nakul Sahdev gussa kiye the yahan ye likha hai Mahabharat kitab me
Episode jaldi jaldi laya karo
Bhai puri dikhao puri foto nhai dikhai deti
Ok
Yeh to Dharam nahi hai . Mahabharata se sikh yehi hai ki adharm karne se kya hota hai, ek stree ka apman ka mulya kya hota hai. Just keep on watching the next episodes
Chinta mat lo' is andhe ko bhi anjam' vogotna h aage
😢😢😢😢manta hu ki galt horha he insano se madd ki jagah bhagwan se madd mage 😮😢
NEXT VIDEO KAB 😊
Adharm bdh gya tha tbhi to krisna ji ne jnm liya h chinta mt kro sb marenge Krishna ji sbko sja denge aage bahot bda yudh hoga
Kal jaldi jaldi episode dalna pls pls ....
Next episodes lao guys❤
Screen full nai ATI hai
Sare log parampara ko dhrm man rhe h or wahi dhrm Krishna ji todne aay h
Jai Shree Krishna 🙏🙏🙏🙏
Hello aaplog daily videos kyu ni late h 😢
Plz MOVIE
Khud sochiye.... Mahabharat aakhir karne ki zarurat kyu padhi...ayesi kya ghatna ho gai....to khud ab dekh lijiye ... Isse bada karan aur koi nehi hoga shayad ... Ek Stree ka apmaan aur ayese apmaan ka ek hi upaaye ... yuddh!! Maha yuddh.. Mahabharat!! Dharma aur Adharma k thin line ko samjhana hi Mahabharat ka lakshya hai....dekhiye aap dheere dheere sab clear ho jayega
Sbi episode dekhna ❤
Next episode 😊
Pura video daker comment koro 👊🫰🫰
Next episode
Br Chopra 1988 Mahabharat reaction kare plz🎉
Jab we met movie
Lagatar lao episode.
Age dekho to smjh ayega
Nice reaction 👍
Thank you 🙌
Right side blue shirt wale uncle ka dekhti hu episode 160 pe kya kahenge Yudhishthir ji ko lekar jahan Yudhishthir ji sabko bachaenge, unse zarur puchiyega ki ab Yudhishthir ji ke sath hai ya nahi?
Kuch bhi khe yr lekin glt toh kra tha yudhishthir ne panchali ko daav pr lgakr
@@stranger_edits2780 koi galat nahi kare Yudhishthir ji, unke jagah Ram Krishna koi bhi hote yahi karte.. Yudhishthir ji hi the jo jua khelne se mana karte rahe lekin jab baat praja ke ekta ki thi tab majburan khele aur praja ki sampatti daav lagani padi praja ki ekta ko bachane keliye aur praja ki sampatti swatantrata bachane keliye khudko bhaiyo ko aur Draupadi ko daav lagaye jo sahi tha.. Sainik ki patni apne pati ko maut ke muh me bhejti hai praja ke suraksha keliye to kya vo apne pati ki hatyarin hogai? Jaise Sainiko ki patniyo ka balidan vaise hi praja ke adhikaaro ke raksha keliye Yudhishthir ji apna aur apni patni bhaiyo ka balidan diye jo koi bhi shreshth Raja ka gunn hai aur ishi vajah se unhe wapas Samrat banana chaahe sabhi, khud Draupadi bhi unhe nishpaap nirdosh maani dyut ke baad bhi
@@pallavi.bharati uss vchn ka koi maan nhi kuch nhi jo draupadi ko vivah ke time dya tha Jo ikk pati deta h patni ki raksha ka vchn kehna bhtt asan h thik h ...vidur ne bhi khud kha tha ki khud ko harne k bd Panchali ko lgakr glt kra ... Or aap comment section m ikk baat or bolti ho ki dushasan nhi laya tha kheech kr yudhishthir ne apne visws ka avashya bhja tha lekin sabha m bulana k liye nhi smjhana k liye draupadi ji ko usko duryodhan ki niyt pta chlgyi thi vo draupadi ji ko apman se bchana chahte the or jbb draupadi ji apne kmre se jha sari raaj auratein thi vha chli tbb dushasan khichta hua laya unhe u can read the book again ok dyut parva LXVll jakr read krlo or ha krishn ji ne he draupadi ko vastra se Dhaka tha ye bhi mention h toh br br glt comment Mt kra kro yr logo ko mislead mtt kro aap
Kana gg ayge
Or sorry but ye dhrama nahi hai adharm hai dharma kya hota hai ye janne k liye apko Krishna k bat or age ki Mahabharat dekhni paregi ❤🙂
Mahabharat mai insaan galti matlab adharm karne se kya hota hai yehi bataya gaya hai ...
Hare Krishna 🌼✨🙏
zyada episode lao kya bakchodi hai
Yudhishthir ji andha behra nahi hai aur na sar daale hue.. bakwas na karo.. pehle poori baat jaano aap log, Draupadi ka ye apman hua hi nahi tha, jab Draupadi ko bulaya jane laga daas dwara ushi samay Yudhishthir apne doot ko bhej Draupadi ko sabha me bula liye the aur Draupadi sabha me khud chalkar aai Dhritrashtra ke aage, Draupadi ko na to ghaseeta gaya aur na vastraharan hua.. Draupadi khud chalke aai thi sabha me aur uske baad Draupadi ko bura bhala kaha gaya tab pancho Pandav pratigya liye the unke apman ke badla keliye aur Draupadi ke samman keliye yuddh ka decision bhi Yudhishthir ka tha, Yudhishthir khud kahe ki unhe Draupadi apne praano se zyada sabhi bhaiyo se zyada pyari Draupadi hai Yudhishthir keliye aur khud Draupadi is dyut ke baad bhi Yudhishthir ko kabhi apna gunahgaar nahi maani kyonki Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ka is sabha me bhi
To kya Shri Krishna ke ek naam "Draupadi Rakshakam" aise hi bina koi karan hi padh gaya tha kya?.... Unhone dyutsabha me Draupadi ji ki raksha nahi kiya tha kya?..... Agar kiya tha to kisse kiya tha?.... Vastraharan hone se hi raksha kiya tha na? Aap to Mahabharat ke base(mool) ko hi change kar de rahe ho....
@@debarnobsfashion8066 Krishna ji ne raksha kiya tha ye Bhandarkar Oriental Research Institute ko 14th century ke 2000 se zyada Mahabharat manuscripts me kahin nahi mila.. arthat 14th century baad ki milawat hai ki Krishna ji raksha kiye, ab aapko kya kehna hai? 14th century ke 2000 se zyada Acharya jo Mahabharat likhe alag alag Bharat ke kshetra me sab ek sath jhuth likhe? Kyonki kisine Krishna ji bachaye aisa nahi likha isliye BORI published Vedvyas Mahabharat me ye prasang nahi aata.. itihas itihas hi rehta hai, Mahabharat yuddh ka adhaar ye nahi hai, dyut me hua apman Pandav Draupadi ka uspe shanti prastav me dusra prastav rakha gaya tha Duryodhan Dushasan Shakuni Karn ko Pandavo ke hawale karna lekin unhe fir bhi sharan di gai isliye ye Mahabharat yuddh hua apradhiyo ki sanrakshan dene ke dand swaroop
@@debarnobsfashion8066 Mahabharat, Dyut Parv, Adhyaay 60, Shlok 14 aur 15..
Yudhishthirastu tachchhrutvaa duryodhanchikirshitam.
Draupadyaah samtam dootam praahinodbharatsharbh.
...Ekvastraa adhonivi rodmaanaa rajasvalaa
Sabhaamaagamya paanchaali shvashurasyaagrato abhavat
"Is beech me Yudhishthir ne Duryodhan ke Hridaygat us abhipray ko sunkar Draupadi ke paas ek vishwasi doot ko bheja, rajaswala hone ke kaaran jiske naade ki ganth khul gai hai aisi vah Draupadi ek vastra pehankar rote rote sabha me aakar Sasur ke saamne khadi hogai"
Jab Draupadi ji khud chalke aai Yudhishthir ji ke bulane par to clear hai ki na unhe ghaseeta gaya, na kisi ghaseetne ka virodh kiya Vikarn aur na Vikarn ke virodh pe Karn kapde utaarne kaha.. lekin ha jab Draupadi khudse aagai thi uske baad Karn zarur kaha ki 100 Kauravo se shadi karle aur Duryodhan bhi jaangh pe baithne kaha, Draupadi ko bhi kheecha jane laga Dushasan dwara Duryodhan ke kamre me le jane keliye lekin Draupadi ji dhakel di usey aur Pandavo ne ishi apman ke badle liye, uske nahi jo serial me dikhaye gaye.. baaki Draupadi ko ghaseetke laaye jane se bachane wale Yudhishthir ji hi the Mahabharat book anusar aur jab ye sab apman hua ispe bhaiyo ko 12 saal yuddh keliye taiyyar hone ka aadesh dene wale bhi Yudhishthir the kyonki ve patni ke samman ko bachane ki koshish kiye fir bhi apmanit hui to isey kshama nahi kiye
@@pallavi.bharati to is pure story pe .... Jaha adharm ho raha tha itna.... Kya waha Krishna ji ka koi bhumika nahi tha?.... Kya wo chup baithe the.... Jab Draupadi ji ke sath ye sab ho raha tha.... Sirf yudhishthir hi unko bachaya tha? Krishna ji kya kar rahe the tab? Wo to bhagwan hai.... Unko to kuch karna chahiye tha na?
Vastra haran hua tha draupadi ka ,Aur Krishna ki ne bachaya tha