Good Work👍Ap ne kaha k 18 se 19 volt ka hi charger hm ne lena hai charge krney k leye. Agr 14 volt ka charger hi moujood ho to kya tb bhi hm ko ye bulb isi trha se khana hoga ya direct charger ki wire hm tb lga sktey hain? Q k battery to 13.5 se 14 volt tk pe hi charge Hoti hai. Plz ye baat clear kr dàin. Thanks
Agar Aapke pas 14 volt supply ka charger hai to beshak Aap Use Bina Kisi BULB ke Direct charging pe battery ko laga sakte hai. or pleasss Agar aapne channel ko subscribe nahi Kiya ho to please subscribe kar dijiye sir thanks.
Sir Mera laptop ka battery kharab haii charger ke bina nahi chalta aur mehenga haii uska battery .. mere bas 5amp ka bike battery haii kya meh us ko ups ki tarah use kar sakta huu bijli jane par battery se power mile aur bijli aane par charging se chalee idhar 15 20 min k liye bijli jati haii bich meee 😢
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav kyu gaali sunne wala kaam krta hai board direct hai to video me bataya kyu nahi, ha 🤬🤬🤬🤬 Faltu me gaali sun jayega 🤬🤬🤬🤬
@@Agentbhai001 gali diye koi bat nahi bhai, naya channel hai mistake karte karte hi sikhna padta hai, next time dhyan rakhunga sir. thankyou for comment sir....🙂
@@Agentbhai001 bhai sahab switch on hoga tabhi to to light se hote hue battery me power jayega na, or mene jaisa bola hai, 18 volt ka adaptor hai, or 12 volt ki battery usko direct charge karenge to battery 🔋 kharab ho jayegi, isiliye bulb lagaya hai taki volt kam ho Jaye or battery ko sahi volt mile, to switch to on karna hi padega na sir.
19v dc control kit say charger ki wire lagain aur 14.2v dc auto cut off switch lagain ye blub lagany ki zarurat nh laptop k charger ko aik fan lagain ta ky heat na ho good luck
Aapne carger ke volt bataye per amp. nahi bataye. Bulb ke bhi volt &. nahi bataye.ye clear nahi ho paya ki bulb lagane se amperes ka kya role raha battery ko safe rakhne me.
Dekhiye battery 12volt ki hoti hai, or usko charge karne ke liye 15volt chahiye, or jo laptop ka charger hota hai vo 18 to 19 volt ke hote hai or unka ampire bhi 3.5 se jada hota hai to usi ko kam karne ke liye hum 12 volt ka bulb use karte jisase voltage kam ho jata hai or ampire bhi.
Or laptop ka charger jada powerful hone ki vajah se vo battery ko over heat karke blast bhi kar sakta hai, to charge par lagate samay ye dhyan rakhe ki vaha hawa hona chahiye or bache na jaye thik hai, or pleas abhi tak aapne mere channel ko subscribe nahi kya hai to please subscribe bhi kar dijiye. Thankyou for comment.
12V solar smd lamp I used. Bulb is glowing I connect with battery. But when I connect in series with laptop & battery, it is not glowing... It's not charging.... What to do??
Sir do not use any smd because smd is consume more than 50 voltage, use only bike indicator type 12 volt bulb, Thankyou and pleas subscribe my channel.
Bulb ka kam 19 volt ko kam karke 14 ya 15 volt karna hai or ha charging ho rahi hai ya nahi, iske liye apko multimiter ya to battery lavel indicator market me sasta milta hai use aap use kar sakte ho thanks for question and pleas subscribe my youtube channel.
battery jada heat hoke blast hone ke chance hai, kyoki laptop ke charger me voltage ke sath sath Ampire bhi jada hote hai to pleas bike ke indicator me jo bulb use hota hai use jarur use kare thank you sir and please SUBSCRIBE my channel YT TECHNICAL FUN
Apne sahi kaha but hame Amps or voltage sath me low naho karna hai, voltage ko kam karna hai amps vaisa hi rahega dono same rahega to battery kharab ho jayegi.
Kudos to this guy 👍...i appreciate you for making this useful video!
Thankyou, and please SUBSCRIBE my channel
Nice, this video very helpful for me thankyou
Very Nice Video Thank You Sir Ji
buhat achi technical information di he, pakistan se ap kay liye muhabbaten hen, qubool karen :)
Thankyou so much dear friend
Sir 12v 3amp battery hai
Or 2.5 amp or 12v output adpater hai to kia hum is sy charger kar sakty hai or kitna time charge lagna
Thankyou for comment brother.
बैटरी चार्ज होगी पर थोड़ा टाइम लगेगा कम से कम 3 घंटे
और प्लीज मेरे चैनल टेक्निकल फ्रेंड को सब्सक्राइब जरूर जी कीजिए
Bohut achhi baat bataya aap ni thank you so much 👍
Thankyou and please SUBSCRIBE my channel
Good Work👍Ap ne kaha k 18 se 19 volt ka hi charger hm ne lena hai charge krney k leye. Agr 14 volt ka charger hi moujood ho to kya tb bhi hm ko ye bulb isi trha se khana hoga ya direct charger ki wire hm tb lga sktey hain? Q k battery to 13.5 se 14 volt tk pe hi charge Hoti hai. Plz ye baat clear kr dàin. Thanks
Thankyou for visiting my channel,
Agar Aapke pas 14 volt supply ka charger hai to beshak Aap Use Bina Kisi BULB ke Direct charging pe battery ko laga sakte hai. or pleasss Agar aapne channel ko subscribe nahi Kiya ho to please subscribe kar dijiye sir thanks.
Nice video sir 😊😁
Thankyou very much sir, and please subscribe my channel
Verry Nice Idea Bhai
Thanks🙏🙏 100% working
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद मेरे चैनल पर आने के लिए और प्लीज मेरे चैनल को सब्सक्राइब जरूर करें
12v 8 mah battery charge karna hai to kitna volt ki kitna mah ki charger sabsa best?
Aap rechargeable spray pump ki shop me jaao or spray pump ka charger Lelo, vo best rahega charging indicator light bhi rehti hai usme
Bro 12v battery me 12v charger work krega 12.5 ya 13 tak nhi hona cahie
Ha, lekin usame ampire jada hone chahiye
Thanku so much ❤
Your welcome brother, and pleas SUBSCRIBE my Channel TECHNICAL FUN
Ye bulb ki jagha wifi router ko connect kar sakte hai kya?
sorry sir iska mujhe idea nahi hai sir, please Channel ko subscribe bhi kar dijiye thankyou.
Bhai Mai to aapke reply dene ko style ko dekh kr aapke channel ko subscribe kr liya
Thankyou brother
Sir Mera laptop ka battery kharab haii charger ke bina nahi chalta aur mehenga haii uska battery .. mere bas 5amp ka bike battery haii kya meh us ko ups ki tarah use kar sakta huu bijli jane par battery se power mile aur bijli aane par charging se chalee idhar 15 20 min k liye bijli jati haii bich meee 😢
BHAI KYA ISME FULL CHARGE HOGA UR KITNE TIME LAGEGA CHARGE HONE KELIYE
kam se kam 4 ghante or jada se jada 5 ghante
aap isko auto cutoff charger banaiye??
Reply
Thanks for comment. Apka sujhaw acha laga me jarur banaunga
Bhai Main Bhi Socha Tha ki kharab ho jaega Achcha Hua Bata Diya
Battery pura low hone par 3 se 4 ghante charging par lagana
And pleas bro mere channel ko subscribe kardo bhai
Bhi ye gadi ki battry kitne time ka backup deti hai/.
Ye to battery ke mah par depend karta hai
Please SUBSCRIBE my channel TECHNICAL FUN
Apko konsi battery charge karna hai?
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav bike wali
12 volt ka battery hota hai bike ka, or backup ki bat kare to vo depend karta hai, ki kya chalana hai
Tv ke adapter jo 19volt ac hai....kya usse battery charge kr sakte hai...
Ac voltage se charge nahi karna, battery kharab ho jayegi
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav bhai sahi jankari to dia karo laptop ka charger bhi to Ac adapter hi hai
@viratsingh2871 sir ji laptop ka charger AC input hai or DC output deta hai sirji Jaankari Sahi hi Diya hai..
Sprayer machine ke adoctor se UPS ki battery charge ho jayegi
Ha charging ho jayegi sir
And please SUBSCRIBE my channel YT TECHNICAL FUN
Either he should modify this charger or add a step down buck converter with same Ampere
Aap sahi keh rahe hai sir, but Maine Emergency me charging karne ke liye ye video banaya hai, isiliye ispar koi Extra Kharch Nahi kiya hai,
Nice broo keep it up
Thankyou brother🙂
Mery pas 14volt 5ampere ka charger hy kia my battrey charger aur es power supply se aik sat battrey charg kr sakta hon??
Yes you can charge it
ha kar sakte ho but 3 se 4 ghante
Good job very good
Thankyou sooo much, And please SUBSCRIBE my channel
Bina bulb jode kar sakte hai laptop charger se charge
Bina bulb ke Direct charge karoge to battery jaldi kharab ho jayegi
Bhai log ye bilkul na kare Maine bhi Kiya dusri baar me battery kharb ho gai new lagwani pad gai inke chutiyape me na pado
Mere Bhai ap is bulb ko connect Karne k Baad voltage show karwao or is k ampere b show karwaoo next video main.
ji sir bilkul next video isi par hogi
12v ki pani wali betry kesy charge hogi jo 70 bike me lgi hoti hy
Usko bhi aise hi charge karo
Or please mere channel TECHNOLOGICAL FUN ko subscribe karo
Bhai mene bike ke battery charge PR lagaye to bulb Jo hamne Esme use Keya h uske light dim q ho gaye dhere dhere only uska element jal raha tha bus
Bulb is liye dim ho gaya hai kyoki battery achese charge ho rahi hai
Ok bro or jab full charge ho jayege to bulb ke light tej ho jayege
4/5 ghante hi lagate jao sirf
Thank you bhai
Your welcome bro and please subscribe my channel.
लैपटॉप की चार्जर से 135 एंपियर की बैटरी कैसे चार्ज करेगा और अगर करेगा भी तो बैटरी खराब ना कर दे
135 kis chij ki battery hai sir Apke Pas
Board ki switch off hai😅😅😅 hame pagal smjh rakha hai
Gaali sunega 🤬🤬
Bhai sahab Mera bord DIRECT hai uska button kharab hai
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav kyu gaali sunne wala kaam krta hai board direct hai to video me bataya kyu nahi, ha 🤬🤬🤬🤬
Faltu me gaali sun jayega 🤬🤬🤬🤬
@@Agentbhai001 gali diye koi bat nahi bhai, naya channel hai mistake karte karte hi sikhna padta hai, next time dhyan rakhunga sir. thankyou for comment sir....🙂
Sachi bola Bhai your video is to good 👍😊@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav
@@Agentbhai001 bhai sahab switch on hoga tabhi to to light se hote hue battery me power jayega na, or mene jaisa bola hai, 18 volt ka adaptor hai, or 12 volt ki battery usko direct charge karenge to battery 🔋 kharab ho jayegi, isiliye bulb lagaya hai taki volt kam ho Jaye or battery ko sahi volt mile, to switch to on karna hi padega na sir.
Bhai output:- 8V----- 2000 mA
25W, MAX
Esse 12V 4LB battery charger ho jayegi kya
Apka charger output kitna de raha hai
12 volt ki battery ko charge karne ke liye minimum 14 to 15 volt chahiye
Bhai output 12.0V ----- 1.0 A
De raha hai
Dost 12 volt ki battery ko 14 to 15 volt lagega, agar apke pas laptop charger hai to video dekh ke charge kar sakte ho
Ha ho jayega
19v dc control kit say charger ki wire lagain aur 14.2v dc auto cut off switch lagain ye blub lagany ki zarurat nh laptop k charger ko aik fan lagain ta ky heat na ho good luck
Apki bat sahi hai, lekin meri video emergency ke liye hai
Aapne carger ke volt bataye per amp. nahi bataye. Bulb ke bhi volt &. nahi bataye.ye clear nahi ho paya ki bulb lagane se amperes ka kya role raha battery ko safe rakhne me.
Dekhiye battery 12volt ki hoti hai, or usko charge karne ke liye 15volt chahiye, or jo laptop ka charger hota hai vo 18 to 19 volt ke hote hai or unka ampire bhi 3.5 se jada hota hai to usi ko kam karne ke liye hum 12 volt ka bulb use karte jisase voltage kam ho jata hai or ampire bhi.
Or laptop ka charger jada powerful hone ki vajah se vo battery ko over heat karke blast bhi kar sakta hai, to charge par lagate samay ye dhyan rakhe ki vaha hawa hona chahiye or bache na jaye thik hai, or pleas abhi tak aapne mere channel ko subscribe nahi kya hai to please subscribe bhi kar dijiye. Thankyou for comment.
Bhai mere pass 16v 4.5A laptop charger hai
Aur 12v 75Ah jo down hoke 9-10v ho gaya hai
Ab ye tractor me charge nahi ho raha koi tarika batao na
Battery kitne volt ki hai
Agar battery 12 ki hai to jesa mene video me bataya vese charge karo, or agar 12 volt se jada ki battery hai to inverter se hi charge karna
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav thanks for replying, but battery ke 2 cell damage ho gaye 8volt se upar nahi ja raha sab lar liya
Battery naya lelo bhai ya to use repair karwane ki koshis karo
Dost agar coile kharab hai use use mat karo please
12V solar smd lamp I used. Bulb is glowing I connect with battery. But when I connect in series with laptop & battery, it is not glowing... It's not charging.... What to do??
Friend what do you have to charge
Sir do not use any smd because smd is consume more than 50 voltage, use only bike indicator type 12 volt bulb, Thankyou and pleas subscribe my channel.
Sir without bulb can we charge 6v5ah
Bulb ka sirf yehi kam h ky humy pta chal jy chrg ho raha ya nhi ..?
Bulb ka kam 19 volt ko kam karke 14 ya 15 volt karna hai or ha charging ho rahi hai ya nahi, iske liye apko multimiter ya to battery lavel indicator market me sasta milta hai use aap use kar sakte ho thanks for question and pleas subscribe my youtube channel.
NOT a correct method to charge a lead acid battery. Charging voltage should not exceed 13.8 volt. If it exceeds the life of the battery will be less.😢
Thankyou for comment sir
I use "6 Ampere Luminous solar controller" for charging 12V 7 ah SMF battery with jumper Shorted.
The charging current is 14 v for lead acid battery
You Are right sir, but this is only emergency charging method.
Ise charge karne ke liye kam se kam 1 ghanta lagega
Can i charge lead acid battery..
yes afcourse
mera bhi same idea😊
Thankyou for comment, To isi bat par SUBSCRIBE kardo Mera channel YT TECHNICAL FUN.
बैटरी चार्ज होती हैं किंतु अम्पीर नही बन रहे जिससे बैटरी जल्द diss Ho hati hai 😂
Thanks for comment, dekho Battery Discharge hone ka reason Battery kharab ho gai hai.
Lagbhag kitne Time me full charge hoga ye bataye
Agar battery puri low hai to lagbhag 5 ghante changing par lagaiye
Or battery jaha charge par lagaoge vaha hawa chalu hona chahiye jai khidki ke pas ya pankha chalu karke kyoki battery heat hoti hai
And pleas Mere channel ko bhi Subscribe karke Charging Par Laga Do Pleassss
Super
Thankyou sir
Best videos
Thankyou sir, and please subscribe my Channel TECHNICAL FUN
Amplifier ko light bolte se kasa chalayen
Amplifier 12 se chalta hai uska transfarmer nikal ke use wire conection kar dijiye
ਇਸ adupter ਨਾਲ ਅਸੀਂ ਕਿਵੇਂ Amplifier ਚਲਾ ਸਕਦੇ ਆ
Please ਦਸੋ
@@sardarsardarni4661 sir mujhe panjabi nahi ati
Sir Amplifier ke andar se transformer nikal lijiye, or 12 volt battery ko connect kar lijiye
whats the light bulb voltage..?
12 volt
Bhai bike ki battery hongi charj isme 12v ki
Ha dost 100% hogi charge
Or dost channel ko bhi subscribe kardo
Or y bhi batana ki kitne der tak charging PR rakhna h
Agar battery puri low hai to 4 se 5 ghante lagana or check karte rehna
Thankyou dost or ek request hai ki mere channel ko SUBSCRIBE kar do pleas
Ok bro
Good
Thanks
12 volt bulb ka kia function he????
12volt bulb voltage ko thoda kam kar deta hai, jisase battery ko sahi voltage mile
you get confused very often & say sorry again and again
battery kitne gante me full charge ho jayega
Agar battery bilkul low hai to 4 ghante ke aspas full charge ho jayegi multimeter hai to 3 ghante bad uska voltage chaque kar lena
Pleas subscribe my channel
bulb heating problem horaha hein.
Konsa bulb hai
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav indicator kaa 12v
Or bhai full charge hone me kitna time lagega?
magar aisey tariqey sy bijli ka bill bharpur aaeyga
Jada nahi ayega kyoki output 18 volt hi de raha hai na.
bhai 2 ig battery kaise charge kare
By short positive and negative wires my adapter trips for 5 minutes or I have to unplug then plug in again.
what volt adapter do you have
And please subscribe my channel.....
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav laptop's 18 volts
Bro mai na laptop ke charger se charge kara Lekin 10v ka upper charge ho rahe nhi bhai bolo bhai Aap kya karne?
Apne charging kitna time lagaye the
Agar battery puri low hai to 5 ghante tak charge par lagao 100% charge hogi me guarantee leta hu
@@TechnicalFunbyRahulYadavYadav 8 hours ka upper hogaya bhai
Or ha battery ko har 1 ghante me chek karna ki battery jada garm to nahi ho rahi hai or jaha fan chalu ho vahi charging par lagana
Pleas mere channel ko SUBSCRIBE kar do
I used 12v DC motor instead of light and added propeller...it will charge and stay cool
what volt are you running the 12v motor
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
please subscribe my channel
सर पानी वाली बैटरी कैसे चार्ज होती है
Use bhi aise hi charge karo dost ho jayegi
Or please mere channel TECHNICAL FUN ko SUBSCRIBE bhi kardo dost
Why he is saying again and again % ? . It's 11.81 volts, not % .
Ya battery pa chal rahi ha
Kya battery par chal raha hai dost
Hlo vai
hi bro
Button tu on karlo
button on hi tha bhai
Charjar jal bata hai
Me samjha nahi bhai
mic kha ja Bhai
Samjha nahi bhai mai
अगर वल्लभ ना लगाए तो क्या होगा
battery jada heat hoke blast hone ke chance hai, kyoki laptop ke charger me voltage ke sath sath Ampire bhi jada hote hai to pleas bike ke indicator me jo bulb use hota hai use jarur use kare thank you sir and please SUBSCRIBE my channel YT TECHNICAL FUN
This is series connection but amps will remain same
Apne sahi kaha but hame Amps or voltage sath me low naho karna hai, voltage ko kam karna hai amps vaisa hi rahega dono same rahega to battery kharab ho jayegi.
Thanks for the comments and pleas subscribe my channel
𝙏𝙝𝙖𝙣𝙠𝙪 𝘽𝙧𝙤𝙩𝙝𝙚𝙧
Your welcome brother, or please dost channel ko subscribe kardo
Thanks bro
Your wellcome bro
Pleas bro mere channel ko bhi subscribe kardo