Hello Sir mera open nhi ho rha hai pata nhi kyu documents m maine apna aadhar or papa ka voter I'd card diya fir bhi nhi hua or mere saare dosto ka hogya wo bhi same document diye the fir maine Usi time 3 jagah customer service point me gya waha bhi nhi open hua aisa kyu
Sir mera ek dost h uska mother or father ka death ho gaya hai uska koi guardian bhi nahi hai to wo account kase khulwayaga saving ke liya wo kam karta hai uska age 15 sal hai
Bad me koi problem hoga kya jesa ki account kuch ho jay to mother father ka sign kyuki unka document to rahega bad me kuch hoga to account to ricks ho jayega na kyuki uska mother or father ka to death hogaya hai to wo sign kaha se layega@@techsupport9103
@@techsupport9103 bad me koi problem to nahi hoga na kyuki uska account blocked ho jay to uska parents ka signature or re kyc ke liya kaha se liyaga kyuki uska parents to mar gaya hai or koi relative bhi nahi hai 😞
@@techsupport9103 Sarey options try kar liya... lekin nahi ho raha hai... CSP Colleagues...B.C suppose team sab ne try karke dekh liya....fir bhi same..."upload should be in .jpg or .gif"
Sir account opening ke baad account opening form ke sath kaun kaun se documents branch me submit karna hota hai
Thanks Jee Good Information 👍❤
Sir meri age 15 hai mene csp pe sbi account open karaya hai mai na to upi use kar pa rha hu nahi atm mila hai
Hello
Sir mera open nhi ho rha hai pata nhi kyu documents m maine apna aadhar or papa ka voter I'd card diya fir bhi nhi hua or mere saare dosto ka hogya wo bhi same document diye the fir maine
Usi time 3 jagah customer service point me gya waha bhi nhi open hua aisa kyu
Sir new account opening form me kaha kaha sign kare or stamp de bc ki please boliye or customer ka kaha kaha sign kare
Lekin ye address me kya bharna hai keval apne villege ka naam ya aur bhi kuch dalni h
Issu authority main kya dale
Iss bhir baad main Rbo se koi problem to NHi hogi
Sir meri age 17 saal hai atm card mil jayega
orther id daqument main birth certifcate dal sakte hai kya
Yes
SBI Bank of India CSP ID apply karna hai sir
Konsi state se ho
@@techsupport9103 State Jharkhand
Sir is minor account mein saving account mein kitna interest rate milta h
4%
Bhai or ek bat batao mera age 16+ hai or mera minor pancard hai to kya mai bina parent document se kgud ka document se account khul sakta hu
Yes
Please ek bat batao mother ya father ka account sbi pe hona jaruri hai kya
No
एसबीआईकिओस्क बैंक में खाता खुलवाने के पहले क्या मैं ब्रांच से केवाईसी करवाना होता है
Nhi
OTP दर्ज करने के लिए ऑप्शन नहीं आ रही हैं
Sir mera ek dost h uska mother or father ka death ho gaya hai uska koi guardian bhi nahi hai to wo account kase khulwayaga saving ke liya wo kam karta hai uska age 15 sal hai
Open ho jayega unki sirf details dalegi
Bad me koi problem hoga kya jesa ki account kuch ho jay to mother father ka sign kyuki unka document to rahega bad me kuch hoga to account to ricks ho jayega na kyuki uska mother or father ka to death hogaya hai to wo sign kaha se layega@@techsupport9103
@@techsupport9103 agar account kuch hojaya to parent sign kaha se layega kyuki parent to mar gaya hai uska or uska koi relative bhi nahi hai
@@techsupport9103 bad me koi problem to nahi hoga na kyuki uska account blocked ho jay to uska parents ka signature or re kyc ke liya kaha se liyaga kyuki uska parents to mar gaya hai or koi relative bhi nahi hai 😞
Sir Photo upload karne per bhi ek video banai
Mai minner account open karta hu to error q a raha h sabhi customer ka error a raha h
Kya error a raha h
Adhaar vrn ki error aa rahi hai
Same
Is me birth certificate detail mangi h wo dalna jaruri h kya
Pan ya birth certificate
Dono me 1 mandatory hai
@@techsupport9103 aur dono me koi na ho to
OTP likhne ka option nahi araha hei
Mera bhi
Qualification ka samna aadhar number bolraha he kiska dena h
Minar form kaise nikala
सर जी अगर ग्राहक के पास पैन कार्ड और जन्म प्रमाण पत्र दोनो ही नही ही है तो उसका खाता कैसे खुलेगा ।
1 mandatory h
Father ke election card laga kr
Account no nahi dikh raha hai
Minor ac me ac no bank ke authorised krne ke baad ata h
Tx
Birth certificate nhi hai to kya kore
Pan card
Bank mai hame apne parents ko bhi lekar jana hoga online krne ke baad
Ye ac csp centre par open hoga
Bro upi use kar sakta haa ❤
Yes
@@techsupport9103 atm melaga or monthly ketna transaction kar sakte haa
Bhai ye account number kab tk ajata he
Rbo se authorisation ke baad
@@techsupport9103 kitna din lagta he
सर अगर 40,45 साल का है और उसका पैन कार्ड नही तो अकाउंट ओपन हो जाएगा ।
Ha bhai
Birthsertifiket nhi ho to??
Pan ya birth certificate me se ek mandatory h
Atm milta hai ki nhi
Milta hai
camera nahi ha to kayaca koro
Mera photo upload nahi ho raha hai...25 kb ke niche jpg image hai fir bhi nhi ho raha hai
Paint me Jake ek baar edit kar lo ho jayega
@@techsupport9103 Sarey options try kar liya... lekin nahi ho raha hai... CSP Colleagues...B.C suppose team sab ne try karke dekh liya....fir bhi same..."upload should be in .jpg or .gif"
Enter valid adhaar varuthu
Father adhar ki jagah voter I'd daliye
thanks
Ok
Account ka name
Account no nhi aate h form print par vo kha milenge
Minor account ka account number bank se authorised hone ke baad ata h
Website link
Csp centre par open hoga
😂😂😂 ye id hai website nhi
सर जी आपने मोबाइल नंबर टाइप बता दो बात कर नी है