Crossing the sea of Bani Israel and our story بنی اسرائیل کا سمندرپارکرنااور ہماری داستان

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 31 дек 2024

Комментарии • 58

  • @aishamalik8731
    @aishamalik8731 2 месяца назад +3

    Love you Parwez Sahib 👍

  • @Iftikharahmed1472
    @Iftikharahmed1472 6 лет назад +13

    علامہ پرویز صاحب آپ نے اپنا حق ادا کر دیا ھے اللہ پاک کی ھزارو رخمتین آپ پر

    • @khanmuneeb736
      @khanmuneeb736 5 лет назад +1

      Great explanation

    • @ab5471
      @ab5471 4 года назад +1

      Hahahahahahha nice joke. Apne sath peche pata nhi kitne gumrah logon ko chorgaya.

  • @ashiqali4491
    @ashiqali4491 8 месяцев назад +2

    Very nice❤

  • @laiqlaiq970
    @laiqlaiq970 5 лет назад +3

    Me boht khush hn apny sachy rab k sath jes hal me or jahn hn

  • @muhammadjanjua1584
    @muhammadjanjua1584 4 года назад +7

    He was a great scholar of Quran, I never seen a good scholar than this. I read nearly everyone exegesis. I was studying him last 17 years believe me it was amazing. it seems as he was a fountain of knowledge and knowledge is gushing out like water

    • @Goldsmith.123
      @Goldsmith.123 4 года назад

      Lanti maloon kuch ilm nhi bagairat insan hai lanti hai ALLAH ki lanat ho is pe

    • @secretsecret8551
      @secretsecret8551 3 года назад

      Shakal se he sharabi lagta zaleel
      Father of Ghamdi beghairat

  • @sarmadbuzdar3892
    @sarmadbuzdar3892 6 лет назад +7

    Excellent explanation. Allama Sb is the true scholar.❤❤❤

  • @chachawaseem8156
    @chachawaseem8156 3 года назад

    Very informative outstanding analysis n explanation of Quran, cleared centuries old misinterpretation, logical translator interpreter deep analyser of Quran and Deen

  • @dskhan8447
    @dskhan8447 5 лет назад +2

    Beautiful

  • @robertdicosta1105
    @robertdicosta1105 3 года назад +2

    Allah Jj Perwez Sahab K Darajat Buland Farmaye..... Aur Etraz Kerney Walon Se Guzarish Hai K Aakhir Iss Tarhan Ki Tilsim Sazian Allah Ussi Daur Main Q Dikhata Tha Kia Ajj Media Ka Zamana Hai Aur Apky Muttaqi Parhezgar Ulma Qaum K Beech Mojood Bhi Hain Yahood O Nasara Ajj Mazboot Hain Or Hum Kamzoor Par Gaye Hain To Iss Daur Main Aisey 2 Chaar Muajzey Ager Dikhadiye Jaen To Kia Hi Baat Hai

  • @IhsanUllah-xh9op
    @IhsanUllah-xh9op 6 лет назад +3

    good

  • @ghulamsarwar1328
    @ghulamsarwar1328 3 года назад +2

    V good

  • @muneerbasha1718
    @muneerbasha1718 7 лет назад +1

    Interesting speech

    • @navidbutt17
      @navidbutt17 Год назад

      You call this Qurani and Islami sermon a speech 😢😢😢?

  • @GogaKapoor-qb4un
    @GogaKapoor-qb4un Год назад

    Raqse iblees

  • @FarooqAhmed-fb1yc
    @FarooqAhmed-fb1yc 5 лет назад +2

    Logically

  • @tahircheema5271
    @tahircheema5271 3 года назад +1

    Great

  • @syedsalahoddin536
    @syedsalahoddin536 2 года назад

    Perfectly explained!
    کیا سورۃ الفیل پر پرویز صاحب کا کوئی لیکچر موجود ہے؟
    اگر ہے تو براہ کرم لنک شیئر کر دیجئے. شکریہ!

    • @kidZzone357
      @kidZzone357 2 года назад +1

      G hn

    • @syedsalahoddin536
      @syedsalahoddin536 2 года назад +1

      @@kidZzone357
      مہربانی فرما کر لنک شیئر کر دیجئے. دعا گو.

  • @basitkhan7965
    @basitkhan7965 4 года назад

    Parvez sahab jo aap keh rahe ho aap ke zamane mai zaib deta tha.aaj hum samaj sakte hai ki sab kuch mumkin hai.E=mc2.allah tou kudrat rakhta hai har akh cheez par.dusri baat agar misaal ke tour par aaj ka insaan kisi pehle ke zamane ke insaan se mile aur us se kahe ki hum asmaan par udte hai kya wo believe kar payega.

    • @satisfyingshorts224
      @satisfyingshorts224 3 года назад

      Jb us k samny sb reality dikhaengy prove krdengy to kesy inkar krega?

  • @alisyedzain1
    @alisyedzain1 9 лет назад +11

    This is age of science and technology. We know it is Earth which routes around the Sun. Allah SWT has enforced laws of nature in universe which has permanent values and Allah SWT will never change or break his laws for any one.
    In my opinion Prophet Musa Allay Salaam was commanded to put his staff and check the depth of water at various places and cross the red sea accordingly. They did it and Pharaohs with out realizing facts got drowned in sea.

    • @zee840
      @zee840 7 лет назад +5

      Ali Syed so how long would that staff have been to measure the depth of the Sea ?

    • @abdulkarim-eu1sf
      @abdulkarim-eu1sf 6 лет назад +2

      ALLAH PAK ke liyye apne banae hooe laws( which nobody knows) permanent value (in our eyes) ghulam pervaz is excuser like sir sayyad try to twist meaning&translation from day 1 to uptill all agreed arab or non arab yet some excuser knows "better" and even not certified by arabs

    • @serendipitous9584
      @serendipitous9584 4 года назад +1

      haha. u can measure sea with a staff ???? quite logical. Does there ny kind of sea exist with such 1 meter depth in the world where you can atually walk through while measuring its depth? Must have travelled for years in steps in the sea and checked its depth. haha . and Firaun with all the power and resources available at that time could not follow him. and what about his body remaining for more than a thousand years in t he sea and then coming out. any other example in the world? And what about the stick becoming the snake and eating other snakes. and what about the ibrahim AS s incidents. being in fire , birds arising from the dead. Eesa AS birth ???? his raising ppl from the dead, his treatment of leprosy without any medical intervention. Noah AS s flood, killing each n every single individual who wasnt in the boat, Not a single person could survive outside the boat . How long will u keep inserting logic and science into these. U just cant. These are miracles, which have no explanation at all.

  • @babarali7746
    @babarali7746 7 лет назад +1

    thank you

  • @basitkhan7965
    @basitkhan7965 4 года назад

    Hum kuch cheeze samaj sakte hai jitni allah ne humko capicity di hai,kisi limit tak dekh sakte hai kisi limit mai sun sakte hai.aap tou bas laws of forces mai ulaj ke reh gaye hai bas jo hai so hai kaise change ho sakte hai laws nature ke maaz allah.

  • @syedasimali668
    @syedasimali668 6 лет назад +1

    فانفلق فکان کل فرق کالطود العظیم قرآن میں آیا ہے۔ اسکی کیا تاویل ہے؟ یہ ذکر آیا نہیں۔

  • @ghafeershah5804
    @ghafeershah5804 Год назад

    مولانا صاحب
    سورہ الشعراء میں ھے
    ۔۔۔۔۔اضرب بعصاک البحر فانفلق کان کل فرق کالطود عظیم۔۔۔
    اس ایت کو بھی اپنی تشریح میں شامل کریں
    یہاں تو۔ صاف لکھا ھے سمندر پر عصا مارنا
    پھٹ جانا دو حصوں میں بڑے ٹیلے
    یہ کیا ھے
    اپ نے اپنی مرضی کی دو ایات سے تشریح مکمل کر دی تھی

    • @NatureBeautyNKT
      @NatureBeautyNKT 21 день назад

      فَانفَلَقَ کا قرآنی مفہوم
      اب اس کے بعد آگے : فَانفَلَقَ (26:63) آگیا ۔یہ جو ساتھ ’’ف‘‘ ہے‘ اس کے معنی انہوں نے ’’پس‘‘ کر دئیے’ اور ہر جگہ یہی معنی کردئیے :’’پس وہ پھٹ گیا‘‘ ۔ عربی زبان جاننے والے جانتے ہیں کہ یہ’’ ف‘‘ ہر جگہ پس کے معنی میں ہی نہیں آتا ‘ ’’اور‘‘ کے معنی میں‘ نئی بات شروع کرنے کے معنی میں‘ یہ حروف آتے ہیں ‘ یعنی یہ نئی بات ہے کہ یہ ہوا۔ کہا تھا کہ انہیں راتوں رات لے کے نکل جاؤ ‘ کہ صبح ہوتے ہی وہ تمہارے پیچھے آئے گا۔ فَلَقَ کے معنی تو یہ ’’فلق السمآء‘‘ ہوتا ہے‘ پو پھٹنے کے معنی میں یہ لفظ آتا ہے‘ خود ہمارے ہاں ان ترجموں میں
      قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ الْفَلَقِ (113:1) آیاہے ۔عربی زبان میں یہ لفظ’’ فلق‘‘ صبح کے نمودار ہونے کے لیے آتا ہے ۔ تو انہوں نے پیچھا کیا کرنا تھا ‘ یہ رات کونکلے تھے‘ جب صبح نمودار ہوئی ‘پو پھٹی تو یہ دیکھا۔ قرآن تو ساری تفصیل یوں نہیں کرتا کہ یہ اس میں سے یوں گئے’ او روہ پیچھے آکے یوں کھڑے ہوگئے’ قرآن کریم نے تو یہ بتایا کہ فَكَانَ كُلُّ فِرْقٍ كَالطَّوْدِ الْعَظِيمِ (26:63)۔ انہوں نے اس کا ترجمہ کردیا کہ سوٹا مارا اور سمندر پھٹ گیا’ اور وہ ایک تو اُدھر یک تودہ کھڑا ہوگیا‘ ایک تو دہ ا ِدھر کھڑا ہوگیا ۔ یہ تو وہ جو دو جماعتیں ہیں‘ ان کا ذکر آ رہا ہے’ کہ صبح نمودار ہوئی تو اس کی روشنی میں یہ دیکھا کہ بنی اسرائیل حضرتِ موسٰیؑ کے ساتھ اس پار پوری کی پوری جمعیت کھڑی ہے ‘ فرعون کا لشکر‘ اس کی جمعیت اِدھرہے ‘ فرعون کا لشکر‘ اس کی جمعیت اِدھر کھڑی ہوئی ہے ‘ اس دوران درمیان میں پھر پانی آگیا وَأَزْلَفْنَا ثَمَّ الْآخَرِينَ (26:64) میں نے عرض کیا تھا یہ دوReferences يَبَسًا (20:77) اور رَهْوًا (44:24)۔ وَأَزْلَفْنَا ثَمَّ الْآخَرِينَ (26:64) وہ جو فرعون اور اس کے ساتھی تھے‘ وہ ذرا قریب آئے ‘ یعنی یہ دیکھ کر وہ بھی آگے بڑھے تھے کہ یہ جو پار ہوگئے ہیں‘ ہم بھی پار ہوجائیں گے۔ وہ آگے بڑھے تو مقام وہ آگیا’ جس میں سمندر کا جو پانی تھا پھر چڑھ آیا Tide کے ذریعے سے ۔ یہ ہے جو قریب ہونا ہے

  • @raosaleem1790
    @raosaleem1790 3 года назад

    44:24

  • @ahmedsheikh4722
    @ahmedsheikh4722 Год назад

    Croroe lanat is bandy pr pura quran badal diya isne

  • @abdulansari6484
    @abdulansari6484 3 года назад

    Maudoodi ne khud ki
    Asleeyat,
    "Khilaafat wa Malookiyat"
    kitaab likh kar khol do aur
    Maudoodi mal'oon ko munh_tod
    Jawaab Mahmood Abbaasi saahab ne apni kitaab ke zariyah diya.

  • @AbdulRahman-qp7db
    @AbdulRahman-qp7db 4 года назад

    20:77

  • @alfatehkhan6337
    @alfatehkhan6337 4 года назад

    Musalman kuran pak par Iman rhakte to pure Jahan par hukumat karte the Aaj hadees par Iman rhakte to pure Jahan par jalil ho rahe Hain

  • @serendipitous9584
    @serendipitous9584 4 года назад +2

    Shukar hai in k bayaan Arabi main nahi , warna arabs ko funny lateefay lainay ki kahin or se zarorat na thi, in ki definitions hi kaafi thi, Wo meanings jo un arabs nay khud b kabhi nahi sunay thy , Pervez sb ko hi ja kar samaj aya quran. Na Nabi saw ko aya na sahaba ko aya na ajtak 1400 saal k musalmano ko. wo sab ghalat hi samajty rahay, phr aik din ALLAH nay ARABI lughat ki Book Pervez sb ko ata ki, unho nay phr us dictionary k mutabiq aik aik word k meanings ko tele kia. phr ja kar quran sahi meanings main logo ko samaj aya.
    yar itni musibat kia parhi hai, seedha inkaar hi kar do quran ka. usko ghuma phira kar stupid analogies jo pesh kar rahay hain. Maanay hi na. jannat jahannum konsi exist karti hain aqal k according , na kisi nay dekhi, koi physical existencial evidence to hai nahi.

    • @qissa-go2581
      @qissa-go2581 4 года назад

      عقلی پرواز میں بہت پیچھے ہو آپ ابھی اور زیادہ مطالعہ کرو تو حلق سے نیچے اتریں گی پرویز صاحب کی باتیں۔۔۔

    • @serendipitous9584
      @serendipitous9584 3 года назад

      ​@Wajahat Mughal ISLAM hai hi deen e fitrat. jo aam faham , clear saaf , established meanings of words main baat karta hai. jis k liay kisi unparh se unparh arab ko b ARABI LITERATURE KI DICNIONARY se quran nahi samajna parha. Pervaiz sb nay jo MEANINGS INSERT kiay hain Quran k text main un per insan comments b kia kare. For ex Suleman AS k lashkar main JINN, INS AND TAAER shamil thy. Pervaiz sb ki translation hai k JINN se murab SEHRA k log hai, ab yeh konsay dor main konsi zuban main kon se ilaqay main JINN ka word sehra k logo k liay bola jata hay???? and Taaer ka matlab BIRDS hai, lekin ALLAMA sb nay iska matlab DISCOVER kia FAST HORSES. yeh zara thori si aur research kar k batayn k TAAER kabhi arabic history main kabhi Horses k liay bola gya hai??? Salaat ka matlab SYSTEM NIZAAM kis nay ajtak liya hai, NABI SAW k dor main ? sahaba k dor main? quran main konsa NIZAM hai jis ko qaim karne k liay din k 2 ends pr qaim karne ka kaha hai, us se pehlay HATH FACE FEET dhonay ka kaha hai? juma k din jab NIZAM Qaim karne k liay bulaya jye or phr jab nizam qaim ho jye to ALLAH k fazal k liay spread ho jao. i mean this is just stupidty, in baton par discussion karna b i think wastage of time hai, koi Ilmi logical baat ho to insan kare bhi. DICTIONARY main hr word k 10 meanings hain, main APNI MARZI ka sb se rare meaning uthaon or quran k har word ki totally different translation kar doo. yeh konsa mushkil kaam hai, lekin phr wo Quran nahi rahay ga, ap ki apni marzi k meanings ki aik book ho ghi. Quran wohi hai jisko ALLAH nay us waqat k logon ki language and meanings and concepts k acording utara, ta k Unko DICTIONARY khol kar Quran na samajhna parhy, unki apni zubaan apnay matalib main hi utara. yeh itni asaan saaf baat hay k kisi 10 saal k bachay ko b batayn to wo samaj sakta hay. Quran aik book of instructions hai ya phr koi kisi classroom main diay gye teacher ka Literature ka homework . k bachay ja kar hr hr word k jitney possible meanings hain wo search karin phr har koi apni apni marzi k mutabiq apna kaam present kare. Quran ALLAH nay us waqt k raij ilfaaz n matalib main utara hay.

    • @serendipitous9584
      @serendipitous9584 3 года назад

      @@qissa-go2581 ISLAM hai hi deen e fitrat. jo aam faham , clear saaf , established meanings of words main baat karta hai. jis k liay kisi unparh se unparh arab ko b ARABI LITERATURE KI DICNIONARY se quran nahi samajna parha. Pervaiz sb nay jo MEANINGS INSERT kiay hain Quran k text main un per insan comments b kia kare. For ex Suleman AS k lashkar main JINN, INS AND TAAER shamil thy. Pervaiz sb ki translation hai k JINN se murab SEHRA k log hai, ab yeh konsay dor main konsi zuban main kon se ilaqay main JINN ka word sehra k logo k liay bola jata hay???? and Taaer ka matlab BIRDS hai, lekin ALLAMA sb nay iska matlab DISCOVER kia FAST HORSES. yeh zara thori si aur research kar k batayn k TAAER kabhi arabic history main kabhi Horses k liay bola gya hai??? Salaat ka matlab SYSTEM NIZAAM kis nay ajtak liya hai, NABI SAW k dor main ? sahaba k dor main? quran main konsa NIZAM hai jis ko qaim karne k liay din k 2 ends pr qaim karne ka kaha hai, us se pehlay HATH FACE FEET dhonay ka kaha hai? juma k din jab NIZAM Qaim karne k liay bulaya jye or phr jab nizam qaim ho jye to ALLAH k fazal k liay spread ho jao. i mean this is just stupidty, in baton par discussion karna b i think wastage of time hai, koi Ilmi logical baat ho to insan kare bhi. DICTIONARY main hr word k 10 meanings hain, main APNI MARZI ka sb se rare meaning uthaon or quran k har word ki totally different translation kar doo. yeh konsa mushkil kaam hai, lekin phr wo Quran nahi rahay ga, ap ki apni marzi k meanings ki aik book ho ghi. Quran wohi hai jisko ALLAH nay us waqat k logon ki language and meanings and concepts k acording utara, ta k Unko DICTIONARY khol kar Quran na samajhna parhy, unki apni zubaan apnay matalib main hi utara. yeh itni asaan saaf baat hay k kisi 10 saal k bachay ko b batayn to wo samaj sakta hay. Quran aik book of instructions hai ya phr koi kisi classroom main diay gye teacher ka Literature ka homework . k bachay ja kar hr hr word k jitney possible meanings hain wo search karin phr har koi apni apni marzi k mutabiq apna kaam present kare. Quran ALLAH nay us waqt k raij ilfaaz n matalib main utara hay.

    • @serendipitous9584
      @serendipitous9584 3 года назад

      @Wajahat Mughal mere pyare bhai.. MOJZA. is word pr believe kiay bgair baat banay ghi hi nahi. jitni marzi taaweel kar layn wo sb explanations ridiculous hoti jayn ghi. PALAK JAPAKNAY MAIN FATAH kese ho skta hay? Allama sb nay FATAHA karwaya hay, aur ap khud kah rahay hain k Maheeno ka safar tha. poori army lay kar jana, fight krna, phr sb k sath wapis ana, yeh sb kuch fitrat k mutabiq hai ???? or phr Malika ko kia dikhaya, jab fatah kar liya? to takht to tha hi nahi? i mean mazak hi bna liya. Ab SURAH TAKWEER ki translation parhayn ALLAMA sb ki, ab main kia kahon, ap khud parh kar imaandari se dekhayn. aur jese Moosa AS ki story ki taaweel ki hai ALLAMA sahab nay ap khud parhayn, imaandari se sochayn k yeh qaabil e qabool hai ? hazrat eesa AS ki paidaish b fitrat k mutabiq nahi, na hi Adam AS , marnay k baad bones , dust ban kar dobara qayamat ko zinda kiya jana konsi aqal k mutabiq hai ? konsi science sabit kare ghi? jannat jahannum , farishtay etc ka koi proof nahi, hum sb batayn is liay mantay hain kion k hum ALLAH ko mantay hain, us k CREATOR honay ko mantay hain, jab usko maan lia to phr wo sab kuch kar sakta hay, jo samaj main aya wo b aur jo UNSEEN hai, wo b. isi ko BILGHAIB kahtay hain, k wo baat hmari OBSERVATION , main nahi, lekin hum us per yakeen karte hain, kabhi kabhi mojzaat dikha kar b wo hmaian mutawajja karta hai. Quran k jo words hain unko aam faham meanings main hi liya jye ga,taaweel us cheez hi hoti hai jo CLEAR na hi, jo cheez clear cut bata di gyi hai , saaf ilfaaz main, wo agr hmari aqal main nahi arahi to iska matlab yeh nahi k hum us word kay sab se common aam matlab ko hi change ker k sab se rare jo kahin practically bola hi nahi jata , us ko lay layn, yeh bilkul hi illogical baat ho ghi.
      EX: ENGLISH DICTIONARY main GAY ka word pehlay HAPPY JOLLY k liay use hota tha, poetry parhayn, ab ap un poets ki potery main GAY ka matlab happy joyous KI BAJAYE aj k dicionaty main term homosexuals meaings main kar deyn tou is sey zayada jahilana baat nahi ho ghi. Dosri ex: SHORBA ka mattam dictionary main dekhayn to SHOR ( NAMAK ) baa ( Paani) ko kahtay hain. lekin agr koi kahay k SHORBA k sath rotti khai tou kia is ka asal main kia just namal wala paani muraad liya jata hay hmare mahol main ??? Nahi , balkay Saalan murad liya jata hay. hazaro ex hain. ALLAMA sb nay har page pr yahi kaam kiya hay, is tra to main aik aur different translation b kar doo, chahay wo matlab kahin kisi jagha b Istamaal main na laye jatay hon, lekin DICTIONARY main to hain. hum nay yeh b dekhna hay k jo ilfaaz quran main istamaal huwy hain us waqt log un ko kis matlab main lete thy, zahir hau ALLAH nay un ki zuban k mutabiq hi quran bejna tha , na k unko Literature ki taleem and correction krwani thi,

    • @qissa-go2581
      @qissa-go2581 3 года назад

      @Wajahat Mughal بھائی صاحب کچھ جگہیں ایسی ہوتی ہیں جہاں انسان کو اپنا وقت اور تدبر برباد نہیں کرنا چاہئے۔۔یہ صاحب اپنے فہم کو مکمل سمجھتے ہیں یہ اس میں آزاد ہیں جبر کسی پر نہیں۔۔امید ہے مدعا سمجھ گئے ہوں گے کہ ایسے مکالماتی بحثوں میں پڑ کر امت کا بہت وقت برباد ہو چکا ایسوں کو چھوڑ کر انھیں مخاطب کیا جائے جو عقل و تدبر سے اس کی گہرائی میں اترنے کیلیے زرخیز لگیں :)

  • @dskhan8447
    @dskhan8447 Месяц назад +1

    Love you Parwez Sahab 👌

  • @aslamgadan8536
    @aslamgadan8536 3 года назад +2

    Good