लो भाई इंतजार खत्म आपके परिवार में से किस किस को ESIC का फायदा मिलेगा? कब तक मिलेगा? क्या भाई बहन को का फायदा मिलता है? पूरी जानकारी एक बार विडियो जरूर देखें..🔥😳🙏🏻 ruclips.net/video/N1B0RO5JrKo/видео.html
Pls bhai help me ,,,,mere esic me mere papa aur mummy ka name add nhi hai,,,,lekin hm apna sister ka name add krna chahte hai jo abhi 13 saal ka hai....bhai possible h ya nhi ..pls bhai bta do
Mere chota bhai hai jo ki 21 yrs ka hai uska treatment ESI hospital me nhi ho pa rha esi hospital ne pehle bola tha ki dependent certificate banvo lo hum uska ilaj karenge but humne vo certificate banva liya hai to ab mana kar rahe hai ki age Jada hai humare yaha nhi ho pata jabki mere bhai ko diabetes hai or kidney bhi kharab hai or vo chal bhi nhi sakta condition kafi kharab hai phir bhi nhi kar rahe ilaj ese me kya kiya jaye
Mere father ki operation ho gayi hai Lekin father's name add nahi tha at the time of surgery but baad me mein father name add kar diya kya hum claim reimbursement kar sakte hai
Sir mere father Esic card banwane ja rahe ho or Family me 4 member h 1 sister married h to kya benefits milega or mere grand father h but grandmother nahi h to kya mere grandfather ko benefits milge 75 yrs plus Or hamari age 19 h to kya hame milgs
Sir khud ke mom dad to lifetime add rahenge or brother ka age minor hai tho vo bhi add kar sakate haina? bcz mai unmarried hu to is condition mai hum apne brother ko add kar sakate hai?
Sar Mera ESI card se meri wife ka ilaaj shuru hua tha ab vah Mera band hone wala hai main chahta Hun ki mera jo ilaaj mere card se chala hai vah meri wife ke card per transfer Ho jaaye iske liye mujhe kya karna padega jisse ki mujhe koi dikkat Na Ho
Sir family ke liye benefits kb se start hota h kitne months baad pls btana 😢😢mere husband ka ESI card h pr ESI wale bol rhe h mujhe abhi uski suvidha nhi mil skti 10 11 month tk mai pregnant hu Feb mai delivery h isliye refer ka phucha tha to mana kr diya unhone
@@PanghalTechnology my esic local office is not adding my name in my mom esic card . I am 22 year old and currently pursuing my B.pharmacy 3rd year .can you help me ?
Sir meine job se resign diya tha esi card tha mere pass resign kare hue saal bhar se upper ho gaya hain ab mother ko brain hamerage ho gaua hain to esi card use kar sakta hu jya.
Meri mother state government employee hai, government hospital me sister in charge hai, unka mediclaim hai. Kya yo mera ESI ke andar aa sakte hai? Aur mere father doctor hai but private me. To kya wo bhi a sakte hai mera ESI facility me as family members??
@@PanghalTechnology yes I am unmarried. But my mother is a govt employee under health dept. Unke under mediclaim kiya hua hai full family ka..Then ek saath 2 schemes ke andar mummy aa sakti hai?
Bhai, ek baat batao Mai ab 18years ka ho gaya and mai jab gaya tha hospital gaya tha unhone bola tha ki ab tumhara naam cut hogaya...ab dubara kaise add karau??? Kyonki 25 years tak hoga na?
Warning-Entitlement for medical benefit: YES . Entitlement for super speciality. NO .Do you still want to override and continue generating tha P1 referral advice OK cancel sir please help yh likhke computar mein a raha hai Tratment hone mein problem aa rahi hai sir eske uper ek video banaye Sir please upar Bala paste fir eske upar ek video banaye
One more question sir Main apni hi farrm main employee huin meri salary 18000 dalti hai mairay papa owner hai. Farrm kay fir us main mairay mami papa ko be benefit milay ga
Sir mujhe mummy ka Cancer ka treatment karana hai esic hospital faridabad se mera card 2018 ka par meri rejoining January 2024 ki hau kya treatment ho payega Pls reply me 🙏🙏🙏
लो भाई इंतजार खत्म आपके परिवार में से किस किस को ESIC का फायदा मिलेगा? कब तक मिलेगा? क्या भाई बहन को का फायदा मिलता है? पूरी जानकारी एक बार विडियो जरूर देखें..🔥😳🙏🏻
ruclips.net/video/N1B0RO5JrKo/видео.html
SUBSCRIBE KARO !❤️❣️🙏🏻
our vlog Channel..👇👇
ruclips.net/channel/UCkb7wv7-tKZs1sN8E-Ful1Q
I need your help bro related esic card
Pls bhai help me ,,,,mere esic me mere papa aur mummy ka name add nhi hai,,,,lekin hm apna sister ka name add krna chahte hai jo abhi 13 saal ka hai....bhai possible h ya nhi ..pls bhai bta do
Brother sister nhi add hote
Dependent son education me age limit kya hai
Mere chota bhai hai jo ki 21 yrs ka hai uska treatment ESI hospital me nhi ho pa rha esi hospital ne pehle bola tha ki dependent certificate banvo lo hum uska ilaj karenge but humne vo certificate banva liya hai to ab mana kar rahe hai ki age Jada hai humare yaha nhi ho pata jabki mere bhai ko diabetes hai or kidney bhi kharab hai or vo chal bhi nhi sakta condition kafi kharab hai phir bhi nhi kar rahe ilaj ese me kya kiya jaye
Brother ko esic me cover nhi krte hain
What about cancer patient if he is 22 yrs old , if he is not independent...plzz reply
If not independent then there is no benefit from esic if he is dependent then his treatment might be done from esic after submission of req documents
Kya kya bimari ki elaj hota hain
Thank you so much brother
❤️🙏🏻🙏🏻
Would you please share the notification download link..
I will share
Sir spouse ka gender galad ho gaya ..ab correction kaise kare .. aadhar bhi approve nehi hua isliye .. reject ho gaya pls help me sir .😢
Online correct kr lo
Aur father mother toh lifetime take added Rahe Hai ba
Female ka esic ka card hai then mother and father depend hote hai kaya.
Marriage and unmarried - Female ka card hai
Unmarried me mother father married mein mother father in law hote hain
Sir kya hum meri sister jo 23 saal ki hai or mere mummy papa sab hai to kya sister ko laav milega ?
Nhi
Sir agar bahan private job kar rahi h to kya maa pitaji aur bhai ka ilaaj ho sakta hai
Mother father ka ho skta hai
Mere father ki operation ho gayi hai Lekin father's name add nahi tha at the time of surgery but baad me mein father name add kar diya kya hum claim reimbursement kar sakte hai
Yes
Kya mai apne mother in-law and father in-law ki dwa le skti hu
Sir mere father Esic card banwane ja rahe ho or Family me 4 member h 1 sister married h to kya benefits milega or mere grand father h but grandmother nahi h to kya mere grandfather ko benefits milge 75 yrs plus
Or hamari age 19 h to kya hame milgs
@@adityakumaryadav650 apko bhi milega apke grandfather ko milega ek depends ka affidavit bnega or apki sister ko nhi milega wo married hain
@@PanghalTechnology sir hamko kab tak milega or hamre grandfather ko kab tak
@adityakumaryadav650 apko 25 age tk or apke grandfather ko jab tk wo hain tab tak
Minar dependent age limit 25 doubt hai
Esic me yhi hai
Kab tak valid rehta hai card jaise kisi ka jan mein cuta koo esi to wo kab tak valid rehta hai
Jis period me leave Kiya hai us period k last tk
Sir agar spouse govt employee ho tab kya sare benefit milenge hospital k and ip certificaye k
Yes
Thanks for the response sir.whether income of spouse is any issues or not
Agar employee ladies hai and husband dosre job me hai… 50 thousand salary hai ..Kya wo covered rahenge..????
Husband cover rhenge kitni bhi salary ho wife k esi me medical benefit unko milega
Nominee ke pregnancy maternity benefit mil sakata hai kya?
Only medical benefit not maternity cash benefit
sir me mere bhai k esic card Me included hu or less than 21 hu tw kya me IP ward certificate k liye eligible hu ya nhi plz reply it's urgent.
Apka treatment ho skta hai aap krwa skte ho ip ward certificate kya hai I do not know.
Sir khud ke mom dad to lifetime add rahenge or brother ka age minor hai tho vo bhi add kar sakate haina? bcz mai unmarried hu to is condition mai hum apne brother ko add kar sakate hai?
Mother father jab tak aap unmarried ho tab tak add honge or brother minor hai tab tak add rhega
Meri wife ka esic card h to usme uske papa mumy ka naam hoga ya mere papa mamy ka
Apke mummy papa ka
Sir agar mai exact 21 years kaa hu pr 22 ka hua nhi hu to kyaa mai eligible hu kyuki wahan not more than 21 yrs likha h
Not more than 21 yr means less than 21 year agar aap 21 year 1 day ke bhi hue to eligible nhi ho
Sar Mera ESI card se meri wife ka ilaaj shuru hua tha ab vah Mera band hone wala hai main chahta Hun ki mera jo ilaaj mere card se chala hai vah meri wife ke card per transfer Ho jaaye iske liye mujhe kya karna padega jisse ki mujhe koi dikkat Na Ho
Transfer nhi hoga aage ka ilaj apki wife apna card se krwa skti hain
Mera june 2022 se esic se name cut ho gya hai kya me ab bhii benefit le skta hu
Nhi
nhi
Is Grand Mother / Grand Mother Can Be Cover Under ESIC...?
State Insurance Act
No
Sir esi mai family mai kis tarah ka photo lagate hai vo bataye
Joint photo passport size se thodi bdi
Sir family ke liye benefits kb se start hota h kitne months baad pls btana 😢😢mere husband ka ESI card h pr ESI wale bol rhe h mujhe abhi uski suvidha nhi mil skti 10 11 month tk mai pregnant hu Feb mai delivery h isliye refer ka phucha tha to mana kr diya unhone
One year bad
Sir kya mere chacha ka beta eniki mere bhai ko bhi ho sakta hai
Nhi
Thank you so much
🙏🏻🙏🏻
Agar father retired govt.officer ho to unhe esic me add kar sakte hai
If monthly income is less than 9000 to add kr skte ho
Agar father retired govt job bale ho to esic me add ho sakte he kya
Agr depend hain or income kam hai to add ho jaynge
@@PanghalTechnology what about mother ? she also part of pension then
@shakmbu which pension she is getting
Kya hum parents ke liye immediately claim kr sakte hai ya uska bhi koi period hai
Ilaj ho skta hai bt superspecility treatment k liye 1 yr contribution hona chahiye
Apna contribution ki khali family member ka nam chahiye 1 yr complit@@PanghalTechnology
Bahut khoob
💗🙏🏻🙏🏻
Bhai mere yaha esic office wale mera name add nhi kr rahe hai me 22 sal ka hoon or abhi padhai krta hoon 3 rd year mein hoon kya kaaron
Kya bol rhe hain ?
@@PanghalTechnology my esic local office is not adding my name in my mom esic card . I am 22 year old and currently pursuing my B.pharmacy 3rd year .can you help me ?
@anishmahto4719 phle company se add hoga
Sir father in low ko add kr sakte hai unka esic se treatment Hoga Ki Nahin
Nhi
@@PanghalTechnology sir rasta ni hai kya??
@@rajj8860 nhi mother father add ho skte hain in law nhi
Sir meine job se resign diya tha esi card tha mere pass resign kare hue saal bhar se upper ho gaya hain ab mother ko brain hamerage ho gaua hain to esi card use kar sakta hu jya.
Nhi
nhi
Lab tak valid rehta hai card
Last working day tk
Sir mere son ka naam cut kar Diya hai wo abhi 19 ka hai wo abhi padai kar raha hai
Nhi cut nhi kr skte abhi 25 tk milega unko
Cut kar Diya hai aage kya karna hoga
@@jaipurvisionvlogjvv dobara add kr do
Sir my mother is worker in anganbadi her salary is 5200 is she eligible for esic ??????
Pls reply sir😢😢😢😢
Yes
Meri mother state government employee hai, government hospital me sister in charge hai, unka mediclaim hai. Kya yo mera ESI ke andar aa sakte hai?
Aur mere father doctor hai but private me. To kya wo bhi a sakte hai mera ESI facility me as family members??
If you are unmarried then they will covered else not covered
@@PanghalTechnology yes I am unmarried. But my mother is a govt employee under health dept. Unke under mediclaim kiya hua hai full family ka..Then ek saath 2 schemes ke andar mummy aa sakti hai?
Mere ko add kordo
nhi
agar vo job karte hai unki monthly salary 9000 se kam hai to vo aa sakte hai
Esic new IP register with adhar vedio banaye please
Yes
Brother.. My mother require 2 operation for hernia and uterus, for which the expense will be around 90k, will I get any benefit from ESIC?
Full benefit milega esic se
Thank you brooo😊
Sir mri krwana hai doctor bolre h. Apka sst off hai usko kaise on krwaya jaye
Sst ke liye condition hota hai kya wo apka fulfill hai
@@PanghalTechnologycondition kaise dekhyege ki wo fullfill hua h ya ni
Job ae Resigned krne ke kb tk esic ka benifits milega ?
Apr to Sep me kbhi bhi choro sep tk milta hai Oct to Mar k bich me kbhi bhi choro mar Tak milta hai
Bhai, ek baat batao Mai ab 18years ka ho gaya and mai jab gaya tha hospital gaya tha unhone bola tha ki ab tumhara naam cut hogaya...ab dubara kaise add karau??? Kyonki 25 years tak hoga na?
Employer se bat kro wo add krenge
3 Saal ki Daughter ko kese Add karenge?? Oftion samjh mai nhi aaya??
Family me ja kr
@@PanghalTechnology family mai jaker ke kiya but bachhi ke liye koi option nahi aa raha hai. Aap bataye option kya hi?
@ASLAMKHAN-zy2ob minor depends daughter hoga
Sir mere mummy ka esic hai kya use apne papa ke ilaj krwa sakte hai
Mere papa ko pension milta hai
Plz Reply 😢
Han karwa skte ho papa ka
Apne bache ko kitane sal tak ilaj kara sakte h
25 years
Kya mai apni wife ka treatment kara sakte hai but mere card me unmarried kar diya but name hai
Marital status change krwa lo employer se ho jayga treatment to
Hello bhaiya me 19 years ka hu to mujhe esic ke benifits milenge
Yes
New esic card se operation karwa sakte hai kya
Yes,check with respective dispensary for referal
@@PanghalTechnology original dikhana padega ya hard copy se kam chal jayega sir please reply
Print se kam chl jayga
Brother ka age Kitna hone chahiye esic me add karne ke liye
25 yrs
Sister ki esi me uske sadi hone ke baad mummy papa add honge ya ht jayenge
Mtlv sister ke father mother in law add honge ya sister upr hai ki apne mummy papa ko rakh sakti hai
Ht jaynge
Mother ka ilaj Pvt hospital se chal rha hai 6 mahine se
Kya claim kr sakta hu
Abhi esic me intimation krwao phir esic k through hoga tb milega Paisa,phle k 6 mnth ka nhi milega
@@PanghalTechnology help me sir meri mom ko cancer he 4th stage ab muje kuchh dvaiye leni ecsi me se to kya muje milengi
or iske liye me kese aply kr skta hu mere hr se ya fir me kisi bhi bil ko mere hr me dedu ki ye mera bill he ise pass krvado to hongs
Yes mil jayngi dispensary me jao or vnha na mile to wo NA likhenge phir bhr se le kr bill lga dena
Han company ka hr v apki help kr skta hai apko guide kr skta hai
Sir private hospital me agar treatment karate h to uss ka amount milta h kya
Esic se refer bnvana pdta hai phle phir cashless ho jata hai
बेटे की पत्नी कंपनी में कार्यरत थी, क्या बेटे के पिता का ईएसआई में इलाज हो सकता है
Ho jayga certificate lgega income certificate
Thank you
@@ShubhamKumar-rb6dt 🙏🏻🙏🏻
Spouse ki pregnancy facility mileage kya??
Yes
Sir ji kya main apni mother-in-law ko add karwa Sakti Hun.. mere father-in-law nai hai..
Han karwa skte ho
Sir esi 3 day par month he
Kay full binfat milga
Check eligibility in your esic login
Aapne act to bata rhe hai but ye kaha se dekhe clear kare
Esic ki site pr www.esic.gov.in
Sir kya danto ka ilaj bhi yaha hota hai
Yes
Sir kya dada dadi me include ho skte h
Nhi
Warning-Entitlement for medical benefit: YES . Entitlement for super speciality. NO .Do you still want to override and continue generating tha P1 referral advice
OK cancel
sir please help yh likhke computar mein a raha hai Tratment hone mein problem aa rahi hai sir eske uper ek video banaye
Sir please upar Bala paste fir eske upar ek video banaye
Sir apka super speciality no hai or wo tbhi yes hoga jb aap condition fulfill kroges esic ko
Sir mai ESIC me registered hu to kya meri wife ke pregnancy ke dauran treatment aur delivery hogi free me....
wife ka name add hona chahiye
Mother in law and Father in law add ho sakte hai kya
Nhi
Bother sister me only mother hu tu bhi esic me add honge ki nahi
Nhi
IP DAGHTER INLAW WHAT COVER MOTHER & FATHER INLAW
Both mother & father in law covered
kya koi bacha god liya hua hai to uska ilaj ESIC me karva sakte hai ki nhi💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓
Karwa skte ho.apke ps documents hone chahiye ki ye apka bacha hai God liya hua
Bhai meri age 25 h or me study kr rha hu mera name add ho jaye ga kya papa ke card me
No
Good
🙏🏻🙏🏻
Sir how long an unmarried daughter can get benefits? Lifetime? If the insured person is alive?
Yes till marriage she will get benefit
@@PanghalTechnology That means she can get any medical treatment from ESIC even if she is more than 25 years old.... if her working mother is the IP?
@Sric-ru3vi yes
Sir help me nomni ka ilaj ho sakta
Family me add kro unko
Good knowledge
Thanks
Sir agar meri mummy govt job me h and salary 10,000 hai toh kya unka esic certificate ban skta h please sir 🙏 bta dijiye
Unka BN skta hai bt wo apke esi me add nhi ho skti.esic tbhi bnega jb wo jnha working hain wnha esic applicable hona chahiye
@@PanghalTechnology okk sir kya ap bta skte h ki kaun kaun se job me esic applicable h
@@PanghalTechnology wo ek anganvadi karyakarta hai
All private sector having 20+ employees
@@PanghalTechnology iska matlab govt sector me jaaan karne wale jinki salary bahot low h wo nahi kr skte sir ?
Ak female jiska shadi ho gya uske khud ka mummy papa is main cover rahega ?
Nhi... exception cases me us pr video bnai hui hai mne aap dekh skte hai kis condition me covered ho skte hai
agar aapke or koi bhai ya father nhi hai to add kar sakte hai
Mere Father ka account hai,,,,Mai 21 ka ho gaya hu,,,mera cut Gaya hai,,kya,ab mai add ho Sakta Hu please reply
No
Hai
Farrm kay owner ka treatment ho sakta hai ya nahi esi main
Uska kaise hoga uski salary 21000 se jyada hogi na
21000 say ziyada salary wali employee ko koi benefit nahi milay ga sir?
@@mohammadkashif7708 nhi
One more question sir
Main apni hi farrm main employee huin meri salary 18000 dalti hai mairay papa owner hai. Farrm kay fir us main mairay mami papa ko be benefit milay ga
Sar do wife hone per kya Karen kya donon wife Kabaddi hongi
Nhi ek wife ko milega
Sar department son education me age limit kitana hai
21
Last me other likha hai usme kon kon ata hai sir
In that condition when family not exist like mother father or brother sister na ho tab
Dada dadi
Not covered
What about unmarried dependant daughter?
Benefit given till marriage
@@PanghalTechnology not upto 25 years?
Or lifetime?
No
@@PanghalTechnology Unmarried daughter can get the medical benefits for whole life?
Tqs sir❤
❣️🙏🏻🙏🏻
Other ka kya matlab hai
When you do not have family then select others
Minor dependent son ko dependant son receiving education kaise kare mera son ab 19 ka hai
Edit pr click krke
@@PanghalTechnology submit ka option nahi aata
Cant update my bank account. Displaying msg THIS ACCOUNT NUMBER HAS ALREADY BEEN TAGED WITH OTHER INSURED PERSON". Please help.
Koi dusra bank account link Krna pdega apko apna
@@PanghalTechnology but who is using my account
@@kapilbhardwaj8892 may be koi apka purana esi number hoga ya employer aise bhi dal dete hain copy paste kisi ka kis me
Kya m apne bhai ki biwi ka pregnant delivery kra skta hu
Nhi
Main unmarried hun mere mein mother father ka naam lag sakta hai
Yes
Brother sister ka bhi donon unmarried Hain
Brother sister ka nhi hoga
Sir mujhe mummy ka Cancer ka treatment karana hai esic hospital faridabad se mera card 2018 ka par meri rejoining January 2024 ki hau kya treatment ho payega
Pls reply me 🙏🙏🙏
Ho jayga
@@PanghalTechnology thank you so much sir
@SaurabhKumar-ex8gy 🙏🏻🙏🏻
Wife ke sas air susur hai kya
Yes
nhi hoga kyu ki sas and sasur apne baite pr dependent hote hai
Grand mothar & Father ?
Not
Bhai apne other ka to btaya nahi
Other select krne ke bad aap kisi bhi family member ki add kr skte hajn
Other me kon aayega sir please confirm
Mother in law ?
No,
Mere esic mai 8 month ho gya apni wife ki delivery kra sakta hu abhi 3 month hai delivery ko
Han baki aap apne esi me login krke dekh skte ho
Esic kuch nahi milta bilkul poor
Poor esic kuch nahi milta