Sir, Preset kitne Ohm par set karna chahiye? aur 2000 Watt induction me kitne ampere lena chahiye? preset change kiya slow heating hai, preset 110 Ohm par set kiya hai lekin induction 2.5 se 3 Amp le raha hai. 🙏🏻Sir, please reply 🙏🏻
Prestige ka 2000 watt ka induction hai aut Preset ka number 103 hai to abhi kitna value ka resistor lagana parega.? 220 ohm lagaya tha kaam nahi hua hai.
Bridge rectifier se igbt tak ek mota wire ka shunt jumper laga rehta hai, woh dry solder hone se heat kam ho sakta hai, or usi shunt ke ek terminal microcontroller se jura rehta hai, us track me jo resistor laga hai usko check kijiye
Agar resistor change karne se kaam nahi bana to, Bridge rectifier se igbt tak ek mota wire ka shunt jumper laga rehta hai, woh dry solder hone se heat kam ho sakta hai, or usi shunt ke ek terminal microcontroller se jura rehta hai, us track me jo resistor laga hai usko check kijiye
I'm getting low wattage problem after cleaning. I used to get 1.3 KWH while cooking now getting around 500 to 550 watt. What could be the problem?
Sir, Preset kitne Ohm par set karna chahiye? aur 2000 Watt induction me kitne ampere lena chahiye?
preset change kiya slow heating hai, preset 110 Ohm par set kiya hai lekin induction 2.5 se 3 Amp le raha hai.
🙏🏻Sir, please reply 🙏🏻
250-300 ohm par normal rehta hai, 2000watt pe 5-6 ampere lega
Sir, Thanks for your reply.... 🙏🏻🙏🏻
Prestige ka 2000 watt ka induction hai aut Preset ka number 103 hai to abhi kitna value ka resistor lagana parega.? 220 ohm lagaya tha kaam nahi hua hai.
4.7k ka laga sakte hain
हमरा इकबार जरा गरम फिर छोड़ देता हैं फेन्न भी चल रहा क्या बदले प्रीसेट बदला काले cepesiter बदले❤🎉🎉😊
Pehle preset hi dekhiye
220ohm resistance 1w ka chalega
Ha jaroor
Thanks
200-800watt set karne par same problem ho raha hain jab ki 1000 watt se lekar 2000w pe set karne se sab normal hain, kya problem ho sakta hain ?
Low watt par aise hi ruk ruk ke chalta, yeh normal hai
Ok
मार्केट बोर्ड में प्रीसेट से कम नहीं हो रहा है 8A ले रहा है।सर्किट से कैसे कम करें?
Hevel st n mai aisa hota hai kia karu
Hi, Bajaj induction me low heat he Lekin preset nahi dekhta he pcb me yiska kaise thik karu, I m new technician please reply
Bridge rectifier se igbt tak ek mota wire ka shunt jumper laga rehta hai, woh dry solder hone se heat kam ho sakta hai, or usi shunt ke ek terminal microcontroller se jura rehta hai, us track me jo resistor laga hai usko check kijiye
@@rdelectronicscreativity9064 sir can I call you on what's up, I m from nepal
sir same issue
Agar resistor change karne se kaam nahi bana to, Bridge rectifier se igbt tak ek mota wire ka shunt jumper laga rehta hai, woh dry solder hone se heat kam ho sakta hai, or usi shunt ke ek terminal microcontroller se jura rehta hai, us track me jo resistor laga hai usko check kijiye
Ok sir
Apna mobile number bhejo
Kya problem hai bataiyen