Bhayya hamare ghar mai to month mai sayd 1 baar light jati hai.. to invertor bhi nhi hai. Bhot jugaad krke cpu monitor sab laya hai To kya UPS lena zaruri hai???
Kul mila ke pc band nahi hona chahiye 😂 baat to wahi huwi na jinke pass paisa hai invertor kharid sakte hai bahut se log rent pe rehte hai unke liye ups sahi hai
@@pradeepmotivational-g1l Bhai Me v PC build karva raha hun, kya UPS lu? 2Lakh ka Pc hai and Week me agar light jaye to 2-4 bar chali jaye warna nahi bhi jati,, Kya karu confused!?
@@pradeepmotivational-g1l bhai mere gar kabhi Light jati hi nahi aur chali bhi gai to 2 Minutes mushkil se break hota hai!! Fir kahe inverter pe itna paisa waste Karna jitne me me apna PC aur High kardu,, koi sence nahi mere liye iska.. Muje bas ye janna hai UPS jaruri hai to Lagau nai to nahi bas aur vese bhi electric Board me ek MCB dalwa dunga but instant Power off se PC me maybe dikkat aa sakti hai
Bhai mere ghar pe inverter h but ye confirm karna chata hun agar mai apna computer lata hun tho light jane baad computer on rahega inverter se ya pc band hoke chalu hoga?
Ups kharab hone par inverter lia lekin problem solve nhi hua.. ab car ki 26 ah ki battery ko ups me connect kia hu.. acha h registanace remove krne ke bad bhi 15 minute backup only
Mere pas ups hai but kharap ho chuka hai fir mai ne search kiya RUclips me aur ap ka video dekh kar mere ko aye shik mili ki bina ups ke bhi pc chalta hai,thanks you so much 👌👌👍👍❤️
Bro Na mere garme UPS hai n Inverter!! Light Rarely jati hai par jati jarur hai.. Month me 4-5 bar ho jata hai… aur isi Reason se Inverter to sure me nahi laga sakta but kya muje UPs lena chahiye ya PC ko ese Band ho jane dena chahiye ?
Bhai mere ghar mein bhi inverter tha par lait jane par wo kuch mili second ka time leta hai es se tv light ko farak nhi padta par Pc band ho jata hai es karna motherboard Damage and windows crupt ho sakti hai. Chahe kuch bhi ho par pc ke sath UPS jaruri hai
Mere pass UPS nahi tha aur light chali gayi thi toh motherboard k components ud gaye the. LAN port and PCI express. Muze usb LAN adapter Lena pada tha baad mein. HDD b ud sakti hai while in use. Mechanical platters kharab ho sakte hai while in use. So UPS jaruri hai agar inverter nahi hai toh
Ye video se ye pata chalta he ki ups kisne lena chahite kisne nahi.....par ye pata nahi chalta ki ups ki jarurat he ya nahi.....sawal alag aur apka jawab alag he
Mai computer le raha hu air shop vala ups lene ke liye force kar raha hai bol raha hai achanak bijli chali jaye to computer me problems aa sakta hai. Kya mujhe sach me lena chahiye?
hamare yahan ligth fluctuation bahut jyada hota hai........ main line stabilizer laga par ........ inverter bhee hai..... phir bhee DT achanak band ho jata hai......... kya karna chahiye ?
naa mere area me light jaati nahi hai lekin beech beech me light 1-2 min ke liye band hojaati hai to i think ups is better for me kyu ke inverter bahot mehga aata hai
Mene abi just 2 din pehle PC build karaya hai gaming purpose ke liye or light jyada ni jati hamare yaha but PC chalu hota hai koi Kam kar rae hote hai to ek dam se chali jati hai to usse pc ya processor ya motherboard ya ram kharab ho jati hai
Voltage kaam aa rahe hai... ups ya to charge ho raha hai ya pc on karne ke baad battery se pc ko on kar raha aur battery low hone ke baad pc band ho raha hai... ups charge pe hone ke baad bhi... kya mera ups kharab hai ya Voltage kaam hone ke karan aise ho raha hai... plss reply 🙏 😢
Mere inverter me ups ka option hai lekin humlog use eco mode me use karte hain kyunki ups mode me battery jyada drain hota hai to kya main eco mode me pc use kar sakta hoon
bhai inverter nhi hai ups khrab ho gua hai or current supply hamasa rhta hai kabhi nhi katata hai to mai computer direct current se chala sakta hoon without inverter direct current
Ups inverter nahi hai mere pas simple inverter hai . Ups lena chahiye kya sirf isliye ki 2 second ke liye jitne me ghar ka inverter electricity se battery par shift ho . Kyunki merko inverter par hi use karna hai
Bhayya hamare ghar mai to month mai sayd 1 baar light jati hai.. to invertor bhi nhi hai. Bhot jugaad krke cpu monitor sab laya hai To kya UPS lena zaruri hai???
Is video ko dekhne ke baad aap samajh jayenge ki apko UPS BUY krna chahiye ki nhi
Aapke battery me pani km ho gaya hai jald hi usme pani dale nahi to battery kharab ho jayega
Ok bro
Haa
P2nM34
Bhayya hamare ghar mai to month mai sayd 1 baar light jati hai.. to invertor bhi nhi hai.
Bhot jugaad krke cpu monitor sab laya hai
To kya UPS lena zaruri hai???
Kul mila ke pc band nahi hona chahiye 😂 baat to wahi huwi na jinke pass paisa hai invertor kharid sakte hai bahut se log rent pe rehte hai unke liye ups sahi hai
Aaj kal UPS bhi back up de nahi raha hai maine kharida aur 2 month bhi nahi hua aur lagta hai kharab ho gaya hai
@@pradeepmotivational-g1l Bhai Me v PC build karva raha hun, kya UPS lu? 2Lakh ka Pc hai and Week me agar light jaye to 2-4 bar chali jaye warna nahi bhi jati,, Kya karu confused!?
@@strangerisOPboy best option hai inverter le lo bro usme 25,30k invest karo fan 💻 7,8 ghante aram se chal jate hai 4, 5, yrs koi problem nahi hoti
@@pradeepmotivational-g1l bhai mere gar kabhi Light jati hi nahi aur chali bhi gai to 2 Minutes mushkil se break hota hai!!
Fir kahe inverter pe itna paisa waste Karna jitne me me apna PC aur High kardu,, koi sence nahi mere liye iska..
Muje bas ye janna hai UPS jaruri hai to Lagau nai to nahi bas aur vese bhi electric Board me ek MCB dalwa dunga but instant Power off se PC me maybe dikkat aa sakti hai
@@strangerisOPboy badhiya hai UPS hi le lo generally koi bhi ups 30,20 mint deta hai jabki light 2 mint me aati hai tho kabhi problem hogi hi nahi
Invorter se ups mode hone par bhi band ho jata hai bhai isliye ups Lena chahiye
Right
Ups kharab hone par inverter lia lekin problem solve nhi hua.. ab car ki 26 ah ki battery ko ups me connect kia hu.. no issue.. best result.
बहुत अच्छी वीडियो बनाई है मेरा ups खराब हुआ था मैंने होम ups पर ट्राय किया पॉवर सप्लाई बंद होनेपर कॉम्पूटर सहीसे काम करता है 👍👍👍
Bhai mere ghar pe inverter h but ye confirm karna chata hun agar mai apna computer lata hun tho light jane baad computer on rahega inverter se ya pc band hoke chalu hoga?
@@supersuraj222 inverter ups model ka hoga tohi chalu rahega varnaa purana inverter hoga to computer restart hoga
Bro UPS is always necessary. My computer got spoilt because I did not use UPS. Even if I get backup for few minutes UPS is always necessary.
Ups kharab hone par inverter lia lekin problem solve nhi hua.. ab car ki 26 ah ki battery ko ups me connect kia hu.. acha h registanace remove krne ke bad bhi 15 minute backup only
Mere pas ups hai but kharap ho chuka hai fir mai ne search kiya RUclips me aur ap ka video dekh kar mere ko aye shik mili ki bina ups ke bhi pc chalta hai,thanks you so much 👌👌👍👍❤️
Pc ke liye inverter ke sath stabilizer lagana jaruri hai kya?
Stabiliser Sir Matlab Kaun Sa ?
@@strangerisOPboy did u build pc
Thanks ❤
Video start at 1:00 thanks me later 😙😙
Thank you bro Batane ke Liye
Thank u
Thank-you bhai time bachane ke liye
👍
Chip jhatu
Thank you Bhai aapne sahi बताया 👍🏻👍🏻
Mene bhi UPS nhi liya 😀😀
Thanks 3000 save karva diye app ne
भाई 23 हजार का इन्वर्टर लेकर पीसी चलाएंगे इससे बढ़िया लैपटॉप ना ले लेंगे 🤔
Thank you very much, this is very helpful.
Bro Na mere garme UPS hai n Inverter!!
Light Rarely jati hai par jati jarur hai.. Month me 4-5 bar ho jata hai… aur isi Reason se Inverter to sure me nahi laga sakta but kya muje UPs lena chahiye ya PC ko ese Band ho jane dena chahiye ?
UPS lage le bhai warna motherboard phoonk jayega
@@apnitalaash9093 pakka lagva Lu? Okay kitne me ayga?
Bhai lagaya ups tene me lagau ya nahi
Sir ji, for a 20 minutes PC backup; what is the cheapest best product ?
Artis ka ups lo
Bhai kya ups ki power supply ko hamesha on rakhna theek hai ya nahi. Ya ups ko full charge ke baad band kar dena chahiye
Jb tk pc chalu rakhna ho tb tk on rakhna chahiye
Do we need ups for all in one PC ?
High quality psu ke lia ups nahi chaiye still battery se thodi deer on raita he.
Ups use karna achha he bhale wo 5 minute backup de
Current fluctuations ke karan motherboard me ya SMPS me issue aa sakta he ye bhi ek possiblty he
Syad rite bro
Bhai mere ghar mein bhi inverter tha par lait jane par wo kuch mili second ka time leta hai es se tv light ko farak nhi padta par Pc band ho jata hai es karna motherboard Damage and windows crupt ho sakti hai. Chahe kuch bhi ho par pc ke sath UPS jaruri hai
Same bro kya karo
Ups mode PE karo inverter
@@SxSTARbuy Ups
@@kingadi.5869kiya bro par hota jata hai tab bhi
You can use voltage stabilizer directly to computer without ups?
Bhai voltage stabilizer lagwana sahi rhega ky
Bahi thanks Mai Abhi lane Jara that ups thanks I got you like an sub
सर क्या है कि मेरे गाँव मे विजली का वोल्टेज कम आता है तो मेरा कंप्यूटर चलता नही है तो क्या फिर में ups खरीद लू या नही बताए आप
Apko stabilizer aur ups dono lena chahiye
Yes kharid lo
Sir ji mere yaha voltage kam jyada hota h
Or kabhi kabhi bijli Achanak se chali jati h
Mujhe kya lena chahiye
Computer chalte chalte lite ki bajah se band ho jata hai to kharab ho sakta hai CPU
Na
Bhai hua kharab
Mere pass UPS nahi tha aur light chali gayi thi toh motherboard k components ud gaye the. LAN port and PCI express. Muze usb LAN adapter Lena pada tha baad mein. HDD b ud sakti hai while in use. Mechanical platters kharab ho sakte hai while in use. So UPS jaruri hai agar inverter nahi hai toh
Haa bhai mera bhi light up down ki wajha se mothrbord chala gya yrr fr main cunfuz hun kiya ups kam krega rokdega e sb boltase adjest krega
@@aqibsheikh1939inverter use kiya tha?
@@ubaidbaba5453please bataye Kya invetor pe be computer kharb ho jata h
Sir mere PC me Earthing ka issue hota hai kya is se PC kharab ho jata hai
Agar ups nhi laye or inverter bhi nhi ghar me to computer chla sakte hai kyaa
हा लेकिन बिजली होनी चाहीये😀😀
Ups se ac current nikal ta ya dc?
What about the fluctuation in power supply. Some times its low 150-160..
Ups with avr
Agar main power supply ups ki hamesha on rahe 1 year tak. Or usko use na kare to ups dage ga to nahi?
Sir mere paas na ups hai aur na inverter hai kya ups lena jaroori hai.
Bhai kyi der tak to lagg rha tha ki mein invetor wali video mein agya tha😂😂
Ye video se ye pata chalta he ki ups kisne lena chahite kisne nahi.....par ye pata nahi chalta ki ups ki jarurat he ya nahi.....sawal alag aur apka jawab alag he
Mai computer le raha hu air shop vala ups lene ke liye force kar raha hai bol raha hai achanak bijli chali jaye to computer me problems aa sakta hai. Kya mujhe sach me lena chahiye?
Upa lene se kitna der tak chale ga computer 🖥️🖥️😊
Sir kya sach me computer kharab ho sakta hai achanak light jane se?????
Haan
Invetor heh but same 1 jab line off on kar time meh 1 sec turn off hota heh should i need ups
Yes brother 1sec ke liye bhi off nhii hona chahiye
Stablizer lagwa sakte hai?
hamare yahan ligth fluctuation bahut jyada hota hai........ main line stabilizer laga par ........ inverter bhee hai..... phir bhee DT achanak band ho jata hai......... kya karna chahiye ?
Ups use kijiye
@@shashishuklatech Jee Thanks
naa mere area me light jaati nahi hai lekin beech beech me light 1-2 min ke liye band hojaati hai to i think ups is better for me kyu ke inverter bahot mehga aata hai
Mene abi just 2 din pehle PC build karaya hai gaming purpose ke liye or light jyada ni jati hamare yaha but PC chalu hota hai koi Kam kar rae hote hai to ek dam se chali jati hai to usse pc ya processor ya motherboard ya ram kharab ho jati hai
UPS se UPS ko chala sakte hain keya ?
Bhai poore video mein to tumne 2nd point bataya hi nahi : without UPS, a sudden powercut may spoil computer hardware components ???
is gadhe ko kuch pata nahin
UPS lagne se computer kitne waqt chalu rehta hai computer
I'm using inverter + 12V bike battery as ups 🔥
Kya Woh work karta hai?
😀
Chahe inverter ho ya na ho
Voltage kaam aa rahe hai... ups ya to charge ho raha hai ya pc on karne ke baad battery se pc ko on kar raha aur battery low hone ke baad pc band ho raha hai... ups charge pe hone ke baad bhi... kya mera ups kharab hai ya Voltage kaam hone ke karan aise ho raha hai... plss reply 🙏 😢
Lekin voltage adjustment nahi karta hai inverter
Or ups me voltage adjustment rahta hai
Bhaiya dukan wala Power supply bhi de raha hai aur up's bhi lagane ke liye keh raha kya dono lagna zaroori hai. Mera pass inverter nahi hai
Mera desktop band ho jata h light jatein hi ....mere pass UPS h phir b aisa ku hota h
Thanks 👍 dost
इनवर्टर से कंप्यूटर को किस तरह से पावर देने का उसका एक वीडियो बनाइए
Nice video sir
It really helps me
Thank u sir
Nice information
घर में कोई मशीन ऑन ऑफ करते ही यूपीएस में खट से आवाज़ पड़ता है और mouse भी कुछ सेकंड के लिए काम करना बंद कर देता है इस प्रॉब्लम का solution बताइये
Jb v kahi spark hota hai to usb disconnect ho jata hai kuchh time k liye, mere sath v aisa hota hai..
So switch spark krta hai usko thik kijiye
Mere inverter me ups ka option hai lekin humlog use eco mode me use karte hain kyunki ups mode me battery jyada drain hota hai to kya main eco mode me pc use kar sakta hoon
Mera ups kharab ho gya per mere pass ups inverter h toh pc work krege na mera aram se
sir ups ko electricity ki suply hamesha on rakhe ya computer off krne ke baad ups bhi band kr de..?
Computer band krne ke bad ups off kr dena chahiye
@@shashishuklatech bhai on rkna chahiya charge hota he
वेरी गुड।
Phir bhi UPS jaroori hai...sirf UPS ki supply inverter par hona chahiye
Me to bina smps And invertor ke directly Main supply se chalata hu😢kya kya problem ho sakta ha
Bhai may be Aisha karta hu kuch toh nahi hua na?
@@Jahan00007 nhi kuch nhi hua
@@Jahan00007 1 month se use kr rha hu me
Sir ghar me yadi invetor ho to in sab ki jarurat nhi padegi kya..
Invertor toh hai but pc bnd hota hai ...kya kru ??!
Microtek inverter on hone ke bad light katne ke bad v computer of ho jata hai
yes aisa hi hota hai
bhai inverter nhi hai ups khrab ho gua hai or current supply hamasa rhta hai kabhi nhi katata hai to mai computer direct current se chala sakta hoon without inverter direct current
Agar voltage high ho gya to computer kharab ho jata hai
what VA ups do i need if computer is pulling 600 watt power .. someone please tell
Bro did you got answer
Matalab ups nhi inverter le 😂😂😂😂😂
Nice video sir
Vah sir
2:09 modi sharkar spotted 😂
sir kya UPS se dreel machine chala sakte hai ?.. 🤔
Buldoser b chla skte ho
@@pawankumar-zk2yz 🤣🤣🤣🤣🤣🤣
How much VA power ups required to run a small computer lab like 16-17 computer
600va
Maine to CPU me hi ups build kra Li he
Bhai mere ghr me inverter lga hua hai lekin jab light jati h to mera pc band ho kr restart ho jata h kuch samjh nhi a rha asha q ho rha h
Sir hamara pass inverter battery bi ha fir ma hamara computer off ho jata ha light jana ka bad asa kyo ha btao
1:51 power surge ke karan kharab ho jata hai
Tq🙏 helpfull vidio 🙏🙏❤
kya ligh ki arting nahi hone kya vajah se pc ka keyboard work nahi karta
Ups inverter nahi hai mere pas simple inverter hai . Ups lena chahiye kya sirf isliye ki 2 second ke liye jitne me ghar ka inverter electricity se battery par shift ho . Kyunki merko inverter par hi use karna hai
Bina laptop ki battery se only UPS se calanepar Kitna time backup Dega ? Ea video banao.
Bhai mere pas lominus ka invter h
Shri Ganesh namah Jay maa laxmi
Bhayya hamare ghar mai to month mai sayd 1 baar light jati hai.. to invertor bhi nhi hai.
Bhot jugaad krke cpu monitor sab laya hai
To kya UPS lena zaruri hai???
Jb inverter nhi hai to ups laga lo, pc ki sefty k liye
Bhai kya scch me components khraab ho jate h agar ups na lgaya ho to light jane pr?
Iske bare me kch Shi se btya hi nhi Bhai
dost mera PC inverter se connect hai par jab lite jati hai PC band ho kar dubara chalu hota hai is ke liye kya kru
Wow
Ups to ups hi hai,
sir 5 to six computer run ho sakte ha kya
PS Lena bahuy jaruri hain invertor she Mara mother board JAL GTA
Jai jai jai jai guru are you doing recently I am not
plese computer ko kaise calate hai uska bhi eak video bhejo
Watch video on 1.75x
Lekin hamara yahaoe voltage kaam hai inverter par swithch hone pe sexonds lag jate hai
Hi bro free fire khel te ho kiya
Kya ups ni hony sy motherboard khrab ho jata hai
👍 right
To fir ye ups kyu aate hai ?
Kaise pata Karu maire ghayper ups inverter laga hua hai ya nahin
Picha switch hota hai eco aur ups mode hota hai
Bhai mene abhi computer liya h ups lena padega kya ?
Han bhut zaruri hai
Mera ghr m iverter h. To ups lena jarurii h
Inverter par computer chalaoge toh baaki kuch aur zyada der nahi chalega
Ups microtek 650 normal bijli se to chlta hai but inverter ki bujli se nhai chalta, why
Same problem sir